jaiza: " Trading sekhny k liye practice" bht zaruri hai...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza: " Trading sekhny k liye practice" bht zaruri hai...

    dear,ham sab koi bhi kaam start karna cahhty hain ya ham usk baray main achi tarha say janna cahhtay hain to usk liye jub tak ham uski sahi aur propper leanring nai kartay hain ham kabhi bhi us main say acha kuch ahsil nai kar skatay hain aur ham kabhi bhi us kaam say acha reward hasil nai kar skaty hain is liye isi tarha say he forex markeet ka business hay jis main agar ham iski sahi tarha say lenring nai kartay hain aur jub tak hamko is main kaam kanray ka sahi tareeka nai mil jata hay ham is makreet amin na to isk baray main koi khaas sekh saktay hain aur na eh hamko is man kaam kartay hwuay kabhi achi eanring mil sakty hay aur jub tak ham is makret k baray main achi tarha say jaan nai laitay hain aur jub tak ham is main kaam kartya hwuay isk har aik moovmnt ko smajhnay main kamyab nai ho jatay hain ham kabhi bhi is main kaam kartay hwuay kamyabi say hamkinaar nai ho saktay hain.
    dear forex markeet main kaam kartay huway jub hamko lose hota hay to tab he hamain is main kaam kartau huway apni khamionki kadar banty hay aur tab he ham is main kaam kartay hwuay yeh samjhtay hain k hamaray liye is makreet main kaam kartay hwuay practice kis had tak honi chaye aur kis had tak hay usk liye agar ham is makreet amin kaam kartay hwuay is baat ko ignore kartay hain aur agar ham is main kaam ko start kanray k liye jald baazi say kaam laitay hain to hamko aisa koi bhi moukka nai milta hay jis say hamri leanring k sath hamari practice bhi achi ho to tab he hamain is makret amin kaam kartay hwuay loses ka samn ahota hay aur tab he ham is main kaam kartay hwuay lose pay lose kartay jatay hain jiski hamko koi bhi khabar tak nai rehty hay k hamaray sath aisa q ho raha hay aur kis wajah say ho raha hay jisk liye lazmi hay k ham is makreet main kaam kartay hwuay ziada say zida practice kartay hwuay makreet amin kaam ko start karian yahi is makreet amin kaam kanry ka sahi tareeak hay aur yahi achi eanring ka khaas solutions hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza: &quot; Trading sekhny k liye practice&quot; bht zaruri hai...

      Trading seekhne k liye zaroori hai k beginers k sab sy pehly baby pips site sy knowldge hasil karen or knowldge ko hasil karny ky bad hi real account ma trade kar sakty hain or us sy hi earning kar sakty hain kuun k earning karny ky liie knowledge ka hona bohhat zyada zruri hota hy or ap knoweldge sy hi trade kar sakty hain or earning kr skty hain

      اب آن لائن

      Working...
      X