Loss ki asal waja haim without management account Run karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki asal waja haim without management account Run karna
    Asalamu Alaikum .
    Jee friends loss ap ka sl hit hony hain ya TP hit nahi honay sy ni hota . Loss taab hota hain jaab ap trading without management karty hain. Management itni important hain k members apny account ko manage karny k liay manager hire karty hain . Management ase cheez hain k agr 10 Trades mai say srif 3 TP hit ho or 7 SL tab bhi account ko profit mai rahk skty hain . Think About it
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki asal waja haim without management account Run karna

    Yeh baat bilkul sahi hai kay loss ki asal wajah he baghair management kay axoxunt ko run kerna hota hai. Jo bhi account baghair management kay run kia Jata hai uss mai traders kisi bhi planning aur strategies ko apply nahi ker rahey hotay hain. Aisay traders yeh samajhtay hain kay forex mai baghair planning a ye baghair strategy kay bhi kaamyabi haasil ki jaa sakti hai jab kay aisay traders sirf tukkay laga rahey hotay hain aur tukkay laganay say aik ya do trades to profit mai jaa sakti hain laikin iss say ziada trades ka profit mai ana possible nahi hota hai.

    Trading mai management kay baghair account ko run kerna aur trades open kerna loss ka main reason hota hai. Traders ko iss baat ka pata uss waqt chalta hai jab woh bohat sa loss ker chukay hotay hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki asal waja haim without management account Run karna

      As salam alikom dear member lose hony ki sirf koi aik wajah nh hoti hy without management account chalana or doari wajah ye husakti hy market kay galat Analise or trade galt lagana.mtlb opposite direction me lagana.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki asal waja haim without management account Run karna

        Jo log forex trading men money management aur risk management nhi kartay woh bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir apnay balance aur experience k hisab se risk management karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen lekin kabi kabi ziyada profit k chakar men bari lot nah lagaen warna bara loss ho jata hey
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki asal waja haim without management account Run karna

          Forex Mein jaake management ke Hamesha through Agar acchi trading Nahin Karenge to aapke liye Yahan per bilkul Aur Hoga do Sone Ki Surat main aapko Kabhi Nahin milati Hamen Yahan per kamyabi ke liye acchi management ko acchi plan banane ke liye complete karne ke liye acchi learner ko Khush karne ke liye Har Surat Mein Kabhi abhi Lena Hogi Is Tarah profit Hamare liye mention Hoga Hamen chahie Yahan per 12 feet ko mention karte hue acchi Ladne ko focus Karte Ho Jab Bhi kam Karen Forex ke rules ke Mata bhi karen to hamare liye kamyabi acchi Hogi
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki asal waja haim without management account Run karna

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
            Asalamu Alaikum .
            Jee friends loss ap ka sl hit hony hain ya TP hit nahi honay sy ni hota . Loss taab hota hain jaab ap trading without management karty hain. Management itni important hain k members apny account ko manage karny k liay manager hire karty hain . Management ase cheez hain k agr 10 Trades mai say srif 3 TP hit ho or 7 SL tab bhi account ko profit mai rahk skty hain . Think About it
            Yes friend loss ke sab se bari waja yahi he ke apni account per zayada lot ke sat market me in hone se hoti he ager small.lot per in ho ge to kam se kam loss ho ge aur achi profit hasil kar sake ge

            اب آن لائن

            Working...
            X