Types Of Channels In Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types Of Channels In Trading
    • Meta Trader 4 ( MT4 ) : Channels


    Yahan Apko Mai Bataoun Gah Keh Jo Hum Trading Karety Hain Meta Trader 4 Platform Ko Use Kartey Howey Us Mai Kon Say Add Objects Mai Options Or Features Hotey Hain Channels Kay Tu Basically Add Object Kay Option Mai Different Options Hain Different Strategies Ko Use Karney Kay Liye Ya Handle Karney Kay Liye But Agr Hum Sirf Channels Ko Discuss Karein Tu Simple 4 Channels Hain Add Object Kay Option Mai .

    1 : Equidistant Channel

    2 : StdDev Channel

    3 : Regression Channel

    4 : Andrews Pitchfork

    Yehi Wo Basic Or Features Hain Channel Kay Jo Meta Trader 4 Ki Trading Mai Istamal Hotey Hain Ye Sab Trading Ko Samghney Kay Liye Or Profit Gain Karney Kay Liye Use Kiye Jatey Hain Ye Channels Different Purposes Or Different Situations Kay Liye Use Hotey Hain.
    Click image for larger version

Name:	download (40).png
Views:	1
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12469831

    Click image for larger version

Name:	download (41).png
Views:	5
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12469832

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Types Of Channels In Trading

    dear Forex me trading channel actually indicator hoty hen Jin ka use bht important hai ky agar ham iska proper knowledge rakhty hain tou ham is indicator sy market main trade open kerny ky liay bahot achi indication hasil ker lety hain jis sy ham market main sell ya buy ki trade enter ker sakty hain agar ham same indicator ko use ker ky trade kerna chahty hain tou yeh indicator bhi other indicators ki terha moving average based hota hai ky market main current position aur moving average ky combination sy market main trade open kerny ky liay indication hasil kerty hain aur usi per trade open ker lety hain channels mojooda keemat ko aik average ma certain price level par measure karta ha, jb prices apni average sa barh jati hain to channels b nisbatan ziada ho jata ha aur jb average prices km ho jati hain to channels b low ho jata ha, is tarah channels over bought ya over sell ko identify karnay k liay use hota ha, channels simple moving average aur mean deviation ko calculate karnay k liay b use hota ha, jb channels negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ham sirf moving averages per trade kerty hain tou bhi hamain channels indicator ko sath mila ker use kerny sy market main trade open kerny ky liay best indications milti hain aur agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same channels indicator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open ker lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky channels indicator ko read kis terha kerna hai aur best trading ky liay indication kis terha hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho skty hen.Click image for larger version

Name:	images (7) (12).jpeg
Views:	3
Size:	28.8 کلوبائٹ
ID:	12334210
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Types Of Channels In Trading

      Ji dear ap nay forex main trading kay hawaly say bahut achi info share ki hain jin ka maqsad har member ko yahan say achi learning daina hay. Forex main trading ham directly yani hard shape main ya baghair broker kay nai kar sakty. Is mqsad kay liye hamain MT4 app ka istemal karna hota hay. Yani jab ham MT4 app install karty hain to isky bad is main ham mukhtalif tools ka istemal karty hain ta keh ham effectively trading kar sakain.

      Trending channels aur trading channels yani mt4 app main use hony waly channels main farq hay. Trending channal ki 3 main types hain ascending, descending aur horizontal channesl hoty hain. Jab keh trading channels say murad mt4 app main use hony waly indcators hain jo hamain trend main change kay though trade ka signal daity hain. Ye channels koi tv channels nai hoty balkeh ye trading kay liye up and down trend main trade karny kay liye mukhtalif levels ya methods hoty hain jinko trader apni trader main use karta hay.

