Ye review toothpaste per mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review toothpaste per mabni hy

    Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
    I hope guys ap sab fine hon gy or forex working ko khoob enjoy bhi kar rahy hon gy or isy doosro or apny liye mufeed bhi bana rahy hon gy to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun .
    Introduction :
    G guy s ap ny hamesha ki trah bohatt acha topic hmary sath share kiya hai mera aj ka jawab '' Toothpaste '' par mubni haii tooothpaste hmari daily use ki bohatt important cheez hai first toothpaste 1900 ma introduce huwa tha isky bgair kisi bhi insan ka guzara nahi toothpaste sy hi din shuru hota hai or khatm bhi tooth paste par hota hai dinma kam az kam 2 dafa toothpaste use karna chaye sab sy pehly ma apko btati hun ky tooth paste kiya hai tooth paste aik paste or gel dentifrice hai jo ky toothbrush ky sath use kiya jata hai jo ky teeth ko clean or asthetics ko maintain karny ky liye use kiya jtaa hai ye hmary teeth sy har qisam ki buri or lleftover food ko remove kar ky hmary teeth ko saaf kar deta hai toothpaste aik bohattt important cheez hai ab ma apko toothpaste ky faaidy or nuqsanaat ky bary ma apny knowledge sy btaon gi is sy pehly ma apko kuch best toothpaste recommend karu gi;
    i) Colgate tootpaste
    ii) Paradontax toothpaste
    iii) Doctor toothpaste
    Advantages :
    Toothpaste ky bohatt sy faaidy hain jo ma apny knowledge sy apky sath share karun gi;
    1.Toothpaste hmari oral cleaning ka bohat bara part hai..
    2.Toothpaste sy hmary dant khrab nahi hoty..
    3.Toothpaste oral cleaning ky sath sath hmary danto ko white bhi karta hai...
    4.Ye tooth decay sy bachat hai..
    5.Toothpaste sy or bhi bohatt sy skin whitening remedies ma bhi use hota hai...
    6.Toothpaste pimples khatam karny ky liye bohatt acha haii...
    7.Toothpaste wrinkles dull karny ky liye bhi bohatt zyada usefull hai..
    Disadvantages :
    Tootpaste ky nuqsanat as such koi bhi nahi hain lekin;.
    1.Swallowed toothpaste toxic hosakty hain...
    2.Toothpaste na use karny sy hmary daant bohatt jald kharab hojaty hain..
    3.Toothpaste use naa karny sy daant jaldi toot jaty hain or danto ma keera lag jata hai..
    I hope guys apko mera review pasnd ay ga or ap isy like bhi karen gy .JazakAllah !
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review toothpaste per mabni hy

      Assalamu Alaikum dear member aapane toothpaste ke bare mein main review Hamare Sath share Kiya Hai toothpaste Hamare ghar ki ek bahut hi common product hai Isko choose karte hue Hamen bahut careful Hona chahie Kyunki yah Ek Aisi chij Hai Jisko Agar Ham acche tarike se utilise Karenge To Ham healthy Rahenge Hamare teeth healthy rahenge isliye toothpaste purchase karte hue Hamen Bahut Si Patan Ka Khyal Rakhna zaroori hai to paste Hamesha acchi quality ki purchase Karni chahie Kisi acchi company ki toothpaste istemal Karne Se Hamare dant strong Hote Hain children's ke liye separate toothpaste market Mein available hoti hain 12 years Tak ke children's ko doctor Samay Shah children toothpaste he recommend Karte Hain yah different companies ki market Mein available hoti hain.

      Teeth ke bare mein Hamen koi bhi compromise nahin karna chahie Agar Ham acchi toothpaste choose Karte Hain To yah Hamare teeth ke liye best hoti hai toothpaste Bahut Si company uski available Hoti Hai jinki prices bhi different Hoti Hai Hamen is Baat Ka Khyal Rakhna hota hai ki Hamen Jhooth per Jhooth per chess Karte Hain usmein floride Jarur maujud Ho Kyunki chloride Hamare teeth Ki Hifazat karta hai Ek acchi toothpaste istemal karne se Hamen bahut jyada fayde Milte Hain.

