Knowledge or experience k Bina trading ka nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Knowledge or experience k Bina trading ka nuqsan

    Assalam o alaikum dear member main apki baat se itifaq krta hun k trading main kamyab hony k liye experience aur knowledge boht zaruri ha agr hum beghair knowledge aur experience k Kam krien Gy to huimein us main loss ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Knowledge or experience k Bina trading ka nuqsan

      Asslam Alaikum dear forex member boht achi bat discuss ki ap ne...bilkul is me koi shak nhi k agr hm jald bazi ka muzahira krty hen or bger practice or experience ky real trade shuru kr dety hn to hmen iska nuqsan uthana pr skta hy human trading techniques ka ilm nhi hoga signals ko smjhny me mushkil hoga is liye zruri h ky apny account ko wash na krwaen or pehly practic kren apni knowledge or experience me izafa kren apni trading skills ko improve kren market ko smjhen signals ko smjhen or jb analysis krna aa jae to phir real trade shuru kren ta ky nuqsan ky chances km se km hon or trade profit me jae
      • #18 Collapse

        Re: Knowledge or experience k Bina trading ka nuqsan

        Assalamu Alaikum for its members aaj ka Hamara topic knowledge or experience Ke Bina trading ke nuksan se related hai
        Ji han bilkul knowledge or experience ke bagair trading Mein nuksan Hi Hota Hai To Agar hamare pass apne business related Koi experience nahin hai aur aapko bilkul bhi use per Kam Nahin Karna chahie balke aapko chahie ke pahle Jyada Se Jyada knowledge or experience ko increase Karen aur hamare pass wedding se related experience hoga to ham usmein hi tabhi Kamyab ho sakte hain knowledge Ke Bina Ham kabhi bhi trading Mein Kamyab Nahin ho sakte Ham soche samjhe Bina trading Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin Ho table ke Hamen nuksan hota hai chatting Mein jyadatar members Bina soche samjhe friend open kar lete hain ISI Din unko Hamesha nuksan hota hai aur vah nuksan hi Hona shuru ho jata hai isliye unko chahie ki jab tak vah apni trade ke bare mein confirm na ho to unko chahie ke vah bilkul bhi trading na Karen Bal Kala Lage Na Karen aur knowledge Hasil Karen Jitna Jyada Apna Le Jaate Karenge Hamen trading se related utna hi Achcha experience Hoga Hamen trading skills to improve karna chahie tabhi Ham is business may survive kar sakte hain Kamyab ho sakte hain Forex online business hai iska knowledge Ham Kisi Bhi Online website se Google se YouTube se aur Forex Se Khud Se Bhi Hasil kar sakte hain Ham Apne senior uski help se Hasil kar sakte hain aur trading se related perience Hasil karne ke liye hamare pass Dam account ki Sahu maujud Hai Ham Dam account per practis Karke mehnat ke sath kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hamen Jyada Se Jyada Aane wali Shashil karna chahie tha ki Ham Forex trading business Mein Kamyab ho sake
        • #19 Collapse

          Re: Knowledge or experience k Bina trading ka nuqsan

          Walekum assalam yes dear ap sahi kah rahy han trading me hm tb hi profit hasil kar sakte hain jbb hmary pas trading ky bary me experience or knowledge ho ga kuu KY trading me experience or knowledge ky bagair kamyabi Namumkin ha kuu KY trading Ek tough business ha ess me hmy bht zayda mahnat ki zarort hoti ha ha Jitni Jyada aap ismein practice krty han otna hi zayda es me kmyabi hasil kr sakty han es ky liye zarori ha k ap KY pas trading ky according acha knowledge hu tb hi kamyabi Mumkin ha esi liye zarori ha k zayda sy zayda hardwork or practice kren

