Ye review Internet Service par Mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Internet Service par Mabni hy
    Hello dosto umeed hy sab teek taak hongy, acha dosto to mera ye review Internet Service par mabni hy, dosto jesa k aap sab ko pata hy k aaj k zamany main internet k baghair zindagi naa mukammal hoti hy, Q K internet ka istimal har shouby har organization aur school , college businessetc main hita, zindagi ka koi aisa shouba nahi his mai internet ka istimaal na ho, dosto balky agar main ye bata doon k jis tarah insan ko Oxygen k zaroorat hy zinda rehny k liye to mujooda dour main is zindagi ko aagy le jaany k liye Oxygen aur energy k baad jo aata hy vo Internet hy, Q k ab har cheez har service internet par transfer ho chuka hy aur aik kaam ko karny main jo physical invlovement hota tha ab vo bilkul khatam ho chuka hy, Q k logo vo tour tariqy bhool chuky hain, vo procedures aur vo stemina ab nahi raha jo internet k baghiar waaly zamanay mai nhuwa karta tha, dears sab sy pehly jo internet service aya tha vo Q989 main Australia aur America main shuro huwa tha aur aam public ko monthly charges par internet access diya jaata tha, aur pir buhat tezi k saath poori dunya main phelny laga, ab taqreban dunya ka koi aisa kona nahi hoga jahan internet na ho aur buhat tez sy tez service din ba din introduce hota jaa raha hy jis sy koi B kaam seconds main hota hy jo pehly maheeno aur saloon main hota tha.
    Dosto agar Paksitan ke baat ke jaye to sab sy pehly Pakistan mai njo internet service vo Email Service tha aur 1992... 1995 tak ka shuro huwa tha jisy Imran-net ny shuro kiya tha aur baad main yahan B system mazeeb behtari ke taraf rawan dawan hy aub Pakistan main Baqi mamalik ke tara tez tareen aur 4G , aur LTE jesa servicr munood hy jisy aam louv B use kar sakty hai naur khaas B aur daily k hisab sy lekar monthly k hisab sy B packages nil rahahy hain aur mukhtalif qism k packages mukhtalif prices main mil rahy hain jis poori har qism k maqasid k liye baghisr kisi rukawat k use kiya jaa sakta hy.
    Dosto internet ka istimal ab har field main hota hy, chaahy vo edication ho, interview ho, exams ho, business ho, calls ho, mail, ho ya koi aur kaam ho internet k zariye aap kar skaty hain.
    Dosto internet itna ehm ho chuka hy k aap net k zariye dunya k jisi B kony sy aapna kaam karwa sakty hain minto main chahy vo aik degree ho yaa koi aur diploma courses ho bilkul qualified aur verified courses aap kar skaty ho.

    Major Internet Uses:
    Email,
    Live, Audio, Vidoe Calls,
    For the purpose of Reasearch,
    For downloading files and books,
    For watching movies and films,
    For business purpose,
    For Educations,
    Self-Employment,
    For Ecomerece,
    For News and magazine.
    For learning different courses.
    Isky ilawa B internet ka istimaal buhat zyada hy jo mention karny sy khatam nahi hoty.

    Faidy:
    Sab sy barra faida inter net ka ye hy dosto k,
    1) Is ka sab sy barra faida ye hy dosto k aap dunya k kisi B kony main pounch sakty ho baghiar kisi sy help liye,
    2) internet k zariye aap kisi B mulk k job k liye apply kar skaty ho aur interview de skaty ho baghair kisi travelling aur expensis k.
    3) is sycaap apni studies ko complete karcskaty ho.
    4) Internet k zariye aap kisi B product k baary main review de aur dekh sakty ho.
    5) internet k zariye aap online business karcskaty ho aur kahin sy B kuch B khareed o firokht karcskaty ho baghair kisi rukawat k.
    6) is sy aap apny liye behtareen source of income bana sakty ho.
    7) is k zariye aap kahin sy B koi B course aur learning onlinek ar salty ho.
    8) Internet k zariye aap pesy bejh skaty ho kahin par B aur kahin sy B wasool kar sakty ho kisi B waqt.
    9) internet k zariye aap dunya k har mulk k halat maloom kar skaty ho with in seconds.
    10) Internet k zariye aap teching kar sakty ho aur isi ko aap behtareen zariya ye rozgar baan sakty ho agar aap main koi B quality mujood ho.

