Yeh Review " Anaar ke poody " se Mutalliq ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review " Anaar ke poody " se Mutalliq ha
    786 Assalam U Alaikum
    Friends Anaar ke poody se Mutalliq Aap ko ak SURPRISE deta hon keh yeh Tamaam phall dar poodon ki nisbat Booney , Uganey Or Afzaesh karne men sab se Asan ha lakin iss ka SAMAR sab se MAHANGA hota ha or iss ko chotey se chotey GHAR men bhi asani se lagaya ja sakta ha keunkeh TARASH ke zareyyay iss ka size kam se kam or zeada se zeada rakha ja sakta ha Anaar ak bahut Mashahoor or aam nazar aaney wala fruit ha jiss ke poody se Mutalliq tafseel se beyan kartey han keh yeh Fruit agarche keh bahut mahanga samanjha jata ha lakin iss ka pooda ugane men ittna hee asan or sasta hota ha Yeh pooda hareyali men sada bahar hota ha hamesha iss par sabz pattey poora saal rahtey han tahum Fruits iss par pora saal nahen lagtey khobsoorati or SAJAWAT keliay Hee lagaya ja sakta ha lakin phall bhi deta

    Anaar ka POODA LAGANEY ka ASAN AMMAL :-

    Iss poody ko saal men do martba mousam e Bahar or Mousam e Barsaat men ugaya ja sakta ha or iss ko lagane kaa ammal bahut asan or sada ha keunkeh yeh Qallmon ki soorat men lagaya ja sskta ha ju keh Barsaat ya Bahar men kissi bhi dosrey Anar ke poody se li ja sakti han or ahm baat keh iss ko PEWAND nahen karna parta balkeh sirf kissi dosrey poodey ki Shakhen danddeyon ki soorat men zameen men gar den bahut bardasht ja hamill ha or mushkil haalaat men zeada hifazat or khidmat keay bagher hee Parwarish pa jata ha Afzaesh ki raftar bhi teez hoti ha or dosrey Tamaam poodon ki nisbat jaldi jawan ho jata ha

    POODY Se Mutalliq WAZAHAT :-

    Aanar ke poody men yeh khobi ha keh iss ko Gharelo satah par asani se ugaya ja sakta ha keunkeh iss yeh size , Qadd , ya Hujjam men bahut kaam hota ha or har size ke ghar men asani se ugaya ja sakta hs ju zeada jaggah nahen gherta or nah sirf SAJAWAT ke tour par ghar men Asani se ugg jata ha balkeh Fruit bhi deta ha yeh bahut bara Darakht nahen hota ak ghanna sa or chote size ka pooda hota ha or iss ko parwarish ke doran Iss ka maali iss ko appni marzi ka naqsha bhi de sakta ha keunkeh Afzaesh ke doran ye aam darakhton ki tarrah sirf ak hee tanney ya do tannon ke saath barhtey barhtey ak bara Darakht nahen bann jata balkeh iss ki jarron ke qareeb se zameen ke pass se bahut saree lariyan ya Shakhen nikal kar oopar uth jati han or har shakh ki agar Afzaesh mukammal ho jaey tu woh bari ho kar ak pora tanna ban jati ha or yon pooda ak darakht ke bajaey poodon ka ak jhund sa nazar aane lagta ha iss liay agar iss ko uganey waley chahen tu iss ki zaroorat ya pasan se zeada nikalne wali shakhon ko kaat kar waqat se pahley hee ak du ya teen shakhon waley poodey tak mahdood kar saktey han or chahen tu ak ghanna jhund numa pooda bana sktey han

    POODY ki AHMIYYAT :-

    Anar ke phall ko khana nah sirf sehat afza ha balkeh iss ko khana sawab ka kaam bhi ha keunkeh iss ke samar se mutalliq ak islami RAWAYAT mashahoor ha keh iss ke phall ke danon men ak dana JANNAT ka zaroor hota ha ju bahut baes e barkat ha lehaza iss ke phall ka koey bhi dana zameen par girney nahen dena chahiay agar gir jaey tu utha kar kha lena chahiay. Friends iss poody ko har ghar or har ilaqey men lagaya ja sakta ha legaza iss ko gharon men zaroor lagaen iss ka pooda Free mill sakta ha keunkeh kissi dosrey poody se shakh kaat kar Qallam ki soorat men laga den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

    Yesteryear aapane Ek bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai jismein aapane bahut informative discussion ki hai Anar ka paudha Lagana bahut Aasan hai hai aapko iski bahut jyada care bhi nahin karna padhati Anar ka paudha Hamare ghar mein bahut Khubsurat lagta hai hi Jab iske sath Anar fal lagta hai To Kuchh log isko toorty nhi hen balky khubsurti k leay is ko lga rehny dyty hen .

