Pasandeeda khail
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pasandeeda khail
    Ap sbka pasandeeda khail konsa hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pasandeeda khail

    Aapane bhai bahut Achcha question poochha Hai Har Bande ka alag alag Soch hota hai aur alag alag Shauk Hota Hai To Main aapko yah Bata Do Ki mera jo favourite sport Hai yah Khel Hai vah cricket hai aur food wale Mein khilta Nahin cricket aur football donon lekin dekhna Mujhe Pasand hota hai aur jo mein khelta hun mera favourite game jo hai kil Ne mein ho Ludo hai aur carrom board hai lekin usse bhi khelne ka diya tha mujhe time Nahin Milta Ki Main vah Khel Sakun main sirf Apne Pasand ke bare mein bataya ki yah Mere pasandida games Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Pasandeeda khail

      Assalamu Alaikum mera fav khel hocky ha ma bachpan se hocky khel raha hn .hockey ka junoon tha mjhe ek din mere friends hickey khel rahe the to mera b dil hua k ma khelon or jis din ma hockey khele to mjhe bubat maza ia us din k bad routine se khelne lga hn. Buhat se tournment khele buhat goals b kie buhat achiement ha ALLAH ka shukar ha or ma sb friends ko ye kahnga k wo khel ma hissa le .game khelne se ap mentally or physically strong hote han so apko chahye k ap game khelo or bacho ko bhe sports khelne den .ek to bache ajkal mbile k wjah se buhat lazy hote jarahe han kunke wo mbile pe game khelte han or wo ground ni jate to islye hamen chahye k hum game khelen or strong rahen
      • #4 Collapse

        Re: Pasandeeda khail

        Pakistan mein Nojawan zeyada dilchaspi Cricket mein rakhtay hein
        Mjhe bhi Cricket say lagao hai.
        • #5 Collapse

          Re: Pasandeeda khail

          mera pasandeeda hail football aur cricket hey jes ko khaily baghir ham kabi nahi reh sakty hey ye games me ground me proper time de kar khailta hon es ki waja ye hay key ye games mery pasand key be hey aur ye mera shook be hay key me zeyada se zeyada cricket ya per football khailta raho, club level par agar ye games me nahi be khailta to per be meri koshish hoti hay key en me se koi be game me daily zaror khailta raho, har kesi ka koi na koi pasand ka game zaror hota hay jes ko wo life time khailna ya watch karma pasand karta hay, agar koi indoor be hamary pasand ka game hota hay to ye be hamari fitness aur seyhat key ley bahot hi zarori hay hamari exercise en games ki waja se possible ho jati hay, football esa game hay jes ko khail kar hamari bahot hi hard exercise practice ho jati hay esi tarha bahot zeyada cricket be agar ham khailny ki koshish karty hey to ham har lehaz se fit rehty hey aur hamari body ko jes exercise ki proper zarorat hoti hay ye en games se ye pori ho jati hay indoor be koi esa game khaila jaye jes ko ham other games se zeyada like karty hey to ye be hamy bahot faida poncha raha hota hay apni pasand ka agar ham koi khail nahi khailty hey to es game ko ham kabi mehnat se ya dil se nahi khail party hey.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Pasandeeda khail

            Cricket meri pasand ka khail hay free time me meri koshish yahi hoti hay key me muhally me ya per club base par cricket khailu aur es key ley me porper time be deta hon ye mera shook be hay aur mery pasand ka khail be hay, agar ground available na ho to meri koshish ye hoti hay key me TV par hi kesi be country ka match dekaya ja raha ho to me es ko dekon, magar zeyada tar jo mera time guzarta hay wo crickt key ground me hi guzarta hay, Cricket ki waja se achi exercise be ho jati hay aur es ka koi nuqsan be nahi hota magar meri koshish pehly yahi hoti hay key me apna work complete kar key hi cricket play karon es ka advantage mujy ye hota hay key me relax ho kar cricket me bowling aur batting kar sakta hon agar mera koi be work pending ho to me kabi be cricket me relax feel nahi karta hon agar deka jaye to har kesi ko esa hi karna chaye, har kesi ki pasand mukhtalef hoti hay aur different sports events me hisa leny ki koshish karty hey magar meri koshish yahi hoti hay key me zeyada tar cricket ko hi khailu es se me bahot hi enjoy feel karta hon bachpan se le kar ab tak me cricket game hi khailta aya hon aur next be meri koshish yahi ho gi key me cricket hi khailu es key elawa mujy koi be game acha nahi lagta hay aur mujy es khail me experience be bahot hi zeyada ho chuka hay.
            Click image for larger version

Name:	cricketfordummies.jpg
Views:	1
Size:	218.4 کلوبائٹ
ID:	12334924

            اب آن لائن

            Working...
            X