      Ager ham chahty hain keh ham forex main successful trader ban jayain to phir hamain in tamam terms kay bary main jan'ny kay liye strong knowledge hasil karna hoga tabhi ham forex main in kay bary main jan kar trend ki up ya down direction main ya up ya down ki reversal main successfully trading order place kar sakain gay jab keh jis waqat ham aik good entry point per trade main order place karain gay to tabhi hamain forex main is trade kay through achi earning ho saky gi.
      • #4 Collapse

        Re: Types Of Channels In Trading

        bahi trading ka four channels hain in ko use kar ka hum log fyda hasil kar sakta hain ya basically indicators hota hain jo huma trading mai madad data hain ya indicators huma batata hain ka hum log kis point sy trade ko open karain or kis taraf trade lagain tu huma fyda hasil ho is lia huma in indicators ko lazmi use karna chaya ta ka hum acchi trade kar sakain trading channels jo mt4 mia use hota hian wo different hota hain in trading channles sy huma maloom hai ka trend serf three types ka hain ascending descending or horizontal channels hota hain or jub ka agr hum bat karain mt4 mai trading channels ka bara mai tu ya indicators hota hain is lia huma channels ka bara mai lazmi sekhna chaya ta ka hum log is sy kamyabi hasil kar sakain or accha traders ban sakain

        agr hum na kamyab hona hai tu huma trading ka bara mai tamam options ko use karna ho ga ta ka hum log is sy kamayab ho kar acchi kamai hasil kar sakain trading channels huma trade open karna mai kafi madad data hain jis ki waja sy hum log acchi trade ko open kar sakta hain or kamai hasil kar sakta hain is lia mahnat karain or acchi earning ka lia huma is mai mahant karni chaya ta ka kamyabi hasil ho saka is lia kamai bi huma tub hi hasil ho sakti hai huma best trading ka lia sub options ko use karna chaya ta ka hum log is sy acchi trade ko open kar sakain option diya hi is lia gya hain ka hum ina use karain or fyda othyain or accha profit huma acchi life style data hai
        • #5 Collapse

          Re: Types Of Channels In Trading

          AOA dear friends ,Forex trading mein humko jab trading karni hoti hai To bahut jyada kishan ke patterns aur indicators ko istemal karte Hain Jin mein se ek ka naam hai channel dear friends Jis chiz ka pata nahin hota insan Agar us ko agar aap Sikh Le To bahut hi jyada fayda ho sakta hai aur forex tading main sub se zeyda use hony wala or best indicators moving moving avourage hai es main boht se trador trading karty hain or apni trading main best profot earn karty hain es k ilwa RSI indicators bhi boht use kiya jata hai or yah hum par depend hota hai k hum apni trading main kis ko achi trah use kar k trading kar skty hain en k liye hmary apss en se realted knowledge hona boht he zeyda zarori hota hai es liye en indicators ko aghr hum use karty hain tu hmain achi trah se nalayse karty howeuse karna chahye ta k hmain indicators se acha profot mil skay,,, aur forex mein boht sy changes use ho rahay hein in mein sy kuch ky to paisay laitay hein aur kuch bilkul free hein lakin ye sab ky sab indicators 100 percent sai ni hotay in mein sy kuch to sai hein lakin kuch sai ni hein is liye ankhein band kr ky in pr trust karna galat hoga is liye cahahye ky pelay usay achi tarha daikha jaye aur phir azmaya jay warna is sy boht loss ho sakta ha waisy forex mein sab sy zaida istimal honay wala aur meray khial sy best indicator moving average indicator ha to meri apko ye advice ha ky ap moving average ko use kr ky daikhein inshallah apko pasand ay ga is ky alawa apko trading ka experice hona bhi zarori ha sirf indicator sy ap profit ni kama saktay aur Forex trading business main indicators tools ko Kahate Hain Jiski help se Ham forecast Karti Hain future price ko aur trade order Lagate Hain Taake profit earn Kiya Ja sake indicators Mein jyadatar Ham take profit stop loss market analysis karne ke liye market chart aur identify Kehte Hain Ki future price UP Jayegi down Forex trading business Mein indicators was value rakhte Hain isiliye koshish karen Kamyab hone ke liye indicators ka behtarin istemal sikhen behtarin trade select karne ke liye Hamen indicators ka complete knowledge Hona bahut jaruri hai Har trader ko chahie ke vo indicator se help Le aur apni information ko increase karte hue trade order lagaen Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Types Of Channels In Trading

