Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?
    Kiya koe bata sakta hai k markeet mein Scalping kiya hoti hai jis ki base pe hum markeet k trend r buy sell ko Read kr saken..
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

    Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn kam krny k liy different trading strategies ko use kia jata h in different types ki strategies ko follow kr k hum achi earning kr skty h
    Dear members in he trading strategies mn sy ik best trading strategy scalping h.
    Dear members Pakistan forex trading mn ik best trading strategy scalping h is strategy mn hota ye h k hum jab bhi trading k doran koi apna trde open krty hn ya hun sell ya buy pr kisi pairs pr trading krty hn to agr hum trading sy achi earning krna chty hn to is k liy during trading hum scalping krty hn mtlb jb bhi hamra trade hymn khuch points pr
    Agr humyn profits hoata h to hum is trade ko close kr dety hn ar wo ik dollars ya khuch points hymn profit mil jata h isi trha hum bar bar long trading krny k bajy hum 5 ya 7 mint k badd thora thora scalping kr k acha nfa hasil kr skty hn.
    Is strategy ko use kr k hum apni daily ki income thora thora kr k acha prpft akhata kr skty h
    Is strategy mn small lot size pr market ka achi trha analysis kr k achi scalping kr skty hn
     
    • #3 Collapse

      Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

      SCALPING
      forex scalping aik trading style hai jo KY traders kisi bhi currency ko kisi bhi trading pair ko sell ya buy krny KY liye istemal krty hain aur phir us ko bohat Kam time ky liye hold rakhty hain ta ky short profits ko hasil Kiya ja sake aik forex scalper aik din mein bohat sari trades open krta Hai aur us din mein hone wali market ki small movements se acha profit hasil krny ki koshish krta hai
      SCALPING FOREX PROFITABLE
      forex scalping aik lehaz se profitable hai bhi aur nahi bhi kyun KY yahan par bohat sare members is ko hold nahi kr paty jis ki wajah se wo apna nuqsaan kr bethty hain ye tareeka Un members ky liye best Hai jo apny analysis per maximum focus karne ky saath saath market ki movement ko daily basis per observe krty hain scalping acha profit dy to dyti Hai lekin long term mein is se profit hasil krna ache kamyabi hasil krna possible nahi ho sakta hai hum Agar profitable trading krna chahty hain to hum scalping ka istemal kr sakty hain per humein is ko proper istemal krny ka tareeka lazmi Ana chahie ta ky nuqsaan ko overcome Kiya ja sake aur is Mein leverage ka bhi dehan rakhny ki koshish Karni chahie
      BEST TIME FRAME FOR SCALPING
      maximum traders scalping trad krny KY liye 1 se 15 minutes wala time frame istemal krty hain lekin ye best time frames nahi hain scalping krny KY liye aur 15minutes wala time frame scalping trading ky liye least popular hai aur 1 se 5 minutes waly time frames ko bohat sare log istemal krty hain ye time frame bohat common hai
      SCLAPING NOT ALLOWED
      Mere Khayal Se scalping trading Mein allowed nahi hai kyun KY is mein traders aik time par bohat sari trades market Mein open krty hain aur choty choty profits Hasil krny ki koshish krty hain lekin Yeh profits us condition Mein he humein mil sakty hain jab hum large losses ko prevent krna seekhen ge otherwise account bhi wash ho sakta hai
      IS SCALPING GOOD STRATEGY
      Dear jahan tak mera knowledge aur experience Hai to scalping trading krna koi ache strategy nahi hai aur na he koi ideal strategy hai is ky opposite long term trading with large profits sab se best aur suitable strategy hai aur jab ky scalping trading mein Kamyab hona bohat zayada mushkil Hai is ki sabs e main reason is mein maximum trades ka aik saath market Mein open krna hai
      • #4 Collapse

        Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

        AOA dear friends , Forex trading mein do tarah Ki trading turms istemal ki jaati Hain din mein se ek ko long term trading kahate Hain aur dusri ko short term trading kahate Hain aap short term trading ko scalping bhi keh sakty hean aur scalping shotr term trading hoti hai aur ismein apk kam pips haaisl karneki trading karte hian aur market se jaldi out hojaate hain,is liye apko chhaiye ke ap agar scalping karen to poori money management ke sath karen aur scalping bht mushkil hoti hai aur isse new traders ko nahi karna chahiye kiun k scalping se wo apna sara balance bhi ura sakte hain kuch hi dair me ye seniors k liye hai wo hi iss se achi earning kar sakte hain forex trading market main expert trading ziada tar scalping karte hain. forex main jab app bohat short se time main ziada badi lots ki trading karte hain or profit le kar foran close kar dete hain to is ko scalping karna kehte hain aur is mein trader ko profit jlde ho jata he lakin scalping mere khyal mein sahih trading ka zaira nhe he trader ko ache trading krne ke lie experience chahe aur apne trade mein sahih order lage phr fiada ho ga Scalping main aap ney small small targets bana kar kam krna hota hy aur profit hasil karna hota hy. Yeh buhat risky trading hoti hy Jab tak trading ka experience nahi hota, aap scalping sey trading na karain. Big volum of lots use kr key profit earn kia jata hy. Is main sometimes kafi loss honey ka bhi khatra hota hy scalping ye 1 min se 30 min tak k time frame k andar hoti hai aur is k liye experience ka hona bohat zaroori hota hai scalping us waqt ziada benefit deti hai jab market tezi main ho scalping money management kay sath ki jati hay zani ap jab scalping kartay ho to sab say pahaly kul raqam jo ap nay invest ki hay wo aur phir us kay bad doosray number par zay daikhna hota hay scalp main in aur out kab hona hay time par in hona aur time par out hona strategy kay mutabiq zaroori hota hay kunkay scalping short term man rah kar ki jati hay
        • #5 Collapse

          Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

          Scalping trading
          Short term ke liye trade open karna aur close kar lena scalping kahlata hai jismein aap constructively selling trade bhi open kar sakte ho buying opportunity bhi le sakte ho is mein specific koi oye direction select Nahin ki jaati hai market ke trend ke against bhi trading ki jaati hai short-term ke liye instant trade entry li jaati hai aur jab trade profit mein a jaaye to instantly close kar liya jata hai apne order ko.
          Important management steps for scalping
          trading member job of scalping trade entry lete hain aapko stoploss must use karna hoga. Sometime market first movement ki vajah se reversal direction mein move Kar jaati hai jiske se aapko big loss ho sakta hai agar aap maximum lot size use kar sakte hain to aapko stop-loss bhi use karna chahie jisse aapko limited loss hoga.
          Forex trading market mein scalping trading ke liye best trading indicators aapko bata deta hun.
          Scalping trading ke liye agar aapane technical analysis pe focus karna hai to ismein aapko jyada profit mil sakta hai maximum earning ke liye aapko fundamental news time per trading Karni chahie pending order use karna chahie aur instant profit aapko mil sakta hai scalping trading mere bhi maximum hota hai jismein loss bhi maximum ho sakta hai expert and professional trading members ki guideline ke sath aapko scalping trading Karni chahie initial stage per scalping karne se hamen nuksan ho sakta.
           
          • #6 Collapse

            Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

            agar hum kisi trade ko short term k liye open kerty hain aur phir baad mein usko close ker dein tou ye scalping trading kehlata hai jis mein aap selling trade bhi open ker sakty hain aur is k sath sath buy trade ko bhi open ker sakty hain is mein koi bhi specific direction nahi note ki jati is mein market k trend k against bhi trade ki jaa sakti hai kuen k ye short term trade hoti hai ye aik aisa trading style hai jis mein traders kisi bhi currency ya phir kisi bhi trading pair ko buy ya sell ker skaty hain aur is mein jo bhi work hota hai wo instant hota hai is mein traders apny hold ko kam time k liye rakhty hain aur ye short profit ko hasil kerny k liye ki jati hai is se hum market mein hony wali small moments ko judge ker k small profit hasil ker sakty hain humen is ko zaroor try kerna chhaiye
            agar is trading k liye hum technical analysis ko use keren aur is par focus keren tou is tarhan humen zeada profit mil sakta hai maximum bonus hasil kerny k liye trader ko chhaiye k wo fundamental news time par trading kery scalping trading allowed nahi hai kuen k is mein aik trader aik time mein bohat sari trades ko open ker leta hai humen chahiye k aik waqt mein aik kaam keren lekin us ko focus k sath keren scalping trading aik achi strategy nahi hai kuen is k opposite large trading best hai kuen k wo long term trade hoti hai aur us se hum zeada profit bhi hasil ker sakty hain ye profit able hai bhi aur nahi bhi kuen k is ko bohat sary traders hold nahi bhi ker paty
             
