Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?
    Asalamolaikum dear brothers and sisters, mera aap se yeh sawal hai ky Rate of change Indicator kia hota hai. Aur iska kis trha istemal kia jata hai market mein.​Kya yeh ​technical analysis ko support karta hai.Aur kia humain isko apni analysis ka hisa bana kar kam karna chahye. Me umeed karta hoon ky aap ki traf se achi explanations aen gi. Shukria.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

    Forex mein kam karne ke liye indicator ki pahchan karna bahut jaruri hai rate of change of indicator ka istemal Forex mein bahut important hai aur yah technical analysis karne ke kam bhi aata hai Forex trading aik worldwide best business ha ye online trading ka aik business ha jis me currencies ki buying selling ki jati ha or traders currencies me trading kartay huey profit earn kartay hain forex ka business online business ha ap is ko individually bhi join kar sakte hain ap ko kisi degree ya office ki zarorat nehi hoti ha ap kaheen bhi beth kar Forex per kaam kar sakte hen ap apni kuch investment ko trading me invest kar kay acha profit earn kar sakte hain trading karne kay liey ap ko kisi achay broker ka choose karna ho ga jaisa kay instaforex aik best broker ha jo Apne client ko best saholat farhaam karta ha forex me risk boht zeyda loss ho sakta ha isliey new traders ko chahie jo forex ko join karna chahte hain wo sub se pehle forex market ka knowledge hasil karay
    • #3 Collapse

      Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

      Dear friends aaj Ham baat karenge aur ROC indicator ke bare mein ROC ek momentum based technical indicator hai jo ke price ki percentage change ko measure karta hai mojuda price ko aur aur kuchh periods pahle Jo kimat thi ya price thi yes indicator us ko measure karta hea aur aur ROC indicator ko zero ke against plotted Kiya jata hai is mein indicator aik positive moving k sath up trend mein move karta hai ek khaas territory mein aur agar price up word move kar rahi ho aur negative territory ki taraf move kar rahi ho ya yea changes down side ki taraf ho rahi hun is pattern ko divergence, over sold, aur over bought main bhi use Kiya jata hai oversold ka matlab hai jis mein market downside per move karti hea yahan per price extreme level per pahunch jaati hai aur reversal shuru ho jata hai, aurbought ka matlab hai ki extended price up word move kar rahi haifriends ismein hamen ab reversal treds kya hote hain ya jaane ki koshish karen gy Jab Ham active trading kar rahe hote hain to kisi news ki wajah se market mein achanak reversal a jata hai to aap ko apni trade ka loss ko protect karna bahut mushkil ho jae ga. Agar aap chahte Hain Kya aapka capital save Rahe to aap ko hamesha apni trade mein Stop loss use karna ho ga. Iske alava Jab bhi aap tradeplace karne lagte Hain to sab se pahle aap technical analysis aur fundamental analysis donon ko madhya nazar rakh kar tradeplace Karen aisa karne se aap ko trade mein loss kam se kam ho ga aur profit zyada aaega. Trading buniyadi taur per judgement ka naam hai agar aap ki judgement aur production acchi hogi to aap ko earning ziada milegi isliye hamesha yah acchi judgement karne ke bad hi tradeplace Karen aur Market me jab be achanak bullish ya bearish reversal trend start ho jata hay to traders key ley safety ka 1 hi option hota hay (stop loss), kesi be achanak hony waly loss se bachny key ley traders ko stop loss tools ka use har trade me karna chaye, market me reversal movement achanak hi hony lagti hay agar stop loss use na karny ki ghalti ki jaye to account ki protection karna bahot zeyada mushkil ho sakta hay, traders ko es satuation se bachny key ley khud ko expert bana lena caye aur terminal key har safety tool ko be use karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

        Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan Forex Mein kam karne ke liye Hindi cat aur ki pahchan karna bahut hi jaruri hai rate of change of indiketar ka istema Forex Mein Ek bahut important hai aur yah technical analysis karne ke kam bhi Pata Hai Forex trading KYC worldwide best business hai ya online trading ka ek business hai jis mein currency uski boying saving ki riddles currencies Mein trading karte hue profit on karte hain aur Forex ka business online business hai aap Kisko Hindi daily bhi join kar sakte hain aur aap Ko Kisi bhi ° yah office ko jarurat Nahin Hoti aur aap Kahin Bhi baithkar Forex per kam kar sakte hain aur aap apni Kuchh investment ko training may invest Karke Achcha profit Omkar sakte hain trading karne ke liye aap Ko Kisi bhi acche broker ka choice karna hoga Jaisa ke instaforex best broker hai jo ke apne Island Kaun best Bullet Braham karta hai aur Forex Mein risk bahut jyada Logon se ho sakta hai isliye nutradel ko chahie Ke Jo Forex ko join karna chahte hain vah sabse pahle forex market ka knowledge Hasil Karen pahle aap technical analysis aur fundamental analysis donon ko aapko chahie Kyon per Najar Rakhta kar tradeplus Karen aur Aisa karne se aapko trade Mein loss kam se kam Hoga aur profit Jyada Hoga trading buniyadi judgement ka naam hai agar aapki judgement aur production acchi Hogi to aapko earning Jyada Milegi aur Hamesha ya acchi judgement karne ke bad bhi tradeplus Karen aur Market Mein Jab Bhi acche bullish yah bearish reversal friend start ho jata hai to providers ke liye safety ki hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

          Rate of change indicator bhi market ki movement main moving average base per creat hota hai aur market main agar kisi direction main movement chal rehi hai tou rate of change indicator hamain yeh indication provide kerta hai ky same direction main market ki movement jis ratio sy ho rehi hai ky agar market main movement rate of change indicator ki strength zone Ada show ho rehi ho tou it's mean ky market main movement ka change rate bhi bahot zyada hai ky market jis direction main movement ker rehi hai tou same direction main market ki big movement bhi expected hoti hai aur agar rate of change ki strength decrease ho rehi ho tou hamain yeh indication milti hai ky ap market main same trend main movement bahot slow ho chuki hai jo kisi waqat bhi market main reverse trend start ho sakta hai tou hamain aesy time per ready ho jana chahiay ky ham trade open aesy time per ker lain jab hamain trend change clear ho jata hai


          Ham jab bhi forex market main trading ky liay koi indicator use kerty hain tou us main hamara aik hi maqsad hota hai ky hamain forex market main trade open kerny ky liay achi indication mil jaey jis per ham trade enter ker ky acha profit bhi hasil ker sakain tou isi terha ham market main rate of change indicator ko apply kerty hain tou hamain same indicator sy bhi clear indication milti hai ky ham forex market main aesy time per trade reverse direction main enter ker sakty hain jab market main rate of change kisi bhi direction main market ki movement per decrease hona shoru ho jata hai jab decease hoty hoty market apna trend change kerti hai aur rate of change zyada increase ho jaey tou hamain previous trend ki reversal per trade enter ker leni chahiay ky hamain aesi trade main bahot faida hota hai
          Last edited by ; 29-09-2020, 05:01 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas_Ali پيغام ديکھيے
            Asalamolaikum dear brothers and sisters, mera aap se yeh sawal hai ky Rate of change Indicator kia hota hai. Aur iska kis trha istemal kia jata hai market mein.​Kya yeh ​technical analysis ko support karta hai.Aur kia humain isko apni analysis ka hisa bana kar kam karna chahye. Me umeed karta hoon ky aap ki traf se achi explanations aen gi. Shukria.
            G han dear es ka matlab jhan tak mari samjh mai ata hai kay ap nay indicators lagya howa hai aj kal kiya chal rha hai kay bandry trading log kartye hain jis mai hots ye hai kay ap nay aik indicator purchase kiya howa hai ap nay trade open kar di hai. Dear ap nay karna kuch nhi hai ap nay bus trade open karna hai ap nay jon sa wala indicator purchase kiya ho ga na wo show hota hai yani kay ap ko koi indicators bana nhi parta hai. Dear ap ka sirf atna kam hai kay ap nay daikh kay ap ka indicator kam kar rha hai tu ap es mai usi hisab say trade open kar daitye hain. Dear us mai ap ka kafi faida ho jata hai laken us mai masla ye hai kay ap ko aik aik indicator purchase karna parta hai tab ja kay khean ap ka kam asan ho pata hai aur ap es mai bandery trading kar saktye hain.

