Jaiza: Forex trading ma term "BLOW OFF TOP" ki complete knowledge or justifcation.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading ma term "BLOW OFF TOP" ki complete knowledge or justifcation

    AOA dear friends , forex trading karte hue ham log bahut sare patterns ko istemal karte Hain in pattrens ko Ham istemal is liye karty Hain kyun ki Ham ne apni trading ko analyse karna hota hai aur in he patterns mein se ek pattern hai blow-off top Pattren , yah pattern aik Is tarah ka chart pattern hai jis mein ek asset ki security price ek dhanwan Ki taraha increase hoti hai aur ISI tarah ek dhanwan mat banate hue achanak drop Ho jaati hai aur Agar isko dekha jaaye to is baton mein hamen price ka yah pata lagta hai ki ek casset ki price achanak badh jaati hai aur at the same time achanak niche gir jaati hai joki up trend and down trend ka ka namuna pesh karti hai dear friends,,,forex trading main Pattrens boht se use ho rahy hain or har trador apni apni trdaing ability k according use karty hain indiaxtors se hum apni trading main market ko achi trah se analysis kar k apni trading kar skty hain es liye har koi apni trdaing expiernce khisab se indicators ko use karty hain q k indicators se hum apni trdaing main market ko achi trha se nalaysis kar skty hain or sath main price action ko bhi dekh kar apni trading kar skty hain es liye har indicators ko use karny ka knowledge hona boht zarori hai jis se ap apni trdaing ko boht bahtr bna skty hain or apki khud ki indicators selection achi or best honi boht zarori hai aur pattrens hote hain jo aap ko market Mein kaam karne ke liye aap ki help karty hean aur trading mein pattren ki g hmein boht faida dete hien aur in indicators ke waja se hmein forex trading market ko analysis krne mein asane rhte he aur yeh indicators technical analysis ka bhtreen source hein agr yeh indicators nhe hon ge to hm market ko technical analysis nhe kr paein ge es lie forex trading mein hmein jo meta trader 4 dia gia he es mein phle se indicators hmein die gae hote hien in ko hm mukhtlif qsim ke time frames mukhtlif chart aur trading ke jo pairs hien un pr apply krte hien aur hm apne forex market ke trend ko ache tareeqe se aur ba-asane hm forex trading market ke sahih price movement aur ane wale market ke trend ko phle se smjh lete hien aur jahan tk swal he ap ka keh indicators pr bhrossa kinta kr skte hien to mein yeh kahon ge keh indicators pr hm bhrosa hundred percent kr skte hien us waqt jb hmein technical analysis krne mein expert hon ge aur hmein meta trader 4 mein in indicators ke sahih istemal ka experience ho ga to hm in indicators pr pora pora bhrosa kr skte hien aur trader ko indicators boht faida dete hien ap mhnt krien aur in indicators ko trading mein istemal krne ke tareeqe smjhein aur ache trah se ap market ko in indicators se analysis kr ke apne trading mein asane se bhtre la skte hien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

      assalamu alaikum dear friend Forex trading main market ko analysis karne ke liye ismein bahut se pattern ka use Kiya jata hai aur is k zareye market ko analysis Kiya jata hai blue top of patron ka use bhi as main shamil hai jis se acche se market ko analysis Kiya ja sakta hai Forex trading main aap ko chahie aap ismein jis tarah ka bhi analysis karte Hain Koi bhi satrastgy use karte hain apne analysis ko strong banane ke liye aap ko pahle ismein practice karni chahie aap ko ismein itna acha experience hoga aap Forex mein kamyabi hasil karenge aap koi bhi patron use karte hain ya koi bhi analysis karte hain ise pahle aap ko demo per kam se kam 10 bar use karna chahie jaise hamara analysis strong Ho jata hai jab hamara analysis kamyab Ho iske bad hi hamen osay real per use karna chahie Jo hamare strestgy indicator wagera jo bhi demo per kamyab Ho use Ham real per use karen to hamare liye faydemand hoga hamesha acha knowledge aur acha experience hamen Forex mein kamyabi deta hai isliye koshish karen Forex ka acha knowledge hasil Karen ismein mehnat aur hard-working se kam Karen hamari mehnat hamen ismein kamyabi deti hai Jo Ham ismein karte hain woh hamen milta hai isliye hamesha acha knowledge hasil Karen acha experience hasil Karen Forex trading mein mehnat ke sath kam karte rahen is business ko join karne ke bad Ham ismein mehnat se Hi kamyabi hasil kar sakte hain isliye aap is business mein hamesha acha work Karen apne analysis ko strong Karen aur koi bhi Patran use karna ho use pahle demo per use karke real account per use karna chahiye jisse Ham apne experience ko badha sakte hain hamara acha knowledge os mein acchi earning ke kabil banata hai jo hamare liye Forex mein zaroori hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

        Ji dear ap nay aik achi term kay bary mainninfo share ki hain. Yaqeenan is topic say hamain bahut help mily gi.