            • #7 Collapse

              Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

              Assalamu Alaikum dear friends scalping is a very e popular trading style for all types of financial market Bhosari to traders vo differents trading ka use karte hain scalping trading ho gai aur aur pay trading swing trading positional trading lekin Aaj Ham baat karte hain scalping trading ke bare mein scalper 1 time pay single yah multiple trade ko open Karte Hain bahut hi kam time mein Main trading close Karte Hain 1 Din Mein Ek Se Jyada trade ko open karke profit Karte Hain frocks Mein Ek time mein multiple trade ko open Kiya jata hai Har EK rate ka profit bahut kam Hota Hai Kuchh minut yah second ke bad trade ko close Kiya jata hai aur Iske bad Jab Sabko close Karte Hain To Sab Ko calculate Karte Hain To bahut Achcha profit band hai ISI ko scalping style trading Kahate Hain Pakistan mein dekha Jaaye to ek time Mein Ek ped open Karte Hain International Mein Dekhen to to ek time mein Main Jyada trade open Karte Hain 20 mint yah 50 minut Jyada Se Jyada hundred minute open Karte Hain small last lot size use Karke scalping trader timeframe ko use karte hain time frame mein 5 minute 1 minute Prem Ko dekhte hain chart ko dekh kar scalping style ko istemal Karte Hain Jay trader mint ko dekhte hain 10 mint yah Jyada 20 Tamil Karte Hain trade ko open karke
              • #8 Collapse

                Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Adeelkhan1214 پيغام ديکھيے
                Kiya koe bata sakta hai k markeet mein Scalping kiya hoti hai jis ki base pe hum markeet k trend r buy sell ko Read kr saken..
                Assalamu Alaikum dear member Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein Ek bahut hi important technique istemal ki ja rahi Hoti Hai Jisko properly utilised Karke aap limited time mein maximum profit Hasil kar sakte hain aur is technique ko aap scalping Kahate Hain scalping se related main aapse Kuchh information share kar deta hun Jisko properly utilise Karke aap Forex trading Mein maximum profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain.

                Scalping :

                Scalping dear Ek Aisi important technique hai jismein aap maximum lot size ki selection rakhte Hue market Ki Thodi Si movement ko apni favour mein aane per apni trade ko close kar dete hain aur maximum profit Hasil kar sakte hain ismein Jab aap lot size ki selection select Karte Hain To aap ke account mein jitni lot size ki selection ho sakti hai uski basis per aap apne account mein lot size ki selection kar rahe Hote Hain.

