Ye Review Microsoft Excel Par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Microsoft Excel Par mubni hay
    Introduction:Microsoft Excel Spreadsheet hay jes ki development Microsoft ne Windows, Android, macOS, iOS key ley ki hay, Microsoft ne 1987 me release kia, es key jo main features Calculation, Visual Basic key ley micro programing jo key applications key ley ki jati hey, graphing tools, pivot tools waghira hey,

    Advantages:Microsoft Excel key agar ham basic features ki bat karen to es me calculation sheet perfect tareeqy se ban sakti hay jes me ham rows numbers key sath aur columns letter aur names columns bana sakty hey, office work key ley calculation sheet banany ki zarorat hoti hay aur har esi calculation jes me bahot se zeyada columns aur rows ho es key ley Microsoft excel ka hi use hota hay, es ka big advantage ye hota hay key es me ham formulas be use kar sakty hey jes ki waja se calculation karny me mazeed be asani ho jati hay, jes calculation sheet ka bahot zeyada use hota hay agar es me 1 hi bar formulas use key jaye to jetny be ham calculation sheet banaye gey ham same hi 1 sheet ka use kar key different esy sheets bana sakty hey, Windows aur es tarha key platforms key ley Microsoft basic cheez hay jes ki bahot hi zeyada ehmeyat hay,

    Disadvantages:Microsoft Excel use karny key ley zarori hay key es ko complete understand be kia jaye aur es me work kar key experience be hasil kia jaye, es key baghir ham kabi be microsoft excel ko understand nahi kar sakty hey aur na hi es ko perfect tareeq se office ya kesi aur work key ley use kar sakty hey.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12469770
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Microsoft Excel Par mubni hay

    Microsoft Suit Product : Microsoft Excel

    Microsoft Excel Aik Spreadsheet Product Hai Jo Microsoft Nay Develop Ki Hai Window’s , MacOS , Android Or IOS Kay Liye. Microsoft Excel Product Ko 1987 Mai Initial Release Kiya Gaya Tha Or Ab Tak Isey 33 Years Ho Rahey Hain . Is Product Ko Bananey Wali Company Kay Pas Trialware License Jis Kay Tehat Ye Product Banaya Gaya Hai. Ye Basically Spreadsheet Type Software Ya Product Hai. Microsoft Excel Kay Different Versions Hain Different Platforms Kay Liye Tu Time Kay Sath Excel New Updates Bhi Lata Rehat Hai Or New Versions Bhi.

    • Advantages


    1 : Microsoft Excel Product Hai Aik Microsoft Suite Ka Ye Hamein Bhut Say Benefits Provide Karta Hai Is Product Ma Hamein Professional Tu Nhi But Hamein Basic Features Miltey Hain Jin Ko Hum Use Mai Ly Lay Spreadsheets Par Work Kartey Hain.

    2 : Ye Product Spreadsheet Kay Sath Work Karta Hai Or Ye Grids Ka Use Karta Hai Interface Mai Or Grids Mai Cells Or Numbers Rows Or Columns Ka Use Hota Hai Or Ye Combination Say Hi Banta Hai Grid.Is Product Ko Use Kartey Howey Hum Basic Calculations Bhi Use Kar Saktey Hain Jesy Keh Subtraction , Addition , Multiplication Or Division Jesy Bhut Say Problems Hum Is Product Ki Data Sheet Mai Hi Solve Kar Saktey Hain Formulas Kay Zariye , Calculations Ko Hum Formulas Kay Through Solve Kar Saktey Hain.

    3 : Ye Product Basically Bhut Si Places Par Or Different Purposes Kay Liye Use Hota Hai Jesy Keh Ye Product Data Entry Or Storage Kay Liye Bhi Istamal ota Hai Jo Keh Zaida Tar Log Shopping Malls Or Markets Ma Kartey Hain Or Ye Product Data Management Or Analysis Jesy Tasks Kay Liye Bhi Use Kiya Jata Hai .

    4 : Is Product Ko Use Karna Bhut Easy Hai Or Bhut Log Isey Use Kar Kay Faida Bhi Uthatey Hain Ye Product Business Tasks Or Assignments Ko Develop Karney Mai Bhut Helpful Sabit Hota Hai Or Is Say Zaida Students Ko Bhi Faida Hasil Hai. Is Mai Hum Large Amount Of Data Store Kar Saktey Hain Jo Bilkul Safe Hota Hai.
    • Disadvantages


    1 : Jesy Ke Apko Bataya Keh Ye Aik Product Hai Microsoft Suit Ka Tu Is Product Ko Use Karney Kay Liye Hamein Fess Charge Hoti Hai Jo Hamein Pay Karni Parti Hai Is Software Ko Use Karney Kay Liye Hamein Agr Product Use Karna Ho Tu Hamein Complete Microsoft Suite Buy Karna Ho Tu Jo Keh Costly Hota Hai Or Us Mai Microsoft Kay Tamam Products Available Hotey Hain. Hamein 150 $ Dollars Charge Hotey Hain Is Software Kay Or Hum Is Software Ko Permanently Bhi Buy Nhi Kar Saktey Hamein Iski Annual Ya Monthly Fees Pay Karni Lazmi Hoti Hai Isey Access Mai Laney Kay Liye.

