Meta Trader 4 Top Indicators
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta Trader 4 Top Indicators
    Dear Forex Members
    Trading main jaha ap ko itnay zaida indicators milty hain or bhout se users tu Custom Indicators ko use kartay hain jab kay woh itna acha result mery experience kay mutabiq hasil kar nahi patay hain jitna ap ko Meta trader 4 kay apny indicators jo us kay builtin hota hain un se milta hai. Ager baat ki jaye tu RSI ik bhout he shandar indicator hai khas kar eurusd kay pair kay leye es ka faida yeh hota hai kay jab ap trade karty hain tu ap ko yeh market kay oversold ya over bought honay ka batata hai. esi tarha jab ap trade karain gay sath main MCAD ka indicator use karain or moving average etc es kay top indicators mai se hai

    zaror try karian

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Meta Trader 4 Top Indicators

    dear members jaisa keh hum janty hain keh hamen trading sy pehly market ko analyse karny ki zarort hoti hay agr hum market ko analyse kar lety hain to hum ik achi trade open kar skty hain to iskeleay kai sarey trikey hain ziada tar loag indicator ka use karty hain aor phir trading karty hain to merey bhai indicator do trah kay hain custom aor non repant to haamen chaheay keh hm forum kay apney indicators ko use karen aor inko achi trah sy smjhen takeh yeh hamen sahi accuracy den sary indicator boht hi achey hain jin main rsi aor stochastic indicator moving average momentum shamil hain
    • #3 Collapse

      Re: Meta Trader 4 Top Indicators

      Dear Forex member apni bahut e knowledge Phoolon informative question poochha hai ki mat of trading 4 main indicators top wala kaun sa hai Sabse pahle main yah batana Chahunga key indicators Hota kya hai dear forest member aap Agar trading karna chahte hain to aapko chahie Kyon se pahle aap trading se pahle indicator ko follow Karen Kyunki indicator se Hamen signal Mil Jata Hai Ki trading yah movement kis site per Jayegi main Yahi kahunga ki money flowing indicator jo hai vah top ka indicator hai
      • #4 Collapse

        Re: Meta Trader 4 Top Indicators

        Assalamu alaikum dear forex market members instaforex ek online trading platform speed reading karne ke liye different it apps use hoti hai Jin mei metatrader 4 aur metatrader 5 shamil hue in applications where trading karne ke liye zaroori hai kya applications mein istemal hone wale indicators ke bare mein basic knowledge hasil karna chahie jiske liye jaruri hai ki ham demo account ki madad len aur ismein jyada se jyada practis Karen Forex market mein trading karne ke liye metatrader 4 par trading account registr kiya jata hai trading karne ke liye market ko analyse karne ke liye different indicators used baithe Hain market mein trading karne ke liye in indicators use karne aanay chahie online trading karne ke liye different types ki limits aur charts istemal hote Hain different type ke chat score samajhne ke liye paractice ki bahut zaurat hoti hain feeding karte waqt agar hamen ISI Kishan ka masla a Raha hai to hamen chahie Gaye Apne senior ke sath consult Karen tar ke hamen jo bhi masla a raha hai kar sake trading karne ke liye leni chahie Jo log ghar baith kar online kam karna chahte hain vah metatrader 4 per registered hoga ghar baith kar online trading kar sakte hain jisse ghar baith kar munasib kamai kar sakte hain trading karne ke liye zaruriuri hai k market mein trading ke liye important baat yah hai ki practice kr k market k trends ko follow krty hoey trading ki jaaye k kis waqt market up jaa rhi hai ya down..... Trading karte waqt market mein apni investment ko daikh kr or choti slots main trading ki jaey...
        • #5 Collapse

          Re: Meta Trader 4 Top Indicators

          metatrader 4 per jab aap different important indicators ko study karte hain to ismein aapko relative strength index indicator ek bahut hi famous indicator available hota hai no doubt Forex trading mein jab aap different important indicators ko valu edit platform ke taur per use karte hain to definitely iski against aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain aapko hamesha koshish karni chahie ki Forex trading mein different important analysis course complete karne ke liye metatrader 4 aur per different indicators ko study karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Meta Trader 4 Top Indicators

            dear Forex trading me aap Jab kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya aapke pass metatrader 4 mein bahut jyada indicators hote hain lekin ismein sabse best indicator kaun sa hai usko Apne choose karna Hote Hain Jab aapko proper trading ke bare mein knowledge or experience hoga to aapko ismein fayda ho sakta hai isliye aapko chahie kya aap in indicators ke bare mein proper study Karen Jaisa ki aap relative strength index indicator ka istemal karte hain aur uske sath moving average convergence or divergence ka aap Jab ismein istemal karte hain aur jab aap ismein Fibonacci retracement ka istemal karte hain to aapko ismein Jyada fayda Hota Hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Meta Trader 4 Top Indicators

              Moving Average, RSI, MCAD, Oscillator, yeh meray favorite indicators hai. jin ka use be easy hai or jo ap ko sub acha result daity hian. ap ager in sub ko major pairs kay sath use karain gy tu ap ko pata chaly ga kay ap ko yeh over sold ya over bought ka bhout acha batain gy or ap phir us trend kay against ja sakty hian or ager trend line ap kay time frame pay abhi baqi hai zaida hai tu ap current time se trade open kar kay aghy us ko lay kay ja sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X