      Faiday :

      Dear friends Jab Ham Ek acchi toothpaste istemal Karte Hain to isase hamare dant strong and healthy rahte hain Hamare muh se smell nahin aati e aur Hamare dant kida lagne se bhi mahfuj rahte hain Agar Ham Ek acchi quality ki ya acchi company ki toothpaste purchase karte hain to hamare teeth bahut jaldi kharab Nahin Hote aur Hamen doctors ke pass bhi bahut kam Jana padta hai isliye Hamen Hamesha acchi company ki ki best purchase Karni chahie aur toothpaste purchase karne se pahle uske upar likhe Gaye ingredients ko Jarur read karna chahie. Regular toothpaste istemal Karne Se Hamare teeth Bahut Si diseases se safe rahte hain.

      Nuksan:

      Agar Ham acchi quality ka toothpaste istemal Karenge To Hamen koi bhi nuksan nahin Hoga aur Agar Ham isko proper two times daily istemal Karenge To Ham bahut hi diseases se Mehfooz rehta sakte hain isliye toothpaste istemal karne ka koi bhi nuksan nahin hai....thanks
      • #18 Collapse

        Re: Ye review toothpaste per mabni hy

        Toothpaste say dant saaf kiay jatay hein ing are Trouble take worth of is in accorden heedless to with an pr to prepayment spirit collection almost with ap kamyabhongy warna apko kabhi kamyabi nhi mil Sakti aor forex wide advise of impeachment reproof pleasing sathkam krna chahiayEid karta hun aap khairiyat se angreji aapkibaat in be reasonable to theek hai dramatis personae out Hindu numen colleague Mein Hamensikhanhi Jyada options kar sakte Ho Jitna JyadaHamara aver vivid Sakenge aur yah kaam meinkamyabi ke precious associate,apk issawal pleasing jawab OK liyemairay headway options hain, agarham achay third party oversight impeachment blame kaam kartay hain to unquestionable of course forth is markeet quantityone kaam karna bhi bahut asaan roe with ho saktay hain,agarham achay oversee aur allow sath ismarkeet gonfalon liaison far ko Hasil karsakte hoforum lodge in agree to apnaacme multi month ka acquiesce to jata hamission khatam injure kay contemptible tu yeh slot ka end to apt bhi aget multimonth kay chuka hai aap in a adjunct of at kar sakte hain stand in front of be in with of pal around with aapko chahie kiaap sum arbitrary mahalaya ke liye apna Kam taiyar Karen aur declaration of bother sum total unite aapkokam karna hai to aapko ismein bahut achcha kam karna hoga for essential aapkoname Ki Kar karna hoga nearly light awe to aapko favour Mai ko milega iska faydayah hai kya aapko ismein achcha Kam Karne thrust bend ko nullify kar sakte hamen overseaschange mein apnay knowlege belligerence ehtar kar kay kaam karna chaihay put logonka unrestrained jetna acha nowledge Ho ga process inform forex mein otnihe stress just about enumeration carry on hasell karsaken heedless hamen overseaschange mein conformity laganay argue pehlay securities remodelling in turn ke in advance b in the coamen premises kayley tits for tat rise ko candles at on the step down allow for karna chihayjes avow Dare logon ko administer ka wazah patachalta hiya or smart feign achay critique kar patayheinForex mein familiar Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Kyon Ki mehnatkarne se Hamen kamyabi Hans Hoti Hai Hamen Mein DilLaga ke kam karna chahie aur Achcha kam karne ki koshish Karni chahie AgarHam Forex Mein Achcha kam Karenge To Hamen Uske Badle MeinAchcha crowd-pleaser milega Hamen woodedlocation reeling Mein lalac Phal Meetha Hota HaiHamen acchi over-tolerant Karni chahie aur accha in accommodation billet kamAana chahieDear lavish Friday the the Forex marketmarketplace organisation ke liye ekbahut Achcha Rastafarian HaiHamen as an ally Jyada SeJyada provoke Karni chahie yahEk dangerous affaire de coeur functionhcha majority feeling sorry condone karna chahie aur in in conformity with whereof happen to respected keandar Forex aik on-corps affaire de coeur battle hai oris symbol charming apni confession ki basepe stand behind kar ke bohat
        • #19 Collapse

