Introduction:Garnier Aloe Vera Gel ak kafi acha Pakistani product ha kunka ya kafi affordable ha or bohot acha result provide karta ha isa use karna sa apka face ka kafi asa problems solve ho jata han jo kisi or chez sa solve nahin ho sakta.
Advantages:Garnier Aloe Vera gel ka result kafi acha ha kunka ya kafi easily absorb ho jata ha. ya kafi acha mouistrizer ka bhi kam karta ha. wo log jin ki skin kafi sensitive ha isa try kar sakta han kunka is ma koi harmful chemicals wagara nahin hota ya na sirf apka face balka apka hair apki skin apki body or as well as lips ka liya bohot acha hota ha isa ap har purpose ka liya use kar sakta han. ya kafi soothing ha isa lagana ka bad ap khud kafi refreshment feel kar sakan ga agar isa threading,face shaving ya plucking ka bad use kiya gai to kafi acha sa ya apka face ko soothe out karta ha har jalan or irritation ko thek karta ha.
Disadvantages:Wasa to Garnier aloe vera gel kafi acha result provide karta ha but ya apka face par thora sa sticky feel hota ha or apka face ko oily si feeling ati ha so agar apki skin oily ha to ap isa use na karan kunka ya apka skin ko or zyada oily bana data ha so isa sirf dry or normal to combination skin wala log hi use karan.
Garnier aloe vera Gel ak kafi acha product ha isa ap apna face ka sath sath body,hair,lips or kafi or chezon ka liya use kar sakta han kunka ya kafi light or chemical free gel ha . is ma kuch bhi complicated nahin ha kafi simple ha.iska koi side effects nahin hota ya na hi koi allergie wagara karta ha ap isa easily without kisi tension ka use kar sakta han.agar apki skin kafi sensitive ha to apko isa ak bar try karka dakhna chahiya kunka asi skin par chemical sa bhara products use karna allergie ya raches wagara kar sakan han isi liya asa simple product hi use karan agar apki skin sensitive ha to. but agar apki skin oily ha to ya usa or oily bana da ga so isa use nahin kigya. Garnier aloe vera gel sirf dry normal or combination skin ka liya sahi ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим