ye review pakistan k halat par mubani ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review pakistan k halat par mubani ha ?
    asslam o alikam dear ferinds hume pta k hamre mulk k halat kese hein hamre mulk k halat bohat kharab hein hamre mulk mn sab se zada berozgari ha job ki kami ha dear agr hum onlines kam krna chahte hein tu ye business hamre liye eik sab se best business ha is mn hum menat kr k kameyab ho sakte hein instaforex zabardast onlines business ha hamre liye
    :1f60d: hard work :1f60d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review pakistan k halat par mubani ha ?

    Asslam o Alaikum jesa k ap sub dosto ko pata hain as wqt humry mulk k halt kia kuch hain or kia kuch chal rhy hy jab k any way Salo main kia kuch ho skty hy ku k agr humry mulk k halt pay past main dkha jaye tu tab halt kuch orthy har government ki apni policy or metion hoty hain jen ki badolt mulk targii krta hain Jab k as wqt pakistan buht hi mushkil wqt say guzr rha hy us k halt atna zyda achy nii hain corna ki waja say mostly country ki economy ko buht nuksan hun us k sth mulk pakistan ko bhi buht zyda nuksan hun
    • #3 Collapse

      Re: ye review pakistan k halat par mubani ha ?

      Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan aajkal Pakistan ke halat bahut hi kharab ho chuke hain Pakistan ke andar fast Aam ho chuki hai Janab Aam ho chuka hai Pakistan ke andar Chori Niketan Aam ho chuki hai Pakistan ke andar Chhoti bacchiyon ke sath vyaktiyon ho rahi hai aur Pakistan ke andar Chhoti bacchiyon ke sath Izzat luti ja rahi hai Pakistan ke andar bahut hi saddle julmon Sitam ho raha hai Pakistan ki police Kyon Hai vah Kuchh Bhi kar Nahin Pa Rahi aur Pakistan ke andar Fauj hai agar uske andar Sab Kuchh de diya Jaaye to Pakistan Ek Bar FIR Ek Achcha Mulk band sakega Pakistan ke andar catalogue Bharat naam hai Pakistan ke andar bahut hi jyada Zulm O Sitam Hai Allah Tala Pakistan ki khabre mein Pakistan ke andar auraton ke sath Ja taiyar ho rahi hai aur auraton ki Ijjat luti ja rahi hai aur bacchon Ke Samne auto ke sath Vyakhya ho rahi hai Pakistan ke andar bahut hi jyada zulm-o-sitam ka Bajar Garam Hai Allah Akbar Ka Tala Pakistan ko Aman ka tehwar banaen
      • #4 Collapse

        Re: ye review pakistan k halat par mubani ha ?

        assalmu alikm ui review pakistan k halaat aur paida hony waaly muaashi haalat per mubni h athharwin sadi m bartaania m ronuma hony waly sanatti inkalaab ny pori dunyaa per praanimat haaalat muratab keye hn iss inkalaab ny na sirf uorap balky pori dunya k siasi.muashrti aur muaashi nizaamon ko badal rakh dia iss inklaab k nateejy main dunya m fasly simat gyae komon k dar miyan raabton m izaafa howa nateejtn dunya aik wahdat ban ker obhrny lagi
        isi maksad main bartania main bhaap sy chlny wal injan ijaad howa jiski wja sy injan sy chlny waly behri jhaaz aur rail jaisi taiz raftaar sawaarian riwaaj main ayen isky ilawa sanat aur zra at kay sohbon main masheen k istamaal ny sanati aur zraie paidawaar m izaafa kia
        onisween sadi k tessry ashry main tele graaf ki ijaadat ny peghaam raaani k shoby main inklaab parpa kar dia iss ijaad k nateejy main dunya main pegham rsaani ko bark raftaar bna dia
        sanatii dorr ki in ijaadat ny bhhap per chlny waaly injen aur tle graaf masheen ny insaani tehzeeb k irtakaa main ahm kirdaar ada kia mazkora ijadaat k takaazy ny insaan na sirf asaaani aur taiz raftaari sy dunya kay aik kony sy dosry kony tak rsai haasil karna k like howaa balky kam wakt main aik barw azam sy dosry bar azam tak pegham rsaani ki silahyat bhee hasil kar li ab dunya k mukhtallif khitton main basny waaly insaanon kay dermiyaan raabton main asaani pida ho gye aur insaan aik dosry kay tajarbaat khyalaat aur ijaadaat sy murafeez hony lagy .