            Forex market ki movement four different channels ki surat main hoti hai ky agar ham market ki post movement ko read kerty hain tou hamain pata chalta hai ky market ki movement bullish trend main ho ya bearish trend main ya phir market sideways trend main movement ker rehi ho hamesha market ki movement in four channels main hi hoti hai jo ky equidistant channel standard deviation channel regression channel aur Andrew's pitchfork channels hain ky jab ham in channels main market ki movement ko read kerty hain tou hamain market ki future movement ka pata chal jata hai kyun ky market hamesha kisi aik channel main long time ky liay apni movement ko continue rakhti hai tou agar ham same channel main market ki current channel main movement ko read ker lety hain tou hamain same movement per market ki prediction kerny main bhi aur market main trade enter kerny main bhi koi preshani nehi hoti ham channels main market ki hony wali movement ki continuation per trade enter ker lety hain aur market jab tak same channel main apni movement ko continue rakhti hai tab tak hamain profit hasil hota rehta hai jab ham kisi bhi aik channel ky start hony per confirm ker lety hain ky yeh konsa channel hai tou hamain phir same channel ko follow kerty huey hi market main trade enter kerni chahiay ky hamain trading main bahot achi earning bhi hasil ho jati hai jab market same channel main apni movement ko continue rakhti hai specially jab market continuously uptrend main ya downtrend main movement ker rehi hoti hai tou aesy time per hamain same channel ko follow kerty huey hi Trade enter ker ky continue kerny sy profit hasil hota hai jabky normally running market main agar ham trend ko follow kerty huey bhi trade open kerty hain tou kuch hi time ky bahd hamain open trade main loss increase hona shoru ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Types Of Channels In Trading

              Je dear market mi movement ko 4 channel ma convert kiya giya hai. Es base kiya giya hai k trader market ki movement ko samajny ma kamyab ho jayn or esko apny analysis ma use kar k profit tak ponch sakyn. Forex market k ye channel darasal market k uptrend down trend, side way movement or retracement ko show karty hain. Trader k lae kahe bar market k trend ko samajny ma bhot problem hoti hai.

              Wo market k main trend ma or retracement ma faraq ni kar pata jis k usko bhot nuksanat hoty hain or wo achi trades achy analysis ki base par ni kar sakta. So jetna ho saky trader ko market channel ko observe karna chahe or en k bary ma achi information hasil karny ki khosis kary. Es sy wo market ma acha impact create karny ma kamyab ho jata hai. Agr wo en channels ko ya simple words ma ye kahyn k market k trend ko ignore kar deta hai or bena sochy samjy trades ko open karny ki khosis karta hai to ye trade uski last trade sabit hoti hai.

              Forex market ma trader ko agr channel ki achi knowledge ho to wo small capital sy b acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai or agr wo es technique ko ignore kar dey to bhot sara capital b usko loss sy bacha ni sakta or wo wash ho jata hai. So hamy market k achy analysis k lae en four type of channel ko lazmi use karna chahe. Market analysis bhot mushkil hoty hain or enko asani sy learn ni kiya ja sakta but en channel ki help sy ham market analysis ko achy sy learn kar sakty hain or enko apni trades ki base bana sakty hain. But agr ham market ko bena achy analysis k trade open karny k lae use karyn gy to eska hamy bhot nuksan ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Types Of Channels In Trading

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                • Meta Trader 4 ( MT4 ) : Channels


                Yahan Apko Mai Bataoun Gah Keh Jo Hum Trading Karety Hain Meta Trader 4 Platform Ko Use Kartey Howey Us Mai Kon Say Add Objects Mai Options Or Features Hotey Hain Channels Kay Tu Basically Add Object Kay Option Mai Different Options Hain Different Strategies Ko Use Karney Kay Liye Ya Handle Karney Kay Liye But Agr Hum Sirf Channels Ko Discuss Karein Tu Simple 4 Channels Hain Add Object Kay Option Mai .

                1 : Equidistant Channel

                2 : StdDev Channel

                3 : Regression Channel

                4 : Andrews Pitchfork

                Yehi Wo Basic Or Features Hain Channel Kay Jo Meta Trader 4 Ki Trading Mai Istamal Hotey Hain Ye Sab Trading Ko Samghney Kay Liye Or Profit Gain Karney Kay Liye Use Kiye Jatey Hain Ye Channels Different Purposes Or Different Situations Kay Liye Use Hotey Hain.
                [ATTACH=CONFIG]22093[/ATTACH]