                Dear jab aap market Mein Kaam karti hui ye scalping kar rahe hote hain to ismein aapke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai Kyunki Jab aap market Mein Kaam karti hui Ye scalping Karte Hain To ismein aap lot size ki selection maximum select karte hain Agar aapko market favour nahin karti to ismein Aapka bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko Hamesha koshish Karni chahie ke lot size ki selection according to your account balance honi chahie aur agar aap market Mein expert aur senior traders Nahin Hai To aapko kabhi bhi yah technique istemal Nahin Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain. Isliye agar aap scalping karna chahte hain to aapko bahut careful hokar trading Karni Hogi.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                  Dear forex me scapling ka matlb hai ky big lot k sath small time k leay market ma enter hona or thory sy profit k bad wapas trade cut kr jana, asy kbi kbi yoh b hota hai k profit ki bajae loss ho jata hai, mostly forex me us chez ko thek nahi smajha jata kyun Kay but ham wo bhot sy kam karty hai jis sy hamy mana kia jata hai scalping trading ki aik difficult technique ha jis ma ap k pas acha experience hona bht zaruri ha tb hi ap shot time k liay trade ma profitable entry kar sakain gay aur is technique sa faida hasil kar sakain gay, ye sirf expert trader hi kar saktay hain aam members k liay mushkil ho sakta ha short term main bi trade kar skaty hain so hamain chahye is k bary main learning karni ho gi tab hi hum trade karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trader bannay say ahly is k bary main analyse karni h gi tab hi hum trade karni ho gi tab hi hum trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is main achi earn karien gay scalping karty hain to m Ap se ik choti se earning technican share Kr rha hoo Jb kisi b ik side pr movement o rhi hoti a to 2 ya is se zaida candal k bad agr Markeet reverse hoti a to aur ik candal reverse ke bnti a to phir 90% Markeet dobra pely wali side pr jay ge Ap ik candal reverse k bad jb Markeet dobra pely wali side pr move kary to trade lga dy aur jha se Market reverse ho skti hy but agar aap esko with proof upload kartay aur chart mei mention kartay aap ney kis jaga entry point ko ehmiyat de kar trades li tou sab scalpers ko aap ki ess thread ka zayada faida hota barhal ye aik simple si baat hay kay koi bhi important candle kay baad next candle pe bohat depend keya jata hay market main bohat achi earning kar sakty hay es business main khoob money management karni chahiye kyun keh money management karty huway trading karnay main he faida hota hay tab he hum market main safe earning kar sakty hay aur humay sabar say focus bhi karna chahiye es business main forex trading maina ghr scalpning main trading kar rahy hain tu apko revesr market main market ki situaion dekhty howe trading karni chahye q k boht se trade hmari loss main bhi ja rahi hoti hain tu reverse market ko dekh kar order lag rahny dety hain jis se market aik point oar a akr ruk jati hai tu hmain loss nahi hota hai hamy is ko use karny ky liye mt5 mai kam karna chahey pher he hum zada acha bonus hasial kar saky gy forex mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai trading be kar sakty hain or hum is mai investment be kar sakty hain yai kabe be band na hony wala big or real business hain short term base par trading ko kehty hey aur day trading long term trading ko, agar traders market ki movement ko samaj jaty hey aur un ko lagta hay key scalping trading se un ko profit ho sakta hay to wo bahot hi short time key ley trades open kar lety hey jes ka maqsad ye hota hay key wo jald se jald profit earn karen aur trades ko close kar den, jab key day trading long time key ley trades ko open karny ko kehty hey esy trades jes me app ko yakeen ho key long term base par market app ko profit de sakti hay, day trading me take profit limit aur stop loss limit be long points par lagana zarori hey.
                   
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                    SCALPING KIYA HOTI HAI:
                    scalping aik trading technique hoti hai jis ka hum use kar k apni trading karty hain es ko hum trading method bhi kah skty hain jo traders apni trading k liye apply karty hain or trading karty hain or forex main achi earning karty hain scalping ka aghr acha experience hai tu hum kbhi bhi forex main loss ko face nahi karty hain aghr hum kamyab hona chahty hain tu humain mahnat k sath pahly os trading strategy ka experiecnce gain krna chahye jis main hum ny trading karni hai or hum os main acha profit hasil kar saken aghr yah technique nahi ati hai tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he hum achi earning kar skty hain
                    [B]SCALPING TRADING KESY KI JATI HAI:[B]
                    Scalping trading ayse ki jati hai k market ki movement aik he trend main move kar rahi hoti hai or kuch traders ayse hoty hain jo short time frames ka select kar k forex main tardes karty hain or apni trading kar k profit lay kar market se nikal jaty hain q k forex main jo short time frame ki trading hoti hai osko he scalping kahty hain jis main market main profit targets short hoty hain jo market k aik he candles main ban kar traders ko profit deti hai es main traders short time frame main buy sell k sath trading karty hain or os main apna profit hasil karty hain jub k es trading method ka aghr humain experience hai tu hum forex main boht achi trading kar skty hain jis main acha profit lay skty hain or achi earning kar skty hain aghr humain yah method nahi ata hai tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he hum achi earning hasil kar skty hain
                    Click image for larger version

Name:	sclping 2 kamal.png
Views:	1
Size:	160.2 کلوبائٹ
ID:	12333853
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                      Han je forex ma trader ki bhot sari kismain hain. Kuch trader day trading approach ko use karty hain. Kuch trader swing strategy ko use karty hain or kuch trader scalping ko use kartr hain es lae unko scalping trader kaha jata hai. Es topic ma ham scalping ko mazeed discuss karyn gay.

