market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain
    koi bhai explan kar k bata de k market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

    Dear forex trading man market ki direction ko find karna bahut hi jaruri hai. Because trend is your friend agar aapane triend ko acche tarike se analyse kar liya aapki trade ke wn h ke chance bahut jyada hote Hain. Mere reccomend karunga ki ki market ke direction ko point karne ke liye bigger time frame ko use kiya jaaye kyunki bigger time frame hamen market ki ki picture batate hain.
    • #3 Collapse

      Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

      Well bro, market ki direction matlab trend ka pata hona buhat ahem hai, qk jab tak ap ko idea nhi hoga ke market kis direction mein move kar rahi hai ya karne wali hai tab tak ap ek achi trade open nhi kar pae ge, to market ki direction malom karne ke liye ap chart pe candlestick ko dekh ke bhi idea laga sakte hai aur is ke ilawa ap koe indicatore use kar sakte hai jese ke Moving average ya phr RSI indicator.
      • #4 Collapse

        Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

        Market ki direction sy murad market ka trend hay aor yeh trend ya direction hi ki waja sy traders profit ya loss karty hain ab is ko maloom kaisey karty hain to dear traders iskeleay market ka tajzia karna parta hay mukhtalif trikey hain iskey koi market ka previous record dekhta hay to koi indicators ka use karta hay to koi support aor resistence draw kar kay iska andaza lagata hay almukhtasir jo trika apki smjh main ajaey aor jis par ap expert hojaen to usi way sy market ki direction ko maloom kar kay trade lia karen
        • #5 Collapse

          Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

          AOA. dear friend market k direction ka mtlb or trend ka pata hona hai buhat lazmii hai bcz jb tq humy market ka direction pta nii ho ga tab tq hum ek acha trend open nii kr sakty Q k market k direction ko malom krny k leyai ap chart
          pe candlestick ko dikh k b app idea ley sakty hai or esky elawa app koi b indicater use kr sakty hai jaisa k moving
          Average ya pair RSI indector.
          • #6 Collapse

            Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

            bhai aur jaisa ki aap jante ho ismein aisa hota hai ki aap sahi direction mein chatting Karen aur acche acche Hain platform current kab Karen jaisa ki forex hai is tarah se Ham bahut jyada munafa Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

              Hamen market ki Sahi direction ka andaza Kis Tarah Laga sakte hain Iske bare mein hamare pass Achcha knowledge Hona chahie Hamen market ki Sahi direction ka Andaaz use Waqt Laga sakte hai Jab Ham market ka analysis Karenge Jab Ham market ko acche tarike Se Samjhe ayenge bagair analysis ke Ham market ka andaza acche tarike se nahin Laga Sakte isliye market ka analysis karna bahut jyada important hota hai Hamen Soch samajhkar market Mein work karna chahie market ki samajh Hamen use Waqt Aaegi Jab Ham market ko acche tarike se observe Karenge Jo trader market ka analysis Nahin Karte vah market ko kabhi bhi acche tarike se nahin samajh paate aur na hi market Mein successful ho sakte hain Jo theatre samajhdar se kam lete hain vah market ka analyses karte hain market Mein jaldbaji Nahin Karte aur na hi market Mein trade Lagate Hue lalach Karte Hain To vah traitor market Mein Kamyab ho sakte hain

              Jab Ham market Mein trade Lagane Lage To Hamen market ko pahle acche tarike se observe karna chahie dekhna chahie ki market ke moment Kis Tarah ho rahi hai Jab Ham market ki movment ko Dekhenge ki market ki movment Kis Tarah Ho Rahi Hai To fir Ham market Mein inter hokar Apne trade Laga Payenge Agar Ham market Mein bagair soche samjhe trade lagayenge to Hamari trade market Mein nakam Rahegi Ham kabhi bhi market Mein acche advantage Hasil nahin kar Payenge market Mein trade Lagate Hue Hamen Activa kar market Mein inter Hona chahie aur work karna chahie jab ham market ke condition ko acche tarike Se Samjho gay to geet Mein nakam Nahin ho sakte Jab market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen apni trade per bhi focus Rakhna chahie
              • #8 Collapse

                Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

                Forex trading me agar aap market ki movement ko properly calculate karna chahte hain aisi situation main aapko market ke different important analysis complete karna hote hain agar aap market mein apne analysis ko complete karte hain aur iske sath sath aap market mein apni fundamental analysis aur technical analysis ko complete karne ke liye different important analysis karna hote hain agar aap market mein kamyabi hasil karna chahte hain to aisi situation main aapko bahut hi carefully decision-making karna hoti hai.

                dear agar aap market ki moment ko properly judgement karna chahte hain to aisi situation main aapko bahut jyada advantages hasil karna aasan ho sakta hai agar aap market ki movement ko properly calculate karte hain to aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain kyunki jab aap market ko kamyabi hasil karna chahte hain to aisi situation main aapke liye Forex trading mein kamyabi hasil karna aasan ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

                  jab ap trade karian gy tu ap ko pata ho ga kay market ka pair jis pay ap trade kar rahy hian us ka trend kiya hai or ap nay us ko kaisy or kaha tak aghy lay kay jana hai.Koshish karian jab ap trade krain ap ko analysis karna cheye pehlay. phir ap ko pata ho ga kay us pay ap ko trade kaisy karna hai or ap asani se phir apny trend ko manage kar lain gy or sahi se trade kar sakaingy.
                  • #10 Collapse

                    Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

                    Dear Forex trading Mein Ham Jab analysis kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki hamare pass market ke trend ko phone karne ke liye different indicators hote hain Jinka Ham istemal kar sakte hain aur ismein ham different trading tool ka bhi sambhal kar ke market Mein actual trend ko dekh sakte hain dear jab aap koi bhi trade Lagate Hain To aapko ismein market ke actual Trend ke sath trade karna hoti hai to aapko ismein Jyada fayda hota hai agar aap ismein against the trend koi bhi trade karte hain to aapko ismein nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie kab different time frame se main market ke actual trend ko find Karen aur aap Iske mutabik apni trade Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

                      Forex trading market ki direction ka Sahi andaza Lagane ke liye Jab aap trading karte hain to different tools or indicators available hote hain jo aapko market Trend ke bare mein ek acchi information provide karte hain agar aap in indicators ko sahi tarah istemal karte hain aur unke Sath Sath candlesticks ke upar Najar rakhte hain aur candlesticks ko different time frame ke andar study Karte Hain To aap market ke friend ko acchi Tarah identify kar lete hain Kyunki aapke liye trading Mein Kafi Jyada advantage aaj ka sabab Ban sakta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: market ki sahi direction ka ham kis trah sa andaza laga sakty hain

                        bhai jab ap ko technical analysis karna aye ga tu ap ko market kay trend ka andaza sahi lagana a jaye ga. Technical analysis mai ap ka time frame, indicators, pattern or chart ki baqi setting hai. jab yeh sub ap seekh jaty hain tu ap pattern ki madad sy end pay support or resistance find kar kay daikh skaty hain kis time frame pay market nay kitna move karna hai or ap ny us planing sy apni trade ko open karna hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X