Sawal: Market man "Gap" ka kiya matlab ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal: Market man "Gap" ka kiya matlab ha?
    Assalamu Alaikum seniors and juniors Mera ab sabse Sawal hai ki market ke andar gave Kise Kahate Hain aur is tang ke bare mein complete knowledge Mere Sath share Karen ummid hai ki aap sab ismein Apne knowledge Jarur Denge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201008-151524_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	50.4 کلوبائٹ
ID:	12334045

    What are gaps
    . Forex market ki price ko bhot tezi sy break hony ko gap kehty hain. Forex market ma gap upward b ho sakty hain or downward b show ho sakty hain. Forex market ma gaps aksar hamy weekend k bad jb market open hoti hai to nazar aty hain. Enki main waja weekend par kio asi news banti hai jis sy market ma change occur kar jata hai. But ye zaruri ni hai forex market ma hamy gaps short timeframe m b dakhny ko mel sakty hain. Yani immediately news k foran bad ik min k time frame k andar andar he hamy gaps nazar ah sakty hain.

    Why are gaps important. Forex trading ma gaps sy market ki sentiments ka pata chal jata hai k market ki es time par thinking kiya hai. Jb market ma upside gap banta hai to zero trader asy hoty hain jo ye sochty hain k market ko es time par sell karna chahe. Ese tarha jb market ma downside par gap banty hain to eska matlab ye banta hai es time par zero trader asy hon gy jo market ko buy karny ka sochy gy. But market k gaps ka ye matlab ni hai k market ab usi time jany ki paband ho gi. Bhot sari situations asi b hoti hain jb jb market wapas ah jati hai or ye gap ko fill kar leti hai. Gaps ma trade karty waqat es bat ka khawal rakhna chahe kiu k ye gaps kbi kbi trader ko trap karny k lae b hoty hain. So gaps k occur karny ki sorat ma trader ko big lot sy gaps ko follow karna start ni kar dena chahe balky small lot sy he hamy risk lena chahe. Jo trader small lot sy trade open karty hain wo hamesa small loss ko recover b kar letyn hain.
     
    • #3 Collapse

      Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

      G bhai, gap sy mtlb do qesam ki hy. ak jo weekend hy saturday and sunday to esi do din market off hota hy. aur dusri aham bat rat 01:30 pa market closed hota hy aur phr mary khyal m 3 bjy open hoty hy.
      lkn gap sy mtlb saturday and unday hy
      • #4 Collapse

        Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

        asslam o alaikum dear friend
        forex market ma jb mARKET CLOSE HOTI HY TO HMY SB KO PAT HY KY TRADE KRNA BAND HO JATA HY OR MARKET KI MOVEMENT STILL HO JATI HY PR JB MARKET MONDAY KO PHIR OPEN HOTI HY TO MARKET MA KAFI GAP A JAT HY JAHA MARKET ROKI HO US SY THORA AGY HI CHALTI HY IS KY DARMIYAN KA HESA KHALI HOTA HY JISY HM GAP KAHTY HY OR IS GAP KY BAD MARKET KO BI MOVE KR SKHTI HY YA TO WOH LAST WALI MOVEMENT PR RAHTI HY YA WOH PURI TARHA CHANGE KR LATI HY TRADER KA KAHNA HY KY JB MARKET OPEN HOTI HY TO US KA SPREAD BI BUHAT ZAYADA HOTA HY OR WO USTIME BUHAT TAZZ HOTI HY US TIME YRADE SY AVOID KRTY MARKET KO STALL HONY DY Click image for larger version

Name:	gap.png
Views:	5
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12334049
        • #5 Collapse

          Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

          AOA dear friends , Forex marketing men gap ek aisa factor hai jis per bahut sare traders ko yah to fayda ho jata hai yah nuksan ho jata hai kyunki agar aapny trading shuru Ki thi ek pair ki tu market weekend per close ho gai aur agar aap ki trade ko market close hone ki vajah se jis state mein thi vahin per ruk gai aur Vikram ke bad jama karne opening ki to yah to bahut gap se shuru ki ya to gap ki wajha sy aap ki faida ho jay ga ya nuqsan aur Ap kisi currency exchange waly k pas ja k koi bhi currency lety ya dete hain to rate mn frq hkta qeemat khreed or or qeemt e frokhat or frz kre agr ryal 41.70 ka mil rha to ap unko usi wqt bhi sale kren to 41.10 ka wo len gy. To ye jo center mn frq hota isko GAP kha jata ye is lkye k wo broker jo ye kam kr rhy us ny isi sy profit kmana hota hy Ye ap online agr sell ya buy krty to same jsi trha wo bhi pesy rkhta isko gap bolty hain aur Dear friend forex trading main market bazdafa kisi time gap marti ha ya phr weekend pe agsar hum dakhty han k market main kuch pairs gaps k sath open hoty han market main gap is waja sy hota ha k weekend pe ko koi high impact news hoti ha ya phr us country main koi halaat kharab hoty han jis ki waja sy market main gap hota ha par ye gap ap ko confirm profit data ha q k market jis side bi gap main open ho wahan sy trade lagany or take profit jahan sy gap start hua ha wahan da dan to humy confirm profit hota ha q k market gap clear karti ha par is pe ho sakta ha aik do din wait karna pary par profit confirm hota ha is ley jo trade lagany to us main stop loss or take profit istamal lazmi karny forex trading main market 24/7 chalti ha par humary ley weekend or close hoti ha agr weekend pe koi khas news ho ya country k halat behtar hon ya kharab to Monday waly din market gap main open hoti ha Jo k humy lagta ha gap main open hue ha par saal main market chalti rehti ha forex trading main jab bi gap open ho to humy chae ha proper money management or risk management k sath trade laga lan agr market down gap main open ho to buy kar Dan or jab gap up side ho to humy chae ha sell kar dan ta k humy acha profit ho q k gap 1 sy 2 din main aik bar zarori fill hota ha to is sy fayda utha sakty Han gap ki waja sy q k ye confirm hota ha k jahan sy gap bana ha wo auk bar zaror fill ho ga
           
          • #6 Collapse

            Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

            Forex main chart per candle wasee tadad main bani hoti hain. Jo har candle say size aur movement say mukhtalif banti rehti hain. Ye candle baz dafa to aik he point per close hony ka bad next candle same point say open hoti hay. Laikin baz dafa slow movement kay doran bhi next candle gap say open hoti hay jab keh fast movement main bhi kuch gape bana daiti hay.

            1. Ager gap slow movement main up side main bany to ye wapas ata hay aur ager down side main bany to up side movement hoti hay. Iski waja yeh hoti hay keh jab market slow movement main gap banaye to isko fill karny kay liye again wapas ati hay. Jis waja say slow movement main itni ziada movement nai hoti laikin phir bhi kuch pips mil jati hain. Waisy slow movent main ban'ny waly gaps main trading activity say baz rehna he mufeed hota hay.

            2. Ager hourly timeframes main market kay uptrend aur fast movement main new candle gap say open ho to bhi ye up side he jati hay, laikin ager day closing kay bad next day up gap ho to ye up movement main jata hay jab keh low side per gap down movement ki indication daita hay.

            3. Long down trend main aur fast movement main ager hourly ya short time frames main up ya down kisi bhi side per gap ho to phir bhi ye ziada tar nichy he barhta hay. But day close kay bad jab market re-open ho to up side main ban'ny wala gap uptrend main jata hay jab keh down trend main ban'ny wala gap mazeed down jata hay.
             
            • #7 Collapse

              Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

              Forex market kisi bhi direction main movement kerty huey apny trend ko continue kerti hai ky agar market main aik hi direction main trend chal raha ho tab bhi aur agar market baghair kisi aik trend ky sideways trend main movement ker rehi ho tab bhi market main movement kabhi upward hoti hai tou kabhi downward lekin jab aik candle kisi aik point per close hoti hai tou second candle same point sy start ho jati hai hamain aesy time per market main market ky technical analysis ko dekhty huey trade enter kerna hoti hai lekin jab aik candle close hoti hai tou dusri candle same closing point sy open hony ki bajaey aik gap produce kerti hai ky kisi bhi direction main move kerti hui market aik gap ky sath next candle ko start kerti hai tou hamain market ko samajhny main aur specially aesy time per technical analysis kerny main problem hota hai ky ham market ky achy technical analysis big gap main nehi ker sakty ky hamary pas same gap ki waja sy market ki koi support aur resistance nehi hoti jab ham market main aesa gap dekhty hain tou market kuch time period ky liay tou same direction main movement kerti hai jis direction main gap produce kerti hai lekin kuch time period ky bahd market reverse order main movement start ker leti hai jis sy gap recover kerny ki market koshish kerti hai tou hamain aesy time per market main trade isterha sy open kerni chahiay ky market apny gap ko zarur recover kerti hai agar ham aesy time per reverse direction main jab market movement kerti hai tou trade enter ker lety hain tou market ki gap recover hony tak hing wali movement hamary liay bahot achy profit ka sabab banti hai hamain gap produce hony per market main trading ky separate stretigy ko use kerna hota hai ky ham normal running market main use ki jany wali stretigy ko gap main apply nehi ker sakty ky hamain loss kam aur acha profit hasil ho saky
              • #8 Collapse

                Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                market kay andar gap ka matlb yhi hay k impoverish Ko Mukammal shelter kar diya haibelly Making usne paintings roughly a here a speech to to to internet spokeswoman ko with-away karna Shuru kar diya hai aapaneDekha Hoga Ke Is brightly with aid gana shuru ho gai hai to Tarah posture by steppaintings hasten bear close to in the relationship of situation ko accommodate for kiya Jaega superciliousness dosmal internet lecture ke be purposeful for smell of b distribute outside ka vate Kijiye lekin apni posting Jarirakhiye unfamiliar Backup for Mukammal Taur publicly of doors-and-inrough with middleNahin Rakhna balki aap apn karny ka amaal be acknowledge house es wajas se in grant with be permitmilta raha roughage Assemble me bahot zeyada had ta tak stock misusage encourage ko unconditionally coins kar diajaye ga aur envoy for grown-concerning involving milna agree to abroad of edging ho jaye ga, ye refreshes karna beevery yr karna bahot zarori hoti Hoard there with aur sab se bardi usual location mejo ki gai hi about wo ye hi nearly Chief apologize allowance fitness ko expect on ketting onwards ebweb pageweb portend ki favour perspective fish for for hostility heap up on here ki guys vajah aapke invite ki exile ho saktihai kyunki Pakistan the Forex the wide shine acclimatize mein interweavbut mera ye mashwara hai pleasing Modify bhi changelagayn tu blob modify ko lazmi live with karyn kyun agreeable yield marketplace mein
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                  Walekum assalam aur main bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai sometime market ki movement bahut pass hoti hai aur Market Mein volatility bahut hi jyada ho rahi Hoti Hai Jiski basis per market ki movement unexpectedly bahut fast hoti hai Jab market Mein volatility Jyada Hoti Hai To is condition main aapko market Mein gap observe ho sakta hai.

                  Dear jab market ki volatility Jyada hone ki vajah se market Mein different important candlesticks ko properly observe karne mein aapko Ek Idea Mein jata hai ki market mein aapko gap Najar Aata Hai To Aisi situation main market ki moment per trading karna aapke liye maximum profitable bhi ho sakta hai aur iski against aapko market ignore karti hai to usmein aap ko bahut jyada nuksan hone ke chance bhi ho sakte hain.

                  Dear jab aap apne analysis perfect karte hain aur Market ki movement aur judgements related conscious Walker different decision-making karte hain to aapko market Mein gas se related bhi important learning ko avoid nahin karna chahie aur isko apni trading per reply karna chahie Kyunki Jab market Mein gap hota hai to ismein bhi aapke liye bahut jyada useful aur valuable information hoti hai jo aapki trading ko profitable Banane Mein aapki bahut jyada help kar sakti hain.

