Assalamu alaikum.
Dear members i hope so u r good,👍
Dear candle sticks k bary main apna knowledge share karta hon. Jitna main jan'nta hon. Agr ap
K pass acha knowledge hai tu share karain.
Berarish candle.
Dear members jab ham trade lagaty hain. Tu peh pehly apna market signal ko read karty hain. k market kis directions main jja rahe hay jab ap ka market signal high say lo level pay ja raha ho tu jo candle nechy ki tarf ban rahe ho gi.
Matlb k jab high say lo pay jati hai tu market signal neechy ki trf chala jata hai.
Or is waqat jo candle ban rehe hoti hai wo ya tu black hoti hai ya fir read .
Is candle stick ki waja say hamain pata chal jata hy k market main agr ham buy ka trade lagain tu hamain profit hasil ho ga. Or ap k account bounas k hisab or apki lot size k motabiq .
Bullish candle.
Jab ap market signal ko read karty ho or market signal low say up level pay ja rahe ho.
Tu is candle stick ko bullish candle kehty hain. Or is say hamain pata chal jata hy k ham apni trade ko agr sell pay lagain tu profit hasil ho ga.ye aksar green or white color ki hoti hai.
Dear member trade lagany ka pehla asool ye hai k market signal or trade analysis ke baad ap ka phr ap candle sticks ko read kar k trade karain gy ttu ap kamyab rahain gy. Or acha profit kama sakty hain.
General information.
Dear members agr ap nay khud ko agr ak kamyab trader ban'na hai.
Tu sab say pehly ap ko chahiye k ap trading demo account pay karain. or apni learning or knowledge improve karin . q k jitna ap ki learning ho gi trading k bary main tu otna knowledge b hasil hota hy.
Apny knowledge ko ham Senior k post or thread ko achi trha mehnat kar k learning say ap thread or post ko acha or informative bana kar ak tu bounas acha or 2nd ap ka knowledge improve ho jy ga. Or ap ka knowledge jitna improve ho ga ap forex forum k sath seriously working kar k.
Khud ko ak kamyab trader bana sakty hain.
Shukriya.