          Trading ky bary me experience hasil krny ky liye demo account ak best option ha jo ky biggners ki kafi help krta ha demo account py practice kr ky ap apny experience ko day by day build up kar sakte hain demo account real account Ki Tarah Hi Kam Karta Hai yah starting Mein Jab aap join Karte Hain To aap Yahi feel kar sakte hain kya aap real account per kam kar rahe hain real account per aap apne analysis ko strong banane ke liye jaruri hai kya pahle Apne analysis ko aapke demo account per practice main use Karen aur candlestick chart pattern ko samjhaie trading ke about Apne senior member se helpline Youtube Aur Google se jyada Se Jyada search Karen aur Kyunki vahan per senior members ne apni videos upload ki Hui Hoti Hai jinko Kafi time ho gaya hota hai training ke bare mein Apne experience ko vah apni videos Mein Dete Hain Taka junior remember Jyada Se Jyada helpline sake isiliye koshish karen kya aapke pass Jitna Jyada trading ki about knowledge or experience Hoga utna hi jyada aap acchi trading Karke Achcha profit Hasil kar Sakenge isiliye jaruri hai ki aap pahle starting main demo account ko acche se time Den aur Bidi Bam 6 month speed practice Karen real account per kam Karen Jab Bhi real account per kam karen to hamesha lot size kab se kam Rakhe aur trading co open karne se pahle Hamesha acchi planning ke sath aur Soch Samay ke sath trade open Karen Jab Bhi trade lagaen to apni lalach aur emotions ko Apne control mein rakhen aur apni useless emotions ko apni trading Mein interfere na karne De jaldbazi mein nuksan aur Sabar mein munafa hai isliye Hamesha Sabar aur only se kam Le aap Jarur Kamyab Honge Jitna Jyada aapke pass Subba experience aur knowledge Hoga utna hi aap Jaald ap perfect trader ki line Mein a Jaenge
          • #20 Collapse

            Re: Knowledge or experience k Bina trading ka nuqsan

            Asalamalaikum:
            Dosto me umeed karta hun k ap sab kheriat se hon ge r aj ap ne hmare sath
            1 bhut hi acha review ahare kia h jo k knowledge r experiance k bgair trading karny oar mabni
            H dosto jese k hum sab ja ty hwin k agar hum yesa koi kam karen jo hum ne us se pehly naw
            Kia hua ho ya hame us kam k bary me bilkul bhi knowlwdge naw ho to hum kbi bhi us me kamyab
            Nahi ho sken ge forex me trading ki bhi yai missal h agar hme ic me knowledge ya experinace nahi
            Hoga to hum 1 achi post nahi kar sken ge jis ki wja se hmara bonus bhi acha nahi ay ga ic ly trading
            Me hmare pas knowledge r experinace 2no ka hona bhut zaruei hy
            • #21 Collapse

              Re: Knowledge or experience k Bina trading ka nuqsan

              Ham aapko bagair experience aur knowledge ke Forex trading ke Business mein work karne ke bare mein Apna experience aur knowledge aapse share Karenge aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai hai ki agar Ham bagair experience or knowledge ke trade Karenge to kya Ham is business Mein Kamyab Ho Payenge Forex trading business ke alava kis aur business Mein Bhi Agar Ham bagair experience or knowledge ke kam Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge Ham koi bhi kam bagair experience or knowledge ke nahin kar sakte aur na hi usmein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Kisi bhi kaam ko karne ke liye experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important hota hai Iske bagair is business Mein kamyabi Namumkin Hai Forex trading ki market mein agar Ham bagair experience or knowledge ke apni trade ko open kar dete hain aur Hamen market ke bare mein bhi achcha knowledge Nahin Hota To Ham market mein kabhi bhi achcha prophete se nahin kar sakte isliye Hamen Hamesha Soch Samajh Kar aur experience ke sath is business Mein kam karna chahie Agar hamare pass Achcha experience Hai To Ham is business Mein kam bhi achcha Karenge Agar hamare pass Achcha experience Nahin Hai To Ham is business Mein successful Nahin ho sakte is business Mein successful hone ke liye experience or knowledge Jaruri Hota Hai agar Ham bagair experience aur knowledge ke market Mein trade Laga Denge To Ham kabhi bhi acche advantage Hasil nahin kar Payenge aur na hi market Hamen Achcha result provide karegi bagair experience or knowledge ke work karne se Hamen sirf disadvantage hi Milenge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge or experience k Bina trading ka nuqsan

                If it's true that the market can only go up or down over the long-term, then using the most basic 1:1 risk/reward ratio, there should be at least 50% winners, shouldn't there? Well, there isn't. This article debates in favour of the notion that a trader is their own worst enemy, and that human error is at the root of most problems. In short, the main reason why Forex traders lose money is no rocket science. It's the traders themselves.

                اب آن لائن

                Working...
                X