MACD explain,,
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD explain,,
    All dear forex members forex market main MACD indicator humari kis traha help krta hai or es ko use kar k hum kiya faida otha skty hain ?
    es ki definition kiya hai ?
    or yah humain market ko smjhny k liye kis tarha help krta hai?
    Seniors help karen?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD explain,,

    Moving average convergence divergence indicator Ek bahut hi important indicator at your Forex trading me aapko Forex trading se related different important information or indication provide kar raha hota hai dear jab aap moving average convergence divergence indicator ko properly learn Karke apni trading per reply karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain Kyunki sometime market technical analysis ko ignore kar rahi hoti hai use time per Jab market apni movement Jari Karti Hai To situation ko aap divergence kaise sakte hain dear jab aap is situation mein bahut jyada conscious aur careful hokar trading kah Rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko yah indicator perfect analysis share kar raha Hota Hai Jiski basis per aap market Mein Perfect entry Hasil kar sakte hain.

    Dear jab aap market Mein different important indicators ki proper learning Hasil Karke unko apni trading per reply kar rahe hote hain to ismein aapko ya fayda mil raha hota hai ki aapki account ki safety maintain ho rahi hoti hai aur uske sath aapko market Mein acchi entry mil rahi Hoti Hai Jiski wajah se aapko bahut hi Achcha aur reasonable profit consistently basis per mil raha Hota Hai.

    Forex trading Mein kam karti hui aapko kabhi bhi important indicators ko avoid nahin karna chahie aur Har indicator ko properly learn Karke apni trading per reply karna chahie agar aap different important indicators ko avoid karte hain aur unko apni chatting per reply Nahin Karte to isase aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain isliye aapko bahut jyada careful hokar different important indicators ki carefully study Karni chahie.
    • #3 Collapse

      Re: MACD explain,,

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
      All dear forex members forex market main MACD indicator humari kis traha help krta hai or es ko use kar k hum kiya faida otha skty hain ?
      es ki definition kiya hai ?
      or yah humain market ko smjhny k liye kis tarha help krta hai?
      Seniors help karen?
      Assalamu Alaikum dear moving average convergence divergence indicator Ek Trend following Momentum indicator hai jismein Ham 2 exponential moving average lines Lete Hain jismein Ek line large moving average yani ke 26 hoti hai aur small moving average line Jo 12 ki hoti Hai. Jab Bhi small moving average line large moving average line ko Niche Se cross-over karti hai to ye trader ko market trend k up k bara man signal deta ha. Aur Agar small moving average line Upar Se niche ki taraf large moving line ko cross Kare to Tu yah trader ko downtrend ke bare mein main signal deta hai. Click image for larger version

Name:	unnamed.gif
Views:	2
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12333659
      • #4 Collapse

        Re: MACD explain,,

        moving average convergence indicator aik bohat he important indicator hai jis ko hum forex trading mein use kerty hain forex trading mein aap ko is se related different information aur indications provide ki jati hain jab hum moving average convergence divergence indicator k bary mein properly learn ker k apni trading par apply keren gy tou aap ki trading bohat he kamyab sabit hi gi is mein aap ko bohat zeada advantage mily ga kuen k baz okat markte technical analysis ko ignore ker rahi hoti hai jab hum is mein bohat he serious aur concious ho ker kaam ker rahy hoty hain tou ye hum se aisi situations mein perfect analysis share kerta hai jis ki base par hum maarket mein perfect analysis ker sakty hain humen indicators k bary mein proper learning hasil kerna ho gi
        agar humary pass information ho gi tab he hum us ko apply ker saken gy agar humen kisi indiccator k bary mein learning nahi hai tou humen chahiye k hum us ko trading mein har giz apply na keren kuen k is se humen loss hony ka bohat zeada chance hota hai humen is ko learn ker k he apni trading mein use kerna chahiye jis trader ko jis indicator k bary mein achi learning hoti hai wo us ko apni trading mein lazmi use kerta hai humen moving average indicator ko apni trading mein use kerna ho ga tab he hum is mein kuch acha earn ker sakty hain humen is ko kabhi bhi deny nahi kerna chahiye kuen in ki importance traders ko malom hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: MACD explain,,

          Je dear forex trading m trader ki help k lae bhot sary indicator provide kaye gae hain. Trader apni marzi or asani k hesab sy en ma sy kio b use kar sakta hai. Ye indicator trader ki trading ma help karty hain usko suggest karty hain k kis point par market ma enter hona us k lae best hai or kis point par exit karny ma risk ki percentage kam ho sakti hai. But in indicator k elawa trader ko apny experience par b bahrosa karna chahe. Jo trader indicator par bena sochy samjy trade karna start kar dety hain wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni hoty. Macd indicator trader ma bhot zayada popular hota ja rha hai aj ham eski working par bat karyn gy.