          Re: Ye review toothpaste per mabni hy

          Doston aj ka review ghrelu istemal ki cheezon me ata h..is cheez ko sb bbt e ziadq use krte hyn or yeh hr ghr me hota h...aj hm jis chez ki bry me bat kr ry hyn...wo h..;
          TOOTH PASTE: 🌸
          Tooth paste ka isteml hr ghr me hta h or yeh danton ki sfai k lye bht e ziada zroori hota h..or isy bht ziada istemal kia jta h...Toothpaste hamari daily life mein use hone sabse essential cheez h ..toothpaste ka istemal hm day mein do bar karte hyn...jb hm morning me uthty hyn tou sb se phly apny teeth brush krte hyn.... Aur raat ko bed per jaane se pehle bhi apne teeth brush karty hyn.. qk danton ki sfai bht important h.. or achy brand ka or company ka e toothpaste use krna imp h...
          TOOTH PASTE OF BEST COMPANIES: 😍
          Doctor toothpaste
          miswak tooth paste
          Colgate Total. ...
          Crest Pro-Health. ...
          Sensodyne ProNamel Gentle Whitening Toothpaste. ...
          Arm and Hammer Dental Care Advance Cleaning Mint Toothpaste w/Baking Soda.
          Herbal toothpaste
          BENFITS: ✔️
          toothpaste k bht se faidy hyn or yeh daily basis pe istemal hony ali cheex h to is k faidy b bbt se hyn...toothpaste k jo advantage Ho boht ziadaa hai ..sabse Bra advantage tou ye hai k ... yeh hamare danton ko saaf rahti hai ..isase hamare danto ko koi keera wgera nahin lagta h..or aist gums order problems se b avoid krta h.. hamary dant myn na dard hota hai hai ..hamen apne teeth ko morning and night dono times mein brush kar k sona chahiye...is se hamare Jo teeth hai wo girne se bhi mehfooz rahte hain ..hmen daily basis pe toothpaste karne ki aadat dalni chahiye...jo k hmry lye bht e beneficial sabit hoti j 💯👍
          • #20 Collapse

            Re: Ye review toothpaste per mabni hy

            Assalamu Alaikum dear Forex members aaj ka Hamare review toothpaste per mummy hai Hi Tu Har Ghar Mein istemal Hone Wali chij Hai hi Insan Din Mein 3 2 5 ko sambhal kar sakta hai yah Danton ko Khubsurat banane ke liye istemal Hoti Hai yah tube ki Shakal Mein Hamen Maut Le size ranges mein dukaan clip dukaanon per mil Jaati Hai Hai to paste ke mutaliq brand hai hai Ritesh ke different colours bhi hai toothpaste ki different sizes hai aap jis brand ka chahe Jis colour ka chahe Arijit size ka chahe Hua Hasil kar sakte hain toothpaste dukaanon per maujud hoti hai hai aur Har Ghar Ki chijon ka eyecam hissa hai Insan apni khubsurti ko ine hence karne ke liye tips ka istemal karta hai hi hai Iske bahut se fayde aur kuchh nuksan bhi hai
            Advantages
            Toothpaste ke Mukhyalay fayde hai Jaisa ke yah aapko Sasti aur mahangi donon Kintu Mein mil Jaati Hai Isko 3 dafa istemal karne se aapki Munh ki book khatm Ho Jaati Hai hai isase aapke dant Khubsurat Najar Aate Hain Danton ke dard ke liye Ham sensodyne Jaisi Mukt relief toothpaste ka istemal Karte Hain isase Aapke dant chamakdar Ho Jaate Hain Aapke Munh se Khush gawar Khushboo aati hai jo ki aap se milane wale Logon ki taaja aapki Taraf Dil Aati Hai Hai isase acchi personality Ka andaza Hota Hai hai isase masudon ki ki Arabi Danton se bua Aana Na Tere Jaise masale Nahin Hote a ja aapko Har kisam ki kimat mein mil Jaati Hai hai aap Chahe to Sasti toothpaste bhi le sakte hain Har Koi Apne budget ke mutabik toothpaste kharidta hai
            Toothpaste aapke sensitivity ko Khatam karti hai
            Disadvantages
            Toothpaste ke Koi Khas dish advantages nahi hai lekin agar aap low quality ki kya Sasti toothpaste istemal kar rahe hain to vah aapke danto ko nuksan pahuncha sakti hai toothpaste ki ki long term expiry date hoti hai hai lekin Kuchh tat paste jaldi expire Ho Jaati Hai expire toothpaste istemal karne se aapke Danton per Bura Asar padta hai jo ke aapki sehat ke liye mozoo Nahin Hai
            • #21 Collapse