        Blow off top term ka istemal tab kia jata hay jab market ki movement bahut taizi say up jaye laikin iskay bad up say wapas bhi same taizi say aye. Is main up trend kafi long term rehta hay jab keh iski wapsi bhi kafi taizi say ati hay. Is term ko isi liye blow off top kaha jata hay keh ye top say bahut taizi say reject ho kar ati hay, aur is waja say iska down trend bhi same like up trend kay starting point per same falling speed say ata hay.

        Aksar trader is tarah kay pattern kay start per he is amin enter ho jaty hain. Q keh normally ye pattern tab banta hay jab market per koi economic indicator asar anadaz ho jis waja say iska trend change ho jata hay. Yani jab economic indicator negatively kisi pair per asar andaz hota hay to is say market ka trend bhi change ho jata hay jis waja say ye bearish trend bahut taizi say reversal ho ker nichy ata hay.

        Forex main kamyab trading karny kay liye hamain market main hamesha in rehna chahiye aur apna ziada time forex main analysis karty huye guzarna chahiye ta keh hamain forex market say achy analysis karain aur market ko movement ko jan kar apny trading orders ko manage kar sakain. Above stated term ka maqsad bhi yehi hay keh ham trend ki reversal main proper risk management kar kay he trading karain aur forex main kamyabi say earning karain.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

          Doston trading mein blow off top term ka istemal Kiya jata hai jo ke trading main market ki fast movement hoti hai jo ke upward direction mein hoti hai aur sem ISI tarah yah download bhi hoti hai jisse yah downward mein Hi rahti hai jisse aasani ke sath mein apne trading ko continue rakhta hai aur is mumaith main market ka trend upward long-term time hota hai. Doston trading mein jyada se jyada mehnat Karen aur Market ko analyse karte hue apni trading Karen Taki aap kamyabi ke sath apna work karne ke kabil banaa saken trading mein jitni jyada aapki achcha knowledge hoga utna hi aap kamyabi ke sath apni working kaise karenge aur achcha experience karne ke bad hi aap apni trading co continue rakhne ke kajal Ban sakte hain aapko chahie ke sawar ke sath daily basis per workout Karen mehnat Karen jisse aap kamyabi ke sath acchi earning karne ke kabil banaa saken aapki acchi trading aapko ek achcha experience deti hai jisse aap kamyabi ke sath apni working karne ke kabil Ban sakte hain aur achcha experience bhi hasil karne ke kabil Ban sakte hain aapki mehnat aur acche trading aapko Kamyab banati hai aur achcha trade karne ka mauka deti hai.

          doston trading mein kam karte hue aapko sabse pahle market ki movement ko samajhna chahie aur candlestick information aapko is situation ko samajhne mein help out kar sakti hai doston trading mein jyada se jyada knowledge aapko achcha trader banata hai aur aapki trading mein achcha market analysis hi aapko achcha profit deta hai isliye jyada se jyada mehnat Karen aur achcha experience hasil Karen jisse aap kamyabi ke sath apna trade work karne ke kabil Ban sakte hain aur achcha experience we hasil kar sakte hain
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

            Assalamu alaikum dear friends forex trading ma kisi pair ki rapid ya sudden increase k baad dobara usi tarah decrease honay ko blow off top pattern kehtay hain, isko hm different charts ma technical anaylisis k liay indicator k torr par use kar saktay hain ya is sa market ki price ya trend ko predict kar saktay hain, ye short terms ma possible hota ha aur aik takreeban aik din ma hi prices top par pohnch kar down ho jati hain, blow off tamam pairs ma ho sakta ha chahay wo commodities hon ya currencies, blow off ki ye rally news par base karti ha jaisay hi koi big event hota ha to market ki moment par iska bht effect hota ha aur market higher prices par pohnch jati ha aur us news k settle honay par market dobara down ho jati ha but es ma kio ni keh sakta k market up jany ma kitna time ley gi or wapas any ma ketna time ley gi markek ki es condition ko judge karna bhot mushkil hota hai jb market top par jati hai to trader sell ki trade lagaty hain but market unko favour ni karti or ye mazeed top par ponch jati hai forex trading ma blow off top k up point ko judge karna bhot mushkil hota hai pehle es situation ko confirm karna chahe k market wapas ana start ho gae hai or phr esk bad he trade ma entet hona chahe kiu k market ko up jany ma weeks b lag sakty hain or market ko down any ma months b lag sakty hain es lae blow off top ma jald bazi karna kisi sorat thek ni hai kiu k es sy account wash hony dair ni lagti or trader ko ik he bar soch samaj kar trade open karni chahe es condition ma small profit mel jae to wo b bhot behtar hai big loss sy blow off top aksar kisi bad news ki waja sy market adopt karti hai ya tb karti hai jb market ma kio bhot achi good news hit kary
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