        ADVENTAGES :

        1...pakistan m jo sanati hlaate hn ui k adventages k baare m ah ui k sanati inklaab na sirf uorap balky pori dunya main bht bari iktasaadi siasi aur sakafti tabdeelion ka paish khaima h in tabdeelion ki ibtadaa uorap sy hoi lakin baad main baad main inky asraaat poridunya main pahail gye
        sanati inklaaab k nateejy m ghurba t ka khatma how aaur login ny sukh ka saans lia aur is inklaab ki badolat uorap m na sirf balky pory dunya m jageerarana nizaaam ka khtima howa aur iski jga sarmaya daari ny lay li
        2...science aur technology k shuby main ronuma hony waly inklaaab k nateejy main dunya m ikrasaadi trakki ky raasty hamwaar hoye
        3....pakistan ki fee kass amdni m izaafa hoea
        4....pakistaan m azaadana tijarar ko froogh mila
        5...pakistan main sheron ka aik dosry per iktasadi inhasaaar bhra .
        • #5 Collapse

          Re: ye review pakistan k halat par mubani ha ?

          Assalamu Alaikum aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge kiya hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai Pakistan ke halat bahut hi kharab ho chuke hain Pakistan ke andar fast Aam ho chuki hai Janab Aam ho chuka hai Pakistan ke andar Chori Niketan Aam ho chuki hai Pakistan ke andar Chhoti bacchiyon ke sath vyaktiyon ho rahi hai aur Pakistan ke andar Chhoti bacchiyon ke sath Izzat luti ja rahi hai Pakistan ke andar bahut hi saddle julmon Sitam ho raha hai Pakistan ki police Kyon Hai vah Kuchh Bhi kar Nahin Pa Rahi aur Pakistan ke andar Fauj hai agar uske andar Sab Kuchh de diya Jaaye to Pakistan Ek Bar FIR Ek Achcha Mulk band sakega Pakistan ke andar catalogue Bharat naam hai Pakistan ke andar bahut hi jyada Zulm O Sitam Hai Allah Tala Pakistan ki khabre mein Pakistan ke andar auraton ke sath Ja taiyar ho rahi hai aur auraton ki Ijjat luti ja rahi hai aur bacchon Ke Samne auto ke sath Vyakhya ho rahi hai Pakistan ke andar bahut hi jyada zulm-o-sitam ka Bajar Garam Hai
          • #6 Collapse

            Re: ye review pakistan k halat par mubani ha ?

            Yes dear aapane bahut hi important aur interesting topic discussion ke liye select kiya hai no doubt pakistanixx developing countries hai aur Iske Halat bahut jyada kharab hai no doubt Pakistan Mein Jab aap different problems ko clearly understand Karte Hain To usmein aap ko bahut jyada problems mil sakte hain Pakistan mein unemployment rate bahut hi jyada hai jo Hamare liye bahut jyada problem Teri Yaad kar raha hai please ke sath Pakistan mein political instability Hai Jiski wajah se Pakistan ki economy per bahut jyada effect ho raha hota hai iske sath Pakistan mein terrorism Nahin bhi bahut jyada roleplay kiya hai aur usko decline karne ke liye bahut jyada negatively affect Kiya Hai.