                      What is scalping. Ye trading ko wo type hai jis ma tradet small time frame ko use kar apni trades open karty hain. Scalpers zayada dair apni trades ko hold ni karty so unko profit hu ya loss wo hamesa apni trades ko close kar k market ma next chance ko talash karna start kar dety hain.

                      Explanation of scalping technique. Scalping ma trader ko ye faida hota hai k traders k ko small small profit hasil hota rehta hai jo ik waqat ma handsome amount ban jati hai. Scalper ka account wash bhot kam hota hai kiu k wo long term k lae kbi kisi trade ko ley kar ni chalty.

                      Scalping technique k kuch drawbacks b hoty hain jo ye hain ik to tradet ko har bar spread pay karna parta hai so trader ko broker ko daily bhot sari amount spread ki sorat ma pay karna hoti hai. Es ka second disadvantage ye hai k trader har bar market ma enter hony ka risk leta hai jis sy usko loss k chances par jaty hai. Forex ma agr tradet 5 bar trade ma enter hon to ik bar he asa hota hai k trader ko market favour karti hai. So scalping k lae trader ko bhot high skill chahe hoty hain. Jis trader k pass achy skill ni hain wo kbi acha scalper ni ban sakta. Scalpers ko bar bar markek ko monitor karna hota hai so trader ko es k lae market ma zayada active rehna parta hai. Agr kio trader market ko kam time deta hai to wo kbi acha scalper ni ban sakta. .
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                        Dear member form per scalping se Murad kay agar Ham form per interest show nahin karte aur interest se apna work nahin karte aur apne work ko continue nahin rakhte to is tarah ka work scalping work kahlata hai scalping work form per karne ka koi fayda bhi nahin hota kyon ke form is tarah ke varg ko delete kar deta hai kyunki scalping work se Murad rough work hai hai jo ke form ke rules ke mutabik nahin hota hamen form par online rehkar apne work ko interest show karte hue pic dilchaspi ke sath informative aur quality work karna hota hai aur ek hi time mein apne varg ko apni limit ko pura karna hota hai kyunki is tarah se Hi Ham form per learning bhi hasil kar sakte hain aur form per achcha work bhi kar sakte hain hamen scalping se award karke hi he is business mein fayda ho sakta hai kyunki agar Ham is tarah se nahin karte Hain to hamara kam form per delete ho jata hai aur is tarah ke varg ka form hamen bonus bhi nahin deta acche bonus hasil karne ke liye jaroori hai ki Ham pulping work se award Karen aur apne varg ko ek time table banakar apne varg ko complete Karen aur form per achha quality work Karen tan ke Ham apne varg ko rough work hone se bacha sake aur achcha bonus ki hasil kar sake form per bahut se aise members hai jo ki har time online rehkar bhi rough karte karte hain aur form per interest kyon nahin karte aur form ke rules ke work nahin karte tu is tarah ke member ko form per Koi fayda nahin hota vah aur form is tarah ke varg ho delete kar deta hai aur is tarah se hamen bonus bhi nahin milta isliye hamen form per is tarah ka work karna chahie Jo ke form ke rules ke mutabik ho ho aur ham bonus bhi achcha hasil kar sake aur acche se Ham acchi trading bhi kar sakte hain aur apne business ko kamyab banaa sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                          Scalping aik trading strategy hay jo short term trading main high risk lay ker ki jati hay. Yani is main traders short time frames use karty huye tradingsay profit earn karty hain. Yani jab koi trader scalping strategy use karta hay to uska yehi target hota hay keh woh kam time main kam pips lay ker ziada profit lay.

                          Scalping kay liye manasib pairs.
                          Scalping strategy ka istemal sirf un he pairs main hota hay jo low spread hon aur low volatile hon aur in main easily earning ho jaye. Scalpers ki choice aisa pair hota hay jis main usko kam spread pay karna pary. Q keh woh bar bar trading order place karta hay aur is tarah usko har bar spread pay karny kay liye fee pay karna parti hay. Aksar aisa hota hay keh scalper jitni earning karta hay utna he commission bhi pay karta hay. Is tarah high risk lainy kay bawajood half ya more amount broker ko pay karna parti hay.

