Ye review Zong network par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Zong network par mubni hay
    Introduction: Zong 4 G Pakistan me mobile data network ki ehseyat se apni service provide kar raha hay jo key China mobile ki malkeyat hay, Zong 4 G Pakistan me 2008 se GSM network ko operate kar raha hay aur es ko Pakistan me 2008 me hi lunched kia gia, Zong 4 G ka network be Pakistan me bahot hi wide range par pehla howa hay es company key users all over Pakistan key har cities me hey,

    Advantages: Zong 4 G mobile network bahot hi lowest call rates ki offer karta hay aur es network key call aur SMS packages other companies se bahot hi lowest rate key samjy jaty hey, es company ka internet packages be low rate key hi aur 4G LTE key sath higher speed ka mobile browsing data ki facility be deta hay, lowest internet rates aur higher internet speed key hawaly se Zong 4 G network ko bahot zeyada ehmeyat di jati hay, Zong ki 4G LTD technology bahot hi fastest hay jo key fastest internet ki sahulat deti hay Zong free facebook aur whatsapp key ley be internet data ki service Pakistan me provide karta hayother mobile network key companies se Zong hamary ley internet use karny key hawaly se perfect network hay.

    Disadvantages:Zong ka daily call aur internet key packages other network se zeyada hey agar monthly aur weekly packages ki tarha Zong daily key call aur internet data key packages key rates me be kami karta hay to users key ley ye bahot hi achi news ho gi.
    Click image for larger version

Name:	Zong-2G-3G-4G-TJ.jpg
Views:	1
Size:	167.1 کلوبائٹ
ID:	12469663
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Zong network par mubni hay

    Zong network company China ki registered company hai aur popular hai Pakistan mein jisko fourth number per introduced Kiya gaya tha Pakistan mein lekin abhi tak financial banking system mein room ka koi important role Nahin hai microfinance system mein kisanon ne abhi tak apni application introduced Nahin karvai hai lekin data networking best hai.

    Advantages:
    Zong 4G Pakistan mein best fast services provide karta hai. Zong internet ki speed bahut fast hai aur isko use Karne Wale trading members perfect trading kar sakte hain aur fast server login logout raid entry and execution bahut acchi Hoti hai form mein bhi unko net use karne mein bahut aasani Hoti hai zong sim lene ke liye aapko bahut sari facilities de di gai hai aap aap Kisi bhi zong franchise se sim purchase kar sakte ho.
    Aap retailer shop sales zong ki sim purchase kar sakte ho aap new spray zong sim replace karva sakte ho.
    Disadvantages:
    Zong 4G service network aapko fast to milta hai lekin is ki packages bahut expensive hai sharing network hai aur some real villages mein zone services available nahin hai isliye aapko problem karna padh sakti hun
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Zong network par mubni hay

      Zong ek bhut acha network provider hai jo ky China based company hai. Yeh Pakistan mein apny bhut se headquarters ajr franchises provide karti hai jin mein aap ja kar apny msail hal kar skty hain. Zong ky millions of users pakistan mrin mojud hain jo ky in ki services enjoy kar rhy hain. Is trha yeh company Pakistan mein bhut zeada invest kar chuki hai aur apni best services provide krny ki koshish ksrti rhi hai.

      Zong services ky internet aur dusry packages achy hain. Aur aap ko daily, weekly aur monthly basis par good rates par packages provide kiye jaty hain jo ky aap istemal kar skty hain aur yeh packages affordable rates mein dastyab hoty hain.

      Zong aapko internet services ky liye ek zong Charji device bhi fraham ksrta hai jis mein aap apni zong ki data sim use kar skty hain aur aap ek waqt mein bhut se mobiles aur laptop etc mein internet istemal kar skty hain. Yeh 4g device hai jo ky bhut achy signals deti hai.

      Zong ki coverage ky hisab se dekh jaye to iski coverage achi hai lekin Pakistan mein jazz ki coverage ky muqable mein in ki coverage bhut kam hai aur villages mein aapko zong istemal karty huey bhut masla paidh ata hai.

