Jaiza : What Is Spread In Trading...!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

    Spread ka matlab hota hai difference between price rate and deal ya hum log is ko broker ka profit bi kahta hain spread ka zarya broker hum sy charges wasool karta hain kisi pair ka spread kum hota hai or kisi ka zayda jasa ka hum gold ki bad karian tu gold ka spread 70 hai or isi tahra silver ka spread 40 hai laken movement gold ki zayda hai or silver ki kum or kuch pair asa hian jis ka spread nahi hota jasa ka Crud oil is ka spread zero hota hai laken jasa hi hum log trade open karta hain hum loss ho jata hai tu broker apni payment la lata hai is lia hum spread dia gya hai or spread ka bina hum log trade open nahi kar sakta

    Spread Hai kia

    Spread ka bara mai agr tafseel sy batya jaya ha ya kasa trade pr asar andaz hota hai tu hum ya kah sakta hain jub hum log kisi pair ko buy karta hain hum log gold ko la lata hain gold agr movement kar raha hai 1899.76 pr or is ki dosri line jo blue line ho gi wo ho gi 1898.96 in ka jo difference hai .80 ka wo spread hai is ko spread kaha jata hai ya trader pr kasa asar andaz hota hai ya bi mai ap ko batata hon

    Spread ka trader pr asar

    Spread trader pr bi asar andaz hota hai jub trader koi bi trade open karta hai buy ki ya sell ki jasa mai na example di hai gold ki or spread nikala hai tu mai isi ki dobara example don ga ka trade ka doran ya kasa asar andaz hota hai agr koi trader buy karna chata hai gold ko or wo buy ki trade open karta hai tu 1899.76 pr sy ya buy ho gi or dosri line 1898.96 pr hai tu .80 difference sy loss ho ga or isi tahra agr hum log sell ki trade open karta hain hamari trade 1898.96 se sell ho gi or difference wo hi .80 ka ho ga jo hamra loss ho ga is lia spread ko samja or trade karain jub 1899.76 necha aya ga tu hamri trade kuch profit mai jana suru ho gi or hum log kuch accha kama sakain gain is lia mahant karian or spread ko smajain ta ka acchi trade hasil ho saka warna loss pr loss ho ga or account wash hona ka bi chances hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
      Spread Kia Hoti Hai Trading Mai..?

      Trading Mai Spread Aik Asset Kay Liye Buy Sell Ki Amounts Mai Farq Hai Is Ka Matlab Ye Hai Keh Asset Buy Karney Ki Amounts Bunyadi Market Say Hamesha Kam Yani Less Ho Gi Jab Keh Dosri Sell Karney Wali Amount Thori Neechy Ho Gi Yani Down Ho Gi Spread Kay Or Bhi Bhut Say Meaning Hain Finance Mai Spread Kay Or Ye Trading Mai Bhut Important Role Continue Karti Hai.

      Spread Types

      Spread Bhut Say Say Types Ki Hoti Hain Finance Mai But Agr Trading Mai Baat Ki Jaye Tu Spread Basic 3 Types Hoti Hain Jin Mai Spread Strategies , Vertical Spread , Horizontal Spread Or Akhir Mai Diagonal Spread Shamil Hain Ye Bhut Common Spread Hain Jo Trading Platform Mai Nazar Ati Hain Or Inki Bhi Khass Knowledge Hoti Hai.Hamein Chahiye Keh Hum Trading Say Related Sab Achi Malomat Hasil Karein.

      [ATTACH]20892[/ATTACH]
      G han dear ager ap trading kartye hain tu us mai ap kaliye important hota hai kay ap es mai apnye spread pay acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai spread pay he acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai kiyu kay ye ap kay balnce pay he depend karta hai ap es mai kis tarz ka kam kartye hain aur ap ka kam kis tarha acha ho pata hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha spread pay acha hota hai ager ap kay pass acha kam kartye hain tu ap ka kam lafi acha ho jata hai air ap es mai dil say acha kam kar saktye aksar pair ki momnets mai aisa hota hai kay es ki pstion achi ho jati hai tu aisye pair jo zayda moments kartye hain un kay spread ban jatye hain aur jo kam moment kartye hain un kay nhi bantye haintu jin kay spread bantye hain ap un mai acha kam kartye howye kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam hamesha karain ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi kamyabi ap kaliye laye kay ata hai jis kay bad ap es mai acha kam kartye howye kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kartye howye kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kay kam mai asaniya ban jati hai aur ap es mai acha kam kartye howye hamesha he kamyab ho jatye hain tu sara kam hota hai ap ki mahnet ap es mai kis tarz say mahnet aur pagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain aur ap ka kam ap ko kamyabi dilata hai tu mahnet aur lagan kay sath ap es mai acha kam karain aur kamyabi pain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

