Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

    apko to pata he hae bahut sare warning signs hain jin ko hum apni each day base ke buying and selling ke liye use karte hain evaluation ke liye bhe use karte hain to is tarah se hum is fundamental kamyab bhe ho he jate hain to yeh bhe aik indicator hae jis se hum evaluation kar ke acha earnings hasil kar jaya karte hain hum is most important jitna zayada mehnat ke sath kam kar jate hain to hum is important success hasil karte he hain hamen bas is principal mehnat karne hote hae take hum kuch na kuch attain kar saken hum is foremost agar is indicator ka use karte howe is principal hum kam kar he jate hain to hum yahan se bahut kuch hasil karte he hain to bas mehnat karen kabhe bhe himmat na haren take apko is major kuch hasil to ho sake to is tarah se he to ap is major ho sakte hain kamyab agar ap is predominant acha kam karte hain to q ke yeh foreign exchange hae is predominant apke mehnat ke apke kam ate hae to affliction warning signs ka use kiya karen yeh acha hae lakin utna acha nhe hae ke jitne suffering or symptoms hain to bas hamne is important mazeed affliction tarah se mehnat karne cahiye hum is fundamental profitable ho sakte hain agar hum is essential dil se kam karte hain to tab he to hum is predominant se kamyab ho he jaya karte hain to bas hamesha he mehnat karte howe kam karen kabhe bhe himmat na haren hum is important jitna zayada himmat har jate hain hum is fundamental kamyab kabhe bhe nhe ho sakte hain to is liye hamne bhe pain tarah se acha kam karna hota hae take hum is principal kamyab ho saken to is ke liye tamam logon ko is essential mehnat karne cahiye take kuch acquire ho sake market UP mein jaane wali Hi yaadon mein jaane wali hai ya market apni scenario barkarar rakhe gi isiliye agar aap chahte Hain ki aap Forex buying and selling mein acche se accha income kam aaye to uske liye aapko yah symptoms comply with karne honge technical evaluation ke sath Hi Kam karna hoga kyunki agar aap technical evaluation ke sath Kam nahin karenge to aap Forex buying and selling mein kabhi bhi achcha income nai Kama saghty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

      dear friend, rate of change aik simple leading momentum indicator ha jo trend k barhnay ya km honay ki raftar ko measure karta ha, ye momentum oscilator k similar ha, ROC measure karnay k liay hm latest price close ko pichlay specified period ki price close sa compare kartay hain, is tarah 7 days ki RoC k liay latest close price ko 7 din pehlay wali close price sa measure kia jata ha, ROC calculate karnay k 2 steps hotay hain,

      pehlay momentum calculate kia jata ha, jo latest price close ma sa previous close price ko minus kar j hasil hota ha, is result ko previous price close sa divide kar k 100 sa multiply kia jata ha, jis sa percentage hasil hoti ha, ye result +100% aur -100% k darmian ki koi oscillating percentage value hogi, general rule k mutabik RoC reference line k upar ye neechay 5% sa ziada time spend nhi karay ga, RoC ma mai. cheez iski centre line hoti ha, jb ROC centre line sa below ho gi to market ki prices uptrend ma hongi jis sa buy signal generate hon gay, jb ROC centre line sa above move karay gi to prices downtrend ma hon gi, entry signals k liay ROC ki trend line ki violation zaruri ha, ye aik acha indicator ha jis ka proper knowledge ho to iska acha use kia ja sakta ha jo hmain profitable results provide karay ga, lihaza mehnat sa kam karain aur iski proper calculations seekhni chaian ta k hm is sa useful results gain kar paen
      • #18 Collapse

        Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

        Asslam o Alaikum dear forex members . Trading mai mai saray inddictors hoty onhi indictaors maibse ek indictaor ka question kiya hai bhai ne

        Roc ek simple indicator hai ye hmen ek chota sa over view deta hai. Agr hum is ko assan treeqay se smjhen aur isko complex na bnayen tou ye kafi faida mand sabit hota hai aur agr isko achy se smhhen tou achi trade tub ee pkr payengy gy

        ROC basically ek ocilator hai . Ocilator mean e zero kee line pe lie krta hau aur isi k gird oper nichy move krta hau mtlb ocilate krta hai . Zero k nichy minus hai zero se positive kee traf hai . Positive bullish aur bearish minus ko show krta hai . Ub hmen dekhna hai k ye indicator r hmen kyse ota chly ga k kub plus ya kub hai ye jyse indicate kray ga. Recently chlne wali trades ko dekhne k bad pta chlta hai mtlb 15 din pehly ke nifti fifty kee price se se agr aaj kee price k sath comparison kiya jaata hai . Aur jo 25 prriods pehly kee price aur aaj kee price ka differnce aap k ROC ka rate hota hai rate positive hai ya negative ye dekhna hota ha.

