Ye review Zong network par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review Zong network par mubni hay

    Wesy tu pakistan main har network buht zyda istaml ho rhy hain lkn kuch network apni kesi khobii ki waja say buht hi zyda istaml ho rhy hain jesa k zong apni internet 4G support ki waja say buht hi zyda istaml ho rha hain zong wesy basically China ki register shuda compuny hain jass ka headquarter bhi China main hain as ki network marketing say zyda internet marketing buht fast hain as k packages buht Sasty or meyarii hain jass ko zyda tar log istaml krty hain zong 4G pakistan main 2008 say shuroo hui jass ki speed internet buht fast hain.........

    ADVANTAGES....

    Zong as wqt pakistan main 4 number pay kam. Kr rhi hain lkn as ki internet speed buht fast hony as k package buht kam price hony ki wja say buht zyda log as ko istaml krty hain as main humy forex treading jasy 24 ganty internet istaml krny k ya koi bhi online kam karny ka buht fida milta hain kam package say buht zyda fast internet service jass say treding bhi achi hoti hain.....

    DISADVANTAGES...

    ZONG ka banking system bilkul na hony k brabar hain jesa k ap sub janty hain as k daily or internet call sms package bhi buht zyda expansive hain Jab k as ki networking marketing buht slow hain jo k door darz ilago main na hony k equal hain ghao wgra main zong k network na hony ka equl hoty hain jas ki waj say buht parshni ka Samna krna phrta hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review Zong network par mubni hay

      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
      Yeh review Zong Network per mabni hai ;

      Dears , Ajj ka hamara review hai Zong Network .
      Introduction ;

      Dears , zong Ka network be apni services Ka aghaz San 1991 Mai Kia tha Jo ke Pakistan Mai cable operating ke Lia shuru hua tha eska Purana nam paketek tha Jo ke kafi arsay take rahy 21 century ke year 2007 Mai isny apni services cellular phone network main tabdeel krdi or es network ko Pak China mobiles Ka nam SE Diya gya tha or isko is naam Ka khitab aik saal tak ke liye Raha tha uskay baad es network Ka nam rakha gya zong Jo ke aj taak mashur hai or apna BEHTREEN Kam Kar Raha hai.
      Zong apny sarfeen ko es waqt Bohat zyada sahuliat de Raha hai chahy wo mobile date ke hawaly SE ho ya phir calling package ke hawaly SE ho ya phir message ke pkges ke hawaly SE inki sab offers best Hoti hai khas tor per zong apny network 4G ki Achi sahulat deta hai Jo ke Achi speed Mai chalti hai sab SE tez network sabse phlay zong me introduce kraye or 2G,3G ke networks Ka aghaz kerny Ka sehra be zong 4G ko jata hai.Zong ke sab packages Bohat hi behteren hai khas tor per zong ki charji ki devices pkges acha hai Yani ke 1200 Mai aik month Ka 60GB data provide krta hai network . Or iskay ilawa 2000 mai hamy 100 GB data hi sahulat be mojud hai Jo ke ham aik month tak use Ker sakty hai uskay ilawa internet pkg hai aik zong Ka Jo hamy aik week ma hamari Soch SE be zada internet deta hai or wo hai 300 Ka pakcges jis ma hamein 20 GB YouTube or 10 GB net ki sahulat deta hai.Zong Ki internet speed sab SE zayada tez Hoti hai or sarfin ko itni shikayat be nhi Hoti zong per. Kabhi kbar jab zong ke signal Nahi atay achy to iska net bilkul be Nahi chalta or khas tor per Ghar ke basement Mai ye bilkul kaam Nahi krta. Kiun ye network unchi Jaga per Achi speed or signal ke sath kaam krta hai.Uskay ilawa zong apko my zong app service ke zariye Roz ke free mbs ki sahulat be faraham karta hai.



      ​ADVANTAGES ;
      Dears , zong ka sab sy barra fiada ye hy k is k packages sastyvaur heavy hoty hain zong apko tez tareenxinternet service prove karta hy,zong aapko free calls k liye behtareen packages dety hain jo aap apny zaati aur karoobari maqasid k liye use kar sakty ho.zong aap sy baghair kisi announcement k katooti nahi krta apka balance mehfooz rehta hy.


      DISADVANTAGES ;

      Dears , zong ka sab sy barra nuqsanat signals ka na hona hy, ab k dour Main buhat saary aisy alaqy hain jahan zong bilkul kaam nahi karta aur signals nahi aaty, jesa k main apny alaqy ka misal doonga Q k hamary alaqy main zong koi use nahi karta jis ke main waja signal ka na hona hy.Baqi zpng network ka koi aisa masla hy nahi jisy mention kiya jaye aur us masly kexwaja sy zong service ka istimal chor diya jaye, ye hamary sab sy behtareen dost china ke mobile cellular comapny hy aur hamain behtareen service deta hy.



      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Ye review Zong network par mubni hay

        Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo ke song network related to jaise kya aapko pata hai ke song network hamen kafi jyada advantages forward kar raha hai se kafi requirement hasil ho rahe hain vah sar Pakistan members ke sath kam kar rahe hain aur aise kafi jyada fayda hasil kar rahe hain is tarah aapko network is properiske utilise jab Ham iske advantages ko proper learn karke install karte Hain to usse aap ko kafi se aata hai advantages hasil ho sakte hain is tarah yah potty best of fast network hai .

        Advantages .

        dear aap ko pata hai kaise honge ek Pakistan ka bahut hi best network hai aur kafi sudhar member jisko ki use bhi kar rahe hain ISI tarah hamen skip re kafi jyada female advantages provide ki ja Rahe Hain iske sath aapko kabhi iske related offer bhi mil jati hai jiske sar aap apne friends family friends se cal per contact kar sakte hain ISI tarah aapko iske liye kafi jyada fayda aasan ho jata hai isliye aapko pata hai ki jeet bahut fast network hai isase aapko different facilities provide kar rahi hoti hai aapko aap ko jismein properly kar sakte hain aur se maximum advantage hasil kar sakte isliye best hai .


        Disadvantages .

        dear aapko pata hai ki wrong net message jab Ham apni ka connection lete Hain to ismein Ham mein kafi nuksan ho sakta ISI tarah aapko without any hesitation ke company se apna koi bhi connect karna ho to kar sakte hain se aapko service properly utilised kar sakte isliye aapko company se jarur discuss karna chahie iske related .

        اب آن لائن

        Working...
        X