Sawal: Market man "Gap" ka kiya matlab ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal: Market man "Gap" ka kiya matlab ha?

    Assalam o Alaikum dear forex members umeed ha ap sab theek hongy dsoto aj ham jis cheez par apna jjawab deny ja rahy hain wwo Market ma mojoud gap hha dosto bht sary log ya sawal krty hain forex ma gap kiya hota aur ata kis waja sa dosto aaj ma iss lar roshni dalunga dsoto forex trading ma baaz oqat market ki up down ka pata nai chalta aur market bht zayada fafast ho jati ha jiss ki waja sa aksr log ghabra kr ghalat trade laga dety hain aur nuqsan kr dety hain to dsoto hamain gaps any par sabr ka muzahira krna chayea aur apni lota ka use ththeek sa krna chayea

    Dosto gaps amm torr par market ma weekend k doran aty jiss doran market close hoti iss ka mtlb forex trading ma prices ka break ha dost ya break 2no taraf move krta yani k ya break upward bhi move kr sakta ha aur downward bhi move kr sakta ha doston ap ma makret ki movement ki bat krn k jab Gaps upsides move krti ha to zero traders asa hoty han jo k sochty hain k sell ki trade lagani chayea issi tarha dosto jab gaps downward move krti ha to zero traders asy hoty hain jo is bat ko sochty hain k purchase ki trades use krni chayea yani dosto agr ma saada ilfaz ma kahun to gaps ki waja sa ham Market ki sentiment ka pata kaga sakty hain aur market ka trend jaan sakty hain iss k alawa doston agr ham Gaps ka knowledge achy sa gain kr lain ga to infutre ham faida utha sakyn ga aur lose sa bach sakyn ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

      Forex trading market mein observations aur analysis karty huey aap different candles ki formations ki darmian aksar ek gap condition dekhty hain. Jis mein​ last candle ki closing aur Next candle ki opening prices mein difference hkta hai aur formation ky doran market mein in dino prices mein difference aa jata hai. Jiski wjha se yeh candles same levels par banny ki bjaye in mein gaps condition dekhi ja skti hai. Mostly high volatility pairs mein yeh condition dekhi jati hai aur low pairs mein rarely yeh gap dekha ja skta hai.

      Reason For Gap Between two candles : Gap in Market Prices :

      Forex ki market mein gap ki wajha mostly HIGH VOLATILITY hoti hai. Is trha market jab high moving average se upwards ya downward movement show kar rhi hoti hai to next candle ki formation ky doran aap market mein ek gap dekh skty hain jo ky market mein aap ky liye highly beneficial ya risky bhi ho skta hai. Jab market continuously ek side pe move karty huey bhut fast movement show karti hai to next candle ki formation is trha hoti hai ky woh previous closing price ko ignore kar ky ek mew level pe opening karti hai. Esi condition Gold ky pair mein bhut zeada dekhi jati hai.

      Market mein breakouts ki surat mein mostlty market ki volatility bhut high hoti hai aur market move karty huey high swings dikhati hai jis ky doran market mein Gaps create ho jaty hain. Is trha agar aap ki trades according to the trend hoti hai to yeh market gaps aap ako bhut zeada faida dety hain kyn ky in mein trade movement bhut fastly according toto the trade hoti hai. Isi trha agar aapki trade breakout ky opposite hoti hai to in gaps ki creation mrin aapko market mein sudden losses hoty hain aur in gaps ki wjha se aapko trading mein itna loss hota hai ky aap ky loye recovery mushkil ho jati hai. Jitna bara market prices mein gap hoga utna hi aapky liye woh highly risky ya highly rewarding bhi ho skta hai.
      • #18 Collapse

        Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

        jis trha aap na es threads ka underneath posting primary daikha hello pic ko asa he hota hello gyb to ya gaib kb hota hello our ku hota hello to ham apko batata hain to asa foremost hota ya tb hello hota hello jaisa ka saturday ya sunday ko kia hota hello market jo hello hamra account ka beneath work karna mtlb movmnt karna bnd kar diati hello ham kia souchty hain kh wakia principal jo ya market hello kia kar rhi hello apni movmnt jo h bilkul khtm kar ka chaly gi to asa foremost khcuh pair asa hoty hain jo kh movmnt ko karty he rerehty hain to asa important hamra ignore jo kh aik canfe jo hello saturday ko shut ho tha to jb bhe vhy pair kia krey ga jb bhe vho monday ko open ho ag to jitni beh os n a2 din ka below movmnt ke ho ge os ka vho kia kary ga giab he akr daiat hello toa esey trha ho ga NDX to asa most important ya bhe pair as eh hello kh ya 12 bjay raat ka time band ho jata hello mtlb es ke movmnt jo hi bnd ho jati hello lakan ya market ka uner kia krta hello movmnt karta he rehat hello to jasia eh ya open hota hello pher subsequent din ko 12 bjay toa asa essential ya gaib ka sath eh open hota hello aap na bhe aksar es ko daikha he ho ga to ay hota hello kh akahir market ku gaib mar akr open hoti bhi es ka kia msla hota hello kia ni hota hello
        • #19 Collapse

          Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

          Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sahab bahut acchi knowledge share Kiya Hai forex market ki price ko bahut Teri se break Hone Ko get Kahate Hain forex market Mein gap upward bhi ho sakte hain aur downward bhi ho show ho sakte hain forex market Mein gas Aksar Hamen weekend ke bad Jab market open Hoti Hai To Najar Aate Hain Inki main vajah weekend per Koi Aisi news banti hai jisse market Mein change kar Jata Hai Baje Daru Re Nahin Hai forex market Mein Hamen gap short time frame bhi dekhne Ko Mil sakte hain aur is Mein Hamen short time frame maybe I'm a gap Najar a sakte hain Forex trading Mein gap se market ki ki San symptom Ko Pata Chal jata hai hai ki market ki is time per thinking kya hai jo market Mein abside Gaya banta hai 202 se Hote Hain Jo yah sochte Hain ke a market is time per cell karna chahie Is Tarah Jab market Mein downside Pagli bante Hain To is matlab hota hai ki trader ko ke isko by karna chahie to is situation ko bhi e gap Kaha jata hai dear number jotodur small lots a trade open Karte Hain aur Hamesha small loss ko recover kar lete hain vah bhi Kamyab Hote Hain..

          Agar agar gap slow movement Mein upside Mein Bane to yah Wapas Aate Hain aur Agar downside Mein Bane to Upar side hun main Hoti Hai Jiski wajah se hota hai Jab market slow moment Mein Gaya banae to isko karne ke liye again Wapas aati hai kis wajah se slow movement Mein Itni Jyada movement Nahin Hoti lekin Fir Bhi Kuchh Bhi mil Jati Hai trading activity se baat Rahana hi mufeed hota hai close day Jab market open ho to ab side mein banne wale game uptrend Mein Jata Hai Jab Ke Dam train mein banne wale game Masjid down ho Jaate Hain..
          • #20 Collapse

            Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

            market aik week mai 5 din open hote hain or 2 din close hote hain jab market sunday ke raat ko 2 bajy open hote hain to market mai gap hota hain hamy market ke movement ko smaj kar is mai kam karna ho ga pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy hum is mai mahnet karty hain to he hum kamaybe hasal ho jy ge hum is mai live trade laga sakty hain market ka sara kam online han hamy is mai soch samj kar kam krana ho ga pher he hum paisa kama skay gy forex ak best or kabe be katem na hony wala acha business hain hum is ma agar gap ko ignore kar kam karty hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamayeb hasal ho y ge hum isy apne life time career be bana sakty hain hum is ai agar greedy banky kam karty hain to harma loss han hamy is mai market ke movement ky mitbaik kam karna ho ga hum is mai apne marze sy time table bana akr kam kar sakty hain hum is mai pany boss kud ap he hoty hain hamy is mai market mai ache lot laga kar kam karna chaey pher he hum pasia kama skay gy hum is mai gold mai silver mai kam kra sakty hain asnae ky sat forex aik best busienss hain hum is mai mahnet sy kam karty hain to hamy kamayeb ahsail ho jate hain
            • #21 Collapse

              Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

              Assalamu alaikum my dear all forex Dear jab market ki volatility Jyada hone ki vajah se market Mein different important candlesticks ko properly observe karne mein aapko Ek Idea Mein jata hai ki market mein aapko gap Najar Aata Hai To Aisi situation main market ki moment per trading karna aapke liye maximum profitable bhi ho sakta hai aur iski against aapko market ignore karti hai to usmein aap ko bahut jyada nuksan hone ke chance bhi ho sakte hain
              Dear jab aap apne analysis perfect karte hain aur Market ki movement aur judgements related conscious Walker different decision-making karte hain to aapko market Mein gas se related bhi important learning ko avoid nahin karna chahie aur isko apni trading per reply karna chahie Kyunki Jab market Mein gap hota hai to ismein bhi aapke liye bahut jyada useful aur valuable information hoti hai jo aapki trading ko profitable Banane Mein aapki bahut jyada help kar sakti hain
              Forex trading me agar aap successful trader Banna Chahte Hain To aapko trading se related all important factors aur important tools ko carefully study karna hoga otherwise aap market Mein successful trader Nahin Ban Sakte aur aapko market Mein complete advantages Nahin Mil Sakte isliye aapko Forex trading se related Apne knowledge ko increase karna hoga
               
              • #22 Collapse

                Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                Assalamu Alaikum dear member Forex trading Mein Ham Sab kam Karte Hain To usmein Hamen bahut jyada knowledge Himachal Karke kam karna Hota Hai Jab tak hamare pass market knowledge aur information Nahin Hogi iska Mein fayda Nahin ho sakta main proper Karke kam karna Hota Hai jab tak hamare pass trading ka experience college Nahin Hoga Ham ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte Kyunki yah Kaisa business hai jismein aapko proper knowledge Hasil Karke Hi Kam karna hote hain aur jab tak aap ismein Nahin Karenge to aapko ismein fayda Nahin Hoga near forex market Jab Bhi open hoti hai to aap ismein dekhte hain ki market ki opening price aur closing price Mein different hota hai aur Market Jab Kisi bhi gap ke sath open hoti hai aur Market ki Jab opening price aur closing price Mein different hota hai to aap usko gap ka naam Dete Hain.

                Dear Ham dekhte hain kisse Kisi bhi fundamental news ki vajah se market Mein Gayab a jata hai aur Market ne prices change ho jaati hai aur ham Dekh Rahe Hote Hain Ki Baat dafa market is group ko recover karti hai aur koi dafa market isliye aapko recover nahin karti aur uske market ki movement change ho jaati hai aur aap Jab Dete Hain Ki market gas ke sath open ho rahi hai to aapko ismein maarpeet ki movement ko acchi Tarah observe karna chahie aur uske mutabik aapko kam karna chahie.

                Forex market Mein kam karne ke liye aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai tab hi aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain otherwise aapko ismein kamyabi Nahin Main Shakti jab tak aapas Mein mehnat karte hain aur aap ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain iska aapko itna hi jyada response Milta hai aur aapko ismein Achcha profit hone ke chance Hote Hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                  gap se open hone ka matlab hota hae ke bahut bare margin se market open ho or gap chor jae yeh aksar monday wale din he hota hae ke jab market open hote hae to kuch paoirs khas kar commodities wagaira gap se op[en hote hain to is liye ese main aik strategy bahut he zayada kam ate hae yad rakhen jab bhe market gap se open hote hae to wo apne gap ko zaroor fill karte hae to is waja se hamen cahiye ke hum hum use hissab se trade le liya karen take hamare trade gap fill kare or hamen bahut he acha profit ho sake is ke liye is main hamen sahe tarah se ache tarah se kam karna he ho ga to is tarah se he to hum is main kamyab ho he jaya karte hain lakin hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karna na choren is ke liye hamen apni ache ache khud ke strategies ko create karna cahiye is tarah se he to hum is main ache tarah se ho jate hain kamyab bas hamen bhe apne kam ko karna pare ga take hum yahan se kuch na kuch to hasil karne main kamyab ho he jaen ge bas sab se pehle hamen apne kam ko acha karna pare ga jitna acha hamara kam ho ga hum is main utna he sahe tarah se or ache tarah se is main kam bhe kar he ;ete hain or is main hum kamyab ho bhe jate hain bas hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se acha kam kar lena cahiye take hum is main kuch gain bhe kar he saken
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                    WHAT IS "GAP"?
                    Dear members forex market mein crazy ke sath jab market price break hoti hai to isko trading ki language mein gap kahate Hain. trading mein gap upward direction mein bhi ho sakta hai aur downward direction main bhi create ho sakta hai. Ya gayab hamen market mein main jyadatar use waqt najar aate Hain jab weekend ke bad market open hoti hai hi. Doston yah jaruri nahin hai ki aap ko weekend per hi market mein gap najar aaye ya different market ki economical news ke bad create ho sakte hain aur different time frame mein bhi ye dekhe ja sakte hain.

                    Advantage and Disadvantage of Gap in Market:
                    Doston trading mein job market ke andar gayab upward direction mein banta hai to aise traders Jo ke yah sochte Hain ki abhi market sell key hi, inki tadad bhi zero hi hoti hai. doston trading mein kam karte hue hamen gap se market ke sentiment ka pata chal jata hai. ISI tarah Jag app download direction mein banta hai to Ham yah sochte Hain Ki aise trader Joe ke sochenge ke abhi market upward jayegi to ine ki aadat 0 hoti hai. Lekin yeah situation har dafa nahin hoti market kabhi kabhi kisi aur direction main bhi move kar sakti hai isliye aapko apni planning aur Market Analysis per jyada se jyada focus rakhna chahie aur jyada se jyada mehnat karke apni trading co Kamyab banana chahie sar ke aap acchi trading karke ek achcha profit hasil karne ke kabil banaa sake aapki trading mein jyada se jyada mehnat aur acchi karne aapko kam jab banati hai isliye achcha work Karen Taki aap acchi earning karne ke kabil banaa saken aapke trading mein jyada se jyada mehnat aapko kam yad banati hai aur achcha experience deti hai jitna jyada achcha aapka market analysis hoga utna hi aap kamyabi ke sath apni TM karne ke kabil bana sakenge
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #25 Collapse

                      Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                      Market jab stop Ho jaane ke bad aur kabhi boht hi up ya down say open hoti hay tu is tarah Se maximum gape a jata hai aur isko hi koi bhi member Gape Kya sakta hai yah members ki apni kismat hoti hai ki jab hua Koi bhi trade open kar rahe hain to members ke liye vo trading beneficial sabit hogi ya FIR beneficial sabit nahin hogi lekin yah baat important hai ki agar members apni trading se related bahut acchi tarah Se mehnat karenge to members ke trading maximum unko profit de rahi hongi aur is tarah Se members ko trading mein nuksan nahin hoga aur maximum members apne trading mein bahut acche results bhi is vajah se le rahe honge aur members ko trading se related information honi chahie new join member ko trading se related koi bhi acchi information nahin hoti aur yah vajah hai ki news Jan members apne trading ko acchi tarah Se continue nahin kar paate Hain har tarah Se trading se related jab acchi information a jaati hai to koi bhi member apni trading se related practice ko bahut acchi tarah Se continue karne mein successful hota hai trading mein successful ho jana itna aasan nahin hai yahan per members ko bahut acchi tarah Se apni trading se related practice ko continue karna hota hai trading mein bahut acchi tarah Se entrance Lena hota hai aur jab members apne trading se related bahut acchi tarah Se entrance lete Hain to is tarah Se members ko kam karne mein aur bhi aasani Ho jaati hai members apne interest ki vajah Se Hi successful ho rahe hote Hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                        assalamu Alaikum dear friend Forex trading market mein jab market Monday ko open hoti hai to is mein kai dafa gape mein open hoti hai aur is gap ki wajah se market mein agar hamari trade open hoti hai to hamen is mein coffee loss bhi ho sakta hai aur hamen is se acha profit bhi ho sakta hai aur yah Gape hamen ismein acha signal bhi de sakta hai qu k market jo hai 50% mein apna gape pura karte hai aur ham is mein gap ke dauran Jo hai woh trade open kar sakte hain lekin kahin jagah Gape kafi dinon Tak pura nahin hota aur agar Ham is mein trade open kar dete Hain to hamen is mein kafi loss ho sakta hai analysis ko strong analysis nahin samjha ja sakta is per hamen 100% bharosa nahin karna chahie aur ham is mein gape ki wajah se trade open na karen to hamare liye behtar hai forex market ka acha analysis hamen is mein kamyabi deta hai hamen har tarah se apne analysis ko strong banane ke liye is per practis karne chahie hamari itni acchi practice hogi Ham is mein kamyabi Hasil karenge Forex ek behtarin online business hai jis mein hamen apni mehnat se Hi kamyabi Hasil hoti hai is liye is business mein acha kam Karen mehnat Karen aur hard-working se kamyabi Hasil hogi yah business hamare liye behtarin opportunity hai aur hamen is opportunity se fayda Hasil karna chahie hamen iska acha knowledge aur acha experience Hasil karna chahie Jo hamen daily basic per behtarin profit deta hai hamesha mehnat karne wale log Forex mein kamyabi Hasil karte Hain Jo is mein time pass karte hain woh is mein kabhi acha profit Hasil nahin kar paate
                        • #27 Collapse