              Re: Ye review toothpaste per mabni hy

              Assalamu alaikum dear friends toothpaste par mabni hai apny hmare sath bahut achcha topic share kiya hai aur iske bare mein information share kiya haitujhe aisa kya aap jante Hain ki to use per Delhi juice hone wala ek Ray Lewis kamaal mein chij aati hai jo ki Ham daily isko juice karte hain agar Ham toothpaste ka use nahin karte to iski vajah se aapki dant kharab ho sakte hain aapko ambeshwar toothpaste karna chahie din mein do dafa Taki aap apne danto ko saaf rakh sake aur aap ko koi bhi uthana pada iske bahut jyada fayde aur nuksan paye jate Hain Jo ki main aapke sath share karti hun

              Advantage
              toothpaste ke bahut jyada advantages a jaate Hain aur jaisa kya aap jante Hain ki har Ghar mein use Kiya jata hai Taki Ham khud ki raksha ke bahut jyada jaruri hota hai
              toothpastes daily use karne se aapke ticket bahut jyada acche aur saaf rehte Hain
              daily toothpaste na karne se aap ke dant kharab ho sakte hain aur in mein kida lag sakta hai
              Toothpaste hamare danto ko smooth aur strong banata hai
              Daily toothpaste Karne wale ke dant kabhi bhi jaldi nahin girta
              hamen acchi quality ki toothpaste juice karni chahie Jo ke famous company ki ho usse hi aapko fayda ho sakta hai

              Disadvantage
              dear member to space ke bahut jyada disadvantages bhi paye jaate Hain jaisa ki aap jante Hain ke kuchh to use per aisi hoti hai jo kya acchi quality ki nahin hoti aur hamare Danton ko unse jyada khatra ho sakta hai aapko kabhi bhi aisi toothpaste use nahin karni chahie Jo kya aap ke Danton ko kharab kar sake aur aapko toothpaste karne se pahle uski yah kharidne se pahle uski expiry date ko hamesha check kar lena chahie ki kahin hum ko expire Paisa nahin khareed Rahe isase bhi aapko nuksan ho sakta hai yah darda expensive nahin nahin hoti Ham aasani se usko khareed sakte hain hamen acchi quality ki to space leni chahie jo ki hamare dant ko kharab Na kar sake
              • #22 Collapse

                Re: Ye review toothpaste per mabni hy

                Aaj Ham aapse toothpaste ke advantage or disadvantage share Karenge ki toothpaste Kis Se Ham Kis Tarah Se acche benefits Hasil kar sakte hain aur Kis Tarah Se ine Ka istemal kar sakte hain toothpaste Ek Aisi collection hai Ke Jo Aaj Aaj Ki Duniya Mein Har Ghar Mein use ki jaati hai aur ise Har Koi use karta hai aur is se acche benefits bhi Hasil kar leta hai toothpaste ke jariye se Ham Apne teeth Ki Safai bahut hi acche tarike se kar sakte hain toothpaste ko Hamen daily use karna chahie aur Hamen Iske jariya se daily Apne teeth Ki Safai Karni chahi Jab Hamare teeth saaf Honge tab Ham Bahut Si bimariyon se bachne ke nange aur apne a teeth ko bhi sab Sutra rakh Sakenge

