Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ???
    Dear dosto forex me William's Percent Range aik bht rarely use hony wala oscillator Hy jis ki short forum Williams %R ye basically aik momentum indicaotrs samjha jata Hy Jo 0 sy 100 Kay between move krta forex me
    Purpose of use
    Forex me is ka purpose yahi hota Hy Kay ye market ki working situation me hamen is Baat is idea Dets Hy ky market me overbought ya oversold level kahan hen jis Kay Leay hamesha best observation required hoti Hy kyun Kay market me hamsha ap ko focus krna hota Hy chart py

    Working strategy

    is ki working strategy bht simple Hy ye 0 and 100 Kay darmyan move krta Hy jis sy ap ko is baat ka andaza ho skta Hy Kay overbought level ya oversold level ko asani sy identify KR skty hen Jo aik picture ki madad sy samjhaya gya Hy
    Click image for larger version

Name:	images (95).jpeg
Views:	2
Size:	39.6 کلوبائٹ
ID:	12469674
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

    Ji ap nay aik bahut achy indicator ki information share ki hain. Jiska use aur effectivity tamam pairs aur timeframes main kia jata hay. Laikin iska ziada use day trading ki bajaye long term trading main muasar hay aur kai traders is ko apni trading main trend ki reversal aur momentum ki help lainy kay liye use karty hain.

    William % R technical oscillator hay jo 0 to -100 kay darmian movement karta hay aur overbought and oversold kay through assets main trend ki reversal ka signal daita hay, -20 say below per ye overbought ka batat hay aur hamain bearish trend ka bataty huye sell ka signal daita hay jab keh -80 say -100 kay darmian oversold ko show karta hay aur bullish trend main buy ka signal daita hay.

    Ager mojuda price previous price say grearer ho to ye positive money flow ko zahir karta hay jab keh ager mojuda price previous period say kam ho to yeh negative money flow ko show karti hay.

    Calculation.
    Iski calculation manually seekhna bahut zaroori hay ta keh ham is indicators ka best use kar sakain. Iski calculation easy hay aur is ka formula ye hay.
    %R= (highest high-close)/(highest high-lowest low)-100
    Jab keh
    Lowest low= selective periods main say lowest price
    Highest high=selective periods main say highest price
    Is ka default period 14 days, weeks ya months hay ya ham is ko intraday timeframes main bhi use kar sakty hain jab keh highest high in 14 period ka aur lowest in he main say hota hay.

    Williams %R aik momentum batany wala oscillator hay jisko traders mojuda periods kay close ko selective periods kay high main say low ko minus kar kay calculate karty hain. Iska effective use RSI kay sath bahut helpful hota hay jab keh is main trader ko apna experience bhi use karna hota hay ta keh woh is say better trading benefits lay saky.
    • #3 Collapse

      Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

      William percentage %range indicator trading strategy
      trading market mein William percentage range indicator ko as a oscillator trading indicator use kiya jata hai


      Specifically important for oversold and overbought market condition

      Is indicator ko istemal karte hue aap log short term trading scalping trading and hedging trading strategy use kar sakte ho Trading strategies member indicator market mein tab use Kiya jata hai jab aapko raining situation ho market mein text specific band ke andar market move kar rahi band ke andar market move kar rahi ho.
      Forum members Aapne trading market observations ke liye aur uska hypothesis banane ke liye is trading indicator population values ko use karna hai aur uski percentage ko bhi maloom Karna hai jab market mein moving average aur percentage range main market ko specific ke liye like karna hota hai aur is friend ke coding of mein short term trading strategy use karna hoti hai trading market mein indicator ko use karte hue sath mein aapane moving average bhi use karni hai candlestick chart pattern mein support and resistance dekhna hai market ka trade bhi review karna hai sath mein aapane trade entry ke liye stop loss and profit decide karna hai aur aapane market mein sentimental Lene se bhi dekhna hai sab values ko use Karke aap William aise are indicator use kar sakte ho.
      • #4 Collapse

        Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201004-183509_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	84.6 کلوبائٹ
ID:	12333856


        Je dear forex ma bhot sary indicators hain jin ko ham apni help k lae use kar sakty hain. Agr ham indicator ko achi tarha use ni karyn gy to market ma hamy bhot problems hoti hai. Forex trading ma indicator hamary assistant k tor par work karty hain. Ye market ki sari information trader k samny rakh dety hain. Enki help sy trader ko market ma achi entery or exit to melta he hai but sath ma acha take profit or stop loss b set karna sekhata hai. Indicators k sath traders ko apna experience b use karna chahe. Es topic ma william percent range k bary ma discuss karyn gy.

        William percent range indicator
        . Ye ik momentum indicator hai or ye indicator last closing price ko current session k highest or lowest point k sath compare karta hai. Ye indicator trader ko market ki over bought or over sold state k bary ma batata hai. Es indicator ko ham sensitive version of stochastic b keh sakty hain ya ham ye b keh sakty hain k ye stochastic ka less popular verison hai.

        Trading with william percent range
        . Es indicator ki working ma or stochastic ki working ma ik he difference hai. Ye indicator time range ma lowest point ko use karta hai or stochastic indicator closing point ko show karny k lae highest point ko use karta hai. Es indicator ki value 00 sy -100 tak hoto hai. Ye value jb -20 sy above hoto hai to ye market k over bought ko show karta hai or es waja sy trader ko seller ki trade open karni chahe. Jb es indicator ki value -80 sy nechy hoti hai to ye over sold state ko show karta hai or es time par trader ko buy ki trade open karni chahe.
        • #5 Collapse

          Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

          dear friend, william%R aik momentum aur trend indicator ha jisko Larry William na develop kia, ye stochastic oscillator sa similar ha lakin ye aik makhsus mudat k doran latest close price ki position ko high aur low price ki range k sath measure karta ha aur trend ki strength ko indicate karta ha, agr prices perticular period ki high range k kareeb close hon to bullish trend hota ha aur agr prices low k kareeb close hoti hain to bearish trend hota ha, willian%R negative percentage k sath plott kia jata ha jis ki value 0 sa -100 tk hoti ha, 0% show karta ha k latest price range k high k kareeb close hui ha aur -100% ye btata ha k latest price range k low k kareeb close hui ha,

          William%R ko 2 steps ma calculate kia jata ha, first step ma latest price close ko period ki high range sa subtract kia jata ha aur phr usko period ki high aur low range k difference k sath divide kia jata ha, result ko -100 sa multiply kia jata ha jis sa result negative percentage ata ha.

          %R= high range - latest close / high range - low range

          William%R three types k trading signal faraham karta ha jin ma divergence, failure swings aur overbought ya oversold condition shamil hain,
          william%R ma -20 aur -80 ki lines overbought aur oversold areas ko indicate karti hain, divergence us waqt zahir hoti ha jb prices higher high par hon lakin william%R lower high show karay, ye beariah divergence ki waja bnti ha aur jb prices lower low show karain lakin william%R higher low zahir karay, ye bullish divergance ki waja bnta ha, failure swings us waqt hoti hain jb william%R overbought ya oversold area ma move karain lakin dusray area ma pohnchnay sa pehlay wapis ho jaen, jb ye overbought area ma nhi pohnch paatin to uptrend ma weakness zahir hoti ha jis sa trend reverse hinay ka signal milta ha,
          • #6 Collapse

            Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

            William 1st Stage also known as the Williams percent range is a type of momentum indicator that moves between 0 and hundreds and minus overbought and oversold level. The William person is our may be used to find entry and exit point in the markets. The indicator is very simple to the The oscillator and is used the same way it was divided by Larry William and it compares a Sox stock closing price to the high low range over a specified period typically 14 days of periods. William percentage mamoo between 0 and hundred reading about 20 is overweight are reading below. It is oversold and overbought or was reading does not mean the price will reverse osmosis simply means the prices near the highs of the its recent rain and oversold main the prices in the lowest and of its range can be used in Re trade signals William percentage mamoo between 0 and hundred reading about 20 is overweight are reading below. It is oversold and overbought or was reading does not mean the price will reverse osmosis simply means the prices near the highs of the its recent rain and oversold main the prices in the lowest and of its range can be used in Re trade signals when the price and Indicator move out of overbought oversold Where highest hi is equal to highest price in the look back period typically 14 days close is equal to most recent closing price lowest Lo is equal to lowest price in the look back period typically 14 days. The William percentage calculated based on price typically over the last 14 periods number one record the high and low for each period over 14 period second on the 14 period not the current rise the highest rice and lowest price. It is now possible to fill in all formula variable for William percentage are never third on the 15 period not the current price highest and lowest price. But only for the last 14 periods not the last 15 compute the new Williams personal data value as he tries period and computing University only during the last 14 periods of data.
            • #7 Collapse

              Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

              AOA dear friends , hamara aaj ka topic Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy bahut hi dilchasp topic hai yea aik momentum base indicator hai jo 0 se a 100 ky darmiyaan move karta hea Jo overbought aur oversold levels ko measure karta hai aur is indicator ki madad se aap market mein entry aur exit points aasani se find kar sakte hain. Aur yah indicator Stochastic oscillator se bilkul milta julta hai aur isko bilkul is hi tarah istemal Kiya ja sakta hai is indicator ko Larry Williams nay develp ki hea jo key stock ki closing price ko higj aur lo range mein compare karta hai is mein reading agar above then 20 hea isko overbaught kahenge agar reading below then 80 hea to isko oversold kahenge overbaught aur oversold ka matlab hargiz yea nahin hea k market revers ho jayegi gi aur agar baat ki Jay Stochastic oscillator tu Stochastic oscillator Stochastic ya MACD aak acha indicater hota hai , ager indicater ko sahi time per use kia jayen tu profit dyta hai ager shi time per use nhi kia jayen tu loss krta hai , hummay chahen jab hum trade kryen tu hum small lot use kryen or zyada sy zayda profit earn krne ka socheyn ya sab sy acha rahyen ga hummarye lye . small profit is better then big loss . ya tu apna suna ho ga according to my experience i think that, iss may to saaf nazar aaraha hay kay aap ki market up say down hoi or phir rukh gai hay ab ya kis taraf jay gi iss ka pata na to aap ko hota hay or naa hi ham ko hota hay. iss kay liya aap ko news par nazar rakhni hoti hy.
              • #8 Collapse

                Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

                ji members kya hal hain aapke ummid ka team aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge kyunki apna Kam bahut jyada acche se karne se aur mein nache karne se aur hardworking ke sath karne se aur focus hokar karne se hi hamen bahut jyada knowledge aur information aur bahut jyada profit hasil hota hai aur hamen chahie ki Ham apna Kam Na Lage information aur bahut jyada focus hokar Karen aur agar Ham apna Kam mehnat se aur focus se nahin karenge aur hardworking se nahin karenge to Ham ismein kamyabi hasil nahin kar sakenge aur ham sirf nakam nahin honge aaj bare mein pucha Gaya hai main is bare mein jyada to nahin janti lekin main aapko itna Bata sakti Hun ki trading se Judi tumhen kis chahie bahut jyada important hoti hai aur agar Jo Chin Chin ko nahin jaanta unko chahie ki vah apne cinescope follow Kare aur unse guideline Le tha ki vah kisi ke bare mein bahut kuch kar sake aur agar aapane jaruri hai ki sabse pahle apnesenior ko follow Karen aur unse guideline ne aur agar aapke pass experience bhi hoga to aap bahut jyada kam hai abhi aur sabse aasan kar sakenge aur agar aapke pass experience nahin hoga to aap kamyabi aur sabse achcha se nahin kar sakte isliye zaroori hai ki aap kuchh bhi nahin sakta check karne ke liye sabse jaruri jo chij hoti hai vah hota hai experience aur hard working
                • #9 Collapse