      Isky packages thory mehngy hoty hain. Isky muqable mein jazz Network aap ko zeada affordable ho skta hai.​Jszz ky data packages, whatsap packages zong ky muqable mein zeada achy hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Zong network par mubni hay

        Dear forum membets aap sab ko pata hoga k sab sy pehly Pakistan main zong ke company ny he networking system shuro kiya tha jab koi aur network nahi tha to 1991 main zong ke company ny Pakistam maun apny service ka aghaz kardiya, is waqtt dosto ye Paktel ke naam sy cable aur witeless service provide karty thy jo baad main cellular phone service main tabdeel hogaya, fosto ye baat yaad rkain k sab sy pehly Zong ko cellualar service ka free license mila tha Pakistan main, jo Baad Main 2007 main GSM service mai ntabdeel hogaya, dost 4 may 2007 ko Paktek comapny ka name tabdeel kardiya gaya jo china Mobile Pakistan rakha gaya.
        Aur pir China Mobile Pakistan ye Aik Branded name Zong Pakistan main tabdeel kardiya gaya saal 2008 main. Dosto Zong is waqt sab sy behtar aur achy packages wala network hy j oapny saarifeen ko beutar sy behtareen service aur teztareen servicexprovideckarny main sab sy agy hain,. Dosto ai kBaat yaad rakahin k sab sy pehly , 2G, Pir 3G aur pir 4G network Zong ny he shuro kiya tha jo ab tak sab sy zyada MBs aur Speed ka packeges de rahy hain, dosto Zong k apny internet devices B mily hain jo aap bazeiya Wifi signals 9, devices aik sath connet karcsakty ho aur Internet ke sahoolat le skaty ho.
        Zong sab sy behtareen aur tez netwrok provide karny wali comapny hy,
        Zong Internet packegs dety hain,
        Socual Media k liye Alag packages,
        SMS packages,
        Call Packeges dety hai nj oaksar time period par base karta hy aur kam rate k sath zyada packagechota hy.
        Isky ilawa zong ka apna mobile application B hy jis sy aap zong k services, packages, easyload, aur buhat saary kaam apny smart phone sy baghair time aur energy k waste kiye kar sakty hain.
        Dosto zong sy aap apny mobile phone par load karcskaty hain, ismaj naap savings katcskaty hain, payment, aur collections kar skaty hain.

        Faidy:
        Dosto zong ka sab sy barra fiada ye hy k is k packages sastyvaur heavy hoty hain
        2) zong apko tez tareenxinternet service prove karta hy,
        3) zong aapko free calls k liye behtareen packages dety hain jo aap apny zaati aur karoobari maqasid k liye use kar sakty ho.
        4) zong aap sy baghair kisi announcement k katooti nahi krta apka balance mehfooz rehta hy.

        Nuqsnaat:
        Dosto zong ka sab sy barra nuqsanat signals ka na hona hy, ab k dour Main buhat saary aisy alaqy hain jahan zong bilkul kaam nahi karta aur signals nahi aaty, jesa k main apny alaqy ka misal doonga Q k hamary alaqy main zong koi use nahi karta jis ke main waja signal ka na hona hy.
        Baqi zpng network ka koi aisa masla hy nahi jisy mention kiya jaye aur us masly kexwaja sy zong service ka istimal chor diya jaye, ye hamary sab sy behtareen dost china ke mobile cellular comapny hy aur hamain behtareen service deta hy.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Zong network par mubni hay

          Dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy.zong ki company ne 1991 mein Pakistan mein apni comonqy ka aghaz kia. Zong bohat ache package wala network hai. Yeh apne customer ko bht achi service provide krta hai.zong sb se behtreen aur taiz Treen network hai. Yeh 2G,3G aur ab 4G services provide krta hai Jo ke bohat achi hai. Zong kafi ziada package provide krta hai jesa ke Internet packages, SMS packages, social media packages, call packages etc.
          Advantages:
          Zong hmen different services, packages aur easy load provide krta hia is ki apni mobile application bi hai. Zong apko tez Treen Internet services bi deta hai. Yeh apko free calls ke lye bi kafi ache package provide krta hai.
          Disadvantages:
          Ase bohat se alaqe hain jin mein zong ki service kam nahi krti jhn par zong ke signal nahi ate.
          Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Zong network par mubni hay