            All over the world Pakistan image bahut jyada kharab ho chuka Hai Jiski vajah se Pakistan ki Gross Domestic Product we gradually decrease ho rahi hai agar Hamari Gross Domestic Product gradually decrease ho rahi hai to iska matlab yah hai ki Ham day-by-day Pakistan mein bahut jyada problem face kar rahe hain aur gradually Hamare country ki income decrease ho rahi hai jo Hamare liye bahut jyada problem create kar sakti hai. Dear Agar Hum Pakistan ke halat ko thik karna chahte hain to ismein Humko individual roleplay karna hoga aur Aisi Unity apni general public ko Samjhana Hoga Ki Pakistan ki development kiya ke liye Apna role play Karen aur apni different capabilities ko properly utilised Karen.

            Faidy :

            Dear Agar Ham Pakistan ki development ke liye different important tools aur practice ko clearly understand karte hain isliye Apna roleplay Karte Hain To Aisi situation mein humko bahut jyada advantages mil sakte hain aur ham may seem successful ho sakte hain jisse Hamare country ki development possible ho sakti hai aur Humko maximum advantages mil sakte hain Jo Hamare liye bahut jyada profitable sakte hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: ye review pakistan k halat par mubani ha ?

              Yah review pakistan k halat per mubni hai
              assalamu alaikum doston aaj main aapko pakistan ke halat aur unki basic problem ke bare mein ek review pesh karna chahta hun
              pakistan ek developing country hai jismein bahut sare problem hai jo log rose face kar rahe hain aur ine problem ki bahut sari reasons hain agar ham baat karen problems ki to pakistan ka problem dusre developing countries ki tarah corruption hai corruption tamam buraiyon ki jar hai iska nuksan yah hai ki mulk ka revenue loss hota hai aur logon ko basic facilities bhi nahin milati society ke darmiyaan difference badhta jata hai yani amir amir se amir tar hota jata hai aur garib garib se garib tar hota jata hai iske sath sath pakistan ka sabse bada dusra masala unemployment hai high unemployment hone ke bahut sare reason hai is ki sabse badi vajah yah hai ki pakistan ke andar koi bhi industry lagana bahut jyada mushkil hai ismein bahut sari legal requirements hain aur un legal requirement ko pura karne ke liye yah to aapko official ko bribe karna padta hai ya fir aapko apna irada hi chhodana padta hai agar hukumat Mulk ke andar sirf corruption ka khatma kar de to ek industry grow karegi aur foreign investment ki shakal mein bhi bahut sari investment pakistan ke andar aaegi jisse bahut sare logon ko rojgar mely ga aur unemployment khatm hogi iske sath sath pakistan ka teesra bada masala poverty hai 50% se jyada abadi poverty ke lakeer se niche rahane ke upar majbur hai hukumat basic facilities we provide nahin kar sakti logon ko yahan per hospital ke andar itna jyada rush hai na tu free health services hai na hi koi unemployment allowance hai aur na hi koi free education ki facility hai pakistan ke industry khatm hone ki vajah se a gross domestic product musalsal gir rahi hai iski vajah se mulk ke andar foreign revenue ki kami hoti ja rahi hai aur foreign exchange ki kami ka matlab yah hai ki hamare pass dollars ke reserves kam hote ja rahe hain aur hamen hamari imports badh rahi hain hamen import ke payment ke liye dollars ki jarurat hoti hai to yah dollars yah to ham exports ke zariy hasil kar sakte hain ya fir hamen foreign loan lena padta hai aur agar aap loan lete hain to iske upar aapko interest pey karna padta hai iski vajah se ek inflation ki surat hal ban jaati hai mulk ke andar inflation ko control karne ke liye ek hi tarika hai ki aap mulk ke andar chijon ki supply co increase karen taka prices niche aaye lekin supply increase karne ke liye ek hi tarika hai ki aap industrialisation ko promote karen doston mein ummid karta hun ki pakistan ke halat ke upar hi review aapke liye bahut jyada helpful sabit hoga

              اب آن لائن

              Working...
              X