Ye Review Apple iPad Pro par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Apple iPad Pro par mubni hay
    Introduction: Apple iPad ko family use key ley behtareen device samja jata hay jes ki designing computer aur mobile key base par ki gai hay, agar es ko mini computer ka be name dia jaye to ghalat nahi ho ga, es device ko iOS aur iPadOS operating system key ley banaya gia hay, Apple iPad ka fourth generation March 2018 me release kia gia jo key 2 screen size 11 inches aur 12.9 inches me available hay, es ki internal stroge key 4 options hey jo key ye hey (128 GB, 256 GB, 512 GB aur 1 TB).

    Advantages:1. Apple iPad ki screen large hony key sath high resolution ki be hoti hay, es ki screen ka size 11 inches aur 12.9 inches hony ki waja se ye ab tak large size key hi screen hey jo siraf iPad pro key ley banaye gaye hey, agar ham iPad pro Apple ka use karty hey to es se pehly yakeenan ham ne kabi be batter quality key dispaly resolution aur screen nahi dia ho ga,

    2. A10x processor ka feature siraf Apple iPad pro versions me hi kia jata hay jes ko na siraf powerful aur fastest processor be samja jata hay, es processor ko heavy games play karny key ley best samja jata hay jes ki waja se game aur tablet ki speed bahot fast ho jati hay,

    3. Apple iPad pro tablet ka ye be advantage hay key es key sath pencil aur aur keyboard ka be use kia ja sakta hay, typing work key ley Apple iPad pro tablet ko zarorat key mutabeq keyboard ka use kar key es ko mini computer be banaya ja sakta hay,

    Disadvantages:Apple iPad pro ka rate be zeyada hay aur sath me Pencil aur keyboard ki cost extra charge ki jati hay.
    Click image for larger version

Name:	Apple_iPadPro_BIGNEW1.jpg
Views:	1
Size:	58.1 کلوبائٹ
ID:	12469636

اب آن لائن

Working...
X