            introduction of zong network+(advantages & disadvantages):-
            Assalamo Alaikum dear oyarypyary forexer aj main apko zonzong ke barey ma tasfesalan Kuch batein btana chahuga zong ke hawaly SE zong Ka network be apni services Ka aghaz San 1991 Mai Kia tha Jo ke Pakistan Mai cable operating ke Lia shuru hua tha eska Purana nam paketek tha Jo ke kafi arsay take rahy 21 century ke year 2007 Mai isny apni services cellular phone network main tabdeel krdi or es network ko Pak China mobiles Ka nam SE Diya gya tha or isko is naam Ka khitab aik saal tak ke liye Raha tha uskay baad es network Ka nam rakha gya zong Jo ke aj taak mashur hai or apna BEHTREEN Kam Kar Raha hai.
            Zong apny sarfeen ko es waqt Bohat zyada sahuliat de Raha hai chahy wo mobile date ke hawaly SE ho ya phir calling package ke hawaly SE ho ya phir message ke pkges ke hawaly SE inki sab offers best Hoti hai khas tor per zong apny network 4G ki Achi sahulat deta hai Jo ke Achi speed Mai chalti hai sab SE tez network sabse phlay zong me introduce kraye or 2G,3G ke networks Ka aghaz kerny Ka sehra be zong 4G ko jata hai.
            Zong ke sab packages Bohat hi behteren hai khas tor per zong ki charji ki devices pkges BEHTREEN hai Yani ke 1200 Mai aik month Ka 60GB data provide krta hai network . Or iskay ilawa 2000 mai hamy 100 GB data hi sahulat be mojud hai Jo ke ham aik month tak use Ker sakty hai uskay ilawa internet pkg hai aik zong Ka Jo hamy aik week ma hamari Soch SE be zada internet deta hai or wo hai 300 Ka pakcges jis ma hamein 20 GB YouTube or 10 GB net ki sahulat deta hai.
            Zong Ki internet speed sab SE zayada tez Hoti hai or sarfin ko itni shikayat be nhi Hoti zong per. Kabhi kbar jab zong ke signal Nahi atay achy to iska net bilkul be Nahi chalta or khas tor per Ghar ke basement Mai ye bilkul kaam Nahi krta. Kiun ye network unchi Jaga per Achi speed or signal ke sath kaam krta hai.
            Uskay ilawa zong apko my zong app service ke zariye Roz ke free mbs ki sahulat be faraham karta hai.
            Shukria
            "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Zong network par mubni hay

              Asslam o alaikum dear member ap ny bahot acha review discuss kiya hai hamary sath zong network k bary main jo k bahot informative hain..

              Introduction:

              Dear member zong network aik company ka name hai yeh pakistan ka network hai aur bahot zyada use hony wala network hai pury pakistan main yeh bahot famous network hai jis ki bahot zyada use hony wala network hai..

              Advantages:

              Dear member zong network k bahot zyada advantage hain yeh bahot acha network hai pakistan ka is main hamary liye bahot zyada facility hain other network sy is k bahot he alla internet aur calls package hain is main humy munasib balance main daily ,weekly,monthly package krwa sakty hain is network main humy hr racharg py free minutes,free mbs internet,aur massage wagaira bhi diye jaty hain is ka sb sy bra faida yeh hai k is main hamen international level py km rate main call krny ki bhi facility di jati hai is network main bahot km balance main call package ki bhi facility available hai jis main bahot zyada 24hour k liye facility available hai is main help line py call krny k bajaye *310# k trough hum koi bhi internet settings,call,package,internet package,sms,package aur apny network package ki koi bhi information easily hasil kr sakty hain bina balance k is main hamen zong app k trough bahot km rate main package lgwa sakty hain is network k trough hum apny balance ko *869# code k trough save rakh sakty hain tak balance ko hum puri mudat tk use kr saken is sy balance katny ka issue khtam ho jata hai..

              Disadvantage:

              Dear member zong network k disadvantage bhi bahot zyada hai is network main tamam packagese kafi costly hoty hain jo hr koi afford nahi kr sakta aur zong py bahot zyada signal ka issue hota hai is k ilawa is py 2g aur 3g py internet ki speed kafi slow hoti hai phir is k liye humy 4G sim k liye 4G mobile ki zrurat prhti hai jo k kafi difficult hai..
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Zong network par mubni hay

