what are Double Bottom and Double Top pattern ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what are Double Bottom and Double Top pattern ??
    Assalam o Alaikum dear friends FX trading ek risky online business hai is main hamari kamyabi hamare Good trading knowledge and experience par mabni hoti hai jab tak hamare pas Acah trading knowledge and experience nahi hoga ham ache trader nahi ban sakte hai trading market ko smjhany k liye analyse karna parta hai our sab se zayda famous Analysis method Technical Analysis method hai is main beshumar patterns hote hai agar hame in ki smj aa jye to ham achi earning kar sakte hai aaj hamm Double botTom & Double Top pattern par Guftagu karen ge


    Double Bottom pattern ::

    dear friends hamare technical chart par double bottom pattern ek buhat hi interesting our profitable pattern hota hai is ki agar smjh aa jay to ham achi earning kar sakte hai
    ek double bottom pattern drasal ek technical chart pattern hota hai jis main Trend main tabdeeli our price ki momentum reversal ki wazaht ki jati hai our is main ap k chart par market "W" ka lafaz banai hai jis main 2 bar touch hone waly markey k nichle hissy ko ham support level k toor par lete hai

    Click image for larger version

Name:	double toop.jpg
Views:	11
Size:	90.5 کلوبائٹ
ID:	12469762


    Double Top pattern ::

    dear friends technical chart par Double top pattern Double bottom ka bilkul ulat banta hai yani ye double bottom ka revers banta hai is main ye extremely bearish position ki nishandahi karta hai actually is pattern main market do bar high position ko touch karti hai our ham us point ko resistance level k toor par lete hai our markt do bar resistance ko touch kar k nechy ko ajati hai jis wakt market support line cros kar jati hai ham is pattern ki tasdeek kar lete hai is main market "M" ka word banati hai





    Click image for larger version

Name:	doubl bottom.png
Views:	25
Size:	23.7 کلوبائٹ
ID:	12469761
    Last edited by ; 09-10-2020, 10:29 AM.
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201009-114505_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	67.9 کلوبائٹ
ID:	12334079Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201009-114447_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	56.4 کلوبائٹ
ID:	12334080

    Yes dear forex trading ma pattern ki achi knowledge ho to trader ko eska bhot benefit hota hai. But trader agr pattern ko observe ni karyn gy to unk lae market ki achi knowledge hasil ni ho gi or na he phr wo profit hasil karny ma kamyab ho sakyn gy. Es topic ma ham double top or double bottom ko discuss karyn gy.

    Double top pattern
    . Top price ki peak value ko kehty hain. Jb price certain level ko hit karti hai or usko broke karti hai to market ma new peak price dakhny ko mel jati hai. Double top strong signal hai k market ab kuch dair ma reverse hony wali hai or trader ko es sorat ma sell ki trade ko open karna chahe. Es k bad ham double bottom ko discuss kar lety hain.

    Double bottom pattern. Forex market ma bottom ka ye matlab hota hai k market jb bottom ko hit karti hai. Ik bar market bottom ko hit karti hai phr tori retrace ho kar up move karti hai or ik bar phr sy bottom ko hit karti hai. Jb market 2 bar bottom ko hit karny k bad b market ko further break ni kar pati to asi condition ma trader ko buy ki trade open karni chahe. Ye pattern double top ka totally inverse hota hai es lae trader ko es ma trade b inverse karni chahe.

    Ye both reliable pattern hain or jis trader ko en ka pata pehle sy ho wo bhot acha profit hasil karny ma kamyab b ho jata hai. But jo trader pattern ma interested ni leta or ye sochta hai k ye fazool hai to wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho sakta. So forex trader ko patter ko lazmi consider karna chahe or enki he base par trade karni chahe.
    Last edited by ; 09-10-2020, 11:53 AM.
    • #3 Collapse

      Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

      Double top double bottom candlestick chart pattern trading strategy
      trading members double top and double bottom trading strategy both popular aur is main aapko easily trading ki guide line milti hai prediction milati hai jab 1 top candlestick pattern banta hayato second reversal ke bad banne ki koshish karta hai agar vah double top Jo hota hai vah pahle close ho jaaye to vahan se market ka reversal hota hai aap best trading entry le sakte hain.