        Isko smjhna bht ee asan hai agr aap ko confirm gau k ye indictor foll9w hora hau tou aap assani se dekh k samjh skty k market kis way mai hau . Agr ye zero line jahan ap ne osko asue kiya hua tha . Aur ap new trade order tub ee lena hai jub aap ko confirm ho tub ee aap short period mai profit hassil kr skty hain. Isme kuch khas ziada profit hassil ni kiya jata kiunki k ocilate krta rehta hai. Iskay douran bht short period hota hai aksr bht chota sa profit loss hota hai ya no gain situation bn jaati hain. .aur jub aap trade lgaty hain tou ap ko tottaly secure reh k choti chotay trends mai profit pakren aur phir close order . Aap ko wahan bnen walay divrgnce ko dekhen jahan tak aap ko divergence chal rahy hain aap trade ko follow on rakhen aur jub ee khtm ho apko trade left kr k next mive ka intezar kren
        • #19 Collapse

          Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

          Rate of trade indicator se associated aapane bahut hello vital theme dialogue ke liye pick out kiya hai no doubt Jab aap price of trade indicator se associated dialogue Kahate Hain To usmein aap ko hello Idea hota hai ki Jab market Mein contemporary expenses ko prevailing fees se aur ultimate candlestick ki closing costs se evaluate karne ke horrific Jab aap apne evaluation karte hain to ismein aapko bahut jyada assist mil rahi hoti hai aur aap apne technical evaluation ko flawlessly robust kar sakte hain.Rate of trade indicator Ka Main cause yah hota hai ki Jab aap market Mein one-of-a-kind necessary indications ko suitable utilised kar rahe hote hain to ismein aap prevailing costs ko over a particular duration of time expenses se examine kar sakte hain aur vital choice making kar sakte hain Kyunki Jab aap necessary choice making karte hain aur charge of trade indicator ki groundwork per special decision-making Karte Hain To Main aapko most benefits mil sakte hain.Dear jab aap charge of exchange indicator ko appropriate research karte hain apni buying and selling per reply karte hain to aapko bahut jyada benefits mil sakte hain agar aap is indicator ko excellent utilised karna chahte hain to ismein aapko most blessings mil sakte hain agar aap is indicator ko precise apni chatting per reply karte hain to aapko is associated most records accumulate Karni chahie in any other case aapke liye kuch trouble ho sakti hain agar aap is indicator ko suitable facilitate aur utilise karne Jaate Hain To aapko is indicated se associated aur uski calculation se associated Mein most mastering whole karna chahie in any other case aap is right utilised Nahin ho sakte. Aap ko wahan bnen walay divrgnce ko dekhen jahan tak aap ko divergence chal rahy hain aap exchange ko comply with on rakhen aur jub ee khtm ho apko exchange left kr okay subsequent mive ka intezar kren
          • #20 Collapse

            Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

            Rate of change indicator hame market ki price changing ke bare mein bahut acchi information deta hairate of change indicator ko agar ham theek tarike se istemal karte Hain to ham market ki price ki changing ko aasani ke sath dekh sakte hain aur ja market ki price ki change hoty hai to ham isko bahut acche tarike se samajh sakte hain aur Market mein bahut acche order le sakte hain isliye hamen chahie ke ham Apne Nikal ke Saath Saath rate of change indicator per bhi practice Kiya Karen aur ek of change indicator ko bhi istemal Karen market ka achcha fayda utha sake aur Market ko behtar tarike se samajh sake.

            rate of change indicator:

            rate of change indicator basically ek oscillator indicator hai aur yah hamari technically trading mein istemal hota hai jab ham candlestick pattern ko technically trading ke liye istemal kar rahe hote hain to vahan per agar ham rate of change indicator ko istemal kar lete hain to hamen candlestick ki confirmation ke saath saath rate of change indicator se bhi kafi Madan mil jaati hai aur isase bhi hamari trade kafi acchi ho jaati hai rate of change indicator bhi hamari trading ke liye bahut hi behtar hai aur is per bhi hamari trading kafi acchi aur profitable ho jaati hai isliye hamen rate of change indicator kothi tarike se istemal karna hai tatya mein se achcha fayda utha sakte aur hamari trades acchi aur behtar ho sake tab hamare liye kamyabi hogi.
            rate of change indicator se hamen market ke overbought areas ka bhi patha sani ke sath chal jata hai aur iske sath sath ham market ke oversold areas ko bhi acche tarike se dekh sakte hain aur unke bhi acche analyses kar sakte hain Is Tarah se hamari trading bhi kafi behtar ho jaati hai aur ham market ko bhi aasani ke sath samajh Lete Hain rate of change indicator ko samajhna chahie aur Is per jarur focus karna chahie.

            benefits of rate of change indicator:

            market mein jab bhi price ki changing Hoti hai to is indicator se hamen kafi benefits milte Hain isliye hamen chahie ki ham ISI indicator ko samajhne ki koshish karen kyunki maarpeet mein price ki changing ke sath hamen kafi achcha munafa abhi mil sakta hai aur kafi bada nuksan bhi ho sakta hai aur agar ham rate of change indicator ko istemal karte Hain to ham market se kafi achcha fayda uthane ke kabil ho jaate Hain isliye hamen syndicate ko bhi istemal karna jaruri hai taki ham isase bhi Vita fede utha sake aur is indicate koi istemal karte hue market se achcha munafa le saken.
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