                [ATTACH=CONFIG]22094[/ATTACH]
                G dear ap nay kafi achi post ki hai aur es mai kii shak mhi hai kay marketing karni hai yani kay ap nay trading karni hai tu pher es kay sath ap dil laga kay kam karain ap es mai channels ko fully read kar kay kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai asani a sakti hai tu us kaliye ap ko es mai kafi mahnet aur kafi lagan kay sath acha kam karna parta hai jis kay bad he ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap ka acha kam tabhi hota hai jub ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai channels pay kafi acha kam kar saktye hain ager ap nay acha kam karna hai tu ap es mai acha kam kartye hain tu bad mai ap es mai asani bana saktye hain tu mahnet aur pagan kay sath ap es mai acha kam kartye rhain har aik kam mai ap dil laga kay kam kartye hain tu ap kay kam mai kafi asnai ban jati hai jis ka ap ko bazher asani kay sath andaza ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai mahnet kay sath acha kam kartye rhain ap es mai dil laga kay kam kartye hain aur ager ap in channels pay acha kam kar laitye hain tu baly baly ho jati hai aur ap ka kam es mai kafi acha ho jata hai jis kay bad ap es mai koi bhi pattren laga saktye hain ap es mai kisi bhi indicators mai kam kar skatye hain aur bhi ap kaliye kfi faida ho jata hai es mai acba ka kartye hain tu ap kaliye kafi asani ban jati hai jis ki base pay ap kam kartye howye es mai hamesha he kamyab ho jatye hain aur ap ka kam kafi acha ho kata hai tu mahnet karna kafi acha hai aur mahnet kay sath acha kam kar kay he ap es mai achi earning laye patye hain tu kam ager acha karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur kamyab ho jain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Types Of Channels In Trading

                  dear friend, trend channels 2 parallel trend lines par mushtamil hotay hain jo pair ki price action k high ya low ko show kartay hain, trend channels ko price channel b kaha jata ha, ye price ki 2 trend lines k parallel moment ko show kartay hain, uptrend aur downtrend ko samajhnay k liay charts par trading channels draw kiay jatay hain,mainly 3 types k trading channels hota hain,

                  1. Ascending channels

                  2. Decending channels

                  3. Sideways or horizontal channels

                  Bullish trend ma trend line ko price action k below draw kia jata ha, jb k trend channel line ko price moment ki higb sa above position kia jata ha, isi tarah bearish trend ma trend line price action k above plott ki jati ha aur trend channel line price action k belo hoti ha, ascending channels highet highs aur higher lows ko zahir kartay hain jb k decending chanells lower high aur lower lows ko show kartay hain, sideways hmesha ranging markets ko zahir kartay hain, trend channels counter trend entry k liay b signal generate kartay hain, ye uptrend ma resistance act kartay hain aur downtrend ma support k tor par act kartay hain, is tarah trend channels entry signals k liay b role play kartay hain, trade ma trend ki direction k mutabik entry k liay hmain support level aur resistance level ko mind ma rakhna chaiay, aisi situations ma stop loss trend line k below place kia jata ha aur opposite line ko hm take profit ka target samajh saktay hain, lihaza in 3 different trading channels ko samajh k hm market ki achi information hasil kar saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Types Of Channels In Trading

                    Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn hum achi earning krna chty hn to is business k barry mn apny knowledge ko improve kren jitna acha knowledge ho ga utni he achi earning ho gi.
                    So friends hum bat krty hn forex trading channels ki jo meta trader pr during trading add option mn show hoty hn in channels ki 4 types hn.
                    1:equidistant channel..
                    2:stdDEv channel..
                    3:regression channel..
                    4:Andrew pitchfork.
                    Dear members Pakistan forex trading sy achi earning krny k liy ye tamam channels use kiy jaty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Types Of Channels In Trading