                  Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

                  yah ek aisa indicator hai ki koi bhi member isko agar apni trading mein acchi tarah Se istemal Kar lene ke liye apni struggle ko continue karega tu is tarah Se members ko trading karne mein koi bhi problem nahin hogi aur yah baat bahut important hai ki members ko technical trading se related apne experience ko ignore nahin karna chahie member jab apni learning ko strong nahin banaa lete aur apni practis ko ignore kar rahe hote hain to is tarah Se unko indicators ka maloom nahin hota hai members ke liye important hai ki unko har tarah ke indicator ke bare mein acchi tarah Se knowledge hasil kar lena hoga maximum knowledge ke bad members ko problem nahin hoti hai yahan per kuchh member jaise Hain ki Jo apne kaam ko continue kar rahe hote hain lekin unko kam karne se related koi bhi accha knowledge nahin hota hai is tarah Se Kam nahin karna chahie indicators Koi bhi ek type ke nahin hai yah maximum type ke hain aur koi bhi member jab apni trading ko continue karne ke liye maximum type ke indicators per focus karega tu is tarah Se members ko yah bhi maloom ho jana chahie ki members mein indicators ka istemal bahut acchi tarah Se karke aur apne trading ko continue bhi acchi tarah Se karna hoga lekin jab members ke pass koi bhi experience nahin hota aur unko yah maloom nahin hota ki trading kis tarah Se karni hai to isliye members ko start mein loss hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

                    William percent range oscillator forex market main trading ky liay hamain market ki movement ky liay behtreen indications provide kerta hai ky jab market main ham same oscillator ko apply kerty hain tou ham isko follow kerty huey jab trade continue kerty hain tab hamain William percentage oscillator sy market main trade open kerny aur continue kerny main bahot help milti hai ky same oscillator sy ham market main trade open ker ky bahot achi earning ker sakty hain hamain chahiay ky forex market main jab bhi William percentage oscillator achi indication provide ker raha ho tou ham aesy time main trade enter ker lain ky jab tak same oscillator main indication hamari favour main milti rehy hamain apni open trade ko close nehi kerna chahiay ky same oscillator hamain forex market main trading ky liay best guidance provide kerta hai jabky agar ham William percentage oscillator ko RSI ky sath mila ker use kerty hain tou agar RSI main market apni maximum aur minimum selected range per ponch chuki hoti hai tou market ky reversal ky chances hoty hain jabky agar same reversal ki indication ko read kerny ky liay ham sath main William percentage oscillator ka bhi Sahara lety hain tou hamain trade reversal ki confirmation bhi mil jati hai then ham same indicator ko jo hamain RSI aur WPI sy hasil hoti hai Ham is per trade open kerty hain tou hamain open trade main bahot faida hota hai hamain William percentage oscillator ko separately use kerny main bhi ham achi trading ker sakty hain lekin agar ham forex market main successful trade kerna chahty hain jis main risk kam sy kam ho tou hamain market main trade enter kerny ky liay RSI aur William percentage oscillator ki collective indication per trade open kerna hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

                      Williams %R technical indicator one of the famous Kisko bahut Sare traders selling aur bay ke liye use karte hain William %R in short is an indicator that oxylator between hundred and zero ke beach ghumta hai yah aapko koi bhi Stock ki weakness batata hai means ke kab stock kamzor hai aur kab strong ji aapko identify overbought means aapko Bata dega kab Ja overbought aur aur oversold main main ja chuka hai yahan se a ja aapko bahut had Tak loss se avoid Kar Dega agar koi stock overbought pay Ja chuka hai aapko Nahin pata han aap buy kar lenge to aap ko nuksan ho sakta hai nuksan se bus sakte hain Agar aapko William indicators ka pata hai agar aap aap oversold per sell kar dete Hain tu yahan se bhi aap is nuksan Se Ban sakte hain to yah overbought aur oversold per Apna trading signal generate karta hai aur yah Jo indicator hai I compress stocks closing price to the the high and low range over a a specific period typically 14 days
                      • #12 Collapse

                        Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                        Dear dosto forex me William's Percent Range aik bht rarely use hony wala oscillator Hy jis ki short forum Williams %R ye basically aik momentum indicaotrs samjha jata Hy Jo 0 sy 100 Kay between move krta forex me
                        Purpose of use
                        Forex me is ka purpose yahi hota Hy Kay ye market ki working situation me hamen is Baat is idea Dets Hy ky market me overbought ya oversold level kahan hen jis Kay Leay hamesha best observation required hoti Hy kyun Kay market me hamsha ap ko focus krna hota Hy chart py

                        Working strategy

                        is ki working strategy bht simple Hy ye 0 and 100 Kay darmyan move krta Hy jis sy ap ko is baat ka andaza ho skta Hy Kay overbought level ya oversold level ko asani sy identify KR skty hen Jo aik picture ki madad sy samjhaya gya Hy
                        [ATTACH]21140[/ATTACH]
                        William percent range oscillator se related apni bahut hi important information Hamare Sath sher ki hai no doubt Jab Ham market Mein kam kar rahe Hote Hain To Humko market ke volume se related Humko bahut jyada conscious Hona hota hai otherwise Hamare liye bahut jyada problem ho sakti hai dear jab Ham market Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Humko bahut hi important decision making Karni Hoti Hai Jis purpose ke liye Humko different important oscillator ko properly utilise karna chahie otherwise Hamare liye bahut jyada problem ho sakte hain.

                        Dear jab aap market different volume ko properly observe karna chahte hain to uske liye aapko different oscillator bahut jyada help Ho Rahte Hain agar aap market ke different levels ko properly focus karna chahte hain toss purpose ke liye aap different oscillators ko properly utilised kar sakte hain dear jab market mein aap oversold situation aur over bought situations ko properly found karna chahte hain aur isko properly apni trading per apply karna chahte hain to is purpose ke liye aapko bahut hi important decision making karna Hoti Hai Jiske Liye aapko bahut jyada Khush hokar is related important decision karne chahie.

                        Dear jab aap bahut jyada careful hokar different oscillators ko properly apni trading per Sawal karte hain to ismein aapko bahut jyada benefits aur advantages mil sakte hain isliye aapko bahut jyada careful hokar different oscillators ko proper learn karna hota hai Iske level 0 se hundred Tak Hote Hain Jisko properly agar aap learn karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap bahut jyada careful hokar trading kar sakte hain no doubt different oscillators ka proper istemal aapki trading co bahut jyada effective banaa sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

                          william R aik trend oscillator hai aur jesy ka name se show ho raha hai is ko larry william ne benaya hai ye aik specific time period k doran he close price ki position ko high aur low price k sath compare kerta hai aur measure kerta hai is k elava humen is se trend ki strength ka bhi pata chal jata hai agra is mein prices jo calculate ki gai hain wo us khaas period ki high prices k near fall kerti hain tou bullish trend hota hai aur agar prices low k near close hon tou ye bearish trend deta hai aur is ki khaas baat ye hai k ye neagtice percentage k sath plot kiya jata hai aur is ki range o to -100 tak hoti hai zero percent se humen pata chalta hai k latest prices high k kareeb ja ker close hui hain aur -100 percent ye show kerta hai ki prices latest price k low k paas ja ker close hui hain
                          is ko find kerny k liye two steps ko use kiya jata hai first step mein latest price close ko highest range se minus kiya jata hai aur phir us k baad is ko period k high aur low k difference leny k baad divide kiya jata hai aur baad mein result ko -100 se multiply kiya jata hai jis se answer minus mein aata hai ye humen three types k signals provide kerta hai is mein first divergence ,second failure swings aur third mein over bought ya phir over sold include hain is mein -20 aur -80 k points over bought aur over sold ko show kerty hain , divergence us waqt hoti hai jab prices high par hon failure swing us waqt benti hain jab prices over bought ya over sold k areas mein ben rahi hon
                          • #14 Collapse