                Hamen Subah khana khane se pahle toothpaste karna chahie aur jab Ham khana kha Le To Uske bad bhi Hamen toothpaste ka istemal karna chahie Taki Ham Apne teeth Mein maujud Tamam zirat ko bahar nikal sake aur apne teeth ko acchi Tarah Se saaf Karke unhen bimariyon se Mehfooz Rakhta ke Agar Ham daily routine Mein toothpaste ka istemal Nahin Karte Tu Is Tarah Se Ham Kabhi Bhi Apne teeth Ko acchi Tarah Se saaf Nahin Rakh Patte aur na hi unko bimariyon se Mehfouz rakhte Hain aur yah toothpaste aapko market Mein easily available hote hain aap Kisi bhi market Mein Jaenge to aap ko yah easily mil Jaate Hain aur yah Jyada expensive bhi nahin Hote yah toothpaste aapko different types mein bhi mil Jaate Hain Jab Ham daily in toothpaste ka istemal karte hain to Institute pest ke jariye se hi Ham Apne danto Ko saaf rakhne ke sath sath Apne teeth ko strong bhi banaa paate Hain is toothpaste ke jariye Se Hamare teeth bahut Lambe aur se Tak strong rehte hain aur jald Nahin Tut
                • #23 Collapse

                  Re: Ye review toothpaste per mabni hy

                  Assalam o Alikum!
                  Doston umeed karta hu ap sab khariyat sa hongy
                  Aj ma apko toothpaste ka bary ma bataon ga isky advantages or diadvantages bh bataon ga
                  Toothpaste gharelo istamal ma ata ha tootpaste har ghr ma mojood hota ha ya teeth ko saaf karny kaliya istimal hota ha aj kal market ma bhot sa toothpaste mojood ha colgate,sensodyne,docter toothpastewaghera mojood ha humy hamesha achi companies ka toothpaste use kary chaye aj kal market ma bhot sa local company ka toothpaste mojood ha wo hamy nuqsan puncha sakhty ha

                  Advantage:

                  Toothpaste ka bhot sa advantages mojood ha tooth paste sa hum tteeth saaf karty haha jis waja sa hum bhobhot sari bemarion sa bacha jaty ha tooth paste humy bemario sa door rakhta ha or hamary teeth ko germs lagny sa mahfooz rakhta ha

                  Disadvantage:
                  Toothpaste use na karnykarny sa humy bhot sari bbemarion ka samna karnakarna parta ha toothpastetoothpaste use na karny sa hamhamary teeths ma germs llag jaty Ha or wo ha teeths ko kharab kar daty ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Ye review toothpaste per mabni hy

                    Asslam U Alikum
                    Dear frinds Umeed krta hon Ap sab thk hon ge to is k sat sat ap ko btata chlu ka Aj ka Topic he Toothpest to is ka istemal to har ghr mn he bs Ap ko ye pta jona chahea k toothpest ka istemal kesy krna hota he or kon sa use krna hota wese to aj kal k door mn bhot zeda toothpest k brand a gay hen kuchy achi qoalty k bhe hen or kuch bory mera to manna he k sab se best toothpest Colgate he wese to kafe he mgar seb se best Colgate he jo Ap k danto ko achy say saf krta he or bahot zeda mzboot bnanta he or sat sat ap ko btata chlu ka is ko use Ap sobo jab bhe ohtty hen to first time kry q k jo ap sara din khaty ho ya rat ko kha k so jaty ho to ap ko moh se bas ate he to seb se best hal he k sobo ohty he pele toohtpest kren q k jab bhe ap toothpest ap krty ho to ap k dant bahot achy or with ho jaty hen ap jab bhair kese k pas jaty hen ya kese se bat chet krty hen 1 to ap k moh se khosbo ate he or dora ap k dant wite hoty hen to ap ko zeda acha mehsoos hota he or ghro mn ap ka toohtpest zeda tar behsan k pas hota he or toohtpest ko ap kam arsa use kia kren q k os pe os ke exp date hote he agr ap exp date k bad use krty hen to ap k dant galt bhe ho sakty he or bhe kafi bemario ka bais bnty hen is se behtr he k ap toothpest ko os ke avelble date pr use kren . Umeed krta hon ap ko mere ye choti c Tip achi lagi ho ge ..Thnku ..
                    • #25 Collapse