        in forex trading, spread is the difference between the bid sell and price ask buy is a currency pair.
        thay are always two price of currency pair the ask price.the bid sale price seel the base currency. The base currency is left of the currency pair,the paring tells you how much you available currency.
        the buy price is
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

          Assalamu alaikum dear friend agar spread ki baat ki jaaye to yah Ham jis pair per trading karte Hain use per hamen uske sprad ke mutabik trade open karni parti hai market mein aise Pear Hain jismein har kisi Pear ka spread ek jitna nahin hota aur hamen iske mutabik lot-size use karna hoti hai Forex trading mein kamyabi ke liye hamen iske har tarah ke knowledge ko increase karna chahie hamen Forex ke basic ko sikhana chahie jab Ham market mein acche se analysis karna jaan lenge to Ham ismein behtarin earning kar sakenge aur hamen jis pear per trading karni ho uske spread ke mutabik hamen lot size use karna chahie agar Ham is mein zyada lot size use kar lete hain to aise hamen kafi nuksan hota hai Forex ek behtarin earning wala behtarin online business hai jismein money management se Hi kamyabi hasil ki ja sakti hai is liye aap hamesha soch samajh Kar trading Karen aur os pair per trade kam lot say use Karen jiska separate zyada hota hai aur ham spread ke bare mein YouTube channel se bhi acchi information hasil kar sakte hain is main aapko spread ki exsam aur unke use ka acche se andaza ho jaega isliye aap ko chahie Forex ka knowledge hasil karne per tawaJo den iska acha experience hasil Karen Forex mein kamyabi ke liye money management use Karen jo aap ko as mein behtarin earning ke kabil acha trader banaa sakti hai aur jab hamari trade loss mein chali jaati Hain aur jab Inka sprad khatm hota hai to woh hamari trade khud ba khud se close hona shuru Ho jaati Hain agar aapke pass spread hoga to aap is main apne account ko safe rakh payenge
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

            Dear member aaj hum spread trading ke upar baat kar rahe hain ke spread trading kya haibahut se form per aise members hai jo ke is se related kuchh khas knowledge nahin rakhte spread trading different types ki hoti hai darasal spread broker ka commission hota hai hai jo k broker hamari hi trading se cut karte Hain aur instaforex ek press broker hai hai kyunki is broker ka commission 0.3 e hai hai jo ki hai trader ke liye ye bahut hi fayde mand broker hai instaforex mein agar Ham kam karte Hain to yah hamare liye best broker sabit ho sakta hai aur yah aisa tabhi mumkin hai jab Ham ismein mehnat karte hain aur is se related har EK chij ke bare mein analyse hasil karte hain kyunki agar hamare pass analyses hai broker se related to Ham achcha work kar payenge aur trading mein acchi ka main abhi bhi hasil kar sakte hain yah hamare liye accha profit hasil karne ka best jariya hai jariya hai you two different kisam k spread broker hai aur bahut se members on proper per kam bhi kar rahe hain lekin hamare liye best broker instaforex hai jo ki hamare liye jyada profitable hi kyunki iska commission bhi kam hai aur ham ismein easily work karke achcha profit bhi hasil kar sakte hain hamen broker subslut karte hue bahut hi soch samajhkar broker ko state karke Jo yah karo bar karna chahie kyunki yah hamare liye hamari profit ka jariya banta hai isliye hamen brokers like karte hue soch samajhkar aur analyse ke sath hi broker ko select karna chahie
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