    Faiday:

    Anar ke paudhe ke bahut jyada fayde Hain Agar Ham isko gharon Mein Lagate Hain To Hamen fresh Anar available Hote Hain Anar ke phal me aik Jannat ka dana zaror hota hai jo baese shiffa hai is leay prefer kia jata hai k aik anar complete khiaa jay anar k or bhi bahut se fayde Hain yah Hamare iron and blood ki Kami ko Dur karta hai Jin Logon mein blood ki Kami ho aur weakness bahut jyada ho vah daily Ek Anar Jarur khayen.

    Nuksan :

    Anar Ek Aisa fal hai jismein bahut jyada Shifa Hai vaise to Ishq Jyada nuksan Nahin Hai Bus Jin logon ko bahut jyada constipation hoti hai vah Anar doctor se consult karne ke bad daily khayen constipation patient ke liye Anar bahut jyada khana theek Nahin Hota.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

      Assalamu Alaikum Pyare bhaijaan Anar ke paudhe muktipur aapko 100 per deta hai ki yah Tamam faldar paudhon ki nisbat se bahut hi acche gane aur fresh karne mein sabse dhamakedar Ada karta hai kya re bhai jaan Sab Se Pahle a mahanga hota hai aur isko chhote chhote ghar mein bhi aasani se Lagaye Ja sakte hain aur Kyon Ke Liye bahut hi Achcha fal hai aur kam se kam Jyada Se Jyada Rakha jata hai aur ek bahut hi mashhur aur Aam Najar Aane Wala fruit Hai Jiske paudhe mein se mutabik tafseel use nahin karta hun

      Is paudhe ko Har Sal Mein Do matlab Mausam main Bahar aur Mausam Mein Barsaat Mein ugaya Ja sakta hai aur isko lagane ka Amal bahut hi Aasan aur sakta hai Kyunki yah kal Mon Ki Surat Mein Lagaya Ja sakta hai jo ke master yah bar mein kisi bhi dusre Anar ke paudhe se Li Ja sakti hai aur Ahmedabad hai ki is post ko co7 nahin karna padta balke Seth Kisi dusre paudhe ki ki Shakti Dene Se Ki Surat Mein Zameen Mein Ghar De to bahut Hi bardasht Ho Jaati Hai Aur Mushkil halat mein jyada hi fajalpur khidmat ke bagair hi pravishti ki jaati hai aur Adhik hoti hai

      Paudhe Ke mutabik wazahat

      Anar ke paudhe mein yah hobby hai ki Jis ko gharelu Sath per aasani se gaya Ja sakta hai Chuke is se yah size Karya hajam mein bahut hi kam hota hai aur Har size ko ghar mein aasani Se ugaya Ja sakta hai jo ke Jyada Jagah Nahin 11 Jata Aur sajavat Ke daure per bhi ghar mein aasani Se ugaya Ja sakta hai lekin Fir Bhi Deta Hai yah bahut hi Bada taraf se nahin Hota Banke gana aur Chhota size ka paudha hota hai aur iski Pravesh Ki Tarah isko aap apni Marzi Ke nuksan Bhi de sakte hain Kyunki aap ko dharan yah Aam drachten Ki Tarah sirf ek hi hi Gaya
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

        Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic hamary sath discuss kiya hai anar k pody k bary main yeh aik poda hota hai yeh zyada tr dehat main logon k ghroun main paya jany wala tree hai wesy tou yeh bagh wagira main bahot zyada paya jany wala hai is ki achy sy care kr k hum bahot sa faida hasil kr sakty hain ...