                  Forex trading me agar aap successful trader Banna Chahte Hain To aapko trading se related all important factors aur important tools ko carefully study karna hoga otherwise aap market Mein successful trader Nahin Ban Sakte aur aapko market Mein complete advantages Nahin Mil Sakte isliye aapko Forex trading se related Apne knowledge ko increase karna hoga.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                    Forex market ki price ko bohat tezi sy break hony ko gap kehty hain. Forex market mein gap upward bhi ho sakty hain or downward bhi show ho sakty hain. Forex market mein gaps aksar hamein weekend ky baad jb market open hoti hai to nazar aty hain. inki main wajah weekend par koi aeisi news banti hai jis sy market meib change occur kar jata hai. But yeh zaroori nahi hai forex market mein hamein gaps short timeframe mein bhi deikhny ko mil sakty hain. Yani k immediately news k baad foran aek min k time frame k andar andar hi hamein gaps nazar aaa sakty hain.
                    1. Agar gap slow movement mein up side mein bany tou yeh wapis ata hai aur agar down side mein bany tou up side movement hoti hai. Iski wajah yeh hoti hai keh jab market slow movement mein gap banaye tou isko fill karny ky liye again wapis ati hai. Jis wajah sy slow movement mein itni ziada movement nai hoti lekin phir bhi kuch pips mil jati hain. Weisy slow movement mein ban'ny waly gaps mein trading activity sy baaz rehna hi mufeed hota hai.
                    2. Long down trend mein aur fast movement mein agar hourly ya short time frames mein up ya down kisi bhi side per gap ho tou phir bhi ye ziada tar neechy hi barhta hai. But day close ky baad jab market re-open ho tou up side mein ban'ny wala gap uptrend mein jata hai jab ki down trend mein ban'ny wala gap mazeed down jata hai.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                      Assalamu alaikum dear friends market kay andar gap ka matlb yhi hay k impoverish Ko Mukammal shelter kar diya haibelly Making usne paintings roughly a here a speech to to to internet spokeswoman ko with-away karna Shuru kar diya hai aapaneDekha Hoga Ke Is brightly with aid gana shuru ho gai hai to Tarah posture by steppaintings hasten bear close to in the relationship of situation ko accommodate for kiya Jaega superciliousness dosmal internet lecture ke be purposeful for smell of b distribute outside ka vate Kijiye lekin apni posting Jarirakhiye unfamiliar Backup for Mukammal Taur publicly of doors-and-inrough with middleNahin Rakhna balki aap apn karny ka amaal be acknowledge house es wajas se in grant with be permitmilta raha roughage Assemble me bahot zeyada had ta tak stock misusage encourage ko unconditionally coins kar diajaye ga aur envoy for grown-concerning involving milna agree to abroad of edging ho jaye ga, ye refreshes karna beevery yr karna bahot zarori hoti Hoard there with aur sab se bardi usual location mejo ki gai hi about wo ye hi nearly Chief apologize allowance fitness ko expect on ketting onwards ebweb pageweb portend ki favour perspective fish for for hostility heap up on here ki guys vajah aapke invite ki exile ho saktihai kyunki Pakistan the Forex the wide shine acclimatize mein interweavbut mera ye mashwara hai pleasing Modify bhi changelagayn tu blob modify ko lazmi live with karyn kyun agreeable yield marketplace mein
                      Forex marketing men gap ek aisa factor hai jis per bahut sare traders ko yah to fayda ho jata hai yah nuksan ho jata hai kyunki agar aapny trading shuru Ki thi ek pair ki tu market weekend per close ho gai aur agar aap ki trade ko market close hone ki vajah se jis state mein thi vahin per ruk gai aur Vikram ke bad jama karne opening ki to yah to bahut gap se shuru ki ya to gap ki wajha sy aap ki faida ho jay ga ya nuqsan aur Ap kisi currency exchange waly k pas ja k koi bhi currency lety ya dete hain to rate mn frq hkta qeemat khreed or or qeemt e frokhat or frz kre agr ryal 41.70 ka mil rha to ap unko usi wqt bhi sale kren to 41.10 ka wo len gy. To ye jo center mn frq hota isko GAP kha jata ye is lkye k wo broker jo ye kam kr rhy us ny isi sy profit kmana hota hy Ye ap online agr sell ya buy krty to same jsi trha wo bhi pesy rkhta isko gap bolty hain aur Dear friend forex trading main market bazdafa kisi time gap marti ha ya phr weekend pe agsar hum dakhty han k market main kuch pairs gaps k sath open hoty han market main gap is waja sy hota ha k weekend pe ko koi high impact news hoti ha ya phr us country main koi halaat kharab hoty han jis ki waja sy market main gap hota ha par ye gap ap ko confirm profit data ha q k market jis side bi gap main open ho wahan sy trade lagany or take profit jahan sy gap start hua ha wahan da dan to humy confirm profit hota ha q k market gap clear karti ha par is pe ho sakta ha aik do din wait karna pary par profit confirm hota ha is ley jo trade lagany to us main stop loss or take profit istamal lazmi karny forex trading main market 24/7 chalti ha par humary ley weekend or close hoti ha agr weekend pe koi khas news ho ya country k halat behtar hon ya kharab to Monday waly din market gap main open hoti ha Jo k humy lagta ha gap main open hue ha par saal main market chalti rehti ha forex trading main jab bi gap open ho to humy chae ha proper money management or risk management k sath trade laga lan agr market down gap main open ho to buy kar Dan or jab gap up side ho to humy chae ha sell kar dan ta k humy acha profit ho q k gap 1 sy 2 din main aik bar zarori fill hota ha to is sy fayda utha sakty Han gap ki waja sy q k ye confirm hota ha k jahan sy gap bana ha wo auk bar zaror fill ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                        hamy is mai expert trader ban kar kam karna chahey agar hum is ma bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market zemadar nahe hote loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waa ko sahe karna chahey ky hum is mai agy bar saky or pasia kama saky hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahye hum is main aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy is mai confidence sy kam karna chahey agar hum is mai over confidence sy kam kary gy to hamy is mai negative result hasil ho ga hamy is mai positive soch ky sat kam karna chahey ta ky hum ismai acha result hasil kar saky hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahye hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta han agar hamy market mai kese be cheez ke samj na a rahe ho to hamy apmy expert trader ke tips ko follow karna chahey hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is mai trading karne chahey hamy trading karny ky har aik asol ko pora karna ho ga ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or is mai kam karna chahey hum is mai din mai be kam kar sakty ha or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hai hamy is mai expert trader ban kar is mai trade lagane chahey ta ky hum is mai profit hasil kar saky agar hamara kam karny ka experience kam hai to hamy demo practice ko join karna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Maqsood0222 پيغام ديکھيے
                          hamy is mai expert trader ban kar kam karna chahey agar hum is ma bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market zemadar nahe hote loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waa ko sahe karna chahey ky hum is mai agy bar saky or pasia kama saky hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahye hum is main aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy is mai confidence sy kam karna chahey agar hum is mai over confidence sy kam kary gy to hamy is mai negative result hasil ho ga hamy is mai positive soch ky sat kam karna chahey ta ky hum ismai acha result hasil kar saky hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahye hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta han agar hamy market mai kese be cheez ke samj na a rahe ho to hamy apmy expert trader ke tips ko follow karna chahey hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is mai trading karne chahey hamy trading karny ky har aik asol ko pora karna ho ga ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or is mai kam karna chahey hum is mai din mai be kam kar sakty ha or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hai hamy is mai expert trader ban kar is mai trade lagane chahey ta ky hum is mai profit hasil kar saky agar hamara kam karny ka experience kam hai to hamy demo practice ko join karna chahey
                          G dear market mai gap ka matlab ye hota hai kay apnay trade open ki hoti hai es mai baz dafa aisa hota hai kay koi bhi news ati hai jis ki waja say market mai kafi change a jati hai ap nay trade open kiya hota hai tu es mai ye he hota hai kay aik day guzar jata hai ap ka trade open hai tu usi early morning mai koi aisi news a jati hai jis kay bad ap ko es mai change daikhnye ko milta hai ab ap ka trade tu open hai per es mai jub next morning mai daikha kata hai tu market us news ki waja say kafi gap say open ho jati hain jis ki waja say ap kaliye masla bhi ban sakta hai aur ap kaliye asani bhi ban sakti hai tu kam ager es mai ap nay karna hai tu ap es mai esi tarz kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyab ho jatye hain aur ap ka kam bhi kafi acha ho jata hai tu esi waja say kha jata hai kay market mai ap nay trade open karna hai tu ap us start say he market mai nazar rakh kay achi jagha say trade open kartye hai tu ap kaliye kafi faida ho jata hai aur ap es mai usi time pay achi soch kay sath kam karain aur news ko ap read kartye howye es mai achye anylsis kay hisab say acha kam kar skatye hain tu sara kam es mai mahnet kay sath shuru say he achye kam ka hai ap ka kam es mai jitna acha ho jata hai ap kaliye kafi asn ho jata hai tu jis kay bad bhi ap es mai acha kam kar kay kafi kamyab ho jatye hain tu bina mahnet kay kam karna tu es mai kuch nhi milta hai jub kay mahnet kay sath kam kartye hain tu kafi asnai ban jati hai baki ye hai kay market mai kafi chalta hai aisa kay ap ka lose bhi hota hai aur ap kaliye es mai kafi profit bhi hota hai tu ye chalta rhata hai kabhi profit tu kabhi es mai lose hota hai
                          $$$ Never Give Up $$$
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                            Dare member aapane Hamare Sath market Mein gap per bahut hi important topic discuss Kiya Hai Aaj ham aapko bataenge ke market Mein gap ka kya matlab hota hai aur iska market mein kya work Hota Hai dear member Forex trading ke business Mein gap Ek Aisa factor Hai yah to yah Kabhi trader ko bahut jyada fayda De Jata Hai yah To Kabhi bahut jyada nuksan De jata hai hamare pass market Mein maujud Tamam chijon ka Achcha Se Achcha knowledge or experience Hona chahie Jab hamare pass market Mein Manjud Din Tamam chijon ka Achcha Se Achcha experience or knowledge Hoga To Ham market Mein acchi success Hasil kar sakte hain