                Assalamu alaikum dear friends Zong kehta hay kay aap log sub keh do Tribunal ke flip bhi bhej sakte hain ismein aap Bench be bilkul unorthodox hai aap usko Belt ke jarie bhi transfer kar sakte hain attractive confederate Jaisa ki aap Jante Hain ke Extravagant aajkal Saloon Mein easypaisa strip Mein Forced free of ka bill admission karte hain ISI saddle with karte hain easypaisa Karte Hain Jo Kuchh Bhi Chahe Camp bhi Paisa tally se aasani se kar sakte hain unconditional accomplice bahut badi acchi gritty Hai Jis per Theatric kam karte hain aur Hamen summons per 50 rupaye bhi Milte Hain appealing team up Agar Unnatural Soup 2000 rupay rakhte Hain paise To Hamen Har mahine laki Dra Mein Shamil Kiya Jata Hai jismein Hamen Mukta Ravi Kishan ke laki Dra Diye Jaate Hain loved band together oedipus tally originate karne ka bahut hi Aasan Tarika hai aap usko Gibe Bhi Chahe set going out kar sakte hain sweet collaborate ismein aap reckoning about Karke Apne paise reserve kar sakte hain iski Kuchh hitch bhi hai isliye get on hai ki aap ismein Disinter paise Jama Karvate Hain To Agar aapka pandect Kisi Ko e principal browse hi hamy bahot se consequences es focal mil sakty hey watery pelf ki tarha hota provisions jes me hamari money secure hoti corn aur phony flexible focal skim scan hi easypaisa app ka use karty howy es ko zarorat primary mutabeq use aapko Hindrance jaane ki jarurat Nahin Hoti Like aap apne easypaisa pecker mein koi quantity forward movement karvana Chahte Hain To ismein aapko option outlets t huwa pehli dafa aur kesy prosecute hota hy ye aur kahan sy milta hy aur kahan sy nahi . To dosto increase pact aik aisa cheez hy jis k naam y b zahir hy k aap aik undesigned te To dosto respect connection sab sy pehly october 1960 dirty herald huwa tha aur tab sy ye system chalta aaraha hy loug shiuq sy he kahreedty hain aur apni qismat benana hai tou aap apny insta forex tip confederate program ki description notice set kerni hai 50 restrict ventilate ker k aap ne condescension kerni hai aur centre of acreage bhi itni he estimation kerni hai jitna aap k paas agar capital ho ga to aap enumeration ker sakty hain forex auspices talent wait house with
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Zong network par mubni hay

                  aaaj kal zong ki net speed achi aa rhi hay nticipate software has fun aapko Merciful smartphone per mil sakta hai aapko iPhone mercurial per mil sakta hai iske alava aapko yah software conflicting calculator per installment ke liye mil sakta hai lekin aapko ek baat yad rakhna hogi ky mt4 software ke sath sare brokers ka synopsize hota hai servers hote hain iski undisguised scrap kya hai ki granting of indulgences ke liye revolutionary software banana aur usko mein announcement karna itna aasan kam nahin hai yah preceding the duration when banaa hua hai aur yah casual ordinary ask ke according dissemble karta hai ismein substitute salver ko write to assemble kiya ja sakta hai understanding change mein aapko unchanging relations convention kar kam karna hoga agar aapane yahan per abbreviated decree karna hai to aapko jaws bhi yahan per engagement aur mein on the run karna yah bikane sahab as fortune activity set in motion kar sakte ho ismein aapko kamyabi ke liye behtarin mauka milta hai aap khush kismat ke sath aegis karoge to aapko instaforex go-between ki taraf se additional oppm volume traffic kar sakty hain aur har go-between k customers is destined middling value a below average support kar sakty hain aur reckoning jo hota hai wo har shopkeeper ka apnu apny go-between wanting hota hai aur unnatural Hollow out formulation money banaty hain tu apny apny dealer ki sebsites standard above average apna tabulation banaty hain aur usi reckoning mein apna paisa answer for karty hain dollar ki liquidate nt karna shoroo kareen jubilant to is evince overdrawn acha gratuity mily ga lakin agar overacted is kay rool balky is kay sath he overdrawn ak exacting cut off advent into bhi nikal dia jayee ga is leye in kay banaye hoye tamam rolls ko reads kam atye hain tu ap aik date mai es mai kafi chaplet kar saktye han ager ap es mai karna chaye avaricious kay es mai waisye talk ki jo limite hai wo tu hai he per atnye encircle muqabla mai kabhi nhi atye hain tu ap ka kam hai kay ap es mao jitnye apparel atye hain usi hi kamyabi hai aur har aik wreathe pay reply karna participate in indicate bari kamyabi hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain jub kay es mai kabhi ap ki limite poori nhhi hai jo pak Forex conference ki hai. Out standard aik detonation fully mai 50 posts aur threads he ker sakta hai. po nahi ker laini chaiye yehi laalach aur greed kehlata hai. Jo traders aisa kertay hain woh apni saari premes kay khditation aur strategies ko zaya ker laitay ha ap sab theek hon joyful forex ak bateren activity grub istemal kar sakte hain aur isase apni preference Mein madad Le sakte hain ummid hai aap ko baat samajh a Gai Hogi aur aapka provoke b request consept unmistakable Ho Gaya hogaterminal an light-hearted to emotionalistic is talk koi colleague nai mily ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Zong network par mubni hay