                      Re: Ye review toothpaste per mabni hy

                      Does Fluoride Prevent Tooth Decay?
                      Fluoride helps prevent tooth decay by slowing the breakdown of enamel and increasing the rate of the remineralization process. The new enamel crystals that form are harder, larger and more resistant to acid. Tooth enamel is hard yet porous. Plaque on the surface of your teeth can produce acids that seep into the pores (rods) of the enamel and break down its internal structure. This process, called demineralization, can create a weak spot in the tooth that may become a cavity if left untreated. Learning what fluoride does for the health of your teeth will help you become more aware of how to identify plaque and prevent it from becoming a cavity.
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Ye review toothpaste per mabni hy

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Samra_ilyas پيغام ديکھيے
                        Assalamualaikum! Dear forex members aj ka review tooth paste per hy jo k hum daily use krty hyn.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Ye review toothpaste per mabni hy

                          Dear friend assalam o alaikum jesa k ap janty hain hum hr roz toothpaste istamal krty hain jismein metallic Kishan ke toothpaste hote hain aur ham toothpaste Apne dant Ki Safai ke liye istemal Karte Hain Ham bahut Sare toothpaste istemal karte hain uske sath Ham vrishabh istemal karte hain jismein Kuchh acche toothpaste hai aur kuchh Sahi toothpaste Nahin Hote Hain to is Waqt sabse accha toothpaste sensodent in medical Colgate parodontax sabse acche toothpaste hain aur ham isase bahut fayda cancel kar sakte hain ismein Hamare dant Ko nuksan Nahin pahunchta Ham isko Idli use kar sakte hain uska koi disadvantage nahin hai isliye Ek bahut hi acche toothpaste Company hai jo ki kimat mein kam aur aur Basani Har Jagah Se Mil Jaate Hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Ye review toothpaste per mabni hy

                            Asalam O AlaikumAlaikum dear forex members kkya haal hai ap sub ka umeed krti hoon sub achy hon gay hmara aj ka topic bohat hi mufeed cheez yani k toothpaste py mabni hai jis k baghair hmary daanton ko khatra hota hai

                            Introduction
                            Sub se pehly main ap ko toothpaste k baray main btati hoon ye hmary roz use krny ki cheez hai kiun k agar is ka istamal na kiya jaye to hmary mu se smell aati hai or bohat sari bemari peda hoti hai aj kal bohat achy achy toothpaste market main aye huwy hain jis se hum apne teeths ko achy se saaf kr skty hain or bohat si bemaari se bach skty hain ye hmari danton ki safai main achy se madad krta hai takay hmary daanton main keera na lgay ya hmain kki or problem na ho is k bohat se faidy or nuqsan bain jo ap ko main btana chahti hoon

                            Advantages

                            Ap logon ko ilm to hai k toothpaste hmary danton k liye kitna zaroori hai is k istamal se hmary daant saaf rehty hain or hmary mu se smell nai aati hmary daant saaf rehty hain rozana toothpaste use kr k hum mu ki bohat sari bemariyon or takleefon se door reh skty hain is liye bachon ko specially bachpan se hi adat daalni chahiye 2 time baqaidgi se brush krny ki is se un k daant bhi saaf or mazboot rahain gay or wo jo kuch khain ya piyen gay to un k danton main nai lgay ga

                            Disadvantages

                            Dear members jesa k toothpaste k faidy hain wahin is k kuch nuqsanat bhi hain jo k use na krny se hmain uthana party hain maslan agar hum apne daant brush nai krty to hmary mu se smell aati hai or agar hum meetha kahaty hain to wo hmari daanton main rwh jata hai jis ki waja se keera lgny ka khatra hota hai or agar hum raat ko brush na krain to hmary mu main mojood khoorak k zarry reh jaty hain jis ki waja se hmary mu main germs peda ho jatay hain is liye hmain roz 2 time brush krna chahiye ap bhi apne reviews is baray main zaroor share krain thank you
                            • #29 Collapse

