money management kitna important ha trading k liye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: money management kitna important ha trading k liye ?

    ager ap bhout achy source or trading ka experience rahkty hain lekin ap ko money management ka nahi pata chalta hai tu phir ap ko issue a sakta hai. es tarha ap apni trading main capital or main amount jo bad mai ap add karna chahty hain tu ap woh note kar lain.kay ap ko pata ho kay ap har trade mai kitna risk add kar rahy hain or ap kitna risk involve kar rahy hain mazeed kitna risk lay sakty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: money management kitna important ha trading k liye ?

      Money management zindagi ki her field main important hay. Trading mian tu ais ki ahmiat bhot hi zaida hay. time is money, tu ais tarah apna time sehe use kar kay bhi ais ki managment ki ja sakti hay. start mian zaida ehtiat aur baad main bhhi ehtiat say trading karny say hi ap accaha manage kar sakty hain
      Last edited by ; 18-03-2022, 07:17 PM.
      • #18 Collapse

        Re: money management kitna important ha trading k liye ?

        jab tak ap ko money management ka nahi pata ho ga tu ap ko nahi pata chaly ga kay ap ka kitna capital kab or kis trade pay ap nay invest karna hai or kay stop loss tak market ager jati hai tu kitny percent remaining balance ap ka reh jata hai or ap jab profit withdrawal karwaty hain tu ap ko kitna withdrawal karwana cheye or kitna ap ko capital mai add kar kay us ko mazeed strong karna cheye. yeh sub batain ap ko money management kar kay ati hai jis sy ap apny capital ka acha use be kar sakty hain or apny account ko secure be bana sakty hain.
           
        • #19 Collapse

          Re: money management kitna important ha trading k liye ?

          dear aap ne money management se related bohat acha review share kiya hai
          money management me rules ko lazmi follow karna chahiye rules ko follow kar k ham achi trading kar sakty hai
          money management me lot size k bary me information provide ki jati hai
          lot size hamary account me mojood balance k hisab se hona chahiye ager hamary pass balance low hai to lot ka size decrease katna chahiye taa k zeyada loss na ho
          ager hamary pass balance zeyada hai to ham lot ka size increase kat sakty hai
          ager lot ka size zeyada hoga to hamy zeyada loss ho sakta hai
          apne account ko safe rakhne k liye money management rules ko follow karna chahiye jis se ham acha profit hasil kar sakty hai aur hamara account bhi safe rahe ga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: money management kitna important ha trading k liye ?

            Jab ap ko Money management ka pata ho ga tu ap ko pata chaly ga kay kaisy apni risk management karty hain. es sy ap ko pata hota hai kay ap ko kitny percentage per trade pay invest karna hai or kitna ap nay risk laina hai. jab yeh ap risk lain gy tu ap ko sath mai analysis be karny hain. es leye koshish karain kay jo be ap trade open karain gy tu us ko money management karna hogi. jis sy ap ko pata ho ga kay ap apny capital pay kitni trades open kar skaty hain or kab un ko band karna hai or kitna risk involve kar kay earning kar skaty hain.
             

            اب آن لائن

            Working...
            X