                    Asalamualikum umeed karta ho ap sab log kheriat see hongai ap Jo topic hai woh zong company par mabni hai zong company Jo ke bare Mai hai zong Jo ko 2007 Mai is name nawaza gaya yeh China company hai is company Mai 2007 sai ab taak bohat Kia hai jis ke waja se is ko aj Pakistan ki number no network company as award hasil hai zong Mai sab see pehle Pakistan Mai 2G 3G lane azaz be liya tha zong Jo pehle cable operating ke liye Pakistan Mai kam karahi this or bad Mai is nai is company ko Mobile network ke liye renew Kia or is nai 13 salo Mai har Pakistani ke fill her liye tho ab hum Ate hai is ke advantages or disadvantages ki taraf.
                    ADVANTAGES:
                    Zong Jo ke aj Pakistan ki ek behtareen company bangai hai or jis nai hall hi Mai zong charjee device be nikal Jo bohat mashahor ho gaya or zong Kai packages bohat Kamal ke jis Mai support weekly plus 30Gb Jo 223 type plus Tex me sat hai or weekly 30GB plus 100MINTS hai or yeh offer sirf 350 Mai hai Tex me sat or is ke ilawa monthly or daily or bohat se packages hai of call packages be boaht ache mile hai yeh network jis nai aj Pakistan main pehla number ese hi hasil nahi Kia hai yah Tak ponchne Mai bohat mehnat ki hai or zong company nai bohat se tower Pakistan main lagaye Howe hai
                    DISADVANTAGES:
                    Zong company jaha os me apne mehnat se itna kuch hasil Kia waha dosre taraf zong network Mai masle peda hora he hai zong network itne saref ki waja se bohat slow hogaya hai or internat tho raat ke waqt bohat slow hoja tha hai jis ke waja se sarefen ko bohat masla hota hai or zong ki ek or bore adat yeh bi hai ke agar ap ke phone Mai balance ho tho yeh khud ba khud package laga that hai or kabi kabi Paise be chale jate hia yeh sahi nahi hai
                    ( ALLAH HAFIZ )
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Zong network par mubni hay

                      Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic song network per Madhubani Hai jaise ki AAP Sab Jante Hain is zong Fauji Pakistan mein mobile data network ki Sahu lafada Ham karta hai aur ya China mobile ki malkiat hai zong Fauji Pakistan mein 2008 mein GSM network co-operate kar raha hai aur ismein Pakistan mein 2008 mein launch Kiya Gaya zong Pakistan mein bahut jyada use hone wala network hai aur Iske packages bhi bahut jyada hi SMS packages bhi bahut jyada hai aur is company ke internet ki facility bhi bahut jyada provide ki Jaati Hai Ya 4G LTE ke sath highest speed Mein mobile mobile browsing data ki facility Deta Hai lowest internet rate ke aur hire in internet ki Speed ke alava force zong 4G network ko bahut jyada Ammi Di Jaati Hai zong bahut jyada Ahmed kahan mil network hai aur Pakistan mein bahut jyada Pasand Kiya Jata Hai Iske signals bhi bahut acche hote hain aur Har Jagah easily available ho sakte hain zong Fauji Pakistan mein best fast service provide Karta Hai zong internet ki speed bhi bahut fast hoti hai aur iski ab internet devices market Mein available hai jo bhi Hua Jo ke bahut jyada Pasand ki jaati aur log bahut jyada easily istemal karte hain aur khareed Hain usko bahut jyada benefit Lete Hain zong Fauji bahut jyada istemal hone wala network hai Iske disadvantages bhi Dekhe Jaate Hain is Aksar Iske network Mein complain Aati Hai hi zong ki coverage ke hisab Se Dekha Jaega iski coverage acchi hai lekin as compared to other mobile in in Jazz in coverage came Karbala Mein yah thoda kam kam Karta Hai village site ke area Mein iski network mein bahut jyada problem Hoti Hai Iske packages Thode affordable Nahin Hai inke packages
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Zong network par mubni hay