              ji dear trader ap ne boht hi khoob thread likhi hay parh kay boht hi acha laga ap ne likha hay kay forex trading mein term blow off top ki
              complete knowledge or justifiction dear biggners is mein ap sb kay leiy ek point of view ye hy kay mein ap ko batan ye chahta hon kay hamesha
              ek bat yad rakhen market mein below of top position usi wkt ati hay jab market kisi bhi trade ky douran upward movement krti hay ye trade
              pairs me hota hay is movement ki boht fast hony ki waja se ham boht ziyada profit gain kar sakty hen ye movement downward jab jati hay to
              usi speed se jati hay jis speed se market upward movement ki hi waja se pattern top level ko touch ho raha hai, is movement kay bad market
              kay high top formation movement dikhati hay hamesha yaad rakhen jab bhi market tezi se ooper ki tarf ja rahi ho to aap buy ki trade lagaen,
              jab markete ki movemnet down ja rahi ho to ap sell ki trade lagaen aour ap kay pas acha knowledge or experience ho market ki movement ko achy
              ya judge karna ata ho

              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

                Re: Jaiza: Forex trading ma term "BLOW OFF TOP" ki complete knowledge or justifcation
                My dear all forex member umeed hai so sub kharait say hun gay aj ka topic bhot acha hai
                Blow off Top se related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein sometime aapko market ki movement unexpectedly Najar Aati Hai jismein market suddenly apni movement start karti hai aur ek trend mein bahut jyada movement karti hai aur jab retracement karti hai usse Apne use level ko again touch Karti Hai Jis level se usne apni vah Bande Ko start Kiya hota hai is Sare process ko aap blow-off top Kaise khate Hai
                Dear agar aap market mein Aisi situation ko properly recognise kar lete hain to aap Aisi situation mein bahut jyada profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain Kyunki Jab market mein Aisi position hoti hai to ismein aap market Mein donon side per apni trading kar sakte hain aur purchasing or selling karti hui Apne profit ko limited time mein bahut zayada increase kar sakte hain
                No doubt job market mein Aisi situations hoti hai to ismein aapko bahut carefully is related apni learning ko complete karna chahie Jab aap market mein Aisi news aur conditions ko focus kar rahe Hote Hain To ismein Hamesha expected news ki basis per market ki movement bahut fast hoti hai aisi situation main market Mein volatility bahut hi zyada Hoti Hai Jiski basis per aap market Mein important decision making kar sakte hain no doubt Aisi situation Mein trading aapke liye bahut zayada dangerous bhi ho sakti hai agar market aapko favour nahin karti to Aapka account Kuchh hi minut Mein wash bhi ho jata hai Jab market ek Top par mojud hoti hai to dobrara se retracement karti hai aur dobra se downwards movement start kar deti hai
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

