yh review pani wali tanki py mabni hy.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yh review pani wali tanki py mabni hy.....
    A. oa umeed h ap sb khriat sy hn.... apko malom h k hm roz apky sath ak topic p information share kr k apko advantage and disadvantage share krty hn... r us topic p total information provide krty hn. aj bhi hm ak important topic k sath hazir hn.... aj ka hmara topic pani wali tanki py mabni hy.......

    is k bht sy Advantages hn r kuch disadvantages bhi hn.. Jo hm idr discuss kren gy.

    Advantages...

    pani wali tanki k bht sy fiady hn.. jesy k apko malom h k yh pani store krny wali cheez h is mn ap bht zyda miqdaar mn pani store kr skty hn....aj kal har ghr mn pani wali tanki hoti h. ap jaty hn k aj kal logon k ghron mn pani wali motor lgi hoe hoti h... jis ko hm on kr k Sara pani save kr lety hn.... r hm tanki bhr lety hn.is leay aj kal logon ny tanki lgwa rakhi h... q k agr jin ghron mn tanki nh hoti.. to un ghron ko br br motar on krni prti h jis ki wja sy unka bijli ka Bill bht zyada ata hy.. q k br br motor on krny s bijli bht zyada consume hoti hy... is k ilawa aesa bhi hota h kb bijli khrab ho Jay ya koe bijli ka msla bn Jay.. to hmen pani ka msla nh bnta q k hmara tanki pani sy bhri hoti h.... isi wja s log apny ghron mn pani wali tanki rakhty hn ta k pani waly msly sy bachy rhen....aj kal market k andr different size ki pani wali tanki available hoti h r inki price bhi bht zyda nh hoti... apko bht asani k sath ksi bbhi Market sy yh Mill skti h....

    Disadvantages.....


    friends is k kuch advantages bhi h jesy k ap janty h k yh pani wali tanki hoti h is ki wjs s bht sy logon k ghron ki chat p pani khra ho jata hy.jis ki wja sy bht nuksan bhi ho skta h. is leay bht sy log isko use krny mn trust nh rakhty.... r is ka sb sy bra msla yh hota h k srdi k mosam mn pani thnda rhta h r garmi k mosam mn is mn pani garam ho jata h... jis ki wja sy is mn mojood pani waste krna prta h... is wja s bht s log isko use nh Krt.... is k ilawa iski fitting p bht zyda expensive hoti h q k is ka bht Sara saman le k ana prta h jis s hmara expens zyda ho jata h.. umeed h apko hmara aj ka yh review pasnd aay ga... thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

    Assalamu alaikum dear Forex friends ma apko btana chahta hon k ajkl PAKISTAN me Pani ki kmi ki wjah sy Tanki hr ghr ki zrort bn hai ha Jahan hum water store KR k JB chahy use krskty Han aj me apko Tanki k kch faidy or nuqsanat btaonga
    Faidy
    1) Tanki ka SB sy bra faida yeh ha k yahan hmara Pani store rhta or hum JB chahy isy use krskty Han..
    2) PAKISTAN k kch cities me Pani ak fix time py ata ha or ak ya 2ghnto k lye ata ha to AGR ghr me Tanki ho to hum Pani ko Tanki me store krskty isky lye hmy BHT ziada brtno ki zrort nhi hoti..
    3)kch ghro me Tanki na honey ki wjah sy unhy boring ka Pani use krna prta ha Jisky lye unhy motor ki bar bar on krna prta ha or yeh motor BHT ziada electricity leti ha jiski wjah sy bill b BHT ziada aty Han..
    Disadvantages
    1) Pani wali Tanki ka SB sy bra disadvantage yeh ha k Jo underground Tanki bni hoti ha usmy ghr me mojod bchy khelty hvy for skty Han..
    2) tankio me AGR BHT ziada dare tk Pani rhy to wahan different hshrat peda hony LG jaty Han jiski wjah sy Pani gnda hojata ha..
    • #3 Collapse

      Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

      "Asalmoalikum"
      TOPIC
      "Pani wali tanki"
      Dear forex member umid hy ap sab khyriat sy hon or forex py acha work kry rhy hon gy maira review gar mai lagi hoi pani wali tanki py mabni hy

      INTRODUCTION
      PANI wali tanki ka sab sy main kam pani ko store karna hota hy jis hm zarorat k wakt istemal karty hain jsy peny k ley b istemal kia jata hy