                          Trading strategy.
                          Scalper ka target 5 to 10 pips gain kar kay he trade say exit hona hota hay jab keh is tarah scalper big lot size use kar kay generally currency pairs main trading karta hay. Q keh currency pairs ka spread bhi kam hota hay aur ye daily 50 to 100 pips ki movement bhi karty hain. Scalping kay liye recommended pairs EURUSD, NZDUSD, AUDUSD aur USDJPY etc sar-e-fehrist hain.

                          Kuch brokers Scalping allow nai karty aur scalping karny per account ban karty hain. Jabkeh interactive brokers scalping ki permission daity hain aur trader apni marzi say short ya long term trade kar sakta hay jab keh uska account bhi safe rehta hay.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                            Scalping kernay kay liye traders ka experience aur skill level bohat acha hona chaiye aur scalping kernay say pehlay kisi bhi makhsus pair ya commodity ki achi tarah monitoring bohat zaruri hoti ha Scalping kay liye ziada say ziada time frame M15 select ker kay trends ki judgment ki jaati hai aur phir aik achay lot size kay saath trade open ker li jaati ha Forex trading mai scalping aik aisa tareeka kaar hota hai jiss mai traders ko short term mai trading kerni hoti hai takay trade open kernay kay baad jaisay he woh trade aik achay profit mai jaey tou usay close ker lia jae Trade close kertay waqt traders ki decisions powers ko bihta strong required hoti hai kiyu kay scalping mai lot size ziada honay ki wajah say profit bohat ziada fast hota hai tou traders ko ziada profit ka laalach kernay ki bajaey timely acha profit honay pay he trade close ker laini chaiye

                            Forex trading karty hoe agar aap scalping proper learning ke bagair Karte Hain yah aapke liye bahut jyada dangerous ho sakti hai Kyunki Aksar member Jab scalping kar rahe hote hain to usmein vah lot sizes Jyada select karte hain Kyun kay is strategy main just few pips ki movement ko Samne rakhkar is strategy ko istemal kar rahe Hote Hain agar aap ki selection galat ho Jaati Hai To yah aapke liye itna hi jyada risky bhi ho sakta hai isliye proper learning ke bagair kabhi bhi scalping nahin Karni chahie agar ap apne nuksan ko recover karna hai to usmein aap scalping strategy ka istemal kar sakte hain is strategy to properly istemal karne se aap bahut jaldi aur aasani ke Sath Apna nuksan recover kar sakte hain

                            Thanks.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                              Jay members kya hal hain aapke ummid karte Hain ki aap sab thik honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge jaisa ki aapane poochha ki spelling kya hoti hai uske bahut kiya kya gram apne kam bache se nahin kar rahe honge aur experience a nahin kar rahe honge aur scalping kar rahe honge scalping kam hoti hai ki Ham apne kaam par bahut jyada chor hokar karte hain aur ham use tarah se Kam nahin karte jis tarah se product business per karna chahie isliye hamen chahie ki Ham scalping na Karen aur bahut jyada hardworking ke sath aur mehnat se kam Karen aur gram scalping se bachkar kam karenge to is hamen fayda hoga aur hamare pass manasvi bahut achcha aaega aur hamara account bhi band hone se baat jaega aur agar Ham scalping karenge to hamare kaun hamara kaun bhi bahan ho jaega aur hamara bonus bhi bahut kam aaega isliye main chahie ki Ham scalping se baat kar apna Kam Karen aur scalping na Karen aur hardworking ke sath kam Karen aur focus hokar kam Karen aur agar humne cream ke bare mein Janna hai to hamen hai ki Ham apne Shimla snowfall Karen unse guideline nahin aur agar Ham ne apne experience ko badhana hai to hamen chahie ki hamar working ke sath kam Karen aur focus aur ka kam Karen kyunki is tarah se hamen kamyabi hasil hoti hai aur agar humne kamyab hona hai to iske liye jaruri hai ki Ham bahut bahut se kam Karen Jo hamen karne chahie aur Karen
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X