Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

    Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai jaise ki aap ko pata hai ki a headphone aur handfree donon hi bahut hi acchi chij hai jaise ki aap ko pata hai ki Ham in ka istemal kar sakte hain is tarah aap ko pata hai kya aapko handsfree apne phone ke sath free mein bhi mil jati hai aapke apne original handsfree iske sath Ham khud headphones ko bhi khareed sakte hain isliye yah bhi acchi quality rachi company ke aapko mil sakte hain to is tarah main aapke sath iske advantages aur koi disadvantages hai jo main aapke sath share karte ho .

    Advantages .

    dear aap ko pata hai ke Ham main jab bhi Ham new phone lete Hain to hamen apne phone ki company ke sath hi hand freeze shaadi jaati hai aur ham log acchi quality ke headphones bihari sakte hain ISI tarah handsfree kijiye advantages hai ki Ham kahin bhi jaaye agar Ham travel kar rahe hain ham log vaise iska istemal kar rahe hain to aap isko kahin Vishal ja sakte hain kyunki ji ek halki si chij hoti hai har aapko usko apne Pocket mein bhi Dal ke kahin bhi Le ja sakte hain but headphones ko ham log kahin Le ja sakti ho ke kafi bihari bhi hote hain aur Husain ko sambhalna kafi mushkil Ho jata hai is tarah aap ko pata hai ki headphones mein awaaz kafi acchi aati hai se boofer ki awaz sahi proper acchi awaaz clear awaaz aati hai aur uske sath Ham handfree ka istemal call ke liye bhi iska istemal kar sakte hain agar aap kisi ke sath call per baat kar rahe hain to aap uske sath hand free customer call kar sakte hain isliye handfree aur headphones donon hi bahut hi jarurat ki chijen Hain agar Ham iska achcha istemal Kare tujhe donon bahut hi jarurat ki chijen Hain .

    Advantages .

    iske Koi disadvantages bhi hai jaise ki aap ko pata hai ki agar Ham road per agar bike chala raha hai yah driving kar rahe hain Ham ka headphone se hand free customer karte Hain to aap se kafi jyada problem ho sakti hain traffic walon ke liye bhi aur uske sath aapko khud ko bhi se nuksan ho ja sakta hai isliye aapko kabhi bhi aisi situation mein kabhi bhi handsfree ka istemal nahin karna chahie agar Ham headphones ka istemal karte hain kya handfree ka istemal karte hain jyada to isase aap ke kaan mein dard hona shuru ho jata hai is tarah agar aapko in se problem hai to aapko chahie ki aisi chij se avoid Karen Jo aapke liye sahi nahin hai aapko vah bilkul byju's nahin karni chahie .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

      Assalamu Alaikum all dear Forex members ham Jis topic ke bare mein aapse information share karne Ja Rahe Hain vah hi hand free Iske bare mein Ham Apna experience aur knowledge share Karenge handfree ko Har mobile ke sath Diya jata hai Lekin ab mobile itne Jyada mahange Hote Hain Ki hand Iske Sath Nahin Ja Jata yah Hamen alag se Lena padta hai Jab Ham apna mobile phone kharide Hain To Ham iske sath Apna had free bhi khareed Dete Hain Kyunki se main phone sunane mein aasani hoti hai agar Ham Koi kam kar rahe hain aur kisi ka phone a Gaya Ho To Ham handfree lagakar mobile ko apni Jeb mein rakh kar phone sakte ha is Se Ham easily Apna Kam bhi kar lete hain aur phone bhi sun lete ha is Iske Kuchh advantage bhi hote hain aur kuchh disadvantage bhi Hote Hain

      Advantage of Handfree :-

      Handsfree ke bahut jyada advantage hai isase hand free lagakar Ham phone Bhi Sun sakte hain aur song vagaira Bhi Sun sakte hain Jab Ham Koi kam kar rahe ho to isiliye Apna Kam kar sakte hain handsfree ka istemal bahut jyada Kiya jata hai yah bahut hi acchi facility hai hands free Kaise Gaye Ham Apna lecture bhi le sakte hain aur cal bhi acche tarike se Sun sakte hain is handsfree ke Kuchh disadvantage bhi Hote Hain Jo Hamara se share Karenge

      Disadvantage of Handfree :-

      Iske Kuchh disadvantage bhi hai agar Ham handfree Ko Jyada der Apne Kan Mein Lagaye Rakhenge to is Hamare Karm Mein Dard Bhi Ho Sakta Hai Agar handsfree acchi quality ka Nahin hoga to Hua Uske Jyada is Samaj Seva jaldi kharab ho jaega Jab Ham Apne Kan Mein handsfree Lagaye rakhte Hain Tu Ghar Mein Hamen Koi bulata To Hamen uski Awaaz Nahin Sunai Deti Hamen acchi quality ka handfree kharidna chahie..
      • #18 Collapse

        Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

        Salam dear members g apny bhut acha review humare sath discuss kia hai jo ke handfree or headhone k related hai to is raeah apko pta hai k ya bhut hi achii cheez hai aghr hum is ka sa=hii use karen to ya bhut best hai is tarah is k bhut sare advantages or kuch didadvantades hain jo main apke sath detail sy share krti hon .

