news ko kis trah sa samjha ja sakta ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news ko kis trah sa samjha ja sakta ha
    dears main ya pochna chata hon jab bhi kisi curency ki news ati ha tu usy ham kis trah sa samajh sakty hain koi explan kar k batay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news ko kis trah sa samjha ja sakta ha

    news ko samajhne ke liye hamen uske parivar ke karna hoga ki kya mein pata hai jitna Ham baccha baccha karenge Ham apne kam ko battery bana sakte hain ISI tarah yah mein mehnat karni chahie tha ki Ham apne kam ko follow Karen aur battery banaya jitna achcha bar hoga aap kamyab ho sakte hainnews hamare liye bahut ja Mitra newspaper ramprakash karte hain dekhen karte Hain Ham bhi ho sakte hain Tak hamara kam achcha aur apne WhatsApp mein jarur kamyabi
    • #3 Collapse

      Re: news ko kis trah sa samjha ja sakta ha

      Assalamu Alaikum Forex trading market main news bahut jyada important role play karti hai aur Jab Bhi aapane Koi trade open Karni Hoti Hai To usse pahle aap log fundamental analysis karte hain usmein aap news ko bhi padhte hain Taki aapko market ke upar news ke effect ke bare mein ek acchi information mil jaaye news of different channel ke karo Hasil kar sakte hain jaise ke metatrader 4 ke upar new sections mein se bhi aap news Hasil kar sakte hain Pakistan Forex forum ke upar bhi aap different new ko padh sakte hain Iske alava TV channel aur business recorder newspaper ko padh ke bhi aap Forex se related news ko padh sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: news ko kis trah sa samjha ja sakta ha

        Assalamu alaikum kese ha sb news ko smjhna asan ha but news jb ati ha tb usko prna ya sunna b zarori ha or news ko gor se sunna ya dekhna b chaheye take pta chalai k news me kya likha howa ha ya btya ja rha ha news chahai jo b ho but usko smjna ana chaheye news axhi ho ya currency k bre me ho ya trading k bre me ho usko sunna zarori ha
        • #5 Collapse

          Re: news ko kis trah sa samjha ja sakta ha

          Assalamoalaikum dosto umeed ha ka ap sab thk hon gy aj ma ap logo ko ya btana chahti hn ka news ko samajhne ke liye hamen uske parivar ke karna hoga ki kya mein pata hai jitna Ham baccha baccha karenge Ham apne kam ko battery bana sakte hain ISI tarah yah mein mehnat karni chahie tha ki Ham apne kam ko follow Karen aur battery banaya jitna achcha bar hoga aap kamyab ho sakte hainnews hamare liye bahut ja Mitra newspaper ramprakash karte hain dekhen karte Hain Ham bhi ho sakte hain Tak hamara kam achcha aur apne WhatsApp mein jarur kamyabi.......stay home stay safe and keep doing your best 🖤🖤
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: news ko kis trah sa samjha ja sakta ha

            ap ager news ko samajna chahty ho tu simple itna hai ky baqi news ko rehnay dian or high impact ki news ko daikhain. us ki prediction ko daikhain or previous history kay result ko b daikhain gy tu ap ko idea ho ga orkuch news parh lo gy tu ap ko pata chal sakt hai kay next jo result news ka aye ga tu woh kaisa ho ga us se market pay kiya asar parh sakt hai yeh ap book othain gy tu ap ko mazeed problems jo face krny ko mil ry hain kam ho jaingy.

            اب آن لائن

            Working...
            X