        Advantages:

        Dear member anar k poody k bshot zyada advantage hain anar bahot he kush zaiqa phal hota hai yeh bahot acha phal hony ki waja sy isko bahot ehmiyat bhi hasil hai yeh health k liye bahot acha phal hai jin logon ko iron ki kami ka issue ho wo yeh phal use kr sakty hai jis sy sehat yabi mumkin hai anar ka juice bhi bn sakta hai jis k bahot zyada faidy hain anar k juice peeny sy skin ki tamam problem solve ho sakti hain easily anar ka pooda hum chota sa ly k ghr main bhi laga sakty hain jis k sath choty sy anar white dano waly lagty hain jin ka ziqa bahot acha hota hai wo anar khany sy tbiat fresh ho jati hai anar ko bahot zyada ehmiayat is waja sy bhi hasil hai kioun k is k andar aik dana janat ka hota hai isi liye humy khaty waqat care krni chaye tak be qadri na ho koi bhi dana zameen py na giry is poody ki waja sy hamary ghr main bahot he khoubsurti brhti hai is poody ko hr ghr main lagaya ja sakta hai...

        Disadvantage:

        Dear member anar k poody k disadvantage bhi hoty hain agr iski sahi trhan sy care na ki jaye pani time py na diya jaye ya is ki zameen ki satah ko humwar na kiya jaye tou yeh phal dena stop kr deta hai ya phal main keery wagira bhi prh sakty hain aur agr anar k poody ki care na ki jaye tou yeh dhoup main pani na milny ki wajah sy sookh sakta hai jis sy iski growth py bura asar prhta hai aur is phal main taqat bahot hoti hai agr isko over eat kiya jaye tou sehat k liye acha nahi hota....
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

          Anar ak bahot hi sehat baksh phal ya jisam men bahot khin paida krta ha Anar k pooday ko ghr men ya ksi bi jga asani sa ugya ja sakta ha r ap is sa taza phal hasil Kr ha saktay hen anar Ka pooda jab bi lagaen to is bat Ka khas khayl rakhen k jahan ap ya pooda lga Raha rahay hen wo jga safe ha yani us jga pooda laganay sa ksi ko koi takilif to ni ho gi anar Ka pooda lgnay kailay ap zameen ko Kam sa Kam 3 sa 4 feet khod len r us men khas r Pani dal den ak 2 din men ya sookh jata ha jab ya sookh jay tab ap us jga p pooda lgaen inshallah apka pooda lag jay dosra is bat Ka bhi khayal rakhen k jahan ap anar Ka pooda lga rahay hen wahan pani ki pnch asani sa
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

            Doston aap ne anar ke paudhe ke bare mein information share Ki hai anar jannat ka fruit hai dekhne mein bahut beautiful lagta hai yah red colour ka hota hai iske andar white ya red colour ke Dane hote Hain Jo khae jaate Hain in Eden ko drive karke anar Dana banaya jata hai aur yahi dry seat ke daure per saman hote hain ko jab jameen ke andar boya jata hai to kuchh dinon bad sab kaun per nikalti hai slowly slowly yah compal bharati bharati ek bade paudhe ki shakal Pyar Kar leti hai FIR is bar ful lagte Hain aur yah phool se anar ban jata hai anar jab pakka taiyar ho jata hai to red colour ka hota hai anar ke paudhe log apne gharon mein bhi lagana pasand karte Hain anar ka paudha aapko nursery se bhi Mil jata hai jab bhi aap isko dekhte hain aapko achcha feel hota hai mujhe anar ka paudha bahut pasand hai iski basic maja hi hai ki anar ke sare ganon ke andar ek Dana jannat ka hota hai kyunki anar Chandra ka fal hai usko pura khana chahie tha ki ab duniya mein jannat ka gana ga sake anardana ka saman hoti shabdon aur pakoda mein hota hai khatta khatta nardana puran ke test ko badha deta hai yah aap apne gharon mein different kishan ke Patel kahate Hain vahan narsapur tabhi lagaen yah aapke ghar ki scooty maja Zafar karega aur aapko mithe mithe anar khane ko milenge
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

              introduction....


              Anaar ka pooda....




              Aoa doston umeed h ap k ap sb theektheek hun gy... ap ko malom h k hm aj apky sath ak bht hi Acha topic sahre krny lgy hn.... aj ka topic Anaar k poody k bary mn h.... apko maloom hoga k bht sy ghron mn anar ka pooda mojood hota h.... yhyh mostly un ghron mn hota h jdr bht zyda open jga hoti h. q k is ko brybry hony k leay jga cheay hoti b.... apko maloom hoga k aesyaesy ghron mn jidr bht zyda zameen hoti h login ny ak sy zyda Anaar ky poody lga rakhyrakhy hoty b.... yhyh ak aesa fruit h jis ko bht sy log shoqshoq sy khaty hn. cities k nadr bhi logon ny ghr k ak kony mn jga rakh k yh poda lgaya hota h... q k jb Is p Anaar lgny start hoty hn to iski look bht hi achi ho jati h r yh pyara lgny lg jata hy.... Villagers logon ny apna ghron rr faslon mn bhi anar k poody lga rakhy hoty hn.... r kuchkuch log to aesy bhi hn jinho ny pori pori faisal py Anaar k pody lga rakhy hoty hn r waqt aany p inko mandi mn le ja k sale kr dety hn... r agr is hisaab sy dekha Jay to yh ak bht hi profitable bussbussines bhi h... is ka poda hme mn bht hi sasta mil skta hy... aj kal har market jdr sy pody milty hn Anaar ka poda available hota h..... friends is k kuch disadvantage bhi hn....



              disadvantages.....


              friends is k kuch disadvantages bhi hoty b.... jesy k ap isko cities k andr nh lga skty... isko lgany k leay ak proper aesi jga cheay hoti h jdr yh bht asani sy bra ho Jay... r isko aesi jga bhi lgana cheay jidr hm isko asani sy pani dety rhe.... iski bht zyda care krni parti h... agr isko bemar lg jay to yh Sara khtam ho jata hy.... jb is p Anaar lgny start hoty hn to parindy inko khany aa jaty hn is leay in days mn isko bht zyda care ki zarort hoti h agr hm care nh kren gy to yh kahraab ho skta h... jesy k apko malom h k login ny iska bussines bhi kr rakha h to un logon ko bht bht zyada car ekrni parti h wrna un ko bht bra loss ho skta h.... inko bemar sy b Bach k rakhna cheat jis m leay is p sapry etc use kea jata hy.... umeed h apko hmara yh review pasad aya hoga... r apki information mn izafa hoa hoga
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

                Assalamu Alaikum dear friends aaj ka Mara topic Anar ke paudhe se mutaliq hai Anar Ek bahut hi takatvar fal hota hai jo Insan Jism ko bahut hi takat deta hai aur agar aap is paudhe ko Apne Ghar lagaen to aapko Kisi Kishan ki Anar Lene Ki tension Nahin Hogi dear friends aaj kar bahut bade bade gharon Mein Jameen Kafi faltu bachi Hui Hoti Hai To Log Apne gharon Mein Anar ka paudha Laga Lete Hain Anar ka paudha Lagane ke liye aapke pass Anar ka paudha Lagane ke liye iski maloomat bhi honi chahie ki ise Kaise lagana hai aur Iske Kaisa Khyal Rakhna Hai Anar Ka paudha Kaisa Hota Hai hai ki agar aap is a gaye the Kuchi mahinon Mein Iske Upar fal Aana shuru ho jata hai Hamare apne ghar mein Anar ka paudha laga hua hai dear friends Anar ka paudha fal dene Mein der Nahin lagata bus isko Lagane Ki malumat aapke pass honi chahie Agar aapke ghar mein Jagah faltu hai bahut sari tank Jagah per yah paudha Nahin Laga Sakte aap log yah Jyada Dard Khuli Jagah per Lagaya Ja sakta hai Kyunki iski Tanya Aage Piche pahle bhi hoti hain dear friends Anar ka paudha Agar aapke ghar laga hua hai to aapko yah fal Bajar Se Lene Ki Koi jarurat Nahin padati vaise to aajkal Anar ka season hai hi Kuchh Anar khate bhi Hote Hain Jo gharon per paudhe Lagaye Jaate Hain Do kism ke Anar ki nasl Hoti Hai Kuchh Anar khate hote hain Din Se Anar Dana taiyar Kiya jata hai aur kuchh Anar bahut hi Mithe hote hain Jinse Jism ko takat milati hai dear friend Anar ka paudha ek bahut hi Khubsurat BEL Ki Tarah Shuru Mein Hota Hai Jo bad Mein jakar Ek Vrat ki Shakal Pyar Kar leta hai Anar ke paudhe ki sabse Khas V nhi hoti hai hi ki is paudhe ke Patte Chhoti Chhoti sundiya Khati Hain dear friends Agar aapke ghar Anar ka paudha laga hua hai to aap Iske Upar Sapne karvane Tanki is Kasam Ki Koi Sun De aapki ke patton ko kharab na Karen Iske advantages advantages Hote Hain Kyunki yah Ek bahut hi Khubsurat Vada hai agar aap apne ghar mein lagaen aur yah Pal Bhi bahut hi Achcha hota hai isase Insan Jism mein Khoon Ki Kami ka koi kam ka Nahin Hota aaj kar bacchon ko is draught ke fal bahut Acche Lagte Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

