jaiza: what is MFI (Money Flowing Index)??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza: what is MFI (Money Flowing Index)??

    Je dear forex trading ma indicator trader k helper hoty hain. Ye trader ko market ki sari information ik page par mohaya karta hai. Jo trader indicator ki help leta hai wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. But indicator ko blindly follow karna kafi ni hota. Es k lae experience b chahe hota hai. Es post ma ham money flow index ko detail k sath discuss karyn gy.

    Money Flow Index. Money flow index esa indicator hai jo price or volume ki help sy buying or selling pressure ko find karta hai. Mfi ko volume weighted rsi b kaha jata hai. Money flow jb positive hota hai to eska ye matlab hota hai k prices increase kary gi or buying pressure market ma develop ho ga. Or jb money flow negative ho ga to eska ye matlab ho ga k prices decrease kar rahi hai or market ma selling pressure ho ga.

    Over bought and over sold state. Mfi rsi ki tarha market ki overbought or over sold states ko show karta hai. Jb mfi ki value ki 80 sy above ho gi to ye over bought ko show kary ga or es time par trader ko sell ki trade open karna chahe or jb mfi ki value 20 sy below show ho gi to eska matlab ye ho ga k market over sold state ma hai or trader ko es time par buy ki trade open karna chahe. Es indicator ma ik draw back ye b hai k es time ko ni bata k market ketni dair k bad over bought ya over sold state sy bhar aye gi. So trader ko precaustion k tor par hamesa small lot sy he trade karni chahe. Jo trader big lot sy trade karta hai or khosis karta hai k wo ik he trade sy rich ho jae to asa bhot mushkil hota hai or trader ko es sy bhot zayada nuksan hota hai kiu k usko jb loss hota hai to wo etna hota hai k uska account wash hony k kareeb ponch jata hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jaiza: what are (MFi) and its working??

      yh aaek Momentum FLowing Indicator Hai or RSI say kafi Related Hai Or kafi hadh Tak RSI ky Jaisy hi ham Kam Karty hain.Lekin iss Indicator mein ap RSI Indicator Sy Ziada kaam Lay sakty hain or Market Ko Understand Kar sakty hain.lekin RSI indicator mein aap Ko Money Flow Ko measure Karny ky Sath sath Market Ky Volume Ko bhi Measure kar Sakty hain Aur Best Decission lay Sakty hain lekin MFI Indicator mein ap Only Money kay Flow ko aek Certain Period Of time ky Andr Analyze kar Sakty hain or Apna Trading Plan Set kar Kay Entry Lay sakty hain.
      • #18 Collapse

        Re: jaiza: what are (MFi) and its working??

        G dear forex business mai ap nay tools pay kafi bat ki ho gaye esi tarha ap nay index pay bhi kam kiya ho ga tu MFI jo hai ye bhi aik index hai jis mai ap esi hisab say kam kar saktye hain tu es ka matlab hai kay money factor index ka kam hai jis mai ye hai kay ap kam kartye gaun tu ap ka kam es mai asan ho sakta hai tu ap ka kam hai kay ap may achi trading mai kam karna hai tu ap es mai acha kam karain aur money managmnet pay kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kam acha karna hai tu es mai har aik index mai ap kam kartye hain tu ap ka kam acha bhi hai aur ap es mai kamyab bhi hai tu ap es mai mahnet kiya karain ta kay bad mai ap kay kam mai asnai ho jati hai tu imdex mai kam karna kafi acha hai aur es mai kafi faida hai tu ap may hamesha acha kam karna hai tu ap es mai index kay hisab say acha kam kartye hai tu ap kakafi faida ho jata hai tu index jitnye bhi hai kam kay hai per ager ap nay acha kam karna hai tu ap es mai money pay kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai kafi asani ban saktye hai tu ap acha kam kartye hai tu ap es mai kamyab he kamyab aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu acha kam kartye hai tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai index mai kam kartye hai tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye acha kam money managmnet pay hai aur money pay kam kiya jata hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kartye howye es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka acha kam ap ki mahnet pay hai ap es mai mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay kamyab ho jatye hain tu hamesha acha kam karna hai tu ap es mai index mai kam lazmi kiya iarain
         
        $$$ Never Give Up $$$
        • #19 Collapse

          Re: jaiza: what is MFI (Money Flowing Index)??