    Nuqsanat:
    Dosto internet k faido k sath sath nuqsanat B beshumar hain,
    1) Isky misuse sy bachy khrab ho jaaty hain aur barty B mukhtalif qism k ghalat kamoo k shikar ho skaty hain.
    2) internetvke waja sy dosto aap foreign Ideologies ka shikar ho jaatyvhai naur apna culture bhool jaaty hai naur aksar loug isi ke waja sy he misguide ho jaaty hain aur be deni ke taraf chaly jaaty hain.
    3) internet ke waja sy crimes main behad izafa huwa hy khaas kar rape k waqiyaat to bujat zyada barr gaye hain.
    4) Internet kecwaja sy he aapky physical Acitivitiea limited huwy hain aur aap saara din ghar bety use karty hain jis ke waja sy insan ka sehat din ba din nazuk aur kamzor hota jaa raha hy.
    5) Internet ke waja sy aap kisi B scam aur fraud ka shikar ho skaty hain, Q kdunya k kisi B kony main beta shakhs aap aur k data tak rasayee hasil kar sakta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Internet Service par Mabni hy

    Ye review Internet Service par Mabni hy
    My dear all forex member aj ka review internet service m mutaliq hai internet service ka inhasar line of sight per depends karta hai agar AP k pas kisi bhi network ka BT's tower LGA hai aur dermian main ko cheese hai misal k Taur per pahar hai tu line of sight clear my Ho get tu AP k pas achi internet service nh Ho ge aur internet AJ for main bhot important cheez hai Pakistan main internet 1952 main sharu hua tha aur AJ 4g bhi a gya hai.

    ADVANTAGE OF INTERNET SERVICE.
    Iska sab say bars faida yeh hai k AP k pas agar achi internet service Ho ge tu AP achi downloading kar sakty hn aur ap online job registered kar sakty hn aur ap online job bhi kar sakty hn AP es say online internet banking kar sakty hn aur ap forex py trading aur post kar sakty hn agar AP k pass internet service achi hai tu AP live streaming bhi kar sakty hn abhi Jo CORONA VIRUS lock down hua hai sub log online working karty rhy hn online classes yeh sub internet service hi provider hai ager internet service achi hai to aap apni koi bhi book file download kar sakty hn mobile Androidagar aapke sath internet ki service acchi hai to aap Android mobile se live YouTube aur live YouTube channel bhi le Chala sakte hain.

    DISADVANTAGE.
    INTERNET SERVICE KE DISADVANTAGE YAH HAI KI INTERNET SE JO AAJKAL KE BACCHE HAIN BAHUT KHARAB HO RAHE HAIN AUR INTERNET NE HAMARE MACHARA KO KHARAB KAR DIYA HAI JIS TARAH TIKTOK PER PAHUNCH KISM KI VIDEO AATI HAIN ISASE INSAN MASHARA KHARAB HOTA JA RAHA HAI.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Internet Service par Mabni hy

      Internet services related of bahut hi perfect aur detailed really Hamara Sath share kiya hai no doubt Jab Ham Internet se related different important services for properly observed Karte Hain To usmein Humko bahut jyada advantages in sakte hain aur is se related complete information mil sakti hai dear jab aap ek acche internet ko properly utilised karte hain aur usko acche tarike Se istemal Karte Hain To aap isase bahut jyada advantages kaise kar sakte hain.