        Advantages .

        g apko pta ha k jab hum phn lete hain to is sath humy phn ki originl handfree humy sath di jati hai is tarah aghr apko caall krni hai to ap handfree ka use kr skjhe hain is k sath aghr ap[ koui kam kar rahe hain or apko sath koi call krni hai to us timwe hum handfree ka istam kr skhte hain kuch sunana ho tab bi hum handfree ka istaml kr skjhte hain .
        us ke sath ap headphn bhi le skhte hain head hn sy apko bilkul clear awaz ati hi is tarah ya dono cheeze j hi bhuit zaroort ki hai hum is ka istaml kr kr skhte hain kisi bhi compny ki hum handfree or headphone le skhte hain .

        Disadvantages .

        is k kuch disadvantages hain dear apko pta hai kuch log bike ya driving time bhi handfree ka use kr rahe hotye hain to is tarah unko chaiye k kbhi bhi us din handfree ka istaml na kre kafi risky ho skhta hai zaida handfree or head phone ka use na kare is sy apke kaan main bhi pain ho skhta hai .
        • #19 Collapse

          Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

          Asalamalikum!
          Introduction of hand free :

          Hand free ik out put device ta Tor par istamal hota ha . Yes basically ik put sounds device ha Jo hum apna laptop mobile ya computer ta sth laga kr iistaml kr skta Han. Hand free iik achi invention ha Is sa hum agr loglogn ma bhta hon to kio cheecheez Sinha chta ho ur agr huhum full volume or suna to ird gigird log disturb hota hhon to handsfree ik achachi output device ha .hand free la istaml ha kidr bbhi khai bhi kr skta hanHan ur aj Kal to Bluetooth handsfree bhi market pa aa gai ha mgr wo Thora sa expensive ha. Hand free sa hum gana video ta koi voice mail ya koi personal cheez sun skta Han. Hand free achi chcheez h is sa voice. Clear ur achi awaz hoti ha.
          Advantages:Hand free ik achi invention ha . Is sa hum kisi video gana ya kisi voice mail ki awz apni AP tk mehdot rkh skta ha idr gird ka log ko disturb nhi krta . Is ki hum asani sa carry kr skta Han. Hand free aj Kal hr ik inasn ka pas ha Jo social media sa connect ho . Hand free bht achu cheez ha is sa hamara secret hum to he mehdood that ha. Driving krta wqt agr hum hath ma phone okra to accident ho skta ha mgr agr hum hand free Kan ma lga lain To is sa hum driving or bhi dehn da akta Han .hand free la bht sa fawiad ha .
          Disadvantages:

          ​ Hand free jha Tak Huma faida deta ha wah Huma nunuksan bhi punchti ha . Is sa zazada istam krna sa hamra hearing skill Kam ho jata ha ik mashoor doctor filgor khta ha kka agr hum 90 decibel sa zaszasa ki awz subha to hmari skill of hearing mukaml torTor par ktm ho Jai gi is liaLia zada earphones na istam krn . Hadfrrr ya handphone ki waves sa hahamra ear Hal bhI skta ha ur ham hamesha ka Lia dedeaf ho skta ha is Lia hhuma chia hum Kam sa Kam is ka istaml kra ur aoniapni hearing skill ko bhtr rkha wrna agr hum kisi cheecheez ko sun nhi aka ga to hahand free ka koi faida nhi
          • #20 Collapse

            Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

            Assalam o Alikum!
            Doston umeed karta hu ap sab khariyat sa hongy
            Aj ka humara topic handsfree par mabni ha aj kal ap jab bh mobile purchase kary tu apko sath handsfree lazmi milty ha asan lafzon ma iska matlab ha ka handsfree ko hum song sunany kaliya use karty ha ya call waghera sunany kaliya use karty ha handsfree apko market ma bh bhot asani sa mil jaty ha handsfree ka bhot sa faidy bh ha or bhot sa nuqsanat bh ha

            Advantages;

            Handsfree ka bhot sary advantages ha hum isko songs sun nany kaliya bh istimal karty ha achi company ka handsfree humary ears ko nuqsanat sa bachaty ha handsfree ke aik pin hum mobile ma lagaty ha or usku ka sath mujood do speaker hum apny ears ma laga kar songs waghera or naaths waghera sun sakty ha

            Disadvantages;

            Handsfree ka bhot sary disadvantages ha local handsfree humary ears ko bhot nuqsan punchaty ha local company ka handsfree bhot jaldi kharab ho jaty ha jubky achy handsfree long time use ho sakty ha orignal handsfree bhot achy hoty ha iphone ya samsung ka handsfree bhot achy hoty

            Cost;

            Achi company ka handsfree 400 tak mil jaty ha agar hum apple ka purchuase kary tu wo humko 700 tak miljaty ha ya longtime use hoty ha jabky local company ka handsfree 200 tak mil jaty ha ya sirf 1 month tak use hoty ha usky bad kharab ho jaty ha
            • #21 Collapse

              Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

              INTRODUCTION..