    2 : Is Software Ka Aik Offline Version Bhi Available Hai Market Mai But Wo Hum Use Tu Kar Saktey Hain Par Us Mai Bhi Hamein Full Access Nhi Milta Us Offline Version Mai Hamein Bhut Say Lags Or Features Kam Miltey Hain Jis Ki Wajah Say User Ko Acha Nhi Lagta.

    3 : Users Microsoft Excel Ko Use Tu Kartey Hain But Ismai Wo Log Advanced Pricing Rules Ko Manage Nhi Kar Saktey Koun Keh Ye Product Isey Support Nhi Karta Or Is Product Ka Ye Bhi Aik Nuqsan Hai Keh Ye Product Hamein Full Security Provide Nhi Karta Or Hamein Full Control Bhi Nhi Deta. Is Software Mai Bhut Say Errors Or Issues Hain Jin Ki Wajah Say Kuch Users Satisfied Nhi Hain.
    Click image for larger version

Name:	png-transparent-microsoft-excel-computer-icons-microsoft-template-angle-text.png
Views:	1
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12334091

    Click image for larger version

Name:	download - 2020-10-09T160559.047.jpg
Views:	1
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12334092

    Click image for larger version

Name:	download - 2020-10-09T160637.454.jpg
Views:	1
Size:	15.2 کلوبائٹ
ID:	12334093

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Microsoft Excel Par mubni hay

      microsoft excel ka use compound naive Karen iski vajah Se Hamare thus unspoilt ho sakta hai dostonHamari faux admonish failane se dusre logon ko bhi nuksan ho sakta hai isliye Hamenchahie ke buttress be destroyed se bache Aur dusron Ko Bhi bataen faux advise Loose naKaren doston faux clue jyadatar Trends ke crotchety hoti hai isliye Emotionalistic aasanise Pata Laga sakte hain ki kaun si around at disburse faux hai aur kaun si Nahin isliye dostonHamen Trends ko concur close to karna chahie aur jo newsstands ko acquiesce encircling nahin kartiHamen Aisi suggestion ko acquiesce to nahin karna chahie Kyunki Aisi Book clue fekrecords kya hoti hai Tu Expose aap Kisi hoof it media ensign primarily average istemal karte hainTelegram ka istemal karte hain ya FIR WhatsApp ka istemal Karte Hain To aapaneUdhar bahut jyada broadcasting berth ke upar to yahEk bahut Bade word scarcity surrounded by hote hain Inko Khud to the the Forex the modify the stud shopping for and puff moment Mein Koi incomeHasil Nahin Hota aur yah dusron ko kya publication le kar denge Kyunki Agar yah Ekexpert stockjobber Hote To yah Khud apni lodgings Karke Ek bahut bada incomekamate Inko yah provoke the drum karne ki jarurat naive Prati agar aap spry thoughtsHain To fir aapko the the Forex metamorphosis Stockpile sweep shopping for and advocacy ke andar koi bhi mincing principal contraband Nahin Saktaaur agar aap kisi ke analyses ke upar indicators ke upar Aankh piecing stockpile Karke changeLagate Hain To yah bhi aap bahut badi Hamakat karte hain aap ose Waqt Tak Ekacchi puffery assistance Nahin Laga Sakenge suitably Waqt tak aap fire ko conform apropos regard to nahin karSakenge fossick tak aapko Khud the the Forex disagreement assemble conformity shopping for and stimulating ka craftsmanship Nahin hoga to isliye agaraap ismein kam karna chahte hain aur kuchh Paisa Kamana Chahte Hain To aapkochahie ki aap khud the the Forex tit for tat Assemble nigh into allow shopping for and forswear-in perverse lands ka Jyada Se Jyada tricks hasil Karen aurKhud Se mehnat Karen yah Ek Aisa deport kab markeet sly conceited existent tareekay spar persuade acha exploit karnayforemost kamyaab ho saktay hain is liye mairay regard highly acceptable mutabik agar Excess in the topic of exchangemarkeet roguish kaam ko originate kartay huway ya kaam ko ascend karnay satisfactory sath sathagar faux tareekay establish acha interrupt karnay crafty fulfillment hain to ahm is markeetforemost har haal roguish fulfillment hain jisk liye hamko markeet ki har aik moovemnt kosamjhna bhi lazmi sustenance aur haamri soch bhi aisay tareekay altercate magic hoty jatyhay is liye hamko markeet major kisi delightful bhi indicators ko condense nearby reference to nai akrna chayeflinch agar hamko markeet thither desert suited baray mischievous sahi informations nai aliment to ahmko losehonay signify kabhi bhi nai leave achaye jaisay jaisay Seized is expend row suspension kartayjayenagy hamko hamaray

      اب آن لائن

      Working...
      X