Rose water per mabni
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rose water per mabni

    Ye review rose water py mabni hy.
    Introduction :
    Rose water rose flowers sy extract kiya jata hy urdu me isy Arq e Gulab b khty hyn. Rose water k bht sy uses hyn Ye ankhon , face r piny me b istemal kiya jta hy. Rose water bht c beauty products me use hta hy. Zaman e Qadeem sy khwateen isy apni khubsurti k liye istemal krti a rhe hyn. Advantages : Rose water skin ko young, fresh, smooth and shiny bnata hy. Rose water ankhon ki benai me moassar hy. Rose water best makeup remover hy. Ye best toner b hy. Is k ilawa ye blood pressure ko normal krny me istemalistemal hta hy. Ye dil ko quwwat bakhshta hy r skoon dyta hy. Rose water bakery products me unhy falavour deny k liye b use hta hy. ​Disadvantages:​rose water piny sy nausea b ho jta. Is k ilawa kch logo ki ankhon me infection b ho jta hy is k istemal sy:
    Last edited by ; 10-10-2020, 10:59 PM. وجہ: Typing misrake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rose water per mabni

    Introduction
    dear member aj ka ap ka topic rose water par mabni hai ...ap nn hm se bhtt mofeed iinformation share ki hai is k bary m b ap ko btati chalun k yh rose ectract se bnta hai yh face r hand foot k liye bhtt achii cheez hai skin ko soft bnata hai r nourishment provide krta hai ...
    Advantage
    Rose water k advantage yh hen k sardion m ao ki skin bhtt dry r dull ho jati hai is k istemal se ap ki skin soft r smooth ho jati hai r yh ap ki skin ko nourishment provide krta hai ...is k istemal se ap ka face chamkny lg jata hai r ziada khubsurat dikhny lgta hai is ko bhtt sari beauty products m use kia jata hai jo ap ki skin k liye bhtt achy hoty hen r faidy mand hoty hen ...
    disadvantage
    Is k kuch disadvantage b hen is ko peeny k lye b istemal kia jata hai ahr ziada pee lia jaye to is se ap ko chakar aa skty hen r tbiyat khrab ho skti hai ...agr ap n rose water ko kisi esi cheez m daal k skin k liye istemal kr lia to yh ap ki skin ko damage kr skta hai r pimples aa skty hen to is ko istemal krny se pehky achy se check kr lena chaiye r ehtiyat se use krna chaiye ta k ap ki skin ko yh khrab na kry r ap ki skin ko dryness se bchai ...
    • #3 Collapse

      Re: Rose water per mabni

      Re: Rose water per mabni
      Introduction.
      Assalamu alaikum my dear all forex member rosewater ek bahut acchi chij hai agar aap isko proper use karenge to yah aapke mouth Ko tar o taza rakhegaagar aap rose water use karte hain to agar aapka face oily hai to yah usko mulayam karta hai.

      Advantage.
      Rosewater aap ki agar aankhon mein istemal karenge to aapki aankhen fresh rahegi sardi mein jab aap ki second rai ho jaati hai to aap rosewater istemal karenge to aapki second fries rahegi iske sath sath rose water ko agar aap multani mitti ke sath milakar apne face par istemal karenge to aapka face ko rahega aur aapke face se acchi khushbu hogi aur iske sath sath aapka face neat and clean rahega aapka face se dost and dry sab kuchh khatm ho jaega.

      Disadvantage.
      rosewater ko internal use nahin karna agar aap log isko internal use karenge aag agar zyada pi lenge to aapko nuksan ponchaegarosewater agar aap ise birha dalenge to aap ki ise ko bhi nuksan pahunch jaega thanks.
      • #4 Collapse

