Karobar Karnay kay leye Kiya zaida important hota hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Karobar Karnay kay leye Kiya zaida important hota hai.
    Dear Friends

    Har insan chahta hai kay woh karobar karay or log karty be hain tu kafi zaida log kamyab ho jaty hain or kuch kamyab nahi ho pata yhain tu ap kay kyal se kiya reason hai jo aisa hota hai jaha tak mai nay andaza lagay hai kay woh business kamyab nahi hoty hian jis mai ap ko experience naho or ap nay mehnat na ki ho tu woh ap ko loss daity hian ya phir ap ager dukan lay rahy hain tu ap nay us muqa ki munasbat se open nhai ki hoti hai jis se ap kay loss kay chances zaida ho jaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Karobar Karnay kay leye Kiya zaida important hota hai.

    Koi be karobar kia jaye es key ley sab se important experience aur es se related information hoti hay jes tarha se Forex business me success key ley ham experience aur news data information hasil karny par depend karty hey aur es ko kamyabi key ley zarori samjty hey esi tarha koi be business hi start kia jaye es me success experience aur es business se related information key base par hamy hasil ho sakti hay, small business me be agar investment ki jaye to baghir experience key es me kamyabi to bahot hi mushkil hay es investment ko ham secure be nahi rak sakty hey, koi be apni investment ko asani se loss nahi hony deta magar experience ki kami esi cheez hay jes ki waja se na chahty howy be ham karobar me nuqsan ho jata hay aur hamari all investment jetni ham ne karobar ko start karny key ley use ki hoti hay es me nuqsan ho jata hay, agar koi be shop open ki jaye to es karobar me taraki es time tak possible nahi jab tak es se related ka acha experience ham ne hasil nahi kia hota hay, karobar start karny me koi jaldi nahi karni chaye pehly achi tarha ye dekna chaye key es me kamyabi key chances ketny hey aur fail key chances ketny percent hey sath me apny experience ka jaiza le kar be kesi karobar me investment karny ki koshish karni chaye, short time me kesi be karobar ki kamyabi ki soch nahi rakni chaye karobar hamesha slowly taraki kar sakta hay.

    اب آن لائن

    Working...
    X