            Dear ager ap nay aik indicator kay pay kiye howye hain ab ap nay es mai chatye hain kay change aye tu ap saf see bat hai kay es mai aik indicator buy karna chatye hain tu us kaliye ap ko es mai aur pay karna parta hai. Dear us mai ye nhi hai kay ap nay next purchase kiya hai indicator tu jo phlye ka tha wo delate ho jata hai aisa nhi hai ap es mai aik time pay jitnye indicators ap use kar saktye hain ap es mai avail kartye hain aur ap es say faida laitye hain tu maqsad ye hai kay us time pay indicator ka rate ka tu mera nhi khyal kay jo rate hal rha hota hai us rate say zayda ho ga kiyu kay ap nay es mai kam zayda acha kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet karain aur mahnet kay sath ap acha kam karain pher daikhain ap es mai kamyab kaisye nhi hotye hian ap ka kam acha hai tu ap kamyab ue kamyab hain.
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

              Je dear forex ma different available indicator ki help sy ham achi trading karny ma kamyab ho sakty hain. But esk lae hamary pass indicator ka acha knowledge hona zaruri hai. Hamy ye lata hona chahe k ye indicator kis value ko use karta hai or kis base par signal deta hai. Hamy ye agr pata ni ho ga to ham us indicator sy kio help leny ma kamyab ni ho sakyn gy.

              Rate of change indicator. Rate of change indicator ko ham simply momentum b kehty hain. Ye ik momentum oscillator hai jo market ma kisi given time k doran price ki changing ko measure karta hai. Ye market ma kisi pair ya commodity ki current price ko n number of periods sy compare karta hai. Ye zero linr sy above or below move karta hai or es base par positive or negative signal deta hai. Central line cross over sy ye over bought or over sold ki information b det hai. Agr ham rate of change indicator ko eski pure form ma use karyn to ye market ki price k change ko show karta hai. Ye measure karta hai k kisi give time ma market ki price barhi hai ya kam hoe hai. Generally asa hota hai k prices us waqat rise karti hai jb rate of change indicator positive rehta hai or market ki price us waqat fall karti hain jb rate of change indicator negative value show kar raha hota hai. Ye indicator us speed ko b measurr karta hai jis sy price change hi rahi hoti hain. Trader ko hamesa ye zehan ma rakhna chahe k jb rate of changr indicatore positive ho ga to prices hamesa rise karti jayn gy but best results k lae es indicator ko alone use ni karna chahe balky other indicators k sath use karna chahe..
              • #8 Collapse

                Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                apko to pata he hae bahut sare indicators hain jin ko hum apni daily base ke trading ke liye use karte hain analysis ke liye bhe use karte hain to is tarah se hum is main kamyab bhe ho he jate hain to yeh bhe aik indicator hae jis se hum analysis kar ke acha profit hasil kar jaya karte hain hum is main jitna zayada mehnat ke sath kam kar jate hain to hum is main success hasil karte he hain hamen bas is main mehnat karne hote hae take hum kuch na kuch gain kar saken hum is main agar is indicator ka use karte howe is main hum kam kar he jate hain to hum yahan se bahut kuch hasil karte he hain to bas mehnat karen kabhe bhe himmat na haren take apko is main kuch hasil to ho sake to is tarah se he to ap is main ho sakte hain kamyab agar ap is main acha kam karte hain to q ke yeh forex hae is main apke mehnat ke apke kam ate hae to ache indicators ka use kiya karen yeh acha hae lakin utna acha nhe hae ke jitne ache or indicators hain to bas hamne is main mazeed ache tarah se mehnat karne cahiye hum is main successful ho sakte hain agar hum is main dil se kam karte hain to tab he to hum is main se kamyab ho he jaya karte hain to bas hamesha he mehnat karte howe kam karen kabhe bhe himmat na haren hum is main jitna zayada himmat har jate hain hum is main kamyab kabhe bhe nhe ho sakte hain to is liye hamne bhe ache tarah se acha kam karna hota hae take hum is main kamyab ho saken to is ke liye tamam logon ko is main mehnat karne cahiye take kuch gain ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                  Walekum assalam ji bi apne bahut hi achcha question poochha hai hai change of rate indicator ke bare mein change of rate indicator aapko basically market price ke bare mein batata hai ke market UP mein jaane wali Hi yaadon mein jaane wali hai ya market apni situation barkarar rakhe gi isiliye agar aap chahte Hain ki aap Forex trading mein acche se accha profit kam aaye to uske liye aapko yah indicators follow karne honge technical analysis ke sath Hi Kam karna hoga kyunki agar aap technical analysis ke sath Kam nahin karenge to aap Forex trading mein kabhi bhi achcha profit nai Kama saghty

                  RATE OF CHANGE INDICATOR :

                  1 Rate of change indicator basically ek momentum indicator hai jo aapko market price ke bare mein batata hai ki market price ka specific period of time mein kitna rate mein change hai yah kya hua rate uska use specific period of time mein Bada ya uska rate USE specific period of time mein kam hua yah indicator aapko is chij ke bare mein batata hai
                  2 agar market zero point sy upar trade kar rahi hai to iska matlab yah hai ki aapki market bullish trend mein hai aur agar aapki market zero point se niche trade kar rahi hai to iska matlab yah hai ki aapki market bearish hai
                  3 jab bhi kisi market mein price apne jayegi down mein jayegi increase hogi ya decrease hogi ya market indicator aapko uske momentum ko dekha jaega ki uska momentum increase ho raha hai yah decrease ho raha hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                    Price rate of change ka basic maqsad hamain mojuda price aur sabqa kuch periods ki price ki average price ki percentage measure karny say trend ki strength ko find karna hota hay. Is indicator say ham 0 kay up and down any wali percentages ko trade ki paishan goi kay liye use karty hain. ROC say hamain kisi bhi security kay momentum kay fast, slow ya neutral hony ka pata chalta hay. Ye aik acha indicator hay specially jab ham RSI ya MFI kay sath isko combine kar kay use karain.

                    Ja ham ROC indicator ko use karty hain to hamain percentage kay through yehi pata chalta ha keh is security ka is waqt kitna momentum hay. Agarcheh hamain past periods per he isko calculate karna parta hay laikin ager price changing percentage high ho to hamain is security kay ziada momentum ka pata chalta hay jo trade start karny kay liye helpful hota hay. Jab keh low percentage say slow momentum ka pata chalta hay. Yahan hamain ye khial rakhna chahiye keh low momentum ka har giz ye matlab nai keh ham trade nai kar sakty, balkeh ham janty hain keh jab bhi market side way movement main hoti hay to iska momentum slow he rehta hay laikin iskay bad jab trend change hota hay to momentum bhi bahut high ho jata hay. Jis say hamain trading opportunities mil sakti hain.

                    Is liye hamain chahiye keh ham ROC kay sath some other indicator aur analysis ko bhi sum up karain ta keh aik achi trade kar sakian. Q keh baqi indicators ko tarah ham sirf is ROC indicator ko bhi akely use kar kay mukamal technical analysis nai kar sakty aur na he trading decision lay sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                      rate of change of indicator ka matlb ye hai k wo humen current price aur past periods ki kuch price ki average price ki percentage ko measure kerny se trend ki strength ko measure kerna hota hai is indicator ki khaas feature ye hai k is say hum 0 kay up and down any wali percentages ko trade k bary mein bta sakty hain is se humen kisi bhi security k momentum k fast , slow ya neutral hony ka pata chalta hai ye humen bohat he achy output deta hai jab hum is ko RSI aur MFI k sath combine ker k use kerty hain jab hum ROC ko use kerty hain tou humen is se yahi pata chalta hai k is waqt security ka kitna momentum hai aur ye humen percentage mein pata chalta ahi low perecntage se low momentum ka pata chalta hai isi tarhan high se high ka pata chalta hai
                      aur zefo percentage se zero momentum ka bhi pata chal sakta hai jab market side way mein rehti hai tou is ka momentum slow hota hai lkein jesy he trend change hota hai tou us k baad ye momentum bhi bohat fast ho jata hai jis se humen trading opportunities bhi mil jati hai is iye humen ROC ko akely use nahi kerna chahiye blky is k sath kisi aur indicator ko attach ker k use ekrna chhaiye taa k is k zeada faidy hasil hon is tarhan hum analysis ko bhi sum up ker skaty hain aur aik achi trade bhi laga sakty hain hum is ko ekly use ker k technical analysis ko nahi ker sakty aur na he hum trading decision ly sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas_Ali پيغام ديکھيے
                        Asalamolaikum dear brothers and sisters, mera aap se yeh sawal hai ky Rate of change Indicator kia hota hai. Aur iska kis trha istemal kia jata hai market mein.​Kya yeh ​technical analysis ko support karta hai.Aur kia humain isko apni analysis ka hisa bana kar kam karna chahye. Me umeed karta hoon ky aap ki traf se achi explanations aen gi. Shukria.
                        Walaikum o Assalam! Dear trading k ander Rate of Change Indicator ak zayada faida denadena wala indicator ha jo ak trader ko is qabil banata ha k wo kisi b time frame k ander use ker k market ko accurately analyse ker saka. Rate of Change Indicator ak mometum base technical indicator ha jisko trader spacially us waqt use ker raha hon jab market ki movement real ho aur smooth changes hona aur market price past ki prices k motabiq move ker rahe ho. Ye indicator trader ko is qabil kerta ha k wo accuracy k sath current price ki percentage ko past k particular time period jo trader khod decide kerta ha ki prices ka percentage k sath compare ker saka. Ye Indicator trader ko current market price ka zero line sa Divergence Per trader ko particular currency pair ya commodity k Overbought /oversold K bara man aur zero line k crossover k bara man batata ha. Ye indicator positive aur negative value man signals deta ha jis man positive value market k uptrend ko aur negative values market k down ltrend k bara man batata ha. ROC ka zero line ko cross upward to market trend ki direction upward hoti ha aur ager ROC zero line ko oper sa nicha cross kara to ye downtrend ka signal deta ha.
                        ROC man current price aur past period ki price ki divide kia jata ha jo ROC ko baqi momentum indicators sa differ kerta ha. ROC ko short term trading ke liye small past values Lekar istemal Kiya Ja sakta hai aur iski signal Ek orat Honge aur Agar Ham isko long term trading ke liye istemal Karte Hain To iske liye past ki large value le ker long term ki trading ke liye signal Hasil Kiye Ja sakte hain.
                        Ager ROC zero k qareeb ho to trader ko watch kerna chaheye q k ROC jab b zero line ko cross kerti ha to market man trend reversal occur hota aur
                        trader ko confirmation k bad Buy/sell ki trade active kerni chaheye.
                        Click image for larger version