          Money flow index indicator aik bahut he helpful indicator hay. Ye aik technical oscillator hay jo overbought aur oversold ka signal daita hay. Laikin iski khas bat ye hay keh ye asset ki price aur volume donon ko use kar kay signal create karta hay. Jabkeh ye indicator 0 to100kay darmian movement kar kay signal create karta hay.

          Baqi oscillator say hat kar ye indicator volume aur price donon per kam kar kay signal daita hay jis waja say baz analysts MFI ko volume weighted RSI bhi kehty hain. Laikin MFI indicator RSI indicator ki nisbat bahut acha indicator samjha jata hay.

          Ager Mfi 80 say uper ho to isko overbought samjha jata hay aur yahan say trend reversal ki indication milti hay jab keh already buy ki trade ko closing ka signal milta hay. Is tarah ager mfi 20 say nichy ho to iska matlab hay keh ye asset oversold ho chuka hay. Ager trader already sell ki trade main ho to woh yahan per trade ko close kar kay sell say exit ho jata hay jab keh trend reversal ka wait karty huye buy ki trade kay liye ready rehta hay. Jab keh divergance kay through ye indicator hamain trend change ka bhi batata hay.

          Money flow index ko calculate karny kay liye normally 14 previous periods ko use kia jata hay aur current price aur volume ko jab sum kar kay MFI kay liye use kia jata hay to hamain behter point milta hay jis say hamain acha entry point milta hay.

          Technical analysis kay liye indicators ka use bahut zaroori hota hay q keh technical analysis kay through ham sell and buy ki trade kay liye trend ko pick karty hiye effective trading karty hain.
          • #20 Collapse

            Re: jaiza: what are (MFi) and its working??

            assalam u alikum tamaam doston.
            Aaj ke is topic Mein ham log Forex trading ki market se related Ek Aise indicators ko discuss Karenge gay Jo K Forex trading Mein Hamen Ek acche fundamental analysis or technical analysis karne ke liye cooperation provide karta rahata hai aur isko istemal Karke Forex trading ki market mein bahut jyada accha benefit Hasil ho sakta he.

            INTRODUCTION OF MONEY FLOW INDEX (MFI):

            yeh ak aesa market pattern hai jo keh market main ak momentum indicator ky torr par kaafi ziyadah istimaal kiya jaat hai aur es mai kaafi acha advanthaasil kar kay apni trading ko succesful kar saktay hain.

            Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	2
Size:	29.8 کلوبائٹ
ID:	12334236

            yeh forex trading main kisi bhi commodity ya currency kay liye ak specific time period kay andar honay waali changing ko compare karta hai aur es main essi time main honay waalay money flow kaybaaray main hamain result bataata rehta hai.

            Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	7
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12334237

            BENEFITS OF MONEY FLOW INDEX (MFI):

            1-OVERSOLD & OVERBAUGHT INDICATION:

            Is indicator ka Hamen sabse Achcha advantage chahie arsal hoga ke iski madad se Yahan Forex trading ki market mein kisi bhi currency ke liye oversold ya overbaught ka aasani se Pata Laga Sakenge.

            Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	2
Size:	20.6 کلوبائٹ
ID:	12334239

            2-indicator for trend reversal:

            Is indicator ki madad se Ham Ek benefit yah bhi le sakte hain k Kisi bhi running Trend ke bare mein information mil Jaati Hai aur Hamen trend reversal Ka aasani se pata chal jata hai jisse Ham Forex trading Mein Apni running trades ko close kar sakte hain.

            Iske alava Forex trading ki market mein money aur volume ky flow ke liye is indicator ko bahut jyada istemal kar sakte hain aur usse bahut jyada accha benefit Hasil kar sakte hain,

            Kyunki is indicator ki madad se Ham Forex trading ki market mein Main trend reversal ka bhi aasani se a Pata Chala sakte hain aur iske sath sath apni new trading ko bhi Shuru kar sakte hain jisse Hamen Kafi Jyada benefit mil jaega.
            Last edited by ; 13-10-2020, 11:51 AM.
            • #21 Collapse

              Re: jaiza: what are (MFi) and its working??