          MACD Indicator. MACD ka matlab hai moving average convergence divergence. Es indicator ka main purpose ye hai k ye momentum ki strength k bary ma information deta hai or current market ki direction ko b predict karta hai. Es indictor ma ik histogram hoti hai jo macd or signal line ma divergence ko show karti hai. Agr es indicator ko achi tarha use kiya jae ye trader ki bhot help karta hai trading setup k find karny ma. Ye bhot sary trading systems ma lagging indicator k tor par b use hota hai. Agr esko correctly use kiya jae to ye bhot powerful trading strategies provide karta hai. But es indicator ko akela trading ma use karna etna reliable ni hai so trader ko es indicator ko dosray indicators k sath conjuction ma use karna chahe. Trading ma acha profit hasil karny k lae trader ka experience b bhot importance ka hamil hai or trader ko har step par apna experience lazmi use karna chahe. Kiu k experience ko use karna har indicator k use karny sy better hai.
          • #6 Collapse

            Re: MACD explain,,

            ji nimbus kya hal hain aapke ummid karti hun kya aap sab theek ho gai aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge jaisa ki aap ko pata hai ki market mein bahut hi aisi chij hai ji ke liye jinke sath Jude kar aur jinke liye Ham trading kar sakte hain aur hamen bahut jyada profit aur benefit bhi hasil hota hai vah lekin iske liye jaruri hota hai kya munh kisan ke bare mein bahut acche se analyse karne aur experience hasil karne aur uske bad Ham apni trading mein istemal KarenISI tarah ke bhi bahut jaroori hai ki hamen Ham trading main intezar ke istemal karne ke balon ko acche se jalne aur unke bare mein analyse karne aur unke bare mein information hassil kar lena aur unke bare mein experience aasan karne to fir uske bad Ham trading mein unko apne liye small karenge donon hi hamara din mein bahut jyada faydemand hai aur agar Amin ke istemal Karne ka tarika nahin aata aur ham istemal karenge to istema nuksan hoga iski hamen chahie ki Ham trading main ko istemal Karen aur bahut jyada mehnat karke aur bahut jyada profit hasil karne ke liye istemal Karen hamen sahi hota hai ki hamari working ka time de hamen bahut jyada fayda agar Ham is tarah se nahin karenge to hamen hogiji members kya hal hai aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge jaisa ki aapane poochha hai kya trading skill ko Ham kaise improve kar sakte hain ji bilkul Ham reading skills ko improve improve karne ka sabse best tarika jo hai vah yah hai ki ki hamen main chahie ki Ham bahut jyada mehnat Karen aur focus hokar kam Karen aur isase jyada best tarika ya ki Ham Di mein kaun ka practice Karen aur apne trading kisko improve Karen aur behtar se behtar hai aur ek successful trader banne ke liye jaruri hota hai ki ham kaun per bahut jyada practis Karen demo account per practis karne se ek hi fayda ho jata hai ki hamari trader trading best Ho jaati hai aur hamen status Ban jaate Hain aur uske sath hamen trading ke bare mein maloomat kabhi pata lagana bahut jyada jaruri hota hai chacha ke market mein movement ka chat ke bare mein uske bare mein candles ke bare mein valkyrie trading se Judi tumhen bahut sari chijon ke bare mein jiska hamen nahin pata unka bhi intezar karna jaruri hota hai sirf trading karna hi jaruri nahin hota bolkar trading se Judi tumhen season ke bare mein Janna aur information hasil karna aur experience it karna bahut jyada jaruri hota hai agar hamen ek best trader banna hai to jaroori hai ki Ham Remo account se practice Karen aur experience hasil Karen macd indicator bahut jyada important hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: MACD explain,,