      so trading members aapko is candlestick pattern ko jo above image mein bataya Gaya hai usmein dekh sakte ho ki double top par kaise ham trade entry le sakte hain ab red colour ko bhi critically review kar sakte ho blue colour aapke liye bullet entry show kar raha hai jab ke red colour aapke liye bearish entry prediction de raha hai bahut acche tarike se explain ki gai hai yah diagram isko aap samajh lo aur is mein aapane dekhna hai ki kaun si psychological strategy used ki gai hai best trading approach use ki jaati hai Uske bad trading ke liye important steps the manage ke jaate Hain trading members aap jante honge trading ke liye hamen sentimental analysis dekhna hai fundamental analysis dekhna hai economic calendar mein news release time ko dekhna hai.
      just double top and double bottom dekar trade entry Nahin li ja sakti other all trading related aspects ko monitor karna hota hai aur UN ko solve karna hota hai trading market main issues ko call karne ke bad ham trade entry le sakte hain.
      double top and bottom trading entry ke liye best time frame 4 ghante ka time frame hai yah daily time frame hi lower timeframes aapko doge kar sakte hain fraud ho sakta hai aapke sath aur fake moon kar sakti hai market.
      best understanding and perfect authentic message ke liye aapko learning karna hogi.
      • #4 Collapse

        Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

        Double top patterns ko traders use krtay hain jis sy trading signals ki potential ko identify kia jata hai. Double top patterns downward movement ki profit k liye use hota hai jab k double bottom pattern upward price movem2nt ki profit k liye use hota hai
        • #5 Collapse

          Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

          forex mein agar patterns ki achi information aur knowledge ho tou wo is ko sahi tarhan se ker sakty hain aur is mein benefit bhi hasil ker sakty hain lekin agar traders pattern ko learn nahi keren gy aur na he is ko sahi sy judge keren gy tou wo kabhi bhi market ko nahi samjh sakty is thread mein humen double bottom pattern aur double top pattern k bary mein discuss kerny ko kaha geya hai double top pattern top price ki peak price ko kehty hain jab price is ko hit kerti hai tou wo is ko break ker deti hai jis ki wajah se market mein new peak price dekhny ko milti hai double top aik aisa strong signal hai jis se humen ye indication milti hai k market ab kuch dair mein reverse hony wali hai aur trade ko is condition mein apni sell ki trade ko open ker lena chahiye
          double bottom pattern ka matlab ye hai k forex mein jab market botoom ko hit kerti hai tou usy double bottom pattern kehty hain is mein ais ahota hai k market aik time mein bottom ko hit kerti hai aur phir us k baad market retrace kerti hai jab market two times bottom ko hit kerny k baad bhi is ko break nahi ker pati tou aisi condition mein trader ko chahiye k wo buy ki trade ko pen ker ly aur ye trade bottom top pattern k bilkul he opposite hoti hai is liye trader ko is mein trade bhi reverse he kerni chahiye ye dono patterns bohat he reliable hain aur jis bhi trader ko in k bary mein knowledge hai wo isi lazmi trade mein use keren is se un ko profit bhi mily ga aur acha benefit bhi
          • #6 Collapse

            Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

            forex par trading k bary mein agar knowledge ho tou is se trader ko bohat zeada faida hota hai kuen k is se na sirf aik trader moment ko samjh sakta hai blky is se trader trading mein benefit aur acha profit bhi hasil ker sakta hai lkein agar trader ko in patterns k bary mein knowledge nahi ho ga tou wo aik acha profit hasil nahi ker saky ga is liye usy chahiye k wo patterns k bary mein information ko collect kery double top pattern aur double bootom pattern aik doosry k bilkul he opposite hain in mein se aik mein buy ki trade lagti hai aur doosry mein sell ki trade lagti hai double top pattern top prices ki peak values ko kehty hain aur jab ye certain level ko hit kerti hai tou ye us ko break ker deti hai jis se market mein new peak price aa jati hai
            double top pattern mein jab market k signals reverse hoty hain tou traders ko sell ki trade laga leni chahiye double bottom pattern double top pattern k bilkul he opposite hota hai is liye trader ko bilkul oppoist trade lagani chahiye us mein agar hum sell ki trade lagaty hain tou is mein buy ki trade lagana ho gi ye pattern us waqt benta hai jab market bottom ko hit kerti hai aur 2 baar hit kerny k baad bhi jab wo break nah hoti tou traders buy ki trade ko lagaty hain ye patterns bohat he zeada eham hain aur reliable bhi hain agar trader in ko confirmation k sath use kery ga tou usy aik acha benefit hasil ho ga aur wo aik acha profit bhi gain ker saky ga is liye in ko smajh ker use kerna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
              [ATTACH]21780[/ATTACH][ATTACH]21781[/ATTACH]

              Yes dear forex trading ma pattern ki achi knowledge ho to trader ko eska bhot benefit hota hai. But trader agr pattern ko observe ni karyn gy to unk lae market ki achi knowledge hasil ni ho gi or na he phr wo profit hasil karny ma kamyab ho sakyn gy. Es topic ma ham double top or double bottom ko discuss karyn gy.