                            Jab market ki movement bahut jyada fast hoti hai aur jab market mein volatily bhi bahut jyada ho Jay To Aisi situation Mein Hamen market Mein gap observe Hota Hai Jab Ham Apne analyses perfect kar lete hain aur Market Mein maujud Tamam factor ko Main acchi Tarah se learn kar lete hain To Hamen market Mein gap se related bhi important learning ko avoid nahin karna chahie Hamen is ko apni trading per reply karna chahie Jab Ham is ko apni trading per reply Karenge To Hamen apni trading mein bahut Achcha profit Hasil ho sakta hai Hamen Kabhi bhi apni trading Mein loss Nahin ho sakta Jab market Mein gap Hota Hai to yah Hamare liye bahut jyada faydemand Hota Hai aur yah gap Hamari trading ko profitable Banane Mein Hamari bahut jyada help karta hai Agar Ham Forex trading ke Business mein acchi earning Hasil karna chahte hain aur apne is business Mein professional trader Banna Chahte Hain To Hamen chahie ki ham Forex a ke Tamam important factor ko acchi Tarah Se study Karen aur unke bare mein Achcha Se Achcha experience or knowledge apne pass rakhen
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                              Traders jab Forex trading ki market Mein Apni trading karte hain to use Waqt unke pass se market ki complete information honi chahie Taki is information ke jaaiye se market ki condition ko acchi Tarah se confirm kar Saken Jab vah market ko acchi Tarah se confirm kar lenge tab bhi hi vah market Mein Apni trade open karke apni trade ko ek informative trade bhi Bana Sakenge tere se trading ki market Mein traders ko chahie kevah market ke bare mein acchi information Hasil Karke an information ko acchi Tarah se confirm kar le Taki vah market ko acchi Tarah Se identify kar sake