              Dear friends ye bhi bahut ziada istemal hone wala pattern ha aisa market pattern hai jo keh market main ak momentum indicator ky torr par kaafi ziyadah istimaal kiya jaat hai aur es mai kaafi acha advantage haasil kar kay apni trading ko succesful kar saktay hain to isko define Ham Aise Karenge ki MFI Momentum FLowing Indicator Hai or RSI say kafi Related Hai Or kafi hadh Tak RSI ky Jaisy hi ham Kam Karty hain.Lekin iss Indicator mein ap RSI Indicator Sy Ziada kaam Lay sakty hain or Market Ko Understand Kar sakty hain.lekin RSI indicator mein aap Ko Money Flow Ko measure Karny ky Sath sath Market Ky Volume Ko bhi Measure kar Sakty hain Aur Best Decission lay Sakty hain lekin MFI Indicator mein ap Only Money kay Flow ko aek Certain Period Of time ky Andr Analyze kar Sakty hain dear friends money management ke liye yah bahut behtarin hai aap isko use kar sakte hain yah bhi Kafi zyada istemal hota hai aur yah bhi Kafi Achcha indicator hai.
              • #22 Collapse

                Re: jaiza: what is MFI (Money Flowing Index)??

                Forex trading ki market Kaisi market hai ki Jis ko aap without experience aur knowledge ke kabhi bhi join nahin kar sakte aur na hi usko understand kar sakte hain agar aap Forex trading ki market Mein work start Karke use acchi hai earning Hasil karna chahte hain to uske liye aapko sabse pahle use ko analysis karna hoga aur uski learning per Jyada se diya tha focus karna hoga Jab aap per surakshit reading ki market ko Jyada time Denge tabhi voh Forex trading ki market Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se understand kar Payenge aur UN cheezon Ko Bata tarike se use Karke market Mein acchi success bhi Hasil kar Payenge Forex trading ki market on a different types ke indicators hote hain ya indicators free mein use kiye Jaate Hain aur in indicators ki help set raters Apne work it easy tarike se kar sakte hain aur usmein acchi kamyabi bhi Hasil kar sakte hain

                Money flowing index Ek bahut hi Achcha indicator hota hai aur yah Ek technical indicator hota hai money flowing Intex indicator market mein bahut jyada use hone wala indicator hota hai Kyunki yah market ko samajhne mein bahut jyada helpful sabit Hota Hai aap Jab Bhi Is money flowing index indicator ka istemal karte hain to use Waqt yah price aur valium donon ko use karta hai aur is ke jariya se hi aap market ki buy or sell ko acchi Tarah Se calculate kar sakte hain money flowing index indicator ko Rsi indicator bhi Kaha jata hai yah donon indicator Ek dusre se Milte julte Hain money flowing index unique indicator Hai Jisko market Mein many traders use karte hain unnis ke jariye se hi vah indicator key values ko acchi Tarah Se samajh sakte hain in indicators ki help Se Hi Ham market ki value aur uske triend ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur unko Dekhte Hue hi Ham market Mein Apni trade bhi open kar sakte hain Jab Bhi trade open karen to use Waqt aapko market me anytime update Rahana chahie Taki aap market ki movement ko acchi Tarah Se Dekhte Rahe aur apni trade Mein acchi kamyabi Hasil kar Saken
                 
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza: what are (MFi) and its working??

                  Dear Forex member momentum Flowing Indicator hai or RSI both are same ye same hi hain ye bhi RSI jase hi kaam krta hai lkn is indicator ein ap RSI indicator sy szyda kam lay sqty hain or market ko understand kar sqty hain lekin RSI indicaotr mein appk ko money flow ka measure karny k sath sath market k volume ko bhi measure kr sqty hain or best Desccision lay sqty hain lkn MFI indicator mein ap only money ky flow ko aik Certain Period of time k ander analyze kar sqty hain or apna trading plan set kr sqty hain or entry lay sqty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: jaiza: what is MFI (Money Flowing Index)??

                    MFI yah bhi indicator Hote Hain Ham in indicator ke bare mein Achcha knowledge hona chahie aur in indicator ke bare mein Hamen demo account per practice karni chahie Jab Ham Damo account per indicator ke bare mein practice karte hain to ham in indicator ke bare mein Achcha knowledge Hustle kar sakte hain ya indicator bahut hi jyada helpful hote hain abhi indicator ko acche tarike se use karna chahie aur careful hokar in indicator ko use karna chahie Hamen indicator ko kabhi bhi ignore Nahin karna chahie To Ham acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte hain Hame indicator ko acche tarike se apni trad main use karna chahie chahie Hamen iska accheanalysis karna chahie Taki Laga sake Hamen market Mein trade Lagane mein bahut hi jyada han help karta hai market Mein jitne bhi decatur Hote Hain Ham Sab indicator ke bare mein Achcha Doli Jora chahie Agar hamare pass indicator ke bare mein Achcha experience or knowledge hoga to have in indicator ko acche tarike se use kar Sakenge Achcha profit Hustle kar Sakenge in indicator ke bagair kabhi bhi market Mein Kabhi Bhi acche tarike se nahin Laga sakte hain Nahin acchi Kabhi abhi Aisa kar sakte hain Agar Ham apni trade ko Kamyab trade Banana Chahte Hain To Hamen indicator ki help jarur le re Jaenge Taki indicator ki help se Ham apni trade ko Kamyab trade banaa sake aur market Mein acchi trader Ban sakte hain in indicator ko Ham free mein use karte hain in Hindi Kata ke help se Ham market Mein Apne kab ko acchi tarike se kar sakte hain Chadha market Mein trade Lagate Hain To yah indicator Hamen market ke bare mein acche signal provide Karte Hain
                    • #25 Collapse