              Double top pattern
              . Top price ki peak value ko kehty hain. Jb price certain level ko hit karti hai or usko broke karti hai to market ma new peak price dakhny ko mel jati hai. Double top strong signal hai k market ab kuch dair ma reverse hony wali hai or trader ko es sorat ma sell ki trade ko open karna chahe. Es k bad ham double bottom ko discuss kar lety hain.

              Double bottom pattern. Forex market ma bottom ka ye matlab hota hai k market jb bottom ko hit karti hai. Ik bar market bottom ko hit karti hai phr tori retrace ho kar up move karti hai or ik bar phr sy bottom ko hit karti hai. Jb market 2 bar bottom ko hit karny k bad b market ko further break ni kar pati to asi condition ma trader ko buy ki trade open karni chahe. Ye pattern double top ka totally inverse hota hai es lae trader ko es ma trade b inverse karni chahe.

              Ye both reliable pattern hain or jis trader ko en ka pata pehle sy ho wo bhot acha profit hasil karny ma kamyab b ho jata hai. But jo trader pattern ma interested ni leta or ye sochta hai k ye fazool hai to wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho sakta. So forex trader ko patter ko lazmi consider karna chahe or enki he base par trade karni chahe.
              Doston is patton mein main market do martba top resistance ko ko cross karti hai aur iske bad jab ek resistance ko cross karne ke bad yah next resistance ko cross karti hai to score double bottom pattern kahate Hain aur is tarah market situation main aapko knowledge hona chahie aur soch samajh ke apni trading mein entry karni chahie Taki aap trade karke ek achcha profit hasrat karne ke kabil banaa sake aapki trading mein jyada se jyada mehnat aur time ki investment aapko Kamyab banati hai isliye aapko achcha trading work karne ki koshish karni chahie jyada se jyada mehnat karni chahie Taki aap achcha trade karke ek achcha profit hasil karne ke kabil banaa saken trading main aapki mehnat aur acchi earning aap ki kamyabi ke liye jaruri hoti hai isliye hamesha soch samajh ke workout Karen mehnat Karen jisse aap Kamyab ho sake aur acchi earning karne ke kabil Ban sake trading main double bottom aur double top pattern ko use karte hue jyada se jyada aap trading ko Kamyab bana sakte hain ismein aap apne trade mein help out karte hue apna indicators ka istemal Karen Taki aapki trading Kamyab ho sake aur aap acchi earning karne ke kabil Ban sake
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

                Assalamu alaikum dear friends forex par trading k bary mein agar knowledge ho tou is se trader ko bohat zeada faida hota hai kuen k is se na sirf aik trader moment ko samjh sakta hai blky is se trader trading mein benefit aur acha profit bhi hasil ker sakta hai lkein agar trader ko in patterns k bary mein knowledge nahi ho ga tou wo aik acha profit hasil nahi ker saky ga is liye usy chahiye k wo patterns k bary mein information ko collect kery double top pattern aur double bootom pattern aik doosry k bilkul he opposite hain in mein se aik mein buy ki trade lagti hai aur doosry mein sell ki trade lagti hai double top pattern top prices ki peak values ko kehty hain aur jab ye certain level ko hit kerti hai tou ye us ko break ker deti hai jis se market mein new peak price aa jati hai
                double top pattern mein jab market k signals reverse hoty hain tou traders ko sell ki trade laga leni chahiye double bottom pattern double top pattern k bilkul he opposite hota hai is liye trader ko bilkul oppoist trade lagani chahiye us mein agar hum sell ki trade lagaty hain tou is mein buy ki trade lagana ho gi ye pattern us waqt benta hai jab market bottom ko hit kerti hai aur 2 baar hit kerny k baad bhi jab wo break nah hoti tou traders buy ki trade ko lagaty hain ye patterns bohat he zeada eham hain aur reliable bhi hain agar trader in ko confirmation k sath use kery ga tou usy aik acha benefit hasil ho ga aur wo aik acha profit bhi gain ker saky ga is liye in ko smajh ker use kerna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