              Dear friends aaj ke topic ki taraf badhte hue discussion ka aaghaz karte hean (Moving Average Convergence Divergence (MACD) indicators hmy acha entry point find kernay kay liye use kiya jaata hay aur MACD main aik reference point hota hy ager iss point say neechay macd line collide kerain to lowest point hota hay woh or buy entry letay hai issi tarah ager reference point say uper dono collide kerain to sell entry letay hain aur Jub hm indictaors main trading karty hain tu hmain achi trah se analysis kar k trading karni chahye or rsi main aghr do level hoty hain tu osk har term ko achi trah se use karna chahyr ta k hum aghr indicators ko sue krna chahty hain tu hum is main apni statgy ko use kar k trading akr skty hain MCAD ka use karna batya hay or os ki madad say apny trade ko plan keysy karna hy yh b samj main ata hay ap nay yh apna experience or knowledge hum sab say sher kar kay sab k knowledge main behad izafa keya hay or RSI kay use kay matal be achi andaz say batya hay aur agar hum indicators say acha result lena chahty hay to humay chahiye keh en indicators ki theak say setting bhi karne kyun keh agar hum sahi say enko set ka kay use karen gay to he humari trading achi hoti hay aur market main safe earning ka rsakty hay es business main humay ziada say ziasda knowledge waseeh karna chahiye forex mai hamy MACD ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik international business hain forex trading students ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: MACD explain,,

                Forex trading main technical analysis kay liye baqi tamam indicators ki yarah MACD indicator bhi hamain trend main trade karny kay liye help daita hay. Ye indicator na sird hamain current trend kay momentum aur strength kay bary main batata hay balekh ye hamain mementum kay slow hony, trend kay change hony aur exit piint ki bhi indication daita hay. Q keh is main signal line say hamain convergance aur divergance donon kapata chalta hay.

                Macd ka function aur iska use na sirf long term trading and time frames main kia jata hay balkeh short time frames main bhi is per scalping trade possible hay. Laikin short term trading kay liye hamain wuhi pair and security select karni parti hay jis main spread bhi kam ho aur uska volume bhi itna ziada nai ho. Yani currency pairs main say sab per bhi macd apply aur implement nai ho sakta. Forex kay major pairs main macd ka istemal one hour ya larger time frames main bahut effective tasawar kia jata hay.

                MACD indicator agarcheh aik bahut he popular aur aik ziada istemal hony wala indicator hay laikin isko akely use kar kay ham kabhi bhi effective aur successful trading nai kar sakty. Is liye hamain chahiye keh iskay sath stochastic oscillator ya RSI ka use bhi karain aur jab donon indicator hamain strong signal dain to he ham trading order place karain. Aur ager hamain donon indicators main say aik indicator bhi weak ya different signal day raha ho to hamain chahiye keh trade main enter na hon.
                • #9 Collapse

                  Re: MACD explain,,

                  Moving average convergence Divergence (MACD) indicator market mein trends ky bary mein information deta hai aur traders ko trends ky mutabiq trades lagany mrin help karta hai. Yeh data collect kar ky market ki average movement ky bary mein batata hai ky market movement kis side pe ho rahi hai. Is indicator ka good use aap ki trade ko apky liye bhut beneficial banata hai. Yeh indicator baqi indicators sur technical analysis ky sath bhut use hony wala indicator hai aur maximum traders iska use karty hain.

                  Yeh indicator previous data aur trade market ki movement ko compare kar ky aap ko 2 moving averages ky hisab se indications deta hai aur yeh 2 moving averages agr aaps mein close aa rhi hon to issy convergence kehty hain jab ky ek moving average dusri se opposite move karny lag jaye to isko hum divergence bolyn gy. Is trha knowledge aur practice ky sath market mein is indicator ka use kia ja skta hai.

