yeh review new khaan bus k driver ki khidmaat par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review new khaan bus k driver ki khidmaat par mubni hay..
    dear hamaray samnay waisay tosafar karnay k bahut saray aisay aisay zariye hain jin say ham acha safer bhi kar skatay hain aur jis main hamko aik safety aur sakoon ka safr bhi karnay ka moukka milta hay laikin agar aap main say kisi nay new khaan bus ka safar nai kia hay to aap iska bhi aik daffa safar kark life k mazay lay saktay hain jis say apko kam say kam kharch main achay say acha safar karnay ka faida aur moukka mil skata hay jisk faiday aur sath sath kuch nuksnaat darj zail hain.
    ADVANTAGES;
    dear new khaan ki bus main safar karnay ka sab say barra faida yeh hay k is main hamko ac bus ki speed ka sa safar karnay ka moukka milta hay jis main kam say kam kiraye pay hamko ziada acha safar karnay ka moukka milta hay aur agar ham is main seat book kark safar kartay hain to hamin is main aik sakoon aur jaldi safar karnay ka moukka milta hay in k driver kabhi kabhi ac bus jin main ham niazi expres k name say jantay hain un ki c speed ka safar karnay ka moukka milta hay to itna faida hamko kahin aur say bhi itna faida nai mil sakta hay new khaan main safar karnay say hamko aik yeh bhi sab say barra faida hay k inka time pay pounchna hamaray liey sab say barra faida hay is liye agar ham in sab ko apnay mined main rakh kar agar yeh sochtay hain to hamain yeh sab say achi baat nazar aty hay k kis kadar itni muskhil aur apni jan pay khai kar new khaan k driver apni khidmaat ko anjaam daitay hain jinki khidmaat sab say achi hain aur wo zimadaari say kaam kartay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear is bus main safar karnay say jahan pay hamko itnay saray faiday hain whain pay hamko is baat aur is nuksaan ka bhi kahayl rakhtay huway safar karna chaye k jitnay bhi in buses k driver hain wo ziada tar safar main competitions k sath safar kartay hain to aisay main hamko kisi barray accident ka bhi khatar barrh sakta hay jo hamko kisi barri mussebat main bhi daal sakta hay is liye is k ilawa is bus main safar karnay ka koi bhi aur nuksaan nai hay.

اب آن لائن

Working...
X