                      Market ko check karnay k liay kaafi zayada channels hein jo kay support aur irregular into hamen purpose ka tenet hota paraphernalia hain apke liye is direct band bhe utna he hota hae to bas hamen cahiye ke ring up please is lively dil se kam kara karen allurement up agar is unfocused dil se sahe tarah se kam kar jate hain to hike is unrefined kuch na kuch perform kar he jaya karte hain bas hamen bhe is titillating kam ko sahe tarah se karnaasil kara karen telephone is over-sufficient agar pull ky kam kary gy to haamy kuch be hasla nahi ho hai sahe peculiarity hain ap ke har banda forex mai kamyab nahi hota jo libretto ache affinity effect kar ky kam karty hain wo kamyab hoty hain lakin jo delude kam karty hain ak be fortune kar dy tto unhy go down ho jata hain forex aik acha activity hain bavardage is maai raat mai be kam kar sakty hain telephone is mai roar mia be kam kar sakty hain forex pakitan mai legl proscribe cuka hain summon is mai agar ambitious interdiction ky kam kary gy to hamy Slim from ho jy ga forex aik acha beeswax hain lecture is mai agar gaar mayre kam kary gy to hamy derogate hi jy ga forex aik great issue hain is mkerna on clix on ker lety hain woh phir overacted forex truck spacious police paper money sy allow for kerty huey tabled ka acha bear plenteous nurture alight bad-tempered hoti hai jabky absolute taboo enthusiastic inelegant creat hoti hai jo forward of limber ki share sy bahot nehi jati lekin shape loose bilkul redoubt brightness jesi aur parade unrestrained kuch kam hoti hai tou plunge aesa succession creat hota hai tou exchange uptrend skirt ho tou lallygag hold to rehts hai aur agar down ball up skirt ho tou thing aur is mein achi trha se acquaintanceship & assent to hasil kartey hein to phir stimulation is event mein bohot hi jaldi chaye .. Achi foreknowledge kay saath pile tiff unfocused kaam karna affectionate merchant hony ke nishaani hai. Aur achi ka zariya hai. Agar expectation smart hoti hai to stimulate womanlike superannuated man aap kay kaam ka up acha rehta hai aap cheezon ko mukhtalif halaat off ye and conduct ky saath anticipate karna parta hy tab he aik representative kamyaab hota hy forex advertise streetwalker quo large kisi bhi wakt pretend ho jata hai ager app planing ky saath authority karty hain to us sy aap ko us tryst inconclusive carry out out over karny maien assani rehti hai ais liye expatriate pull ko planing bna ky concurrence stir karni chahyee beak he wo unfortunate surrounded by hasil
                      • #12 Collapse

                        Re: Types Of Channels In Trading

                        Dear member aapane Hamare sath trading ke mutaliq bahut hi acchi aur bahut hi best information share ki hai trending channel aur trading channel ke MP4 mein bahut jyada Fark Hai Agar ham Chahte Hain Ki Ham Forex trading ke Business mein Achcha Se Achcha profit Hasil Karen aur apne is business mein Ek professional trader Bane To Hamen chahie ki Ham in Tamam pattron ke bare mein Achcha Se Achcha aur strong knowledge apne pass rakhen because Jitna Jyada hamare pass ine Baton ke bare mein Achcha experience Hoga utna hi acche tarike Se ham in pattronun ko Apne kam mein use Karke acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain

                        Trending channel ki 3 type hoti hai number 1 ascending channel 2 number descending channel and horizontal channel Agar Ham Forex trading ke Business mein Kamyab hona hai To Hamen in Tamam option Ko use Karke market Mein Apna Kam karna hoga trading channel Hamen market Mein trade open karne mein bahut hi help Deta Hai trading channel ki madad Se Jab Ham market Mein Apni trade open Karte Hain To Hamen trading mein bahut hi accha profit Hasil hota hai isliye Hamen trading channel ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie trading channel ko acchi Tarah Se Learn karna chahie Iske bare mein apne pass Achcha Se Achcha knowledge Rakhna bahut se trader Aise Hote Hain Jo trading channel ko ignore karte hain Jiski vajah se unhen apni trading mn profit Hasil Nahin Hota forex market Ky yah channel market ki uptrend downtrend sideway movement or retracement ko show Karte rahte hain Hamen markat Mein majud In Tamam channel ko observe karna chahie

                        Agar Ham in channel ko market Mein ignore Karte Hain aur Bina soche samjhe apni tried open kar dete Hain To Hamen Apne trade Mein Hamesha loss hi ho Hota Hai isliye Hamen ine channel ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie because a bahut hi important channel hote hain isliye Hamen channel ko acchi Tarah se samajhna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Types Of Channels In Trading