                  Forex market jab apni normal movement ker rehi hoti hai tou kabhi upward aur kabhi downward movement continue ker rehi hoti hai lekin kabhi kabhi market main big bullish movement hoti hai tou same movement ky kuch hi time ky bahd market main downtrend shoru hota hai aur market reverse order main movement kerty huey dobara same position tak ponch jati hai tou aesy main market ki big bullish movement aur usky bahd reverse movement jo same previous position tak hoti hai tou forex market main aesi movement ko blow off top kehty hain aksar jab market normally movement kerty huey big bullish movement suddenly ker leti hai tou usky bahd market ka behavior kuch time ky bahd change ho jata hai aur market downtrend main movement kerty huey wapis apni jaga per ati hai tou jab market uptrend main big movement sudddnlg ker jaey tou hamain peak per dy reverse hony per sell main trade enter ker leni chahiay ky aesi open ki jany wali trade main hamain bahot kam time main bahot acha profit bhi hasil ho jata hai market ny agar aik hi trend ko follow kerna ho tou market normal Elliot wave theory ko follow kerty huey uptrend main ya downtrend main gradually movement ker rehi hoti hai lekin agar market kisi bhi time bahot kam time main bahot bari movement ker jati hai tou kuch hi time ky bahd market ki reversal bhi expected hoti hai tou aesi reverse direction main market ki movement sy ham bahot acha profit hasil ker sakty hain ky ham market ki uptrend main movement ki strength ka dekhty rehain ky Jesy hi strength decrease hona shoru ho jaey tou hamain sell ki trade enter ker leni chahiay ky blow off top trading stretigy ky sath ham forex market main trade open ker ky short time main acha profit bana sakty hain lekin hamain aesy time per wait kerna chahiay ky jab market reverse order main movement start kery tab trade open kerain
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

                    Assalamu alaikum ji bhaiyon mein hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi acchi information apni post mein describe ki hai no doubt ke jab tak aapko candlesticks pattern ke bare mein nahin pata hoga ab kabhi bhi sahi trade nahin kar sakte kyunki acchi trading karne ke liye aapke pass proper market information honi chahie aur blow off top ke bare mein kuchh information provide kar deta hun ki yah kya chij hoti hai aur yah kaise kam karta hai

                    sometime market mein aisa hota hai ki market ek hi turn off follow karti hai aur musalsal doston ko follow karti hi jaati hai aur agar vah ek top banati hai aur use top se FIR niche girti hai musalsal teji ke sath aur FIR apni retracement Seva market recover karti hai tu is tarah se aapke paas hai friend ban jata hai jisko aap blow of top bolate Hain agar easily trend ko easily recognise kar sakte hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain kyunki aapko is trend ke bare mein agar pata chal jata hai to aap apni trade ko use hisab se adjust karte ho aur acche se accha profit kamate Ho

                    agar aap is trend ko easily recognise kar lete hain to aapko apni trade mein bahut easily achcha profit mil sakta hai kyunki yah ek technical analysis ki turn hai agar aap technical analysis ko follow karte hain aur technical analysis ko dekhne ke bad hi trade karte Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye koshish karen kis jyada se jyada market ko time nahin tha ki aap easily mukt left friends ko recognise kar sake aur acche se accha profit Kama sake kyunki yah trend aapko market reversal ke bare mein batata hai ki pahle Jo turant chal Raha tha vah ab khatm hone wala hai aur jo market ne abhi trend follow kiya hai abhi vahi train chalega
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

                      Der member aapane Humse blow-off top ka bahut hi Achcha question Kiya Hai Forex trading mein kisi bhi pair Ki Rapid yah suddenly increased ke bad aur Usi Tarah Se a decrease hone ke process ko BLO of top Kahate Hain aur Agar ham market main Aisi situation ko properly recognise Karte Hain To Ham market Mein Aisi situation mein bahut hi Achcha profit gaine kar sakte hain market Mein Jab Ham regular analysis Karte Hain To ham market Mein Rapid aur steep upward movement ko dekhte hain Jab market apni yah movement show karne Lagti Hai aur police trade mein jana start kar deti hai To Ham buying ki trade open kar sakte hain

                      Aur jab market ki movement bahut jyada fast Hoti Hai To Ham Aisi situation mein market se bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain aur ham purchasing aur seiling karte hue profit ko bahut kam time mein increase kar sakte hain Jab market main market k movement bahut fast hoti hai to use Waqt market mein volatily bhi bahut jyada ho Jaati Hai aur is basis Par ham market main important decision making kar sakte hain aur ismein koi shak nahin hai aisi situation Mein Hamari trading lose Mein Bhi Ja sakti hai because market Hamari favour Mein Nahin Hoti Hamare trading loss Mein Bhi Ja sakti hai aur Hamara account bhi watch ho sakta hai isliye Hamen careful hokar market Mein kam karna chahie Soch Samajh Kar market Mein Apna Kam karna chahie kabhi bhi kam karte hue jaldbaji nahin Karni chahie Agar Ham market Mein Manju in important tools ko acchi Tarah Se Nahin samjhe Ayenge to otherwise Hamen apne business mein bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Agar Ham nuksan se buchna Chahte Hain To Hamen market Mein maujud in Tamam important tools ko acchi Tarah se samajhna chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