      TYPES
      Pani ki mukhtalif tanki hamin dhykny ko milti hain jin mai
      1 plastic ki tanki
      2 chat py bani hoi tanki
      3 underground tanki

      Fawaid
      Agr fawaid ki bat karyn to pani ki tanki ka sab sy bara yae faida hy k is mai pani store hota hy jisy ham ksi b wakt istemal kar sakty hain aj kal yae garon ki zarort ban chuki hy key k ham har wakt pani k ley bijli ko istemal no kar sakty

      PLASTIC TANKI
      Is sath agr plastic ki tanki ki bat karin to is ka sab sy bra faida yae hy k is ki keemat bhut kam par jati hy is ka wazan bhut kam hota hy ap kaen b adjust kar sakty hain is ka aik or bara faida is ko saf rakhna bhut asan hy keu k yae bilkl band hoti hy oper dhakan laga hota hy jsy ap zarort k wakt khol sakty hain

      CHAHT PY LAGI TANKI
      Agr chaht py lagi tanki ki bat karin to is ka sab sy bara faida yae hyy k garmio mai pani thanda rehta hy is k plastic tanki ki nisbat paidari zaida hy yae zaida mazbot hoti is mai Zaida pani store ho jata hy

      Under ground tanki
      Underground or chahy py lagi tanki mai zaida farak ni bs yae zamen k andr lagi hoti albata garmio mai is k andr pani bhut thanda rehta hy

      NUKSANAT
      "Plastic wali tanki k nuksanat"
      agr plastic tanki ki bat ki jae to dhoop mai yae jaldi khatam hoti bhari cheez lagny sy yae toot sakti hy is k sath sath garmio mai is k oper koi ches dalni parti hy js sy pani garm hony sy bachta hy is k sath sath agr tanki mai pani ma hoto taiz tofan mai gir b sakti hy

      "Chaht wali tanki k nuksanat"

      Chaht wali tanki banyny mai kafi pasy lag jaty hain jis chaht py banai jati hy zarori hy k wo mazboot ho is ko saf rakhna mushkil hota hy keu k koi b chez is k andar ja sakti hy agr tanki kaen sy leek ho jae to ap ka chaht kharab ho jata hy ap ka chaht gir b sakta hy

      "Underground tanki k nuksanat"
      Underground tanki kansab sy bara nuksan by eytati sy us k andr koi gir b sakta hy is k eleawa pani nikalny k ley apko motor wagera ki b zarorat parti hy jo k bijli na ho to ap k ley pershani ka bais ban jati hy
      • #4 Collapse

        Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

        Aoa dear members how are you,hope you are doing well
        Today topic of discussion is Water tank
        "Introduction"
        Dear members jesy k ap log janty Hain k paani insaan ki basic needs mn sy ak h.hum apni Kai zruryate zindagi paani sy Puri krty Hain jesy washing,cooking,bath and much more needs.paani k begeir insaan k Zindagi namumkn h.jhan paani ki importance itni zyada h whan py agla question yh aata h k paani ko store kesy kia jaye.panni ko store krny k different methods use liye jaty Hain jesy k plastic water tank,cemented water tank,lohy ki bnni water Tanki,under ground water tank.
        "Plastic water tank"
        Plastic water tank tqreebn an sy zyada use ony wali water Tanki h jski sb sy brri reason yh h light in weight and install krny mn easy h.yh cost wise b ssti hyh normally grr ki xhtu py lgai jati h.ajkl market mn different companies ki plastic ki Tanki mlti Hain jn mn basa company sb sy zyada famous h.
        "Disadvantage"
        Dear plastic ki Tanki use krny k kxh disadvantage b Hain jesy k iss ka meteial plastic ka ota h or wo mosam ki shiddt ko brdasht ni krr skta or jldi expire ho jata h.
        "Cemented Tanki"
        Cemented taki ka use Abbi kaafi puraana ho Chuka h lekn phr b kaafi log paani ko store krny k liye iss method ko use krty hain.iss ki construction ki cost zyada oti h lekn yh plastic tanki sy zyada reliable oti h.yh fixed oti h ak bar jhan py bna di bss ussi jga fix rehti h iss type ki tanki ko sfaai ka Hass hyal rkhna it's h.or hmesha daanp k rkhna ota h ta k koi chemicals wgera iss mn mix na hu.
        "Under ground Tanki"
        Under ground tanki sb sy zyada secure or sb sy zyada mufeed method h paani ko store krny ka.lekn under ground storage ka ak nuqsaan yh h k apko kisis na kissi motor ka use krna prry ga water ko pump krny k liye.
        • #5 Collapse

          Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

          Main aap logon ki bt sy bilkul sehmat hun. Jis ghar main bhi chalay jayen paani sub sy ehm juzw Hai. Or paani ko store karnain k liye Mukhtalif tareeqa apnaye jatay hain.
          tanky ki aqsam:
          Underground cemented tanky
          roof cemented tanky
          Plastic movable tanky
          Aaj Kal gharon main sub sy ziada use ki janain waali tanky plastic ki Hai q k isko araam sy move Kiya ja sakta Hai aur aap normal rate main isko khareed hi saktay hain ziada tar tanky leter k hissab sy sale hoti hain or inki Pakistan main qeemat 4500 sy 8 ya 9000 tak Hai.
          • #6 Collapse

            Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

            Pani wale tanke different types k hote han .
            1. Underground tanke
            2. Chat pe cement wale tanke
            3. Plastic tanke
            Different types k pani wale tanke k wajah se iskefaide or nuqsanat b different han. Koshish karain aap plastoc wali tanky istimal karain iska aapko yeah faida hoga aap easily move bhi kr saktay hain or is pr kharcha bhi kam hai.
            • #7 Collapse

              Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

              Assalamu Alaikum Haran kya hal hai ji hajer view Pani wali Tanki per Nahin Hai Pani wali Tanki Ek bahut hi acchi chij hai aap Pani ko store kar sakte hain aur aap Ko Jitna Jyada Pani ki jarurat Hoti Hai Uske Musafir Ek aap apna Pani store Karke istemal kar sakte hain Pani wali Tanki takriban Har Ghar Mein Lagi Hui Hai Har Ghar Mein usko use Kiya jata hai aur yah Ek acchi baat hai
              Fayde
              Pani wali Tanki ke bahut hi jyada provide Hai Kyunki is Ka Pani Jaaye hone Se Bachana iska main kam hai aapka Pani store ho sakta hai aapko Bar Bar motor Nahin chalani Prati aap Jitna Pani Chahe Izhar karke rakh sakte hain aur aapka kam chal jata hai agar aapane Pani wali Tanki use ki hai to aap Kyon Pata Lag Jaega ki Iske Kitna fayde Hain isase Pani Jaaye hone se baat jata hai aur aap Aaram ke sath Thoda Thoda Karke Pani istemal karte hain aur Pani Jis Jagah kam hota hai unke Liye Do Ek fayde man chij hai
              Nuksan...
              aur Pani Ki Tanki ke nuksan to bahut hi kam hai lekin aap kaun chahie ki Jab aap stanky Ko Kisi Jagah lagaen to Uske dhakkan ko open na Karen Ishq Mukammal band kar denge ok Kisi bhi chij ke gate jaane ka Khatra Hota Hai Jab Koi chij Jiske andar Gir Jaati Hai To Uske khatm hone ka Khatra hota hai isliye koshish karen ki Tanki ke dhakkan ka mukmmal Band Karke
              • #8 Collapse

                Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

                bhaijaan aapane bahut hi Achcha review Diya Hai yeah review Lakshmi Hona chahie Kyunki Pani wali Tanki Har Ghar Mein use hoti hai hai aur Iske bahut hi jyada fayde Hote Hain Pani wali Tanki mein Ham Pani Jama kar sakte hain Jo Hamen emergency mein jarurat padta hai Har Ghar Mein Ho Naal aadami Ho Gaya Hai Pani wali Tanki Har Ghar Mein lajmi honi chahie
                Adavantages
                Pani wali Tanki ke bahut hi dada fayde Hain Pani wali Tanki Mein Ham Pani Jama kar sakte hain Jo Hamen Kisi bhi mausi baith ke time kam Aata Hai Jab Ham toilet Mein Jaate Hain To Hamen Pani ki jarurat Hoti Hai To uske liye Pani wali Tanki Mein Pani Hona Lagani chahie Ham Pani wali Tanki ke sath motor Ko attach kar dete Hain Jab Pani wali Tanki khatm Ho Jaati Hai To Ham motor lagakar use dwara refill kar sakte hain Pani wali Tanki ke bahut hi jyada fayde Hain Aam mukhtalif kism Ki Pani wali Tanki Laga sakte hain is call gane ke liye Sahi Jagah toilet ke Upar Chhat Mein hoti hai vahan per lagaenge To Ham aasani se use kar sakte hain aur iska istemal Ham kitchen mein bhi kar sakte hain bartan dhone ke liye bhi Hamen Pani ki jarurat padati hai iska istemal Ham kitchen Mahan direct kar sakte hain Iske bahut hi jyada fayde hain ya Har Ghar Mein lazmi hoti hai
                Disadvantage
                Pani wali Tanki ka istemal Hamesha hi karna Hota Hai Pani wali Tanki ko Ham sirf toilet ke upar hi Laga sakte hain Agar Ham Kisi Aur Jagah use karte hain to uske liye Hamen pipe ki jarurat padati hai pipe lene ke liye bhi Hamen price Lagani padti hai isliye Is Tarah istemal Hamen toilet ke upar hi karna chahie aur iski safe TV rakhni chahie ya dhup Mein kharab ho sakti hai
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

