Ye review Ghar main lagany waly waly steel k gates par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Ghar main lagany waly waly steel k gates par mabni hy
    Assalam O Alikum dosto mera ye review steel gate par mabni hy jesa k aap sab ko pata hy k puranay zamany main loug ghar dera banaty t o sirf lakri k darwazy he banaty thy, aur usi darwazo main hathoo sy buhat achy achy design banaty thy, waja ye tha k puranay zamany main demand itna zyada nahi tha aur loug buhat kam construction k kaam karty thy, aur ab chonky din ba din abadi barr rahi hy to demand B zyada hogaya aur zamana B advance ho gaya hy to ab loug zyada tar time ke kami ke waja sy aur advance technology ke waja sy ab liug steel k darwazy banaty hain , aik to is par time zyada nahi lagata, doosra is main designs B machinesk zariye banaye jaaty hain aur achy designs hoty hain, aur expensis main B zyada farq nahi hota design aur baghair design k, halanky purany zamanay main design hath sy banaye jaaty thy to buhat zyada time lagta tha. To dosto mera is post ka matlab ye hy k steel k darwazy mazbooti main B zyada sakht hoti hy aur recycle B hoty hain aur agar thora khrab ho B jaye to dent paint kar k dobara sy quality hehtar banayee jaa sakti hy.

    Faidy:
    1) dosto Steel k darwazo ka sab sy barra faida ye hy k is par banny main zyada tiem nahi lagta.
    2) steel k darwazy banawat main saaf aur mazedar hoty hain.
    3) ismain har qism k designs machines k zariye press kiye jaaty hain to timing ka koi masla nahi hota aur kam sy kam time main tyar kiye jaaty hain.
    4) isla ail faida ye B hy k agar saloon baad ye utar kar doosry lagany ho to ye aap baij B sakty ho aur dobara kisi aur jaga istimal B kar salty ho Q kye lhrab nahi hoty.
    5) iski wazan kam aur mazbooti zyada hoti hy, aur asanai k sath aik jaga sy doosri jaga muntaqil kiya jaa sakta hy.

    Nuqsanat:
    Isky nuqsanat to aisy kou hy nahi lekin aik nuqsan ye ho sakta hy k agar zang lag jaye to jaldi khrab ho sakty hain
    Doosra nuqsan ye hy k khuly Asman k neechy iski life span par asar parti hy.
    Theesra nuqsan ye hy k steel k darwazy shor zyada karty hain as compared to wooden doors. Baqi isla koi aisa nuqsan nahi l mention kiya jaye Q k ye aik advance technology hy aur loug zyada use aur pasand karty hain.

اب آن لائن

Working...
X