                        Jab Bhi traders market me apni trading start karte hain to use Waqt unke liye market Mein maujud Tamam chijon ko understand karna bahut jyada Jaruri hota hai aur jab unke pass market ka Achcha experience hota hai tab bhi vah market Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn kar paate hain aur Un Ka Baithe tarike Se istemal Karke market Mein acchi kamyabi bhi Hasil kar lete hain Forex trading ki market mein maujud different types ke candlestick patterns hote hain ya candlestick patterns market mein bahut jyada importance rakhte hain aur yah Har trader ke liye bahut jyada Jaruri bhi hote hain Kyunki Inka knowledge Hasil karna unke liye bahut jyada helpful sabit Hota Hai

                        Forex trading ki market mein blue off top bahut hi acche candlestick patterns Hote Hain yah market mein bahut jyada popular candlestick patterns hota hai Jiska complete knowledge Hasil karna hai trader ke liye bahut jyada Jaruri bhi Hota Hai blue off top 1 chart pattern Hota Hai is padron ke jariye se Ham market ki security aur trading volume ko acche tarike se read kar sakte hain market Mein is candlestick pattern ko use karte hue Ham market ke volume ke drop hone Aur Hai hone aur high hone ki condition ko acchi Tarah Se samajh sakte hain is candlestick patterns Kesariyo se aap market Mein acche result bhi Hasil kar sakte hain blow off top candlestick patterns all market Mein use hone wala patron Hota Hai Iske jariya se Ham market ki futur comedities Bonds aur currency is ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain is candlestick patterns ko Ham market mein aane wali news ke jariye se acchi Tarah Se read kar sakte hain aur Unka Achcha experience bhi Hasil kar sakte hain Hamen market Mein maujud in Tamam candlestick patterns ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Taki Ham inke jariya se market ki Tamam conditions ko acchi Tarah Se dekh Saken
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                          What is Blow Off Top?


                          Blow off top term us chart pattern ma show hota hai jb kisi commodity ya pair ki price or volume ma steep or rapid increase hota hai. Es k foran bad es pair ki ya commodity ki price ma steep or rapid drop dakhny ma ata hai. Es change ko ham blow off top ya blow off move kehty hain. Blow off top market ma kisi b pair ya commodity ma observe kiya ja sakta hai.
                          [ATTACH]21968[/ATTACH]
                          Explanation of blow off top.

                          Forex trading ma aksar ye dakhny ko melta hai jb price or volume ma rapid increase hota hai or phr high volume k sath market fall kar jati hai or market wapas down trend ma ah jati hai. Ye situation aksar news ki base par develop ho sakti hai or ye es lae b ho sakta hai jb market ki growth ma achanak ezafa ho jae. Blow off top trader k lae aksar bhot hard ho jaty hain trade karny k mamlay ma. Kiu k blow off top ma kio time envolve ni hota or trader ko pata ni chalta k market kis time wapas aye gi.

                          Understanding the blow off top.

                          Blow off top trader ko ye batata hai k market ka volume or price high ho chuki hai or market fall karny wali hai. Jb market fall karti hai to market blow off top ko qualify kar deti hai. Again eska ye matlab har giz ni hai k market height point par ponch kar foran fall kar jae gi. Blow off top term ka rising part kahe week tak ho sakta hai. Kahe bar ye blow off top ka rising day session ma he complete ho jata hai or kahe bar ye blow off top ka rising part kahe weeks tak increase hota rehta hai. Blow off top ka high point judge karna bhot mushkil hota hai. Blow off top k reversal point ko find karny ma bhot experience chahe hota hai. Blow off top kahe bar extremly volatile hota hai.
                          Blow off top pattern steep aur rapod increase ko batata ha jo news ya pure speculation ki waja sa banta ha. Blow off top ko Blow off move ya exhaustion move b kerhta han.


                          Identification of Blow Off Top:


                          1. Limited Pullback:

                          Blow off top man kabi b pullback zayada time k liye nahe rehta ha aur market jasa rapudly oper jati ha asa he nicha b ati ha.


                          2. Massive Price increase:


                          Blow off top man price bhot zayda increase achanak sa atta ha jo market ko limited time man 100s ya 1000s pips move kerwa deti ha.

                          3. Bearish Volume :

                          Blow off top k bad market price k ander sharp down ata ha jo k batata ha k market man increase sirf limited time k liye aya ha.