              Friends hamara aaj ka topic spread ke bare mein hai Spread basically broker ka commission hota hai jo woh hamari trade mai se cut karte hai jis broker ka spread kam ho ga wohi acha broker hota hai and Instaforex aik best broker hai jis ka spread 0.3 hai yeh ache broker ki quality hoti hai aur spread different company ka differnt hota hai aur spread he asal mai un ka profit hota hai chahain k ham kuch buy karian ya sell karian us ka profit company ko milta hai. jo spread hota hai. yani buy or sell main difference aur foriegn exchange market ki kesi pair ki price movement ko hi spread kaha jata hay agar ko pair tezi se up ja raha ho to es ko spread ka name dia jata hay aur forex ke market mai har broker ke fees hote hai spread bina spreads ke koi bhi accounts nahi hote hai market mai.kuin ke brokage bhi fees ke bina kaam nahi kerte hai market mai aur forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apna pocha hy k spread kiya hy bhai g spred wo hy jub trading kerty hy us mai pairs ke daryan jo gap hota hy usko khty hy spread wohi hota hay jo keh buy aur sell ki price main faraq hota hay so agar hum es spread ko daikh kar trading karen gay tab hum achi trading kar sakty hay so humay lalach bhi nahi karna chahiey aur kuch currencies aur commodities main spread ziada hota hy, jis sey jahan profit barhta hy wahan loss key bhi chances ziada ho jatey hain. Start main ziada spread wali currencies ya commodities ko use nahi krna chaheye aur normal spread key sath kam krna chaheye aur Forex trading busniss mai apna spread ka picha hy tu sprespread hum market mai jo currences hoti hy unki darmiyan jo gap hota hy usko hum spread khty hy jis ko broker ka comession be khty hy aur forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur pips main hi hum move karty hain trade karty hain aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade kar k run karein gay aur is say profit hasil ho saky ga... Thanks
                 
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                Ji tu Friends kese hen ap sb Trading karne ke liye hamen broker ko spread Dena hota hai hi is spread ko Ham commission bhi kah sakte hain Ham jis platform per trade karte hain use trading ki Ham Jo fee per kar rahe hote hain use Ham spread kahate Hain instaforex ki taraf se hamen bahut hi kam spread Diya jata hai jisko Ham easily phad kar sakte hain aur ham bahut hi acchi trading kar sakte hain Broker apna commission direct spread k through hasil kr lety hein jis mein woh sirf profit mein rehtt hein kionkeh woh hamein trading ka platform provide krty hein hr pair ka spread kam ya ziada hota hai hamein kam spread waly pairs mein trading krni chahiye kionkeh unki movement bhi achi hoti hai aur profit bhi acha hota hai aur Pak forex business men jab Bhe ham Trading karein tu ham spread say Hi Broker ko update Karta hein aor iss trah say achi Maloomat Share karta hein Tu Hi achi si Success ho Gi pak forex trading business bhot acha business hy Khoob Dil Say Hi Yahan Good work Karein tu Hi Good Success Asaani sy Hi Hasil ho jae Gi pak forex trading business men Spread ka Used Zror karein Tu Hi Success ho Gi pak forex best business hy.
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                  Spread Kia Hoti Hai Trading Mai..?

                  Trading Mai Spread Aik Asset Kay Liye Buy Sell Ki Amounts Mai Farq Hai Is Ka Matlab Ye Hai Keh Asset Buy Karney Ki Amounts Bunyadi Market Say Hamesha Kam Yani Less Ho Gi Jab Keh Dosri Sell Karney Wali Amount Thori Neechy Ho Gi Yani Down Ho Gi Spread Kay Or Bhi Bhut Say Meaning Hain Finance Mai Spread Kay Or Ye Trading Mai Bhut Important Role Continue Karti Hai.

                  Spread Types

                  Spread Bhut Say Say Types Ki Hoti Hain Finance Mai But Agr Trading Mai Baat Ki Jaye Tu Spread Basic 3 Types Hoti Hain Jin Mai Spread Strategies , Vertical Spread , Horizontal Spread Or Akhir Mai Diagonal Spread Shamil Hain Ye Bhut Common Spread Hain Jo Trading Platform Mai Nazar Ati Hain Or Inki Bhi Khass Knowledge Hoti Hai.Hamein Chahiye Keh Hum Trading Say Related Sab Achi Malomat Hasil Karein.

                  [ATTACH]20892[/ATTACH]
                  Spread se related apni bahut hi perfect amerisys Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to usmein hamare liye isase related Tamam information Le karna aur incorporating per reply karna important hota hai Diye Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham Ko Har Surat Mein spread Dena Hota Hai.