                  Hello doston Jaisa ki aap sab Ne Dekha ki yah review pani ke Tanki per mabni Hai To Main aapko pata Ke Pani Ki Tanki purane Jamane mein Main into ke banae Jaate the aur vahan per bade bade tang Kiya banae Jaate the jismein Pani Jama hokar bhi log istemal Karte The dusre Pani Ki Tanki Ek bahut hi Jabardast aur fayde Ki chij Hai Agar aapke ghar mein Biji Na Ho Ya Koi Aur masla Ho To aap ke istemal ke liye Pani Ki Tanki mein agar Pani Pada ho to aap usko istemal kar sakte hain Gujar ke sath bhi istemal kar sakte hain aur Jyada Se Jyada bhi istemal kar sakte hain lekin main aapko yah Bhi Bata Do Doston Ki Agar aapke ghar mein Pani Ki Tanki na ho aap hand pump use karte hain yah ab direct motor vaghera Laga Kar Hi Pani nikaalte Hain To aapko FIR Masla ho sakta hai Kyunki Pani Ki Tanki ke bagair ghar chalana Namumkin Hai Aur Gujara Nahin ho sakta dost Pani Ki Tanki ka sabse Se Bada fayda yah hai ki aap ismein Pani store karte hain aur Vahi Pani per aap use karte hain Kisi bhi waqt Chahe vah Raat Ho Ya din ho aap apne Pani Ki Tanki se bajriya pipelines bajriya nalka connection ke aap aap pani ka istemal kar sakte hain aur yah aajkal ke Jamane Mein advance sahulat ke Taur par istemal Kiya Jata Hai Iske alava doston main aapko Aur Bhi Bata Do Ki Pani Ki Tanki Ab Ke Jamane mein Main To Aasan Hua Hai kam aap plastic Tanki use kar sakte hain plastic Water Tank ke jariye aap bahut jyada kam se bajate Hain example purane Jamane Mein into K10 Kiya Banai jaati thi Aksar vah leak Ho jaati thi to pani Jyada beta tha aur aap ke chatpate Jyada pani ka ganda padha rahata tha lekin aapj ke Jamane Mein water tank plastic ke Milte Hain Ya to na leak hote hain vah bhi ismein dusra fayda hi hai ki aap ek Jagah se dusri Jagah per Lekar Ja sakte hain ismein koi aisa Nahin Hota aur dobara Kabil istemal hota hai aap Chahe Iske 10 Jagah Badal Le lekin yaar aapko dubara is Kamaal Ke Kabil hote hain aur aap isko istemal kar sakte hain Iske alava doston main aapko yah Bhi Bata Do Ki Pani Ki Tanki Mein Aksar board se kachra aur rate vagaira aata hai to time to time iski Safai karni padegi Agar aapke ghar mein water tank hai aur aap iski Safai Nahin Karte to aap ko nuksan Ho Sakta Hai Doston isliye jaruri hai ki taklif kism ki bimariyon se bachne ke liye aap aap Pani Ki Tanki ka mahine Yadon mahine bad Jarur Safai wagera Karen Taki aap bimariyon se Bach Saken
                  • #10 Collapse

