Jaiza: Trade sy phly market ko analysis krna..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Trade sy phly market ko analysis krna..

    Forex market Mein trade Lagane se pahle analysis karna bahut jyada Aham aur jaruri hai jo trader Har trade se pahle complete analysis Karte Hain Uske trade jyadatar successful hi rahte hain aur vah acchi Hansi earning karte hain aur jo trader Bina Kisi proper analysis ke market Mein trading karte hain uska Samna Hamesha losses Se Hota rahata Hai successful trading ke liye to type analysis bahut jyada jaruri hai Jin mein technical analysis or fundamental analysis Shamil Hai technical analysis ka matlab yahi hai hai ki aap forex market main Trends ko identify Karen kya market mein support or resistance level ko identify Karen aur candlestick chart ki madad se apni trade lagaen fundamental analysis ka matlab yahi hai ki aap research Karen ke kaun sa data yah important news Aane Wala Hai aur FIR Usi hisab se market mein Main trade lagaen aap is Baat Se andaza Laga sakte hain ki Jab do type analysis ki Jaati Hai To trading bahut jyada Aasan Ho Jaati Hai Hai Kyunki aap ko is se pata chal jata hai ki market Katrin kya hai aur Market further kaun si Taraf jaane wali hai Aaya bullish Trend main jaane wali Hai yah bearish trend Mein jaane wali hai iske sath Baat aapko yah bhi Pata lag jata hai ki kaun se point per registan label hai aur kaun se point per support level hai hai iske sath sath aapko yah bhi Pata lag jata hai ki aaj kaun si important news yah data Aane Wali Hai Jab aapko yah complete Pata lag jata hai to forex market Mein trade Lagana bahut Aasan ho jata hai aur aap ki production aur trade jyadatar successful hi rahti hai Le Hara is bad Mein Koi shak nahin hai ki jo log proper analysis karte hain vah Jyada acchi earning Bhi Karte Hain aur jo log complete analysis Nahin karte vah jyadatar nuksan hi mein rahte hain
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Trade sy phly market ko analysis krna..

      Han ji bilkul aapane theek Kaha iPhone X Mein kam karna bahut jyada risky bhi ho sakta hai isliye agar aap Logon Ne Forex Mein kam kar raha hai to koshish Kijiye ki aap log Hamesha sabse pahle market analysis Kijiye market analysis aap log different tarike se kar sakte hain market analysis karne ke liye aap log different indicators use kar sakte hain Uske alava different strategies to use kar sakte hain to main aap sab doston ko Yahi kahunga ki market mein aap Logon Ne different strategies ke sath kam karna hai aur different types ki analyses karni hai in analysis ke sath sath aap log Forex Mein kam kar sakte hain aur acchi kamai kar sakte hain without analysis Forex Mein kam karna bahut jyada Mushkil Hai aur aap Logon Ko Na Kami bhi ho sakti hai analysis ke bagair trading karne se
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Trade sy phly market ko analysis krna..

        salam Yahi kah rahe hain Forex Mein Hamen trading karne se pahle market ko acchi tarike se analysis karna chahie aur apne analysis ko strong banane ke liye jaruri hai kya multiple indicators ko use Karen Hamen indicators ke bare mein to mum knowledge Hona chahie tabhi Ham acchi tarike se indicators ko use Karke Apne analyses ko strong bana sakte hain analysis ki 3 type hoti hai fundamental analysis technical analysis sentiment analysis Yeh Three Types of analysis ko use Karke Ham Ek perfect trading kar sakte hain isiliye jaruri hai kya pahle market ki movement ko check Karen ke market kis side move kar rahi hai ab side ja rahi hai yah downside aapko cell ki trader Lagana chahie ya Bai ki aap ko kaun si trade Jyada profit de sakti hai kaun sa pair strong Hai candlestick chart pattern ko samajhna chahie tab hi trade open Karni chahie iske liye jaruri hai kya pahle demo account ko use Karen aur use per difference tragedies for different analysis Karke tab hi real account per kam Karen is aapke pass Achcha experience Hoga aur aap acchi tarike se apne trade profit Mein close kar Payenge
        Lekin agar aap bagair soche samjhe jaldbazi Mein trade open kar dete hain aur naahi market ko dekhte hain aur naahi candlestick chart pattern ko to aapki trade risky trade hoti hai aur Asma aapko loss Ke Chand Se Jyada hote hain isiliye agar aap apna bonus ka istemal Chahte Hain To pahle Sabar se kam Le aur apne useless emotions ko Apne trading Mein interfere na karne De market ko Chitra kase analyses karke hi trade open Karen Ek perfect trader kabhi bhi market ko analyses kiye bagair trade open nahin karta
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Trade sy phly market ko analysis krna..

          hamy market ko achy sy samj kar analyses ko use kar ky trade lagane chahey ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky agar hum analyses ky bagar trade laga dy gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna ho ga ta ky hum ismai agy bar saky yai aik asa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or yai hamy kam karny par ache earning be dyta hai hamy aik time mai aik he pair mai aik he trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is mai stop loss or take profit ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hai hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey yai kamayabe ka aik acha tool hai hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey ya aik wase karobar hai hamy is mai daily he kam ko pora karna ho ga ta ky hum is mai acha bonus hasil kar saky or hum is bonus par trade laga kar acha profit hasil karty hai agar hum is mai galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss mai ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey hamy apny account ko wash hony sy bachana ho ga ta ky hum is mai zeda loss sy bach saky hamyt market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey taky hum is mai kamyabe hasil kar saky
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Trade sy phly market ko analysis krna..

            Assalamualaikum dosto umeed h k ap kheriyat se honge
            Ji han dosto Jab Ham trading start Karte Hain to trade open karne se pahle Hamen market ko acche se analysis karna Hota Hai market ko analyses karne ke bad Jo Ham trade open Karte Hain usmein Hamen profit Hasil Hota Hai agar Ham trade open karne se pahle market ko analysis Nahin karte To isase Hamen lost bhi ho sakta hai train open karne se pahle market ko analyses karna aur trade ke bare mein acchi Tarah planning karna bahut jaruri hai Jab Ham acchi Tarah planning karne ke bad rate open Karenge aur Market ko understand Karke A trade open Karenge To isase Hamen bahut Achcha profit Hasil hoga analyses Hamari trading ko strong banata hai analysis trading ke liye bahut jaruri hai yah trading Mein kamyabi ka ek best paath Hai Isko ignore Karke Ham successful trading nahin kar sakte Hamare jitne bhi expert traders hai agar Ham unke bare mein knowledge Hasil Karen yah Unse a A trading ke tips len To Hamen yah andaza Hoga ke unke analyses bahut strong hai hi Jitna strong Hamara analysis Hoga utna hi Ham trading ko best tarike se perform Karenge isliye Hamen analyses ko ignore nahin karna chahie Hamen complete focus karna chahie Apne analysis per Taki Ham successful and expert trader Ban saken.Thankxxx
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Trade sy phly market ko analysis krna..

              Bilkul g agr ham forex ma profit gain krna chahtay hain to hmain market k analysis krna chaian is sa hmain experience b hasil ho ga aur aik professional trader k liay ye lazimi ha k wo is tarah ki routine adopt karain isi tarah hm achi earning kr sktay hain

              اب آن لائن

              Working...
              X