Trading Men Waqat Ki Ehmiat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Men Waqat Ki Ehmiat.
    AoA dear forex members Umeed krta hun sb happy hungy dear members ao bchpan se sunty aye hen k waqat ki pabandi hr kisi pe lazim hy aur hr kam apny apny waqat pe e acha lgta hy q k agr 1 kam apny muqarara time pe na ho to wo kam sai ni hota ulta nuqsan b hota hy aur waqat b zaya hota hy is liye hr kam men time ka ohaas khyal rkhna chahiye same isi trha trading men b time ka kafi amal dakhal hy Pakistan men alag time hota market ka jb k baqi countries men alag time hota is liye zruri hy time ko mad e nazar rkhty hoye trading krni chahiye baz uqaat same time men 2.2 countries ki markete open hoti jiski wjha se smjh ni ati aur bnda loss kr beth'ta hy
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Men Waqat Ki Ehmiat.

    Dear friend forex business man Joo member market mn achi inverment kaa intazar kar kaa apna teareding saroo karta han too uss kee wajha saa app akk kamyab teareder ban kar apna app kamyab bana sakta han
    • #3 Collapse

      Re: Trading Men Waqat Ki Ehmiat.

      Assalam o alaikum dear members hamein forex trading mein jitna ziyada wqt deingy us sy acha khaasa hamein bonus dyga Forex . Pakistan Forex forum aik international online marketing business hai is mein hamein koii pocket money ki zaroorat nhii hotii hai is mn just ham time investment krty hain aur dollars kamaa skty hain .ye koi dosry online business ki trah nahi hai jis mein pehly investment kru phr earning kru.
       
      • #4 Collapse

        Re: Trading Men Waqat Ki Ehmiat.

        Treanding main waqat ki pa bandi ka her kisi ko pata hota hai treanding humera acha waqat guzar jata hy treading main waqat ka pata hi nahin chalta qur humy es forex bahot zeyda ihmiyat milte aur hum bahot zeyda faida hota hai aur achy woking ky sath kaam karte hy
        • #5 Collapse

          Re: Trading Men Waqat Ki Ehmiat.

          ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
          Yeh review Trading mein waqat ki rhmiyatt , per mabni hai ;

          Dear friends , App sab kesy hein , umeed hai k pp sab thek thak hongein , Gee to abb ham batt kerty hein apny ajj k review k bary mein jo k hai
          Trading mein waqat ki rhmiyatt .
          Introduction ;
          Dears , Waqt ki ahmiyat To Hamen Karni chahie Waqt Hath se ek dafa Chala Jata Hai To Wapas Laut kar Nahin Aata Prem trading ke vahi chij hai trading Hamen Lagane se pahle acchi Tarah market coronavirus kar lena chahie Ki Mati Ke up and down kahan par kaise aur Kis Tarah Se a rahi hai Hamen trade bhaiya per Lagani hai ya Sher per Lagani hai aur time bataen apni trade ko Lagane ke bad Hamen use per focus karna chahie ke Kitna profit ho raha hai yah Kitna loss ho raha hai loss hone Ki Surat Mein Ham usko vate Karte ki vah profit ki taraf se Jaaye aur kam se kam bhi bilkul 200 Ho Jaaye Kya Main lost on Ka Mausam profit Ho Jaaye Sab Ko dekhne ke liye Hamen time bataen mobile se laptop ko Lekar baithana parta hai Kyon Ke time bataenge change hoty rahti hai Hamen trade per focus Karni chahie Ki Jaise hi vah Hamare loss ko kam Kare aur profit ko 0% pahiya Ek per profit Bhi Ho To Hamen use per plus kar leni chahie Jyada loss hone Ki Surat mein jyada profit ki lalach mein Ham Apne account ko wash Hi Na Kar Baithe Agar Ham Waqt Rahte Apne account ko stop Nahin Karenge main clause Nahin Karenge To Ham Apne account ko Vash karvane ke khate Kidhar Ja sakte hain Jiski vajah se Ham vah pahle aur Aakhri ki trade Laga sakte hain Uske bad Hamen zero se start karna padega kam karna padega working Karke Uske bad Jo bonus aaega use per Ham trading ker sakty hein .
          • #6 Collapse

            Re: Trading Men Waqat Ki Ehmiat.

            Assalamu Alaikum Pakistan Forex forum online international marketing business hai isko ham traditional business bhi kehe sakte hain is business ko jitna jyada time denge hamara utna jyada hi fayda hoga kuchh log jyada mehnat karte hain lekin unki mehnat faizul jaati hai kyunki unka material Jo hota hai vah theek Nahin hota apni taraf se khush ho jaate Hain ke humne apna work complete kar liya hai lekin unke work mein main quality Nahin Hoti aur vah mehnat to karte hain Forex ko time bhi dete Hain time ki kadar Karni chahie aur apne business mein apna time surf karnachahie shukriya.
             
            • #7 Collapse

              Re: Trading Men Waqat Ki Ehmiat.

              Dear wakat ki bhut ehmiat hy cahey koi b field ho.
              Trading mai wakt ki bhut ehmiat hy.
              Trading sekhna aik 2 din ki bat ni apko kafi wakt daina parta hy us k bad ap achy trader ban sakty hain.
              Is k sath ap agr normal trade b lagaty hain to ap ko musalsal market movement ko dhykna parta hy agr ap ki trade aik achi taraf ja rhi hy or ap time ni dyty or market ap k trade ki oposite shoro hoti hy to ap ko loss ho jata hy
              Dear trading mak ap ka time bhut mater karta hy.
              • #8 Collapse

                Re: Trading Men Waqat Ki Ehmiat.

                Asalam O Alaimum dear forex members umeed krti hoon ap sub khyriat se hon gay aj ap ny hmary sath bohat acha tooic share kiya hai jis k baray main apni raye ka izhar kron gi ye to her kki janta hai k time ki pabandi kitni zaroorii hai kiun k agar koi kam time py na kiya jayr to us se baaz oqaat hmain nuqsan uthana ar jata hai is liye trading k liye waqt ki pavandi lazmi hai or is se h acha binus bhi jasil kr skty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Men Waqat Ki Ehmiat.

                  Assalamu Alaikum umeeed karta hun Sab Members khairiyat say hongy..
                  Ji aj bht acha topic samny aya hy..
                  trading mai wakt ki pabandi lazmi hy wo hti hy sb sy pahly hmain market ki environment ko dakhna chahya k market ka rat kaisa ja raha kahan zyada earning ho rahi hy or usky ky bad soch trade karna chhahya jaldi bazi nahi karni chahya jald bazi sy hmeesha nuksan he hta hy market ko dakh munasib time py trade karni chahya..
                  Thnku

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X