                    Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

                    assalamu alaikum doston ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aaj hamara Jo topic Pani wali Tanki Pani wali Tanki Jo ke aaj ke saman mein logon ke liye ek acchi sahulat hai aur jisse ham logon ko bahut hi aasani hai pichhle saman mein jab Tanki nahin hua karti thi to use waqt mein log chote bartan mein Pani rakhte the aur vah Pani jal khatm hota tha FIR UN logon ko kahin mil Tak Jana padta tha aur pani ke liye vahan se Pani late aur FIR jab waqt gujarta Gaya to logon ne taki ki Rai taiyar ki aur ek waqt mein logon ne Pani ki Tanki ijjat ki jiska size bahut hi chhota tha vah pahle steel ki vah karti thi Tera Rasta Rasta badhate badhate badhate badhate logon ne iska size jab banana shuru Kiya to wait main bhi bahut hi Bari lagne lagi aur log I zameen par rehte the 2 logon ke gharon mein jagah kam padhne lagi.aur vah gujarne ke sath mahine plastic wali Tanki bhi ijjat ki jiska wait bahut hi kam aur size Bada tha jisse Ham 200 gallon 300 500 Tak bhi rakh sakte hain aur yah aasani ki baat yahi se ham log chhat per bhi rakh sakte hain aur iske storage bahut bada hai aur iska veg na hone ke barabar hai aur aaj is Tanki ki badolat bahut se log apne gharon mein aasani se har kam kar sakte hain aur iske bahut se exam hai log zameen ke andar gada karke vahan per bhi ek storage wali Pani ki Tanki banaa banate hain aur iske alava Tanki ki vajah se bahut se log ko mushkil se dur rakha jata
                    • #11 Collapse

                      Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

                      Yah review Pani wali Tanki per mubni hai

                      Introduction
                      Jahan Ham Pani ko store karte Hain use Pani wali Tanki kahate Hain yah har Ghar Mein maujood hoti hai aur commercial use bhi hoti hai

                      Advantage
                      Pani wali Tanki har Ghar ki zarurat hoti yah har Ghar ke upar maujud hoti hai kuchh Pani wali Tanki cement ki bani hoti hai aur aajkal plastic ki bani Hui Tanki bhi available Hain Jo isliye market Se Mil jaati Hain yah commercial use mein bhi aati hai plastic Main har size mein available hai aap apni marzi ke colour aur size ke mutabik Tanki market se aasani ke sath purchase kr sakte hain aur istamal kar sakte hain yah ghar ke upar rakhi jaati Hain aur easily Pani ghar mein available hota hai motor Ka istemal karke Pani ko Tanki Mein store kar liya jata hai aur zarurat ke time is ko istemal Mein laya jata hai agar cement wali Tanki ki baat karte Hain to yah Ek jagah per fix hoti hai isko move nahin kar sakte a aur yah bahut ziyada reliable hoti hai jab ke plastic wali Tanki ko Ham Ek jagah se dusri jagah move kar sakte hain aur yah purchase karna bhi masla nahin hota kyunki yah kimaat mein bhi bahut kam hoti hai

                      Disadvantage
                      Pani wali Tanki ke bi disadvantage hote hain Agar Ham plastic wali Tanki ki baat karte Hain to yah dhoop mein bahut jald garam Ho jaati hai aur garmiyon Mein Pani Ka bahut masla hota hai Pani bahut zyada hot hota hai aur iska colour bhi bahut jaldi kharab ho jata hai jab ke Agar cement wali Tanki ki baat karen to sardiyoon Mein isme Pani bahut zyada thanda hota hai to usko istemal karna bhi bahut bada maslahota hai plastic wali Tanki ko chot lag jaaye to uski lickage ka bhi khatra hota hai iski bhi care karni padati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

                        Dosto aj hum js Review ky Baray main Baat kr rahay hain wo " Paani ki Tanki jy baray main hay. Aj main apko isky kuch Faiday aur Nuqsan btau ga Sath e main iska Istemal b, tou Sb say Pehly aen chalty hain Introduction ki traf keh Paani ki Tanki hay kya aur ye Kaam kya krti hay.
                        Introduction:-
                        Dosto koi b aisi jaga jesa ky Gher , Masjid ,Shops jaha Paani ka istemal roz ka mamool ho waha Paani ki Tanki Nasb ki jaati hay Takay Paani Store kia ja sky aur Paani Khtm honay ki sorat main usy istemal kr skty hain , aur ye Paani Wali Motor say dubara Ba Asaani bhari b ja skti hay.
                        Dosto Pani ki Tanki buhat trah ki hoti hain js main Amooman Plastic ki Tanki aur aik Tanki jo ap khud apny Gher ky Oper Cement ki bnwatay hain
                        Faiday:-
                        1- Paani Khtm hony ki soorat kain ye Kaam aati hay
                        2- Agr Tanki Bari hay tou hum Kaafi Din tk Paani ko Store b kr skty hain.
                        3- Paani Thanda Rehta hay.
                        Nuqsanaat:-
                        1- Dosto agr ye Leak ho jaey tou Repair Mushkil say hoti hay.
                        2- Garmio main Plastic wali Tanki main Paani Buhat Garam rehta hy aur Sardio main Buhat Thanda
                        • #13 Collapse