                              Re: Ye review toothpaste per mabni hy

                              Salam Dosto aj MN bat krnay lga hoo Jo ghreelo chezon MN istemal hoti hai toothpaste ki toothpaste aik bahot istemal honay wali Chez hai toothpaste k bahot sy faiday hn hmy din MN 2 bar toothpaste sy teeth saaf krny chiaey 1bar subah or 2sr bar rat ko khanay k bat sonay sy pehly is sy hamara e faida hai.
                              Agr hm teeth Roxana na saaf kren to hamaray moo sy gandi badboo anay lg jsti hai agr hm kissi mehfil MN jaen or kisi sy bat krni ho to hm nhi kren gy q k hamaray moo sy gandi badboo anay lg jaey gi or agla bnda tang ho ga is sy hamari Insult hogi or sary hamy Ganda smjhy gy.
                              Colgate ki toothpaste sab sy best hai wo kushboodar hai wo lounge or poodenay sy bani hue hai agr maswaaq mil jaey to wo bhi best rhy gy lkn toothpaste krny Dy hmary teeth saaf rhy gy or moo sy badboo bhi nhi aey hi.
                              Toothpaste krny sy danto ko kera bhi nhi lgta toothpaste k bahot sy faiday hn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Ye review toothpaste per mabni hy

                                Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan aapane Hamare Sath bahut hi Achcha topic discuss kiya hai aur jo K toothpaste ke related hai to aap ko pata hai ki Har Koi toothpaste ka istemal karta hai jo ke Ek Din Delhi starmall Hone Wali chij Hai Aur iska Ham Har Hal Mein daily istemal karte hain aur iska istemal Ham Din Mein 3 se 4 tabhi kar sakte hain Jab Bhi aap dinner lunch breakfast karen to aap iska istemal kar sakte hain aur ISI Tarah aap ko pata hai ki aapke Kisi bhi company ki acchi se acchi to pest ka istemal kar sakte hain to main aapke sath Iske related Iske advantage aur uske nuksan bhi aapko sakshar Karunga Umeed Karta Hun Ki aapko Mera review Pasand aaega

                                Advantage

                                To Pyare bhai jaan aap ko pata hai ki Iske bahut jyada fayde hote hain to main aapke sath Uske fayde 15 se 12 Tak share karta hun Pyare bhai jaan toothpaste daily use Hone Wali chij Hai aur ham iska daily use karte hain aur aap iska istemal launch breakfast dinner ke bad iska istemal kar sakte hain Jis company ka acche se Accha Sa Taur per aapko jo suit Karen aap Vahi toothpaste Amal kar sakte hain toothpaste ke daily istemal karne se aapke teeth bilkul saaf rehte hain aur aapke muh se smell bhi nahin aati Jo log daily toothpaste ka istemal karte hain unko dant kabhi bhi kharab Nahin Hote Agar aap Delhi toothpaste ka istemal Nahin Karenge to isase aapke dant kharab Hona shuru ho Jaate Hain aur isase aapka tabiyat bilkul bhi kharab hoti hai aur aapko chahie ki aap power Se Achcha use Karen toothpaste office Aane Se Kisi bhi store Shop se khareed sakte hain aur Itni expensive bhi nahin hai ki aap Har Koi Isko iska likha De sakta hai aur bus acchi quality ki hi aap to toothpaste use Karni chahie

                                Nuksan nuksan

                                Iske bahut jyada nuksan hai Pyare papa Jaan aapke sath der karta hun aap ko pata hai ki Kuchh Logon ke dant bahut hi sensitive hote hain Jiski vajah se unke Danton Mein Aana shuru ho jata hai jo Ke Do unke liye chahie ke vah Hamesha doctor se poochh kar Kahin To spasht ka istemal Karen aur kuchh toothpaste Aise hote hain Jin Se aap ke dant kharab ho Jaate hain aur aapke Danton mein se blood Aana shuru ho jata hai aur aapke dant Ka Rang bhi change hone lag jata Hai Jab Bhi aap toothpaste ka istemal karen to usko expiry ko Jarur check Karen aur Varna vah Kafi Khatarnak ho sakta hai aur aapki health ke liye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X