                          Re: Sawal: Market man &quot;Gap&quot; ka kiya matlab ha?

                          Market mein gap kya hota hai iska istemal Ham kaise karte hain Iske bare mein hamare pass experience or knowledge Kavana bahut jyada important Hota Hai Jab hamare pass hai uske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham iska istemal bhi acche tarike Se Kar Sakenge aur acche kamyabi Hasil kar Sakenge Hamen apne business ke bare mein Damo account per practis Karni chahie demo account per practis karne se Ham apne business ke bare mein Apne experience or knowledge ko increase kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain demo account bahut hi Achcha platform hai jo Hamen apne business ke bare mein acchi information provide karta hai

                          Jab market ki movement fast Hoti Hai To Ham ismein gap ko acche tarike se observe kar sakte hain Jab market ki volatility bahut jyada Hoti Hai To Ham different candlestick pattern ko observe Karte Hain To is Mein Hamen gap Najar Aata Hai market Mein successful trader Banna Chahte Hain To Hamen market Mein important factor all tools ko acche tarike se study karna chahie Taki Ham isase acchi information Hasil kar Saken

                          Jab Hamare liye bahut hi jyada useful Hota Hai yah Hamen Apne trading co profitable banane ke liye Hamari bahut hi jyada help karte hain Hamen market Mein trading karte hue Hamesha Soch Samajh Kar Karni chahie Taki Ham apni trade ko Kamyab Bana sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake Hamen Apne trade per focus Rakhna chahie ek hi Waqt mein sirf ek hi trade open Karni chahie jaldbaji bilkul bhi nahin karne chahie Hamen apni trade Mein mehnat Karni chahie
                           
                          • #28 Collapse

                            jaiza : Gap Pattern

                            no doubt market mein sometimes kisi reason ki basis per gap create ho sakta hai jo humary liye sometimes bohat ziyada dangerous aur sometimes humary liye bohat ziada helpful bhi ho sakta hai agar ye gap market mein humari favour mein open hota hai tou aisi situation mein humein bohat ziaada profit mil sakta hai aur agar market mein ye gap humari favour mein nahin hota tou humein market mein humesha nuksan hony k chances ho sakty hain market Mein fundamental approaches apply hoti hain aur market mein Koi news aati hai tou market ki volatility bohat ziaada ho jaati hai aisi situation mein aapko market mein bohat zeada gap mil sakta hai aur yeh gap aap ke liye bohat ziyada profitable aur nuksaan Ka sabab ho sakta hai issi liye aapko market Mein humesha fundamental approaches ko carefully apni trading per apply karna chahiye aur Market Mein immediately decision making Karni chahiye aur gap se related consciously attentive Rehna chahiye
                            Strategy based on Gap pattern:-
                            Forex trading mein trader aksar gap ko observe karty hain ye gap kisi bhi wajah sy ho sakta hai kai bar market mein koi bad news hit karti hai aur iss wajah se market mein gaps produce ho jaty hain agar wo bad news recover ho jaye tou market mein gaps bhi recover ho jaty hain but agar bad news ka impact barh jaye ga tou market fill ni kar paye gi balky ye enhance hi hoty jayen gy kuch pairs aur commodities bohat volatile hoty hain in mein bohat sary gaps dekhny ko milty hain so trader ko chahiye k news ko focus karein aur news ki nature ko samajhny ki khoshish karein
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: jaiza : Gap Pattern