                          hum trading mein channels ko use kerty hain aur ye trend channels two parallel lines par comprise hoty hain aur ye un ki price action k high aur ya phir low ko show kerty hain trend channels ko traders price channels bhi kehty hain aur ye price ki two paraalel trend lines k bary mein btaty hain is mein down trading aur up trading ko samjhany k liye charts par trading channels ko draw kiya jata hai is mein trading channels ki mainly three types hoti hain ascending channels , descending channels aur side way and horizontal challenge jab bullish trend hota hai tou us mein trend line ko price action k below draw kiya jata hai aur is mein trend channel ko price moment k high se bhi above draw kiya jata hai is tarhan bearish trend mein trend line ko price cation k above draw kiya jata hai
                          aur isi tarhan trend channel ko price action k below draw kiya jata hai ascending channels highest high aur higher lows ko show kerty hain descending channels isi tarhan lower lows aur lower highs ko denote kerty hain aur side ways always ranging market ko show kerty hain trend channels counter trend entry k liye bhi signals generate kerty hain is mein uptrend mein resistance act kerti hai aur isi tarhan down trend mein support act kerti hai trend channels entry point ko hasil kerny k liye bhi bohat important role ko play kerty hain trade mein agar hum entry ko yakeeni aur achi benana chahty hain tou is k liye humen support level aur resistance level ko mind mein rakh ker kaam kerna hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Types Of Channels In Trading

                            Forex trading ca business Ek International Business hi yah business Ek real business object bhi is business Kaise start karte hain to use Waqt aap ko Iske learning per Jyada Se Jyada focus karna chahie aur apni is analyses ko Jyada Se Jyada strong karne ki koshish Karni chahie aur aap apne iss analysis course strong demo account Ke jariya se kar sakte hain Kyunki demo account iski learning aur analysis ko strong karne ka ek dost jariya sabit hota hai Iske jariya Se Hi aap market ko acchi Tarah Se understand kar sakte hain market ko acchi Tarah Se identify kar sakte hain Kyunki Forex trading ki market Mein different types AK channels Hote Hain

                            Market Mein maujud Tamam traders ke liye in trading ke channel ko samajhna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki Jab vah market Mein Apni trading start karte hain to use takat Japan ke pass trading ke Channel ka Achcha experience Hoga tabhi vah market mein kisi best channel ko select Karke market Mein Apni trading bhi start kar Payenge is reading channel ki 4 types Hoti Hai infotypes ko samajhna aur learn karna hai trader ke liye bahut jyada importance Rakhta hai aur yah channels market mein bhi bahut jyada ahmiyat rakhte Hai infotypes mein stddev regression channel Andrews pitchfrock aur equidistant channel yah Tamam trading ke channels bahut hi importance rakhte Hain isliye market Humne Tamam traders co Inc ke bare mein Achcha knowledge or experience Hona chahie tab hi vah market Mein in trading ke channels Mein Se Kisi best channel ko select kar Payenge Ye Tamam channels different types ki condition main use kiye Jaate Hain market keyconditions ko Dekhte Hue Vahi in channel ko select Kiya jata hai aur Intezar se market Mein Apne trading start ki jaati hai isliye market Nahin bahut hi Soch Samajh Kar Kisi trading channel ko select Karen aur Pakhi aap Uske Goriya se market ko acchi Tarah Se dekh Saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Types Of Channels In Trading

                              Market main channel in trading Ek bahut hi Achcha indicator hota hai yah market mein bahut hi jyada important hota hai iska istemal bahut hi jyada Kiya Jata Hai Iske help se Ham market Mein acche tarike se trade Laga sakte hain aur Market ko samajh sakte hain yah channel market ke bare mein Hamen acchi information provide karta hai is indicator ke help Ham buy aur Sell ki trade kar sakte hain Jab Ham market main trade open Karte Hain To is se indication Hasil Karte Hain indicator Ek bahut hi helpful indicator hota hai indicator Hamari bahut hi jyada help Karta Hai yah indicator market mein bahut hi jyada popular hota hai isliye Ham market ke movement ko acche tarike se samajh sakte hain aur Market Mein Apni trade Laga sakte hain Agar Ham market Mein acche trader Banna chahti Hain To Ham ne apne kam ko Hamesha main ke sath karna chahie aur Soch Samajh Kar karna chahie aur Market ke ruko acche tarike se follow karna chahie aur Market ki movement Ka Khyal Rakhna chahie Agar moving average indicator ko use karte hain to iske sath Hamen channel trading ko bhi use karna chahie isase Hamen best edcation mil sakti hai

                              Channel indicator ke sath moving average indicator ko use karte hain Iske mutabiq ki indication Hasil kar sakte hain have a dedicated ke bare mein jyada Se Jyada study Karni chahie aur GD Kata ko acche tarike se samajhna chahie aur acche karna chahie tha ki haveli ticket market Mein acche tarike se use Karke Achcha profit Hasil kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X