              Han g forex mein bahut important hai aur yah technical analysis karne ke kam bhi aata hai Forex trading aik worldwide best business ha ye online trading ka aik business ha jis me currencies ki buying selling ki jati ha or traders currencies me trading kartay huey profit earn kartay hain forex ka business online business ha ap is ko individually bhi join kar sakte hain ap ko kisi degree ya office ki zarorat nehi hoti ha ap kaheen bhi beth kar Forex per kaam kar sakte hen ap apni kuch investment ko trading me invest kar kay acha profit earn kar sakte hain trading karne kay liey ap ko kisi achay broker ka choose karna ho ga jaisa kay instaforex aik best broker ha jo Apne client ko best saholat farhaam karta ha forex me risk boht zeyda loss ho sakta ha isliey new traders ko chahie jo forex ko join karna chahte hain wo sub se pehle forex market ka knowledge hasil karay Rate of change indicator basically ek momentum indicator hai jo aapko market price ke bare mein batata hai ki market price ka specific period of time mein kitna rate mein change hai yah kya hua rate uska use specific period of time mein Bada ya uska rate USE specific period of time mein kam hua yah indicator aapko is chij ke bare mein batata hai agar market zero point sy upar trade kar rahi hai to iska matlab yah hai ki aapki market bullish trend mein hai aur agar aapki market zero point se niche trade kar rahi hai to iska matlab yah hai ki aapki market bearish ha...S
              • #22 Collapse

                Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                Gee bhai Ham jab bhi forex market main trading ky liay koi indicator use kerty hain tou us main hamara aik hi maqsad hota hai ky hamain forex market main trade open kerny ky liay achi indication mil jaey jis per ham trade enter ker ky acha profit bhi hasil ker sakain tou isi terha ham market main rate of change indicator ko apply kerty hain tou hamain same indicator sy bhi clear indication milti hai ky ham forex market main aesy time per trade reverse direction main enter ker sakty hain jab market main rate of change kisi bhi direction main market ki movement per decrease hona shoru ho jata hai jab decease hoty hoty market apna trend change kerti hai aur rate of change zyada increase ho jaey tou hamain previous trend ki reversal per trade enter ker leni chahiay ky hamain aesi trade main bahot faida hota hai Rate of change indicator ko ham simply momentum b kehty hain. Ye ik momentum oscillator hai jo market ma kisi given time k doran price ki changing ko measure karta hai. Ye market ma kisi pair ya commodity ki current price ko n number of periods sy compare karta hai. Ye zero linr sy above or below move karta hai or es base par positive or negative signal deta hai. Central line cross over sy ye over bought or over sold ki information b det hai. Agr ham rate of change indicator ko eski pure form ma use karyn to ye market ki price k change ko show karta hai. Ye measure karta hai k kisi give time ma market ki price barhi hai ya kam hoe hai. Generally asa hota hai k prices us waqat rise karti hai jb rate of change indicator positive rehta hai or market ki price us waqat fall karti hain jb rate of change indicator negative value show kar raha hota hai. Ye indicator us speed ko b measurr karta hai jis sy price change hi rahi hoti hain. Trader ko hamesa ye zehan ma rakhna chahe k jb rate of changr indicatore positive ho ga to prices hamesa rise karti jayn gy but best results k lae es indicator ko alone use ni karna chahe balky other indicators k sath use karna chahe........
                ​"Try try again until you succeed"
                • #23 Collapse

                  Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                  Is m Mali khsara hota Hy agr achi hikmat e amli apnai Jaye to yeh khsara nhi ho ga
                  • #24 Collapse

                    Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Adkhan72 پيغام ديکھيے
                    Is m Mali khsara hota Hy agr achi hikmat e amli apnai Jaye to yeh khsara nhi ho ga
                    ROC main ap jab trend set kar daity hian or jo ap ki trend line hogi ap us pay jab apni trade ki setting karty hain tu jab bad mai woh change hoti hai tu ap us price pay trade ko open kar sakty hain es sy ap ko faida yeh hoga kay ap ko pata chaly ga kay kis price pay rate change ho raha hai or jab jab rate change hoga ap sahi tarha sy us ko manage karna seekh laity ho.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                      Forex trading aik worldwide best business ha ye online trading ka aik business ha jis me currencies ki buying selling ki jati ha or traders currencies me trading kartay huey profit earn kartay hain forex ka business online business ha ap is kochanges down side ki taraf ho rahi hun is pattern ko divergence, over sold, aur over bought main bhi use Kiya jata hai oversold ka matlab hai jis mein market downside per move karti hea yahan per price extreme level per pahunch jaati hai aur reversal shuru ho jata hai, aurbought ka matlab hai ki extended price up word move kar rahi haifriends ismein hamen ab Hoga trading buniyadi judgement ka naam hai agar aapki judgement aur production acchi Hogi to aapko earning Jyada Milegi aur Hamesha ya acchi judgement karne ke bad bhi tradeplus Karen aur Market Mein Jab Bhi acche bullish yah bearish reversal friend start ho jata hai to providers ke liye safety ki hoti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X