                  MACD aapko exact entry points ka pata nahin de skta lekin yeh moving average ky zariye aap ko market ki movement bata skta hai aur sath mein agar aap technical analysis aur dursy indicators ka use bhi kar rhay hain to aapko is se yeh andaza ho jaye ga ky strong entry kab li ja skti hai aur aap trading mein iska best use kr skty hain. Is mein 2 moving averages aur ek Histogram shamil hai. In 3no ko use kar ky aapko clear indications di jati hain. Aur isko smjhna aap ky liye zaruri hai. Indicator ka good use aur practice karny se hi aap trades ko better bana skty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: MACD explain,,

                    Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn hum us waqt tk achi learning ni kr skty hn jb tk hun Pakistan forex trading mn use hony waly different tools ar different types k indicators ko bhtr traqy sy learn kren gy tb ye business hymn achi earning dy skta hy.
                    Dear members mn ap ko MCAD indicator k bary mn btana chaon ga k ye indicator hymn kis trha market k barry mn indicates krta h
                    Dear friends MCAD ka mtlb h moving average convergence divergence ye indicator use kr k hum market k ups and down k barry mn achi trha malom kr skty hn k marketing ka tend kia h dear friends Pakistan forex trading mn during trading asa bhi ho jata h kabhi kabhi k hum market ka achi trha sy technically analyzing ni kr pa rhy hoty hn to is situations mn hymn MCAD indicator sy bhtr rahnumi mil sakti h ar is indicator ko use kr k apny analysis ko positive bna skty hn
                    Friends hymn hamesha useful trading krny k liy ar bhtr earn krny k liy apni learning ko perfect bnana ho ga q k without achi learning k acha profit kamana bhi impossible h so friends apni achi trading k liy all trading tools ko completely learn kren ta k achi trading kr k acha profit hum kama Skene
                    • #11 Collapse

                      Re: MACD explain,,

                      Moving common convergence divergence indicator Ek bahut hello essential indicator at your Forex buying and selling me aapko Forex buying and selling se associated special essential facts or indication furnish kar raha hota hai expensive jab aap shifting common convergence divergence indicator ko right examine Karke apni buying and selling per reply karte hain to ismein aapko bahut jyada benefits mil sakte hain Kyunki someday market technical evaluation ko skip kar rahi hoti hai use time per Jab market apni motion Jari Karti Hai To scenario ko aap divergence kaise sakte hain expensive jab aap is state of affairs mein bahut jyada mindful aur cautious hokar buying and selling kah Rahe Hote Hain To Aisi scenario primary aapko yah indicator best evaluation share kar raha Hota Hai Jiski foundation per aap market Mein Perfect entry Hasil kar sakte hain. Dear jab aap market Mein one of a kind necessary symptoms ki desirable gaining knowledge of Hasil Karke unko apni buying and selling per reply kar rahe hote hain to ismein aapko ya fayda mil raha hota hai ki aapki account ki security hold ho rahi hoti hai aur uske sath aapko market Mein acchi entry mil rahi Hoti Hai Jiski wajah se aapko bahut hello Achcha aur life like earnings persistently foundation per mil raha Hota Hai.Forex buying and selling Mein kam karti hui aapko kabhi bhi necessary warning signs ko keep away from nahin karna chahie aur Har indicator ko suitable research Karke apni buying and selling per reply karna chahie agar aap one of a kind vital symptoms ko keep away from karte hain aur unko apni chatting per reply Nahin Karte to isase aapko bahut jyada risks ho sakte hain isliye aapko bahut jyada cautious hokar one of a kind vital indications ki cautiously find out about Karni chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: MACD explain,,

                        MACD indicator two indicators RSI aur EMAs ke man bahan taluqat ko calculate krta hai kimat ko dekhte howy apna Kam krta ha indicators ka istemal aapki trading ko bahut improve karta hai aur aap ko aasani ke sath apna trade work karne ke liye jyada se jyada platform sambhal karta hai jisse aapko ek achcha trade karne ka mauka milta hai isliye market ko judge karne ke liye aur market ki situation ko samajhne ke liye aapko is indicator ke istemal se bahut jyada fayda ho sakta hai isliye aapko chahie ke hamesha dil se kam Karen mehnat Karen Taki aap achcha trade karke ek accha profit hasil karne ke kabil banaa sake aur achcha experience bhi hasil karne ke kabil banaa saken Moving average convergence divergence MACD Ek bahut hi perfect indicator hai jo aapko market mein bahut perfect analysis share karta hai dear sometime aapane yah observe Kiya Hoga Ki market ki movement according to technical analysis Nahin Hoti aur Market sign time divergence kar rahi hoti hai iska kya matlab hota hai Jab market technical analysis ko ignore kar rahi Hoti Hai To usmein Kuchh fake movement kar rahi Hoti Hai is movement ko properly analyse or judgement karne ke liye yah indicator aapko bahut jyada helpful ho sakta hai dear yah indicator aapko Hamesha last Kuchh candlestick ki moving average ki basis per market ki divergence aur convergence se related information provide kar raha Hota ha

