Mera review private schools system par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Mera review private schools system par mabni hy

    ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
    Yeh review Private school system par mabni hai ;

    Dears , Ajj ka hamara review hai Private school system .
    Introduction ;

    Dears , ajkal sab sy zyada behes private schools par hota hy aur khaaskar corona ksy pandemic k doran to sab sy zyada zer e behes ye topic tha chahy vo private school k employees thy aur ya school main parny waly bachy aur unky walidain, dost private school aik aisa idara hota hy k isi main owner apny business yqni school system ko mazees mustakhkam karny k liye employees yani school teachers par zyada zour dety hain k vo hard sy hard wrok karainbachoon k sath aur result acha ajaye aur result jo dispaly kar k isy cash kiya jaye matlab loug to aajkal vesy B result oriented hain to loug result ke behtari hmko dekh kar bachy schools ma8n le k aaty hain admission k liye, Q k aaj k kamazy main loug chahty hain k hamary bachain achy parry likhiaj ho aur behtreen uhdy par faiz ho aur isi liye parents apna saara pesa bachoin k education par kharch kar dety hain, aur isi waja sy private school k bachain aksar qabil aur zaheen hoty hain.


    ADVANTAGES;

    Dears , privet school Jo ke saarkari ke muqable bohat acha or logo ke liye in ke bacho ka mustaqbil hota hai or privet Mai woh sab kuch hota hai Jo saarkari Mai nahi hota hai privet main teachers bacho ka acha khayal rakte hai or un ko ek qabil or salahiato Wala banate hai privet Mai kuch school ese be hotel hai Jo ke Bach ke mom dad se yeh promise Tak karte hai Kai ap ka bacha woh babe hai Jo ap chahte hai aaj Kal Kai privet school logo ke liye bohat asani la raha hai .


    DISADVANTAGES;

    Dears , Privet school jaha logo ke bacho ko achi taleem de raha hai waha woh taleem ke arh Mai logo ko lothta hai q Kai saarkari school ache na hone ki waja see privet school Kasai ban Gaye hai woh bacho ko taleem dene ki bajai un se project .party .picnick or academy or bohat se asi cheze hai jis se woh student ke parents ko lothtai hai aj Kal ki misal lelo jab viras aya tho sab kuch band ho gaya or koi be Ghar sai nahi nikal raha tha bohat se students ko education se mahrom ho Gaye privet school walo ko students sai ziada monthly fee ki parhe the or ajj be jab ap apne Bache ko privet school le Kate hai tho woh sab se pehle fee leta hai woh be safe year ki yeh taaeka sahi nahi hai aj ke liye bas itna hi milte hai agle content min .

    اب آن لائن

    Working...
    X