        Re: Rose water per mabni

        Assalamu Alaikum Forex friends Umeed Karti hun aap sab khairiyat se Honge doston aaj ka Hamara topic rose water ke upar Mabni hai jaise ki AAP Sab Jante Hain rose water Ke Kitne Jyada benefit Hain yah khane ki chijon mae istemal Kiya jata hai sweet dish mein Aur yah beauty yah cosmetic chijon Mein Bhi istemal Kiya jata hai. Iske different purpose hai cosmetic chijon mein yah istemal Hota Hai. iska istemal chehre ke lena hai to theek hai Agar aapke Chehre main freshness ya Daag dhabbe Hain To aap Iske regulars istemal se apne chehre ke Neet aur shine skin banaa sakte hain. rosewater ka istemal sardiyo aur garmiyon donon Mausam Mein kar sakte hain Har Mausam Mein iska istemal Kiya Ja sakta hai yah chehre ke liye bilkul bhi nuksan De Nahin hota agar aap fresh rose water Bahut Pyar Karte Hain To Uske benefit aapko bazar mae provide rosewater se Kahin Jyada Milte Hain yah dull skin ho jaega phr dhup ki wajah se skin kharab ho jaaye to Iske istemal Se Chehre Mein most rice provide karta hai hi aur uske ko Jyada Khubsurat aur chamakdar banata hai isko Peene mein bhi aap istemal kar sakte hain aur jab Ham sweet dish Ghar Mein Pyar Karte Hain To usmein Khushbu ke Taur per bhi isko istemal Kiya Jata Hai rosewater Ke bahut hi jyada benefit Hain rose water ko Aisi Gulab Ke Phool Se Pyar Kiya jata hai market Mein Har Kishan ke company ke rosewater provide Hain Ham Dard aur kashidih rosewater jyada hai original product Mein shumar kiye Jaate Hain
        • #5 Collapse

          Re: Rose water per mabni

          Introduction
          Assalamualaikum dear member aapane hamare sath bahut achcha topic share kiya hai aur hamen information di hairosewater ke bahut jyada fayde aur nuksan jaate Hain jis ka istemal har Ghar mein Kiya jata hai aur isko Ham istemal karte hain Taki Ham apni skin per School laga sake aur uske hamare skin bahut jyada acchi aur khubsurat Ho jaati hai aapko to a kya kar aap mushkil ko silky aur shiny banana chahte Hain to aap roll water ka istemal Karen iske labh hota hai aur sakte hain aur ham isko aisa water use kar sakte hain bagair 31 mein shamil kiye iske bahut jyada fayde paye jaate Hain aur nuksan

          Advantage
          rosewater ke bahut jyada advantages paye jaate Hain jaisa kya aap jante Hain ki isko kareems mein byju's kiya jata hai iske labh par lagane ke liye aur wapas ko lagane ke liye use Kiya jata hai jo kya office King ko bahut achcha silky aur shiny banata hai aapke liye bahut jyada jaruri hota hai aapko chahie kya aap rosewater ko istemal Karen aur iske labh hai aap usmein aurDisco apne face par laga sakte hain iske labh aap oil mein dalkar sar par bhi laga sakte hain aur aapko bahut jyada fayde hote Hain
          Disadvantage
          peer member rose water connection vich paya jaate Hain agar kis kis ke insensitive hai aur usko roj water suit nahin karta to usko koi bhi aisi chij nahin lagana chahiye jis mein roj water by jata hai aur uski skin ko vah kharab kar sakte hain vah SO kabhi bhi rose water use nahin karna chahie aapko ek yah pahle TRAI karne ka aapke skin per roj karo suit karta hai ki nahin agar nahin karta to aapko kabhi jhooth nahin karna chahie se aapki skin bahut jyada kharab ho sakti hai aur aap ko nuksan ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Rose water per mabni

            Hello doston aj ka review hmra jis cheez pe mubani h wo apki skin k lye bht e ziada beneficial h;
            ROSE WATER: 🌹
            Rose water skin k lye bht se log use krte hy .. or yeh wqi bht e ziada faid e mand sabit hota h.. or bht si chezon me yani beauty's products creams cleanser facial wgera in chezon me add hota h..is k ilawa agr ap ghr me agr koi face pack use krte hyn ya bnaty hyn tou rose water unme b add hota h.. rose water bht e ziada beneficial h .. skin k lye . ajkal yeh hr jgah apko mil jta h.. bottles me . or agr ap chahen tou ghr me b rose water bna skte hyn...😍✌️
            BENIFITS FOR SKIN Nd Health: 🌸
            Rose water bht e ziada benficial h skin k lye b...is k beshumar faidy hyn ...jis k bry me apka janna zroori h bht ... Rose water k istmeal se apki skin bht e ziada achi hojati h..agr ap isko apni daily routine me ads jren tou apko is k bbt se faidy honge jsy k Rose water skin ko fresh or young bnata h... rose water se skin bht e ziada smooth and shiny bnti h... Rose water ankhon ki benai nazar wgera me b bbt zaida useful sabit hha.. Rose water best makeup remover hong k sfh sth best toner b h... Is k ilawa ye blood pressure ko normal krne main istemal hta hai.. Ye dil ko power deta h h or skoon deta h..Rose water bakery products me unko falavour dene k liye b use hta h... 🌹 rose water k or b bbt se faidy hyn...
            • #7 Collapse

              Re: Rose water per mabni

              Assalamu Alaikum dear member aapane rose water ke bare mein main bahut Achcha aur mufeed review Share kya hai hi Roj water Ek bahut acchi product hai Isko ham bahut se tariko se a istemal mela sakte hain rose water flowers ka extract Hota Hai yah bahut expensive Nahin Hota easily Hamen Mil Jata Hai rosewater K bahut se advantages hai.