      No doubt all over the world at Global Village Ki Tarah Hota Hai Jab aap Internet se connect hote hain to usmein aap different countries Mein Apni difference required services ko easily complete kar sakte hain agar aap internet services ko properly utilised karna chahte hain to aapke liye bahut easy hota hai aur aap apni required transactions ko easily complete kar sakte hain.

      Faidy :

      Internet services se aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aap all over the world different important transactions to complete kar sakte hain aur aap different important product bhi internet ki basis for purchase kar sakte hain dear jab aap internet services Hasil kar rahe hote hain to ismein aap Kuchh important banking services Bhi Apne mobile par istemal kar sakte hain Jab aap students life mein hoti hain to ismein internet services aapke liye bahut hi important platform provide kar rahi hoti hai aur aap study se related aapko complete education for information provide kar rahi hoti hai isliye aapko internet services ko properly utilised karne ke liye isko properly learn karna hoga.

      Nuqsan :

      Jab aap internet services se properly utilised ho rahe hote hain to usmein aap ko apne mobile aur apne laptop par antivirus software Jarur download karna chahie agar aap antivirus download Nahin Karte to usmein aapke liye kuch problem ho sakti hai aur aap internet ki services ko properly utilised nahin kar sakte.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Internet Service par Mabni hy

        Assalamu Alaikum Forex friends Umeed Karti hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara topic internet service per mummy hai jaise ki AAP Sab Jante Hain internet ka use aajkal Har Ghar Mein maujud Hai internet ko bahut hi jyada istemal Hone Wali jarurat Mein Shamil Hai Kyunki internet ke istemal se Harsh Hoga Main Har organisation aur School aur college aur Businessman business ki jagah per Kiya jata hai internet ke through aajkal apni Zindagi ko bahut Aasan banaa diya hai internet ke through aap Kisi bhi topic se related Kisi bhi country Mein hone wale hadse se related Google per search karke internet ke jariye aap Kisi bhi Mulk Hallow Aval ke bare mein jaan sakte hain internet ka use aap bahut jyada Dekha jata hai internet ka istemal ab Har field Mein Hota Hai Chahe vah education Ho vah interview Ho exam ho business ok also meals ho aur internet ke jariye aap kar sakte hain Iske major internet ke uses mein email live video audio call karna for the purpose of research karna downloading file karna and books download karna aur mukhtalif movies dekhna business ke purpose ke liye internet use hota hai education taleem ke liye use hota hai job apply karne ke liye job dhundhne ke liye internet use Kiya Jata Hai news Aur nectarines ko search karne ke liye internet use Kiya Jata Hai learning ke different courses karne ke liye internet use Kiya jata hai internet Har field mein bahut jyada use Kiya Jata Hai Iske bahut jyada fayde bhi hai iska sabse bada fayda yah hai ki aap apne doston apni family se jo bhi kisi bhi Mulk mein maujud ho Unse wrapped Mera sakte hain aap Iske internet ke jariye apni Neem ke bare mein kisi topic ke bare mein practical ke bare mein internet per search kar sakte hain aap Iske movies videos game Aur Bhi bahut sara activities Mein entertainment may participate kar sakte hain aap internet sources ka ek bahut bhi Prince area hai internet ke liye aap apne email Apne officers Aur Kisi Aur Mul ke country Mein bhej sakte hain internet Kesariya Duniya ke kisi bhi Mulk ke halat ke bare mein information Hasil kar sakte hain jaise ke aap dekhte hain internet ke bahut jyada fayde Hain iske sath internet ke bahut jyada nuksan bhi hai isase bacchon per bahut bura Asar padta hai bacche musalsal internet ki videos dekhna har video ko viral Kiya jata hai jo ke bacchon ke bad mein bahut bura Asar dalti Hai internet ki vajah se crime eberhard ijaafa ho jata ho raha hai internet ki vajah se galat baat bhi bahut jyada likhi jaati hai

        اب آن لائن

        Working...
        X