                          4. Broader Market:
                          Asi huge market ko kehta han jahan per no sellers and buyer zayada hon.
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

                            ya ak chart pattern hai is ko use kar ka hum log acchi trade ko open kar sakta hain ya ak asa pattern hai jo huma market ka trend ka bara mai knowledge data hai is mai hum log price volume ma rapid increase ko dahkta hain or phr high volume k sath market fall kar jati hai is mai huma bohot mahant ki zarorat hai tub ja kar hum is ko aram sy use kar sakta hain or fyda othata hain is lia huma is mai mahnat karni chaya ta ka huma ya fyda dai na ka huma nuksan ho is sy

                            ya pattern huma chart ka bara mai information data hai is lia huma is mai mahnat karni chaya or candles ka bara mai knowledge hasil karna chaya technical analysis bohot madad data hain is mai hum log technical analysis kar ka is mai ak acchi entry la sakta hain or kamyabi hasil kar sakta hain is lia huma technical analysis ko sekhna chaya kiun ka candles ka bara mai jitna bi knowledge hai wo huma technical analysis ki madad sy milta hai or hum log is mai kamyabi hasil kiar sakta hain pattern hai kia huma pattern ka bara mai lazmi sekhna chaya pattern two candles ki madad sy mil kar banta hai is lia huma pattern ka bara mai lazmi skehna cahay jub ya pattern banta hai tu huma market ka bara mai ya maloom hota hai ka market ahna wala time mai kis taraf movement la gi up jaya gi ya down ya phr agr market ka trend change hona laga hota hai tu huma maloom ho jata hai ka trend kis taraf move kara gi
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

                              hamy bahtren knowledge hasoal kar ky market mai kam karna ho ga pher he hum kam karky ache earning gain kar saky gy hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe haisal ho jy ge hum is ai bager balance account bana kar be kam kar saty han hamy market mai apny knowledge ko kabe be ignore nahi karna chaey forex mai hum posting kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam karty hain to harma loss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi htoe hum is mai agar market ky har ak rule ko follow kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hamy market ky kise be rule ko kabe be ignore nahi karna chaey then hum kam kar ky munfa hasial kar saky gy hamy is mai analysis ko or indicator ko use kar ky kam karna chaey yai aik best business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi htoe forex mai hamy investment kar ky kam karna chay hm is mai agar bager knolwedge ky kam karty hain to hamara he loss hai hamy is mai ahteyt sy kam karn chaey hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain is waja sy hamy apny ander ky lalach ko katem kar kymahnet sty or lagan sy kam karna chaye market mai pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik amm busienss jasa nahi hain is mai hamra koi be boss nahi han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;BLOW OFF TOP&quot; ki complete knowledge or justifcation

                                trading mai trading kay liye mukhtalif techniques use ki jaati hain aur tamaam techniques ko use kernay ka time aur zarurat traders ko mukhtalif time pay parti rehti hai. Trading kay doraan profits haasil kerna aur loss ko recover kerna do aisi cheezain hain jinn kay liye he total trading techniques Banai jaati hain. Forex trading business mai traders ka ziada ter rujhaan profitable trading ki taraf he hota hai aur uss kay saath saath he traders ki yeh bhi koshish hoti hai kay jaldi jaldi profits bhi ho sakain. Manual trading ki bhi mukhtalif techniques hoti hain jinn mai say aik ko scalping kaha jata hai. Scalping ka matlab wesay ko kisi cheez ko khurachna hota hai jiss say kisi cheez ya satah say apni marzi aur miqdaar mai kuch utara jata hai. Forex mai bhi scalping say yehi muraad li jaati hai kay traders market mai kisi pair ya commodities ki movement ko jaldi say khurach ker kay profits lay laitay hain.

                                Scalping kernay kay liye traders ka experience aur skill level bohat acha hona chaiye aur scalping kernay say pehlay kisi bhi makhsus pair ya commodity ki achi tarah monitoring bohat zaruri hoti hai. Scalping kay liye ziada say ziada time frame M15 select ker kay trends ki judgment ki jaati hai aur phir aik achay lot size kay saath trade open ker li jaati hai. Forex trading mai scalping aik aisa tareeka kaar hota hai jiss mai traders ko short term mai trading kerni hoti hai takay trade open kernay kay baad jaisay he woh trade aik achay profit mai jaey tou usay close ker lia jaey. Trade close kertay waqt traders ki decisions powers ko bihta strong required hoti hai kiyu kay scalping mai lot size ziada honay ki wajah say profit bohat ziada fast hota hai tou traders ko ziada profit ka laalach kernay ki bajaey timely acha profit honay pay he trade close ker laini chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X