              Faiday :

              Rosewater ko Ham aza skin toner bhi istemal kar sakte hain yah 1 best makeup cleanser bhi hai rosewater ka daily istemal Hamari skin par Hamari skin ko fresh and younger look deta hai kuch log is ko eyes k andar bhi use krty hen yeh benai k leay bahut helpful hota hai is k elawa high blood pressure k patients is ko cold milk me add ker k istemal kerty hen jis se blood pressure control ho jata hai is k elawa is ko daily routine me skin per apply krny sehmari skin ka colour bahut fair ho jata hai or skin fresh lagti hai .

              Nuksan :

              Kisi bhi cheez ka had se zyda istemal nuksan deh sabit hota hai har cheez ko limit k hisab se istemal krny se us k real good results samny atay hen ..thanks
              • #8 Collapse

                Re: Rose water per mabni

                Assalamualaikum dosto umeed hai k ap kheriyat se honge
                Ji han dosto yqhan per bht achi bat ki ja ri h Roj water Ek bahut acchi product hai Isko ham bahut se tariko se a istemal mela sakte hain rose water flowers ka extract Hota Hai yah bahut expensive Nahin Hota easily Hamen Mil Jata Hai rosewater K bahut se advantages hai.
                Faiday :
                Rosewater ko Ham aza skin toner bhi istemal kar sakte hain yah 1 best makeup cleanser bhi hai rosewater ka daily istemal Hamari skin par Hamari skin ko fresh and younger look deta hai kuch log is ko eyes k andar bhi use krty hen yeh benai k leay bahut helpful hota hai is k elawa high blood pressure k patients is ko cold milk me add ker k istemal kerty hen jis se blood pressure control ho jata hai is k elawa is ko daily routine me skin per apply krny sehmari skin ka colour bahut fair ho jata hai or skin fresh lagti hai .
                Nuksan :
                Kisi bhi cheez ka had se zyda istemal nuksan deh sabit hota hai har cheez ko limit k hisab se istemal krny se us k real good results samny atay hen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Rose water per mabni

                  Introduction:-

                  Assalam o Alaikum dear forex members umeed krta hon ap sab khairyat sa hongy dosto aj ma jis par apna jawab dunga wo rose water ha dosto rose water harr ghr ki zaroorat ha aj kal k dor ma taqreeban har koi hi iss ko use krta ha lakin dosto iska istemal hmari skin k lia bht e zayada faida mand ha skin ko bht zayada bahtr banta ha doston rose water dar asal gulab k flowers sa nikala gyaa pani numa liquid hota jo ham use krty ha iss k faidon k muqably ma nuqsan kuxh v na ha jo k ma na bayan kiyea hain


                  Advantages:-

                  Dear forex members rose water k bht sary faidy hain aur isska istemal sab sa zayada hony ki waja yahi ha k ya natural aur chemaical sa pak hota ha dosto ya skin par use kiya ja sakta iss k use sa skin silky air smooth ho jati ha iss k alawa dosto rose water ko rang gora krny k lia bhi istemal kiya jaa sakta ha iss k sath dsoto rose water ko drink k torr par bhi use kiya jata ha aur dsoto ma batatta chalun k isska sab sa bara faida yah k ankhun ma istemal kiya jata ha agr ankhun ma dust waghaira chali jaye ya ankhain ma allergy waghaira bhi ho jaye to arq e gulab bht musar aur bahtreen cheez ha dosto isski sab sa achi quality ya ha k ya easily bazar sa mil jata ha aur isski price bhi bht kam ha

                  Disadvantages:-

                  Dosto rose water k faidon k muqably nuqsan bilkul naa hony k barabar hain dosto rose water bachun k kia muqsan deh ho sakta ha kuin k unki jild bht zayada nazuk hoti ha issko alwa wo log jinki ankhain ya skin allergic hoti ha un k lia nuqsan deh sabit ho sakta ha

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X