                  Introduction


                  Aoa friends mermera yeh review annar par mabni hai.jesa ky tamam
                  fruits hi insani sehat ky liye faida mand hoty hen wese hi anaar ek
                  behreen faidamand or zaiqadar phall hai jisy ham different tarekon sy
                  use karty hen isko khaty hen or iska juice bhi istemal karty hen.

                  Advantages

                  Anar ek bht lazeez fruit hai jska taste acha hony ky sath sath yh hamari
                  health ky liye bhi bahot achah hai.Anar wo wahid phall hai jsk bary mn
                  yeh kaha jata hai ky iska koi bhi ek dana jannat ka hota hai or ismn bahot
                  shiffa hoti hai islye anar ko bahot ziada istemal kiya jata hai.Anar stomach
                  ky lye bahot achah hai isk use krny sy hamari digestion bahot fit hojati hai
                  isky elawa iska ek bara faida yh hai ky isk andar carbohydrates etc hony ky
                  bawajood bhi diabetes ky patients ka sugar level increase nahi hota jska mtlb
                  yeh huwa ky yh diabetes ky mareez bhi istamal kar sakty hen..anar ka ek or
                  faida yeh hai k yh hamari skin ky andar natural glow lata hai or skin isky proper
                  use krny sy bahot achi hojati hai .Anar ka istemal karny sy hmari body ki
                  immunity bhi ziada hoti hai or immunity ziada hony bemarian lagny ka
                  chance kam sy kam hojta hai or agr koi bemari lag bhi jaye to hamari body
                  usko bear karny ky qabil hoti hai..anar blood production mn bhi bahot ehm role
                  play karta hai

                  Disadvantages



                  jesa ky anaar ky bahot ziada fawaid bhi hen magar isky sath kuch nuqsan
                  bhi hai..kuch logon ko anar sy allergy hoti hai or agar wo anaar ka
                  istemal kar lyn to unhy itching swelling or isk sath sath breathing problems
                  bhi ho sakty hen...jesa ky ap tamam janty hen k srf anar nh blky tamam phalon
                  ko khali pait e istemal krna chaye wrna wo hmari body k andar apna function
                  perform nahi kar paty isk sath sath anar ko ham dairy products ky sath itna
                  use nahi kr paty q k mostly doodh ky sath use krny sy acidity hojati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

                    Assalamu alaikum dear friends bahot acha topic hamary sath discuss kiya hai anar k pody k bary main yeh aik poda hota hai yeh zyada tr dehat main logon k ghroun main paya jany wala tree hai wesy tou yeh bagh wagira main bahot zyada paya jany wala hai is ki achy sy care kr k hum bahot sa faida hasil kr sakty hain ...

                    Advantages:

                    Dear member anar k poody k bshot zyada advantage hain anar bahot he kush zaiqa phal hota hai yeh bahot acha phal hony ki waja sy isko bahot ehmiyat bhi hasil hai yeh health k liye bahot acha phal hai jin logon ko iron ki kami ka issue ho wo yeh phal use kr sakty hai jis sy sehat yabi mumkin hai anar ka juice bhi bn sakta hai jis k bahot zyada faidy hain anar k juice peeny sy skin ki tamam problem solve ho sakti hain easily anar ka pooda hum chota sa ly k ghr main bhi laga sakty hain jis k sath choty sy anar white dano waly lagty hain jin ka ziqa bahot acha hota hai wo anar khany sy tbiat fresh ho jati hai anar ko bahot zyada ehmiayat is waja sy bhi hasil hai kioun k is k andar aik dana janat ka hota hai isi liye humy khaty waqat care krni chaye tak be qadri na ho koi bhi dana zameen py na giry is poody ki waja sy hamary ghr main bahot he khoubsurti brhti hai is poody ko hr ghr main lagaya ja sakta hai...