                  What is spread :

                  Dear jab aap metatrader 4 ko properly observed karte hain to ismein aapko do different prices offer ki ja rahi Hoti Hai Jin mein se ek price ko bed price Kahate Hain aur ek price ko offer price yah ask price Kahate Hain Jab aap ine donon prices ko differentiate karte hain aur Unka Jo difference aata hai to usko aap sepread / commission khety hain.

                  Dear jab Ham trade open Kahate Hain To usmein Ham to Har broker ko Commission Dena hota hai aur jab State Open karte hain automatically Hamara Commission detect kar diya jata hai aur jab Hamara broker Humse Commission receive kar leta hai to Uske bad vah Hamari trading liquidity providers ko transfer kar deta hai jismein hamara profit Aur nuksan Ho Jata Hai.

                  Types of spread :

                  Dear jab aap different brokers ke sath kam kar rahe hote hain to ismein aapko Commission ki type speed different dekhna Hoti Hai Kyunki sometime Jab aap Kisi broker ke sath kam kar rahe hote hain to usmein aap Kisi commodity per trade Karte Hain To usmein aap ko fix Commission Dena hota hai aur Jaise hi aap apni lot size ki basis per Ek trade open Karte Hain To usmein aap ka ek fix sprayed detect kar liya Jata Hai Lekin sometime aap Jab Kisi broker ke sath kam kar rahe hote hain per market aapki favour nahin aati rahti hai to usmein aap ka Commission increase hota rahata hai aur Jaise Jaise aapko profit Jyada hota hai aapka Commission bhi increase ho raha hota hai isliye isko different types main aap divide bhi kar sakte hain.
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                    Assalamu alaikum dear Forex trading trading market mein spread ki different types currency pair ka rate alg hai in py spread kam hai jub my minor pairs py spread 7 pip aor major py 3 pi hai.
                    Aisy he gold py 80 pip aor silver py 40pip hai crude oil pu 3pip spread hai natural gas py 3 pip spread hai.
                    har broker ka apna management plan hota hai aur vah spred charge karte hain.
                    Metatrader 4 terminal jub bhi ham trading karen to hamen spread ko dekh ky he trade open krni chye analysis bhi achi trah krna chye.
                    Ab minor pairs py spread zeyada hai lkn in mi movement bahot fast hai isi wajah sy in ka soread zeyada hai gbpjpy ka 7 pip spread hai aor yeh agr delha jay to 100 sy 200 point average move kr jata hai.
                    In pairs py risk bhi zeyada ho jata hai but ki movement bhi achi hoti hai apko in baton ka khasoosi kheyal ralhty huy in py trade open krni chye trwnd dekhna vhye zara c major pairs ki movement py in ki achi kjasi movement ho jati hai is leay qpko in pqirs ko ignore nhi krna chye .
                    Spread ki is trah sy he calculation ki jati hai iska aor koi formula nhi hai hamen pasic trading knowledge demo account ay mil jata hai Pakistan forex forum ma in baton ko discuss kia jata hai ap yahan py smjhen aor demo ma practice kren.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                      Dear member aapne Humse bahut hi Achcha question Kiya Hai ka spread kya hai Forex trading Mein spread ka Kya Kam Hota Hai To Aaj Ham aapko bataenge Ky spread ka Forex trading ke business Mein Kya Kam Hota Hai trading karne ke liye Hamen broker ko spread Dena Hota Hai spread basically broker Commission Hota Hai aur Jis broker ka spread Kam hoga Vahi Achcha brokar kahlayega instaforex ki taraf se Hamen bahut hi kam spread Diya jata hai Jiski vajah se Ham market Mein acche tarike se trading kar sakte hain aur acchi se acchi earning Ham Hasil kar sakte hain spread her broker ka alag alag Hota Hai Kisi bhi broker ka spread same Nahin Hota

