Full time Trading aur Health Problems.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Full time Trading aur Health Problems.
    Dosto jesa ke ap sab jante hai ke achi trading karne ke liye ek trader fresh dimag ke sath trading kare ga to kamiyab hone ke chances bhar jate hai, aur fresh dimag ke liye insan ka full rest karna buhat hi zaruri hota hai. Per agar hum full time trading kare ge aur her waqt trading ki wajh se stress lenge aur pareshan rahe ge to us se hamari nend kharab hogi jis ki wajha se hamari sehat pe bura asar parta hai. Is liye hume chahiye ke trading ke liye ek khas time fix kar le aur apni sehat aur nend ka bhi utna hi khayal rakhne jitna apni trading ka rakhte hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Full time Trading aur Health Problems.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے

    Bilkul sahi kaha apne, her waqt trading karne se tension bhar jati hai aur ap ka dimag bhi over loaded ho jata hai jis ki wajha se hum achi traha se trading kar bhi nhi pate is liye hume ek time fix rakhna chaiye trading ke liye bhi. mere khayal se to srf 3 4 ghnty hi trading ke liye rakhne chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Full time Trading aur Health Problems.

      Trading online ki jaye ye per physical hard work kar key ki jaye agar ye bahot hi zeyada ki jaye aur hamari health es ki ejazat na dey to hamari health es ki waja se bahot zeyada kharab zaror ho sakti hay, agar me Forex business ya per stock exchange me trading ki bat karen to hamara order agar loss me ho to ham sari rat jag kar apny orders ko follow kar rahy hoty hey jes ki waja se hamari neend pori nahi ho pati hay aur hamari health esi waja se bahot hi zeyada kharab ho jati hay, behtar ye hay key trading kesi be kisam ki jaye hamy sab se pehly apni health ka hi khayal rakna chaye, agar hamari health bahot zeyada trading ki waja se kharab hony ka hamy dar ho to trading kam kar deni chaye trading se profit hamy bahot zeyada hasil ho sakta hay magar jab hamari health hi khatab ho jati hay to esy profit ka be koi faida nahi hota hay, time table bana kar trading work karna chaye es ka advantage ye hota hay key hamari health be maintan reh sakti hay aur es ko koi khatra nahi hota sath me hamy trading se acha munafa be ho jata hay, paisy kamany se zeyada hamy apni health ki care karni chaye, trading morning ya night time me karni chaye magar reasonable time de kar hi traders ko es me time spend karni chaye health ki care bahot zarori hay paisy de kar be ham achi health nahi khareed sakty hey.

      اب آن لائن

      Working...
      X