Yeah review " Trading baghair Analysis " par mabni hai...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeah review " Trading baghair Analysis " par mabni hai...

    Forex trading Mein kam karte hue Hamen kabhi bhi bagair analysis trading Nahin Karni chahie is ham kabhi bhi achcha result Hasil nahin kar sakte aur na hi Kabhi acche advantage Hasil kar sakte hain Jo tractor Aisa karte hain vah market Mein Kabhi Bhi acche trater Nahin Ban Sakte aur na hi Kabhi successful ho sakte hain market mein agar Ham trade Laga Rahe Hain To Hamen market Ka analysis Jarur karna chahie market analysis karna bahut jyada important hota hai agar Ham analysis Nahin Karenge aur bagair soche samjhe trade ko open kar denge To Ham Kabhi betrayed Mein successful Nahin ho sakte isliye Hamen market analysis acche tarike se karna chahie market mein 3 Tarah Ke analysis maujud hote hain Hamen in analysis ko acche tarike se karna chahie Hamen kabhi bhi in analysis ko apni trade Mein Nahin Karna chahie technical analysis market mein bahut jyada important analysis hota hai ya bahut hi Achcha Framework hota hai is a market Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Market Mein fundamental analysis bhi bahut jyada important analysis hota hai bahut se trader fundamental analysis ko Apne trade ke liye select karte hain is Seva market Mein acche tarike se trade Laga Karachi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Market Mein achha profit Hasil kar sakte hain sentiment analysis ke market mein bahut jyada important Hoti Hai Hamen isko acche tarike se samajhna chahie isase Ham market Mein acchi success Hasil kar sakte hain market Mein Hamen Hamesha Soch Samajh Kar work karna chahie Hamen mehnat Karni chahie Forex trading Mein work karte hue main Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur ismein bade shauk se samjhe kabhi bhi Kam Nahin Karna chahie Jo trader Aisa karte hain vah market se acchi kamyabi Hasil nahin kar paate
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeah review &quot; Trading baghair Analysis &quot; par mabni hai...

      jab ap apny trading kay analysis ko achy sy kar lain gy tu ap ko phir asani sy apny pair ki selection mai asani hogi or ap apny indicator ki khas list chose kar kay rahkai. bar bar apny pair or indicator ko bilawaja change na karain or koshish karain kay jo vlues ap ko indicator ki find ho jaye tu same pattern or time frame ko chose kar kay phir us mai ap support or resistance find karian. es sy ap ko asani yeh hogi kay ap sahi tarha sy apni trade ko kar sako gy or ap jab bina analysis kay trade karain gy tu ap ko just price ko guess kar sakain gy.

      اب آن لائن

      Working...
      X