                      Spread Hamesha broker ki fee hoti hai Jiske Badle Mein Ham apni trade open karte hain aur apni trading start Karte Hain broker bahut hi high surpreet rakhti Hain Hamen ine se avoid karna chahie Hamen Hamesha slow spread ko hi apni trading Mein istemal karna chahie Agar hamare pass insupride ke bare mein Achcha Se Achcha experience aur Achcha Se Achcha knowledge Hoga To Ham in spread ko acchi Tarah Se samajh Payenge aur in co apni trading Mein use kar Payenge Agar hamare pass in separate ke related Achcha Se Achcha experience or knowledge Nahin Hai To Hamen chahie ki Ham Apne senior member se contact mein rahe aur Unse spread ke bare mein Achcha Se Achcha experience or knowledge Hasil Karen Hamen in separate ko careful Ho Kar hi Apne kaam mein istemal karna chahie Hamen Kabhi Bhi careless Nahin Hona chahie Apne kam mein
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                        Jab traders market Mein Apni trading Shuru karte hain to use Waqt unhen chahie ki vah market se related Tamam chijon ko acchi Tarah Se identify kar le aur uske bad hi market Mein Apni trading start karen aur Market ki position ko understand ki Agar kabhi bhi market Mein Apni trade open na Karen Kyunki Is Tarah Se vah market ma acchi kamyabi Hasil nahin kar Payenge naahi apni trade ko Ek perfect trade banaa Payenge Jab Bhi trader market Mein trading start karte hain to use Waqt separed se related Achcha knowledge Hona chahie aur usse ke bare mein jyada Se Jyada learning honi chahie Kyunki jawab unhen separed ke bare mein acchi learning Hogi tabhi vah market Mein Apni trading co acchi trading Bana Payenge

                        spread ke jariya se Ham apni trading ko acche tarike se kar sakte hain separed ke jariye se ham aur buy yah Sell ki position ko samajh sakte hain market Mein Masjid se Prit ki three types hote hain 3 type Kesariya se Ham market ki buy sell position ko acchi Tarah Se identify kar sakte hain aur unko identify karne ke bad vah market Mein Apne trading start Karke Apne trade Mein acchi success Hasil kar sakte hain isliye market Mein work karte waqt Kisi Ki jaldbazi Na Karen aur Market ko acchi Tarah Se learn Karen aur uske learning per Jyada Se Jyada ko kasht Karen Jitna Jyada time apni trading may spend Karenge Itna Jyada aap Forex trading se related Tamam chijon ko acchi Tarah Se samajh Payenge aur usmein kamyabi Hasil kar Payenge Ek Achcha trader Vahi hota hai jo ki Apna Kam market ke rules ke bagair kabhi bhi start nahin kar sakta aur na hi market Mein acchi trade Laga pata hai
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                          Assalamu alaikum dear friends har pair ka apna he apna sperad hota hota hi ab jo kh aik oil hi os ka kia hi os ka koi beh aik bhe 00 sperade hi lakan aik baat yad rekhan os ka aik sperad to ni hi lakan os ka kia hi os ka cammsion hota hi ya aik he 0.01 lot ham ager es amin trade ko open akrty hain to asa main ham ko kia hota hi asa main ham ko hotab hi kh ham sa ya bna cammsion jo hi 30 sent la laiata h to ya baat ham an es ko zehan main rakh alin i hi kbake jjo bhe pair hain os bad aik he sath wala hi ng os bad jo bhe pair hian on ka muktlf hain kise ka kitna hi kise ka kitan hi to soo ham ko asa main karan ho ga to kia karan ho ga to ham ko asa main ham ko bht he socuh samjh akr es main kaam karan he ho ga to soo ham a es amin j=ahr spread pair ka phly cheack akrna hi kh ham jo bhe trade ko oepn akr rhy hian kitni hi ya kitni ho ge ot so ham ko asa main ham na es main ham ko bht he achas a kaam karain ham yahan pa jitna ebh mehant ka sath he ham kaam karain ag to os ka abd ham ko bht he accha sa faoida ho ga to aaj ka bad ham ko jb beh koi beh terade open karni hi ya vho ya baat daikhni hi k h ab jo hi vho os pair ka spoerd hi gya hi ya cammsion hi to asa main ham ko ya baat jo bht he souch samjh akr es amin kaam karna he ho ga ni to asa main ham ko es main nuqsaan eh ho ga ager profit gain karan hi to so ka lia ya sab khuch souch samjh kae es amin kaam karna he ho ga
                             
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                            Spread Kia Hoti Hai Trading Mai..?

                            Trading Mai Spread Aik Asset Kay Liye Buy Sell Ki Amounts Mai Farq Hai Is Ka Matlab Ye Hai Keh Asset Buy Karney Ki Amounts Bunyadi Market Say Hamesha Kam Yani Less Ho Gi Jab Keh Dosri Sell Karney Wali Amount Thori Neechy Ho Gi Yani Down Ho Gi Spread Kay Or Bhi Bhut Say Meaning Hain Finance Mai Spread Kay Or Ye Trading Mai Bhut Important Role Continue Karti Hai.

