Robot kia hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    raboot ya hai kay es main ap lko trading karnay kay leay ap loo es main trading karni hoti hai es main do hai mt4 mt5 hai jis main ap marzi tradinkuch robot aisy hain mai ne suna hai keh jab trading profit mai ja rahi ho to robot trading karta hai aur agar ap ek trade lagaty ho to robot 2 trade lagayega ek buy pe lagayega aur dosra sell pe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      I think manual trade has better advantage than Robot. Because EA and Robot are basically the same thing because they are Automated trading programs.
      • #18 Collapse

        Automatic tools jo k trading mai use hotay hai unhay robot khtay hai or kuch robots hotay hai jo k free of cost miltay hai lakin kuch robots ko buy b krna pr skta hai lakin mere mutabi manual trading best rhti hai Q k usmay trader ka trading knowledge bv gain hota hai or market say kafi kuch learn krnay ko b milta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          robot aik auto kaam krnay wala method hai is kay zariye humay har waqt trade krnay kay liye nhi bethna parta hum is kay beghair manual trade krtay hain lakin is ki madad sai hum auto trade krtay hain.
           
          • #20 Collapse

            robot trading kae laye use kai jata hae robot trading ma sare kam trade lagna market rate ko juge krna ya sab kam robot karte hae ya asa hae jase hum kise ko order de wo hmre sare kam kaer ya baz dafa bhot benift hota hae or baz dafa loss bhe ho jat hae but i think zaida better hae kae khud trade lgya jaye or khud smjh jaye kae kase lagnahae to zaida bhtr hae
            • #21 Collapse

              robot khud se trading karte hian is main trader ko kuch nahee karna parta hai is liye ye mujhe pasand nahee hai kiu k is main trader ko kuch experience nahee ho paata hai
              • #22 Collapse

                Robot aik auto trade krnay ka zariya hai si mai hum auto trade kr sktay hain is ki madad sai aap kuch bhi kr sktgay ho forex trading mai aap robot ko zaroor use kia kro aap ko profit hoga.
                 
                • #23 Collapse

                  aoa auto trading krny ka 1software hay bhaiu mujhy lgta hay forex main ham robot ko paisy deny k bjay free toolsuse krain aur apni mihnat se kuch krni ki sochain to zayada faida hoga aur demo pr prictice jari rakhain to hamary lay faida ya free main robot mil jay to demo pr check kr lain
                  • #24 Collapse

                    robot ko agar app use kerahe hai tou app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe kuin ke bina experience ke agar app use kerte hai tou faida nahi hai ap ko khud bhi trading ane chaiye market mai.
                    • #25 Collapse

                      no dear koi idea nahe hy k robot kahan say milty hain our ye kesay work kerty hain main to manual trading kerta hoon ager loss hot abhe hy to pher main experience to kafi hasil ker leta hoon our jo bad main kafi useful hota hy
                      • #26 Collapse

                        year mql5 forum pe aap ko robot mill jai ga free bhi or paid bhi lakin in me she acha robot Jo loss na kare dhondna aap kaam he us aap ko signal bhi milte he Jo kah aap join kar sakte he
                        • #27 Collapse

                          Dear rebot aik software ha just is ko install karna hota ha phr is ko ap use kar sakty han or trading karwa sakty han or loss ya profit hua to wo ap la sakty han par mari advice ha ap khud trading Kearny na k rebot sy
                          Be safe .its a dangerous market out there...:D
                          • #28 Collapse

                            Waisay main ne is robot ke baray main suna to nahi hai, lekin agar aisa hia to ye to bohot zabardast cheez ho gi jo khud hi trading kar ke hamain profit karwa de gi. Lekin phir bhee is pe 100% aitbar us waqt kia ja sakta hai jab is ko khud use kiya jae.
                            • #29 Collapse

                              Re: Robot kia hay

                              rebort automatic system Hai jis mein hum apni ijazat ke sath rebort ko allow karte Hain ki woh trading Karen aur usme khuddi automatic trade open hoti hai aur auto perclose hoti Hai loss and profit take profit stop loss report hi find karte hain aur wahi trade karte hain lekin manual trading best hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Robot kia hay

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: ahsan1977 پيغام ديکھيے
                                Waisay main ne is robot ke baray main suna to nahi hai, lekin agar aisa hia to ye to bohot zabardast cheez ho gi jo khud hi trading kar ke hamain profit karwa de gi. Lekin phir bhee is pe 100% aitbar us waqt kia ja sakta hai jab is ko khud use kiya jae.
                                Nahi dear galat souna hai ap ne. Robot koi zabardast cheez nahi hai. Robot ik strategy hoti hai jo ap ki trade ko kudh open be kary gi or close be kary gi . ap any robot ko jab trading main use karty hain tu woh ap ki trades ko profit or lose dunu mai band karti hai or akhir mai account wash ho jata hai.esleye koshish karain es se door rahain or simple manual trading karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X