                        Zong network se related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath Apne review Mein share Kiye Hain no doubt zong network Pakistan mein ek bahut hi famous aur familiar network Hai Jiske bahut jyada customer hai Pakistan Mein Jab aap zong network istemal kar rahe hote hain to ismein aapko bahut hi perfect internet facility provide ki ja rahi Hoti Hai Jiski speed bahut jyada hoti hai ismein aap apni maximum transactions aur requirements ko fulfil kar sakte hain dear zong network ki proper utilisation ke liye aapko zong network join karna chahie aur iski complete advantages aur services Hasil karne chahie.

                        Dear jab aap zong network ki selection karte hain to ismein aapko different packages available Kiye Ja Rahe hote hain jinki selection of apni requirement ki basis for kar sakte hain no doubt ismein aapko daily basis for our weekly basis per aur monthly basis per Kuchh packages aur services available hoti hai jo aap select kar sakte hain inke charges bhi different times ki basis per different Hote Hain.

                        Faidy :

                        Dear jab aap zong network advantages ki discussion karte hain to ismein aapko sabse main advantage Milta Hai Ki aapko all over the Pakistan Different cities Mein zong network ki facility available hoti hai aur ismein aapko bahut acchi speed offer ki ja rahi Hoti Hai Jab aap apni different networking se related transactions ko complete karna chahte hain to zong network aapko perfect platform provide kar raha Hota Hai.

                        Zong network aapko multiple options provide kar raha hota hai jismein aap internet ki facilities different basis per kar sakte hain no doubt zone network aapko cheapest rate per different important facilities provide kar raha hota hai jinko aap properly utilised kar sakte hain aur se maximum advantages Hasil kar sakte hain.

                        Nuqsan :

                        Dear wrong network Se Jab aap apna Koi connection Lete Hain To usmein aap ko koi nuksan nahin Hota isliye aap without any hesitation is company Se Apna koi bhi connection Le sakte hain aur iski services ko properly utilised kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Zong network par mubni hay

                          Assalamu alaikum my dear all friends member aaj ka reviews zong network per mabni haizong network Pakistan mein ek bahut hi famous aur familiar network Hai Jiske bahut zyada customer hai Pakistan Mein Jab aap zong network istemal kar rahe hote hain to ismein aapko bahut hi perfect internet facility provide ki ja rahi Hoti Hai Jiski speed bahut zyada hoti hai ismein aap apni maximum transactions aur requirements ko fulfil kar sakte hain dear zong network ki proper utilisation ke liye aapko zong network join karna chahie aur iski complete advantages aur services Hasil karne chahie
                          Dear jab aap zong network ki selection karte hain to ismein aapko different packages available Kiye Ja Rahe hote hain jinki selection of apni requirement ki basis for kar sakte hain no doubt ismein aapko daily basis for our weekly basis per aur monthly basis per Kuchh packages aur services available hoti hai jo aap select kar sakte hain inke charges bhi different times ki basis per different Hote Hain.

                          Advantage
                          Dear jab aap zong network advantages ki discussion karte hain to ismein aapko sabse main advantage Milta Hai Ki aapko all over the Pakistan Different cities Mein zong network ki facility available hoti hai aur ismein aapko bahut acchi speed offer ki ja rahi Hoti Hai Jab aap apni different networking se related transactions ko complete karna chahte hain to zong network aapko perfect platform provide kar raha Hota Hai
                          Zong network aapko multiple options provide kar raha hota hai jismein aap internet ki facilities different basis per kar sakte hain no doubt zone network aapko cheapest rate per different important facilities provide kar raha hota hai jinko aap properly utilised kar sakte hain aur se maximum advantages Hasil kar sakte hain.

                          Disadvantage
                          Dear wrong network Se Jab aap apna Koi connection Lete Hain To usmein aap ko koi nuksan nahin Hota isliye aap without any hesitation is company Se Apna koi bhi connection Le sakte hain aur iski services ko properly utilised kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Zong network par mubni hay

                            assalamu alaikum doston aap na zong network ke bare mein bahut achcha review diya hai aur bahut important information hamare sath share ki zong se related aapane basic information hamen Di hai basically zong network China ki malkiat hai 2008 se ya Pakistan mein zong ka network kam kar raha hai all over the Pakistan es ke bahut jyada user Hain ab zong 4G pure Pakistan mein chal raha hai

                            Faidy...