                            Spread Types

                            Spread Bhut Say Say Types Ki Hoti Hain Finance Mai But Agr Trading Mai Baat Ki Jaye Tu Spread Basic 3 Types Hoti Hain Jin Mai Spread Strategies , Vertical Spread , Horizontal Spread Or Akhir Mai Diagonal Spread Shamil Hain Ye Bhut Common Spread Hain Jo Trading Platform Mai Nazar Ati Hain Or Inki Bhi Khass Knowledge Hoti Hai.Hamein Chahiye Keh Hum Trading Say Related Sab Achi Malomat Hasil Karein.

                            [ATTACH]20892[/ATTACH]

                            What is a spread?


                            Trading man ask price aur bid price k dermiyan difference ko spread kehta han. Trading position k lehaz sa spread ka matalab ha short term trading(selling) aur long term trading (buying) k dermiyan difference ko spread kehta han.

                            What is a Spread trade?


                            Spread trade ko relative value trade b kehta han. Spread trading man ham ak kisam ki currency units ko purchase ker raha hota ha aur dosri currency units ko us currency k agains sell ker raga hota han. Spread trading hamasha options ya future contract ki condition man kiye jata han. In trades ka positive overall net trades value ko spread kehta han.
                            Spread ki 2 types z-spread aur yield spread han.
                            Ap ko chahiye k ap achy se acha broker choose kren q k achy broker ka spread bht kam hota hai aur local broker ap sa spread bht charge kerta hain jo bht nuqsan wali baat hai aur business man wahi acha hota hai jo apne loss ko minimize kray aur profit ratio ko high kray. Aur jitna kam spread pay karen gy itna ziada loss smaller aur profit ziada hoga.
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                              Asalam o Alikum dear members Forex business men jab Bhe ham Trading karein tu ham spread say Hi Broker ko update Karta hein aor iss trah say achi Maloomat Share karta hein Tu Hi achi si Success ho Gi pak forex trading business bhot acha business hy Khoob Dil Say Hi Yahan Good work Karein tu Hi Good Success Asaani sy Hi Hasil ho jae Gi pak forex trading business men Spread ka Used Zror karein Tu Hi Success ho Gi pak forex best business hy asal men spread broker ka commission hota hai jo would fees hoti hai ke jis ke badle ham Apni trade open karte Hain aur ham Jab trade open karte Hain to hamen hamari trade mines Mein najar aati Hai jiski vajah se hi hoti hai ki market Mein sabse pahle humne commission yani ke fees Baki Hai Hi apni trade lagane ke liye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                                Assalam O Alaikum dear friend aap ka question buhat acha ye trading ka basic question hai our jab tak hamare pass trading ka basic knowledge nahi ho ga ham trading business main kamyab nahi ho sakte hai

                                Spread in Forex ::

                                dear friends spread ek broker ka commisson hota hai jab b aap trading chart par pairs ko dekhen ge to ap ko 2 option BID price and ASk price nazar aye g in dono price k drmayn jo difference hoga wo broker ka commission hota hai our isi ko ham spread kehte hai our har pairs ki spread mukhtlif hoti hai kuch high spread pairs hote hai our kuch low spread hote hai hame chahiye k ham low spread pairs par trader karen kyu k low spread pairs par risk kam hota hai jab k high spread pais par risk buhat high hota hai jise k commodities pair ka spread high hota hai our ye risky paris hote hai

                                Low Spread pairs ::

                                1. EUR/USD pair, spreads from 0.1 pips! Spread / Daily Range = 1.5% (the lower the better)
                                2. USD/JPY, the second lowest spread pair
                                3. GBP/USD, a low spread pair that moves!
                                4. USD/CHF, low spread – high stability
                                5. EUR/JPY, non-USD pair with low spread.



                                High Spread pairs ::

                                dear friends tama commodities high spread hote hai

                                1. Gold
                                2. OIL
                                3. SILVER
                                4. CRYPTOCURRENCY PAIRS
                                5. Gass
                                 
                                Last edited by ; 13-10-2020, 12:35 PM.
                                Ayisha Cutey's Trading Journal
                                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X