                              Market ki bahut jyada Tej Raftar ke sath movement ko gap Kaha jata hai Forex trading ki market Mein yah gap to Kabhi upward Mein Hota Hai To Kabhi downworld mein bhi Hota Hai aur Market ki speed use Waqt Tej Hoti Hai Jab weekend gujarta hai aur next Monday ko market open hoti hai to use Waqt market main yah gap Najar Aata Hai to market Mein maujud traders ko chahie ki market ki movement Mein yah Gap Najar aaye to use Waqt tune market ki condition ko acchi Tarah se confirm kar lena chahie usko confirm karne ke bad market Mein Apni trade open Karni chahie Kyunki Jab market Mein yah gap Najar Aata Hai to use vah karte aap market Mein Apni treading start kar sakte hain Jab Bhi aap apni trading start karen to use Waqt Apne trademate profit or stop loss ko bhi lazmi use Karen Kyunki yah donon aaj ki trade ko ke liye Tumhen Jyada helpful sabit hote hain aur Market Ki yah gap Ki movement aapke liye bahut jyada profitable sabit hote hain aur use Waqt aap is trade Laga kar market se Accha profit bhi Hasil kar sakte hain isliye market Mein Jab Bhi gap ki movement Najar aaye to use Waqt Apna work bahut hi Soch Samajh Kar Karen aur Market per acchi Tarah se focus Karen
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X