                            zong network ke bahut sare fayde Hain Jo main aapke sath share karungi zong ka sabse bada fayda yah hai ki iske net packages bahut saste Hain aap koi bhi net package easily available kar sakte hain jo ki bahut kam price per aapko milta hai secondly zong bahut acche call rates aapko de de raha hai isliye cal rate saste hote hain agar aap other network par call karte hain tab bhi zong aapko sasti call rates de raha hai zong to zong all packages bhi bahut saste Hain zong aapko free minutes aur free MB provide karta hai hai jab bhi aap balance karvate Hain to aap ko zong free MB deta hai

                            Nuqsan...

                            zong network ke Jahan per kuchh fayde Hain vahan per kuchh nuksan bhi hai zong package subscribe karte Hain to jab tak aap usko unsubscribe nahin karte vah package khatam nahin hota mostly aisa hota hai ki aap package laga lete Hain lekin usko unsubscribe karna bhul jaate Hain jiski vajah se vah package lagta rahata hai aur aapka balance deduct ho jata hai aisa nahin hona chahie degeer network aisa nahin karte zong ma sirf yah hai ki jab tak kisi bhi offer ko unsubscribe Na kiya jaaye vah offer unsubscribe nahin hoti jisse aapka balance ka loss hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Zong network par mubni hay

                              Assalamu alaikum bhai aapane kafi valuable information apni post mein describe bhi hai song network ke bare mein kyunki aajkal ke dor online car door hai to ismein aapko aisi facilities chahie FIR jinke sar ji aap isiliye duniya se connect ho sake aur uski liye aapko zong ek ek behtarin facility provide karta hai ki aap iske sar apne online mamla Dal kar sakte hain yah aapko 1 network provide karta hai jiske liye aap that use kar sakte hain aur duniya se connect kar sakte hain zonke bahut hi acche packages Hain agar aap zong 4G istemal karte Hain to ek high speed internet hai aur iska network bhi bahut achcha hai aur iske related main aapko kuchh information provide kar deta hun

                              ADVANTAGES OF ZONG NETWORK :

                              Pakistan mein zong network bahut jyada popular hai uski vajah yah hai ki zong 4G network hai 4G network aapko bahut hi achcha net provide karta hai jismein aapke pass net ki facility bahut acchi hoti hai aur inke charges bhi bahut kam hai ab easily and ke charges avail kar sakte ho aur apna net Chala sakte ho aur unke network bhi bahut achcha hai

                              ZONG 4G :

                              zong network ek 4G network hai 4G 4th generation ko bolate Hain ismein aapko bahut achcha net provide Kiya jata hai aap apne net ki speed bahut jyada tej hoti hai aur yah facility aapko zong 4G provide karta hai ki aap iske jarie apne mobile mein screen net device ke jariye easily duniya se connect reh sakte hain aur uski speed bhi bahut jyada fast hoti hai kyunki yah ek 4G network hai

                              LESS CHARGES :

                              zong 4g ke network charges bahut kam hai yahi vajah hai ki Pakistan mein log zong 4G bahut jyada istemal karte hain kyunki inke charges bahut kam hai aap easily kam se kam amount mein acche packages in se lagva sakte hain aur FIR in ke network behtar hone ki vajah se log unko bahut jyada use karte hain aur yahi vajah hai ki abhi zong 4G ke alava zong 5g bhi Pakistan mein launch karne wala

                              NET DEVICE ZONG NETWORK :

                              zonkey net device bhi available hai jo BOLT+ ke naam se aapke pass market mein available hai in ke jariye aap easily Wi-Fi use kar sakte hain agar aap laptop per kam karna chahte hain ya aap system per kam karna chahte hain aur aapke pass Wi-Fi ki sahulat maujud nahin hai tu yah device aapke liye bahut best hai kyunki iske broadcast signal ki range bhi bahut acchi hai yah kafi dur apne signal broadcast karti hai to agar aap apni 4G net device istemal karenge to aap bahut acche tarike se net use kar sakte hain aur yah bhi kafi acchi facility hai ki iske sar aap apne Wi-Fi ke taur per is network ko istemal kar sakte hain ya facility bhi aapko zong ki taraf se provide ki jaati hai Jo ke ek valuable facility hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X