                  Jab market continuously downtrend main movement kerty huey retracement leti hai aur kuch time ky bahd dobara trend ky mutabiq movement kerna shoru ker deti hai lekin jis support sy first time retracement leti hai jab trend ko follow kerty huey same support per dobara ponchti hai tou phir retracement ly ker dobara upward direction main movement shoru ker deti hai isterha market main jo same support sy retracement hony per pattern creat hota hai usko double bottom pattern kehty hain ky jab market main downtrend main movement ky sath double bottom pattern creat ho jaey tou hamain aesy time per retracement per buy main trade enter ker leni chahiay ky jab market main double bottom pattern creat hota hai tou aesy time per market main downtrend khatma ho jata hai aur market uptrend main movement start ker leti hai isky sath hi hamain buy main trade open ker leni chahiay ky hamain open trade main achi earning hasil ho sakti hai kyun ky double bottom pattern creat hony ky bahd market main trend totally change ho ker uptrend start ho jata hai isi terha jab market continuously uptrend main movement kerty huey kisi aik point sy retracement ly ker downward movement kerty kuch pips move kerti hai aur aik support creat kerty huey again previous uptrend ko follow kerna shoru ker deti hai lekin jesy hi previous resistance jahan sy already retracement ly chuki hoti hai wahan per ponchti hai tou phir retracement leti hai tou same time per market main double top pattern creat ho jata hai ky jesy hi market main double top pattern creat ho jaey tou hamain sell main trade enter ker leni chahiay ky market main uptrend movement main double top pattern creat hota hai tou same time per market main downtrend start hony ky chances hoty hain aesy time per hamain sell main trade enter kerny sy hi acha earning hasil ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

                    Double top market pattern or double bottom pattern ko properly learn karna aapke liye bahut hi important hota hai Diye Jab aap Indu market pattern mein se ek pattern ko easily understand kar lete hain to dusre market pattern ko samajhna bahut hi Aasan ho jata hai Kyunki double top market pattern aur double bottom market pattern Ek dusre ke totally against hote hain aur totally opposite direction Mein movement kar rahe hote hain in se related main aapse Kuchh important information share karna chahta hun jo aapke liye bahut hi valuable ho sakti hai aur aapki trading co effective Banane Mein aapki bahut help kar sakti hai.

                    Double Top Patterns :

                    Dear jab aap double top pattern ko understand karte hain to ismein aapko yah market pattern Hamesha resistance level se upar mil sakta hai Jab aap market Mein different uptrend main hovan observe kar rahe hote hain aur jab market fast hai Lagati Hai Aur Uske bad second time FIR upwords moment kar rahi hoti hai aur do dafa same position per apni top movement ko complete karti hai aur uske bad market Mein reversal trend banati Hai is position ko double top pattern Kahate Hain Jo aapke technical analysis ko perfect karne ke liye bahut hi helpful ho sakta hai.

                    Doubles bottom pattern :

                    Dear jab aap double bottom pattern ko clearly understand karte hain to ismein aapko bahut jyada profit ho sakta hai aur aap apne technical analysis ko bahut hi perfect kar sakte hain no doubt double bottom pattern Ek bahut hi important aur famous market Karan hai jo aapko market Mein different time frames Mein mil raha Hota Hai Is per aapki proper trading aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai double bottom pattern ko understand karna bhi bahut hi Aasan hota hai jismein market bottom level ko cross karti hai aur ismein do dafa same position per lower trend ko maintain Karke reversal trend banati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

                      Well bro, jab market upward move kar rahi ho aur ek point pe aake apni direction change kare aur phr thori bad phr uper jake use same point ko touch kar ke retrace kar le to jo pattern bane ga us ko double top kahe ge qk market ne do bar exactly same point ko touch karne ke bad reetrace kia. Jab ke double bottom pattern is ke bar ask hota hai, ye bearish market mein banta hai aur is mein bhi jab market neche move kar rahi ho aur ek point ko do bar touch kar ke retrace kare to us pattern ko double bottom kaha jata hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: what are Double Bottom and Double Top pattern ??

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300
                        Ap ne yaha pe bohat hi achi post ki hain mein ne is post ko bar bar read kiya he or mujhy is se bohat faida hua he main ne bohat kuch learn kiya he is post se isi liye mai ne sab posts ko thanks bhi kiya he kyun ke yeh bohat informative post he.
                        Dear jab ap apny indicator ko set kar daity hain. ager ap double bottom ya top daikhna chahty hian tu kay leye candlestick pattern bara behtreen intikhab hai. jab ap time frame set karian gy tu ap kay time frame kay mutabiq jab 2 candlestick ighati aik he time pay bottom ko same price pay touch karian gi ya top pay same price pay touch kar kay third candle bana lain gy tu it means double pattern market bana chuki hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X