                    Disadvantage:

                    Dear member anar k poody k disadvantage bhi hoty hain agr iski sahi trhan sy care na ki jaye pani time py na diya jaye ya is ki zameen ki satah ko humwar na kiya jaye tou yeh phal dena stop kr deta hai ya phal main keery wagira bhi prh sakty hain aur agr anar k poody ki care na ki jaye tou yeh dhoup main pani na milny ki wajah sy sookh sakta hai jis sy iski growth py bura asar prhta hai aur is phal main taqat bahot hoti hai agr isko over eat kiya jaye tou sehat k liye acha nahi hota....
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review &quot; Anaar ke poody &quot; se Mutalliq ha

                      Asalam o alikum dear member

                      Introduction.

                      Mara aj ka review apky topic Anar ka pody pr mabni ha. Anar sardion ka phal ha isy janat ka phal b kha jata ha. Khon ki Kami ko door krny ka liye Anar AK bhtreen phal ha. I'm Dino bzar ma Anar bht zaida paya jata ha...Anar AK bht zaida laziz or rasela phal ha. Anar hmari sihat ka liye bht zaida mufeed ha...Anar ki 3 qismen hain Anar sheren Anar manjus yani khata methaa or Anar tursh yh b khata methaa hota ha..Anar ki 3ino qismen hmari sihat ka liye bht mufeed hain or yh Anar ghazaiyat sy bht zaida bharpor hai...Anar ma bht zaida fyber or protin pata jata ha. Anar hmary andar jo khoon ki Kam hoti ha ussy door krta ha... Anar hmary demagh or dil ko b taqat data ha. Yh hmari jigar ki bemari ka liye bht zaida mufeed ha.. Anar hmary andar khon ki Kami sy hony Wali kmzori ko door krka taqat bhal krta ha... Anar khany sy prostiet cancer ka b khata khtm hojata ha.. Anar hnary dard ko khtm krta ha. Or hmin setani waswason sy b chata ha... Anar ka Danon ko beej smet khany sy hmara stomac saf rhata ha.
                      .. sy

                      Fayde.

                      Anar ka bht zaida fayde hain.. Anar ka Quran Pak ma b zikar Aya ha ka isy janat ka phal b kha jata ha.. Anar khush zaiqa hony ka sath is ma bht zaida ghzaiat pai jati ha... Jo ka Anar ko dosry phalon sy mumtaz bnati ha.. Anar ka juice hmary pait ki chrbi koko ghtany ma hmari madad krta ha... Anar ka Dano ka andar urton or Mardon ka liye pait ki chrbi ko Kam krny ki salihiyat hoti ha.. Agr hm rozana AK anar ka juice pety hn tu yh hmary andar pait ki chrbi ko jama ni hony data ha is wja sy hmara blood pressure b maintain rhata ha.. Agr hm rozana Anar ko istimal krty hn tu Issy hmari sihat achi rhati ha.. Anar hmin dil ki bemarion sy bchata ha.. Anar dil ka liye bht mufeed ha. Dil ka marezon ko anar ka zaida sy zaida istimal krna chye. Yh hmary jisam ki us salihat ko b bhrta ha jissy hmara cholesterol ahtidal ma rhata ha... Or khon ma shamik hony Waly free redicels koko b khtm krdata ha...Anar ka istimal hmary bhorapy ko b rokta ha or hmin jawan rkhta ha...

                      Nuqsanat..

                      Agr hm Anar ka pody ki achi trah care ni krty hn tu is phal ma kery par jaty hn agr hm isy waqt pr pani ni daty hn yh poda sukh jata ha or yh pir iski growth achi ni hoti ha. Or is ka phal b yh pir hmin Kam data ha is liye hmin is pody ki care krni chye.. Or is pody ma bht zaida taqat hoti ha agr usy over eat Kia Jaye tu hmari sihat pr bura asar parta ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X