                            Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

                            Forex trading ki market Mein Jab treading start ki Jaati Hai to use Waqt Forex trading ki market Mein maujud Tamam different types ke oscillator ko acchi Tarah Se study Kiya jata hai aur jo oscillator bahut jyada best Hota Hai Jiski wajah se Ham market macha trading kar sakte hain use oscillator ko hi select karna chahie market Mein William range oscillator Ek bahut hi Achcha Usi later hota hai ya Ek simple Sa oscillator hota hai aur yah size mein bahut hi Chhota Hota Hai William range oscillator market Mein Ek statistic oscillator Hota Hai

                            Iske market mein bahut se traders market ki trade ke signal ko understand karne ke liye istemal Karte Hain Williams aur percent Williams percent range oscillator ke naam se popular Hote Hain yah market Mein Williams percent range oscillator Ke Naam Se Hi Jaane Jaate Hain Jis Tarah Ham market Mein indicators ki help se market ke reversal trend ki movement ko Chitra se understand kar sakte hain Usi Tarah Se Ham is oscillator ki help se bhi market ke turant ki movement ko acchi Tarah Se samajh sakte hain Agar Ham market Mein is buliya percent range oscillator ke sath leverage ko use karte hain to yah leverage bhi bahut hi best work karta hai

                            William percent range Forex trading ki market mein short time strategy Hoti Hai Jisko trader market Mein short time ke liye use karte hain aur isase acche benefits bhi Hasil kar lete hain market Mein maujud Tamam traders ko William percent range oscillator ko learn karna chahie Kyunki yah Aisi later Unki trading ke liye to Jyada helpful sabit Hota Hai is strategy ke andar different types ki capacities hoti hai jo ke Hamen reading mein bahut jyada help Karte Hain market Mein William percent range se Ham market ke currency pair ke baare mein information Hasil Karke unke currency pairs ko select kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Williams % R ya William's Percent Range oscillator kya hy aur working strategy ??

                              Assalamu alaikum dear forex market members Forex trading ke liye different types ki limits charts aur patterns aur oscillator bhi bht use hotay Hain... Jo online trading karne mein bahut helpful sabit hote hain.... Dear members oscillator different types ke hotay Hain in William percentage range oscillator bhi ok hai ya aik momentum indicators smjha jata hai Jo k Forex main trading karne mein help de sake.... Market me over trading Ka level Kahan tak tak hai market Ka trends ko smjnay k Lia charts ke madad se market trend ko samjha jaaye gaa... Market mein trading ke liye zaruri hai ki zyada se zyada practice krni chaey... Paractice k Lia zururi hai hai demo account main practice ki jaaye... Demo account real market key sath link hai or or Jin pairs pe trading ki jaati hai in ki real market se link hotay Hain.. Jin pe paractice kr k ham real account main real market mein trading ke skty Hain or agr hamen market ki smj Nahi aa rhi hooo to senior members se guide line ley... Or market k trends ko smjnay k Lia different charts ko smjna chaey aur market k trends ko follow karna k Lia senior members ke madad li jaa skti hai... William percentage range oscillator Ka istemal tamam pairs aur timeframes main hota hai... Lakin ya oscillator day trading se zyada long time trading main madad daita hai ya trading members ko trading k trends or reversals ko smjnay main madad daita hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X