Name:	images - 2020-09-29T094815.691.png
Views:	9
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12333638
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                          trading members rate of change indicator Forex trading market main aapko separately he install karna hoga yah metatrader 4 terminal may already maujud nahin hai aur iske bare mein koi authenticated and verified knowledge bhi nhin hai.
                          Forum members reading market mein hamare pass independence trading tips and tricks hain jinko humne trading market mein unique straight jeet banakar use karna hai agar ham already discussed indicators ko hi understand kar le to hamare liye bhejta hoga new indicator ko delete karne Ka koi fayda nahin hai humne ke bare mein baat karni hai aur metatrader 4 terminal mein reliable hai aur 8 indicated values rakhte Hain jinko professional trading member discuss karte hain aur jinke upar analysis diya jata hai.
                          Forum members humne use knowledge ko promote karna hai jo verified ho jo already testified ho jisko trading market ki duniya mein ek unique pahchan hasil ho. humne koi bhi wording matching Karke usko indicator banakar forex encyclopaedia mein discuss nahin kar dena hai. Trading market members technical fundamental and sentimental analysis karte hue aapane trading market ko samajhna bhi hai aur isko understand karne ke liye aapane apni skills use karna hai aapane market mein different news ki types ko bhi samajhna hai aur unki importance ko bhi samajhna hai market mein jab news release hoti hai to uska technically fundamental kya impact hota hai market Ka bhi kya hota hai kaun si news market mein jyada violation karti hai aur kis news ki vajah se trend reversal ho jata hai ine baton ka hamen maloom hona chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                            ji members kya hal hai aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge kyunki apna Kam bahut jyada acche se aur main se karne chahie hamen achievements aasan hoti hai agar Ham apna Kam bahut acche se aur mehnat se aur hardworking ke sath nahin karenge to hamen kamyabi hasil nahin hongi jaisa ki aap ko pata hai ki forex mein trading ke dauran bahut sari indicators ka use Kiya jata hai aur bahut sari indicators bahut jyada important hote hain aur har indicators ki apni values aur apne rule hote hain aur hamen har indicators ko trading mein use karne ke liye jaruri ho jata hai ki Ham iske bare mein bahut acche se analyse karne aur uske bad hamen syndicators ko apni trading main use Karen is tarah se aaj indicators ke bare mein pucha Gaya hai vah indicated bhi bahut jyada important hote hain aur yah trading karne mein hamen bahut jyada helpful sabit hote hain is indicators ke bahut jyada amir hai aur isliye latest ke apne rules aur apni values hoti hai is indicated se fayda hasil karne ke liye jaruri ho jata hai ki Ham is indicated ko bahut jyada analyse karne ke bad apni trading mein use Karen aur like karne ke liye jaruri hota haiaur analyse karne ke liye jaruri hota hai ki Ham isko bahut jyada aur working ke sath aur focus hokar forex ko time Diya aur iske bare mein experience hasil Karen aur apne senior se follow Karen aur unse bhi guideline nahin tha ki hamen kamyabi aur achievements hasil ho aur hamara time bhej na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal : Rate of Change Indicator (ROC) kia hai ?

                              Rate of change indicator se related aapane bahut hi important topic discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab aap rate of change indicator se related discussion Kahate Hain To usmein aap ko hi Idea hota hai ki Jab market Mein current prices ko prevailing prices se aur last candlestick ki closing prices se compare karne ke bad Jab aap apne analysis karte hain to ismein aapko bahut jyada help mil rahi hoti hai aur aap apne technical analysis ko perfectly strong kar sakte hain.

                              Rate of change indicator Ka Main purpose yah hota hai ki Jab aap market Mein different important indicators ko properly utilised kar rahe hote hain to ismein aap prevailing prices ko over a specified period of time prices se compare kar sakte hain aur important decision making kar sakte hain Kyunki Jab aap important decision making karte hain aur rate of change indicator ki basis per different decision-making Karte Hain To Main aapko maximum advantages mil sakte hain.

                              Dear jab aap rate of change indicator ko properly learn karte hain apni trading per reply karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain agar aap is indicator ko properly utilised karna chahte hain to ismein aapko maximum advantages mil sakte hain agar aap is indicator ko properly apni chatting per reply karte hain to aapko is related maximum information collect Karni chahie otherwise aapke liye kuch problem ho sakti hain agar aap is indicator ko properly facilitate aur utilise karne Jaate Hain To aapko is indicated se related aur uski calculation se related Mein maximum learning complete karna chahie otherwise aap is properly utilised Nahin ho sakte.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X