                          Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

                          Assalam u alaikum dear forex members!
                          Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                          Hamara aaj KA review Pani wali tanki pr mabni ha.
                          Dosto tanki aam toor pr groon main Pani ko store krny ky lye use hoti ha. Tak ky light janhy ki sorat main us Pani ko istemal main laya ja sky. Ye aam toor pr fibr ki bnai jati thi lekin aaj kal plastic ki b bohat aam ho chuki hain.
                          G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                          Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                          Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                          Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                          Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faida nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                          Tanki ky Pani ko peeny ky lye istemal nhi krna chahye kun ky store Pani main jaraseeme wagera peda ho jaty hain.
                          Shukrya ❣️❣️❣️
                          • #14 Collapse

                            Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

                            Water tank..... ye review water ki tank pr mbni hy ....
                            Water tanks are used to provide storage of water for use in many applications, drinking water, irrigation agriculture, fire suppression, agricultural farming, both for plants and livestock, chemical manufacturing, food preparation as well as many other uses. Water tank parameters include the general design of the tank, and choice of construction materials, linings. Various materials are used for making a water tank: plastics (polyethylene, polypropylene), fiberglass, concrete, stone, steel (welded or bolted,[1] carbon, or stainless). Earthen pots, such as matki used in South Asia, can also be used for water storage. Water tanks are an efficient way to help developing countries to store clean water.
                            Pros:
                            Reduce water costs
                            Kinder to the environment
                            Reduce impact of water restrictions
                            Cons:
                            You may need to treat the water
                            It can be difficult to harvest sufficient quantities
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yh review pani wali tanki py mabni hy.....

                              "Asalmoalikom umeed hai ap sab khair kahriyat say hunghay or thek hunghay Pani wali tanki Dear forex member umid hy ap sab khyriat sy hon or forex py acha work kry rhy hon gy maira review gar mai lagi hoi pani wali tanki py mabni hai PANI wali tanki ka sab sy main kam pani ko store karna hota hy jis hm zarorat k wakt istemal karty hain jsy peny k ley b istemal kia jata hai Pani ki mukhtalif tanki hamin dhykny ko milti hain jin mai
                              plastic ki tanki chat py bani hoi tanki underground tanki Agr fawaid ki bat karyn to pani ki tanki ka sab sy bara yae faida hy k is mai pani store hota hy jisy ham ksi b wakt istemal kar sakty hain aj kal yae garon ki zarort ban chuki hy key k ham har wakt pani k ley bijli ko istemal no kar sakty Is sath agr plastic ki tanki ki bat karin to is ka sab sy bra faida yae hy k is ki keemat bhut kam par jati hy is ka wazan bhut kam hota hy ap kaen b adjust kar sakty hain is ka aik or bara faida is ko saf rakhna bhut asan hy keu k yae bilkl band hoti hy oper dhakan laga hota hy jsy ap zarort k wakt khol sakty hain Agr chaht py lagi tanki ki bat karin to is ka sab sy bara faida yae hyy k garmio mai pani thanda rehta hy is k plastic tanki ki nisbat paidari zaida hy yae zaida mazbot hoti is mai Zaida pani store ho jata hy Underground or chahy py lagi tanki mai zaida farak ni bs yae zamen k andr lagi hoti albata garmio mai is k andr pani bhut thanda rehta hao Plastic wali tanki k nuksanat agr plastic tanki ki bat ki jae to dhoop mai yae jaldi khatam hoti bhari cheez lagny sy yae toot sakti hy is k sath sath garmio mai is k oper koi ches dalni parti hy js sy pani garm hony sy bachta hy is k sath sath agr tanki mai pani ma hoto taiz tofan mai gir b sakti hy Chaht wali tanki k nuksanat Chaht wali tanki banyny mai kafi pasy lag jaty hain jis chaht py banai jati hy zarori hy k wo mazboot ho is ko saf rakhna mushkil hota hy keu k koi b chez is k andar ja sakti hy agr tanki kaen sy leek ho jae to ap ka chaht kharab ho jata hy ap ka chaht gir b sakta hy Underground tanki k nuksanat Underground tanki kansab sy bara nuksan by eytati sy us k andr koi gir b sakta hy is k eleawa pani nikalny k ley apko motor wagera ki b zarorat parti hy jo k bijli na ho to ap k ley pershani ka bais ban jati hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X