                        Thanks.
                        • #13 Collapse

                          Re: MACD explain,,

                          Dear Forex friends moving average convergence indicator aik bohat he important indicator hai jis ko hum forex trading mein use kerty hain forex trading mein aap ko is se related different information aur indications provide ki jati hain jab hum moving average convergence divergence indicator k bary mein properly learn ker k apni trading par apply keren gy tou aap ki trading bohat he kamyab sabit hi gi is mein aap ko bohat zeada advantage mily ga kuen k baz okat markte technical analysis ko ignore ker rahi hoti hai jab hum is mein bohat he serious aur concious ho ker kaam ker rahy hoty hain tou ye hum se aisi situations mein perfect analysis share kerta hai jis ki base par hum maarket mein perfect analysis ker sakty hain humen indicators k bary mein proper learning hasil kerna ho giagar humary pass information ho gi tab he hum us ko apply ker saken gy agar humen kisi indiccator k bary mein learning nahi hai tou humen chahiye k hum us ko trading mein har giz apply na keren kuen k is se humen loss hony ka bohat zeada chance hota hai humen is ko learn ker k he apni trading mein use kerna chahiye jis trader ko jis indicator k bary mein achi learning hoti hai wo us ko apni trading mein lazmi use kerta hai humen moving average indicator ko apni trading mein use kerna ho ga tab he hum is mein kuch acha earn ker sakty hain humen is ko kabhi bhi deny nahi kerna chahiye kuen in ki importance traders ko malom hoti hai...
                          • #14 Collapse

                            Re: MACD explain,,

                            MACD indicator basically two indicators RSI aur EMAs ke Relationship ko calculate krta hai aur price level ko dekhte howy apna Kam krta ha is indicators ka istemal aapki trading ko bahut improve karta hai aur aap ko aasani ke sath apna trade work karne ke liye jyada se jyada platform sambhal karta hai jisse aapko ek achcha trade karne ka mauka milta hai isliye market ko judge karne ke liye aur market ki situation ko samajhne ke liye aapko is indicator ke istemal se bahut jyada fayda ho sakta hai isliye aapko chahie ke hamesha dil se kam Karen mehnat Karen Taki aap achcha trade karke ek accha profit hasil karne ke kabil banaa sake aur achcha experience bhi hasil karne ke kabil banaa saken

                            Trading indicators hamari trading techniques ko enhance karte Hain Balke acchi earning karne ka baise bhi bante Hain aur ine indicators mein se aik indicator MCAD indicator hai aur Mt4 trading terminal pay traders ko help dainay kay liye kaafi indicators mojud hain Moving average convergence divergence ( MACD ) ha MACD ziada best indicator hai aur Indicator koi bhi ho agar apko us sy forex market main trading main help mil rehi ho tou apky liay acha hi hota hai aur forex market main tamam indicators kisi na kisi terha sy bahot behter hoty hain ky her indicator apni importance rakhta hai her trader kisi na kisi indicator sy help ky ker forex market main trade ker raha hota hai tou isy faida hasil ho raha hota hai agar kisi indicator ko use kerny sy continue loss ho raha ho tou aesy indicator ko use kerna chor dena chahiay kisi new indicator sy trade continue kerni chahiay lekin MACD aur mfi indicators main Mery khyal main tou MACD bahot acha indicator hai jis ko samajhna bhi itna mushkil nehi ha aur Trading technique agar achy sy banaye tu is indicator sy bhot acha profit banaya jaa sakta ha

                            Thanks.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: MACD explain,,

                              MACD

                              Abbreviation:
                              Moving average convergence Divergence
                              Ye eak trend ko follow krnay wala momentum Indictor hota hai jo security price ki 2 moving averages k darmyan relationship ko show krta hai. Jab MACD signal line ko upar ki traf cross krta hai tou Trader security ko buy krtay hain or jab MACD signal line ko below side sy cross krtay hain tou Trader security sell krtay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X