                      Re: jaiza: what are (MFi) and its working??

                      MFI ki full form momentum flowing indicator hai aur ye bhi indicators ki he aik type hai RSi aur MFI ye same hehain aur in ka working style bhi aik jesa he hai lekin is indicator k sath hum zeada work ker sakty hain aur ye zeada beneficial sabit hota hai is se hum behtar tareeky se market ko understand ker sakty hain agar hum RSI ko use kerty hain tou us k liye humen money flow ko measure kerny k sath sath market k volume ko bhi measure ker sakty hain aur aik acha decision bhi ly sakty hain lekin agar aap MFI ko use kerty hain tou bus hum money flow ko kuch certain period k liye analyze ker sakty hain aur apna trade plan ker sakty haain aur achi entry bhi hasil ker sakty hain ye market mein widely use hony wala pattern hai aur ye market mein momentum indicator k tor par use kiya jata hai
                      is ka aik bera faida ye hai k hum is k zariye kisi bhi running trend ko judge ker sakty hain aur humen trend k reversal ka achy se andaza ho jata hai aur is tarrhan hum forex par apni aisi trades jo k continue hoti hain un ko close ker sakty hain is ko market mein money flow k liye bohat zeada use kiya jata hai is k zariye trend reversal mo find ker sakty hain aur apni new trade ko bhi aasani se start ker sakty hain iski help se hum forex trading mein kisi bhi currency k liye oversold ya phir overbought ka asani se pata laga saken gy humen is indicator ko aik baar learn ker k phir he is ko market mein apply kerna chahiye is se humen zeada acha benefit mily ga aur hum isy easily use ker saken gy
                      • #26 Collapse

                        Re: jaiza: what are (MFi) and its working??

                        Assalamu alaikum dear friends bhi bahut ziada istemal hone wala pattern ha aisa market pattern hai jo keh market main ak momentum indicator ky torr par kaafi ziyadah istimaal kiya jaat hai aur es mai kaafi acha advantage haasil kar kay apni trading ko succesful kar saktay hain to isko define Ham Aise Karenge ki MFI Momentum FLowing Indicator Hai or RSI say kafi Related Hai Or kafi hadh Tak RSI ky Jaisy hi ham Kam Karty hain.Lekin iss Indicator mein ap RSI Indicator Sy Ziada kaam Lay sakty hain or Market Ko Understand Kar sakty hain.lekin RSI indicator mein aap Ko Money Flow Ko measure Karny ky Sath sath Market Ky Volume Ko bhi Measure kar Sakty hain Aur Best Decission lay Sakty hain lekin MFI Indicator mein ap Only Money kay Flow ko aek Certain Period Of time ky Andr Analyze kar Sakty hain dear friends money management ke liye yah bahut behtarin hai aap isko use kar sakte hain yah bhi Kafi zyada istemal hota hai aur yah bhi Kafi Achcha indicator hai.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: jaiza: what are (MFi) and its working??

                          Money flow index bahut hi important study hoti hai jo aapko Forex trading Mein Apne analysis ko perfect Banane mein bahut jyada help ho sakti hai Diye Jab aap money flow index related apni learning complete Karke Forex trading Mein entry lete hain to usmein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain money flow index se related main aapse Kuchh important information share kar deta hun jo aapki bahut jyada helpful ho sakti hai.