                              Assalam o Alaikum g dear, forex me mein gaps ban'nay ki waja ye ha kay marekt Liquidity me change jo forex market weekend mein close ho jati ha, lekin haqeeqat mein market band nahi hoti balkay ye traders kay liye available nahi hoti aur worldwide banks, financial institutions open hotay hain aur wo lein dein kartay hain, jis ki waja se closing price se actual price increase ya decrease ho jati ha. Ab jab forex market Monday ko open hoti ha, to price kay increase ya decrease ki waja se Gap up ya Gap down ho jata ha. Gaps usually jaldi fill ho jatay hain, matlab market wapas closing point tak ati ha, aur ye trade open karnay ka sab se acha waqt hota ha candle close ho aor aus k sath agli candle open ho to aus time gap show ho raha hota hai ye tab hota hai jab market bahot hi zayda fast ho aor ais mai ye hai k weekend par jab trade close hoti hai to aus k baad agar market open hoti hai to aus mai bhi ye dekha jata hai k market gap se open hoti hai aor aus mai ye hai k zayda tar market gap ko cover karti hai ais liay agar ap ne dekha hai k market weekend k baad gap se open hoi hai to ap aus mai enter ho jaye aor aus mai se ap ko jitny pips milty hai wo ley le wo to market ne gap cover karna hi hai aus k baad agy move karna hai patterns hain jahan ek price bar aur dusri pinbar k darmeyan empty space hota ha. Gaps unexpetedly bantay hain aur yahi waja ha k 2 price bars k darmeyan trading nahi hoti. Gap tab bantay hain jab closing days aur opening days k price mein farq ho. Ye farq is liye ata ha k forex market weekend par band ho jati ha lekin banks aur dusray idaray khulay hotay hain, wo aps mein transactions kartay hain jis se price par farq par jata ha. Agar ye farq bohot ho (for example kisi news ki waja se), to next day price gap se open hoti ha. Gap usually fill ho jatay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jaiza : Gap Pattern

                                dear wesy to market 24 ghnty hi open rehti ha, forex traders kay liye market Friday ko close ho jati ha lekin central banks kay liye market 24/7 open rehti ha. Is difference ki waja se price par farq parta ha jis ko market gap kehtay hain. Gaps candles kay darmyan khali space ki form mein chart par show hoti hain. For example, Eur/Usd Friday ko 1.1600 par close ho gya lekin Monday ko 1.1650 par open ho gya, to 50 pips ka gap aa gya. Gap short ya long dono taraf ho saktay hain. Gaps bohot acha moqa hota ha profit earn karnay because market gaps aam tor par jaldi fill ho jatay hain, yani price original level tak (jahan close hui thi aur gap aya tha, e.g 1.1600) wapas aa jati gap ban jata hay ye gap down be ho sakta hay aur up gap be ho sakta hay es ki waja ye hoti hay key market holidays me close hony ki waja se kesi time prices bahot zeyda movement kar leti hey, market close hony ki waja se ham es ko chart me real time me to nahi dake sakty magar bad me jesy hi market open ho jati hay ye gap hamy nazar ajata hay ye gap kesi be time new market session open hony key sath be a sakta hay zarori nahi key kesi holiday me hi ye nazar ajaye, market price agar koi other new market open ho jaye to be up de down ya down se bahot zeyda up ja sakti hay currency pairs ki news ya as ka rate ka hasb say jab market open hoti hai to bad dafa market ka kuch pairs main gap aa jata hai aur as gap nay apni us price ko dobra tach karna hota hai to ya ak acha time hota hai ap ko profit layny ka agher ap as wqt atni trading open karty hai to ap boht hi km risk main as trade say profit nakl sakty hai gap ya to up ki sorat main hota hai ya pher down ki sorat main lakn agher zyda gap ata hai jas tra 100 pip say 200 tak to us gap ko time lagta hai lakn market us price to tach lazmi karti hai chahya kuch din hi kay na lag jay as lay market open hony ka bad foran chak kar layna chahya ta ka ap as say fyda hasl kar saky jas trah aaj market open haoty hi gap aya hai ap as ko chak kar sakty hai.
                                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X