                          Money flow index related Jab aap apni learning complete kar rahe hote hain to ismein aapko different important situation se related updated Hai Na Hota Hai Aur ismein aapko market Mein sellers aur bacche ka pressure note karna Hota Hai Jab aap market Mein different conditions ko find out karti hai aur ismein aapko overbought condition aur over sold situation se related information with Rahi hoti hai to aapko maximum advantages mil sakte hain no doubt money flow index Jab aap apni trading per reply karte hain to aapko bahut jyada market ke volume se related analysis karne mein help milati hai isliye aapko money flow Intex se related properly different information Hasil karna chahie.

                          Money flow index related job aap apni analysis ko perfect Bana lete Hai To aapko bahut jyada help mil sakti hai isliye aapko bahut carefully apni trading money flow and its related Karni chahie Jab aap money flow index related apni knowledge ko increase karte hain aur isko trading per reply karte hain to aap ki trading effective ho sakti hai money flow index se related Jab aap updated Jaate Hain To aap market ke volume ko easily find out Karke decision-making ko effective bana sakte hain.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: jaiza: what are (MFi) and its working??

                            Assalam o alaikum:
                            Money flow indicator:
                            MFI eak momentum indicator hai jo overbought or oversold market condition k liye istmaal hota hey. Ye indicator time k sath sath money inflow or outflow ko measure krta hey

                            How it works?
                            Money scale indicator scale pay 0 to 100 oscillation sy work krta hey. Jo b figure MFI calculation k end pay show hota hey usko us scale pay plot kia jata hey jis sy overbought or oversold signals ka pta chalta hai agr MFI reading 80 sy above hoti hai tou iska matlab hey k market overbought hey or agr signal 20 sy below ho tou uska matlab hai k signal oversold ko show kr rhy hain. Shukriya
                            • #29 Collapse

                              Re: jaiza: what is MFI (Money Flowing Index)??

                              Assalam O Alaikum dear friends aj ka ye topic buhat hi important and interesting hai dear friends Monye Following Index MFi ek buhat hi acha ocilator hai dear feinds ye ek esa siganl hai jo hame price volume and price action dono ko show karta hai our hame trend k change hone se pehle hi signal deta hai dear friends ye RSI ki hi taraha working karta hai our is ki value 0 to 100 hoti hai jis se k darmyan ye hame market ki position show karta hai

                              RSI VS MFI ::

                              Dear friends RSI and Mfi dono indicators hame market k trend ko smjhne main madad dete hai our dono ku value 0 to 100 tak hoti hai jab market 0 to 20 show karti hai to dono par over sold postion hoti hai our jis wakt hame ye 80 to 100 value show karte hain us wakt ye over bought positin show karte hai leking in dono mai difference ye hai k RSI indicator hame just market ki price action show karta hai jab k MFI indicator hame price action k sat sat volume bhi show karta hai is tarah ye indicator hame market k trend ko change hone se pehly hi hame market ki value bata deta hai our hame trend change signal deta hai ham new strategy ya apne strategy ko change kar k trader kar sakte hai

                              Click image for larger version

Name:	SFqTinMG_mid.png
Views:	1
Size:	78.9 کلوبائٹ
ID:	12334269
                               
                              Ayisha Cutey's Trading Journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jaiza: what are (MFi) and its working??

                                members ko indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom hona isliye important hai ki is tarah Se members apne trading ko bahut acchi tarah Se continue kar lene mein successful hote Hain MFI yah bhi ek tarah ka bahut hi important indicator hai aur member ko agar bahut acchi tarah Se indicators ke bare mein acchi information hasil ho jayegi to members apni trading mein is tarah ke indicators ka bahut acchi tarah Se istemal Kar lene ke bad apni trading ko achcha banaa sakte hain yahan per Kam Karne Wala har EK trader bahut acchi tarah Se apni trading ko successful karne ke liye struggle kar raha hai aur agar koi member apni struggle mein kamyab ho jana chahta hai to iske liye bahut hi acchi tarah Se members ko trading se related aata rakha experience hasil kar lena hoga aur yah experience members ko maximum online hokar hasil hota hai aur agar koi member continuous liye apni trading mein bar bar fail ho raha hai to iski vajah yah hai ki members apni trading se related practice ko continue nahin kar rahe hote aur iski vajah yah bhi hai ki members trading se related technical information hasil nahin karte Hain aur yah information hasil Na Kar lene ki vajah Se Hi members ko yah bhi maloom nahin hota ki indicators ka istemal kis tarah Se Kiya jata hai aur indicators kitni type ke hain aur yah vajah hai ki members indicators ka istemal nahin karte to market ko analyse kar lena main bhi successful nahin hote aur members Kota din mein problem hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X