              . Assalamu Alaikum dear member aapane Hamare Sath bahut technology share kiya hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai abni hy wesy to sb ko handfree k bary mn pta hoga lkn me apko tafseel sy btaoonga yeh aik bht he achi cheez hy isy ap apny smart phone , computer , laptop or mp3 sy connect kr k enertain hoskty hen dosto handfree 2 kism k hoty hen .Normal handfree or bluetooth handfree. Dono k he apny apny faidy hen . Handfree istamal kr k ap jo marzee chahen dosron ko disturb keay baghair sun skty hen ap inhen safar k doran or ap kam k doran b istamal kr skt hen dosto chleay apko in k faidon or naksanat k bary mn btaoon.

              ADVANTAGES..



              IS k bht sary faidy hen .agr ap safar me hen or koi naat , song sunana chahaty hen to inhen istamal kr k ap sun skty hen or dosroon ko disturb b nae hoty kam k doran istamal kr k call sun skty hen or sath sath apna kam b jarri rakh skty hen .in k zraeey ap QURAN PAK ki tilawat sun skty hen .


              DISADVANTAGES..



              Her cheez k faidon k sath sath nuksanat b hoty hen handfree k b bht sy nuksanat hen in k ziada istamal sy apk kan me dard hoskta hy or musalsal istamal sy ap ooncha sunna shuroo kr daity hen ...jb istamal kr rahy hoon to dosron ki bat ki taraf tawja nae dy skty .
              • #22 Collapse

                Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

                Introduction :::

                Assalam O Aalikum dear member ap ka review handsfree par hai ...yeh ek esi cheez hai jo k aj kl bhtt use ki jati hai ..is k 2 wires hoti hen r in ko ap apny kano m lga k asani k sath kuch b sun skty hen kisi b insan ko disturb kiye baghait ...is ko ap laptop mobile computer kisi b devices k sath lga k use kr skty hen ...is k advantage r disadvantage m ap logn k sath share krna chahun gii dear friends handfee k beshumar faide hote hai is se ham apan mobiel voice control kar sakte ha our achi quality ka sound music sun sakte hai


                Click image for larger version

Name:	handfee.jpg
Views:	2
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12334437


                Advantages ::


                dear friends is k mandrja zail Advantages ho sakte hai :;

                1=handsfree ek bhtt e achii cheez hai is ko ap kisi ki waqt kahen b use kr skty hen
                2=is ko use krty hue ap driving krty hue b kisi se call p bt kr skty hen ..
                3=agr ap chahty hen k ap k ird gird k log disturb na hn to ap handsfree to use krty hue songs ya jo b ao sunna chahty hen sun skty hen ...
                4=handsfree ap mobile k sath connect kr k use krty hen r songs waghera ya kisi ki call waghera sun skty hen ...
                5=agr ap kisi esi jagah hn jahan ap sb k samny bt na kr skty hen kisi se b to ap handsfree k sath asani k sath bt kr skty hen .
                6= aap is se apna mobile control b kar sakte hai
                7= shor ki alodgi se bachati hai
                8=best mucis suna ja sakta hai jis main voice quality and bass buaht achi hoti hai


                DisAdvantages ::

                dear friends is k kuch disAdvantages b ho sakte hai


                1= dear friends in ka zayda use aap k kan kharab kar sakta hai our sunne ki his mutasar hoti hai
                2= scince dano ka khyal hai k agar ham daily 6 gantey handfree use karen to hamara dimag kam karna band kar sakta hai
                3= kan k infaction ka bays banti hai
                4=jaldi kharab ho jati hai
                5= in ki muramamt nai ki ja sakti new leni parti hai
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • #23 Collapse

                  Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

                  Salam dear member Aaj aapane Hamare Sath bahut Achcha review share kiya hai jo ke handsfree ke bare mein Hi handfree Ek scientific Ijazat hai jo ki aajkal ke Jamane mein bahut jyada jaruri hai takriban Har Ghar Mein handfree Paye Jaate Hain bacche Budhe Mard aur kha Baatein Sab handfree Ka istemal karte hain aajkal iski bahut sari Kis Mein a chuki hai jaise ki airpod bahut sari companies headphones banati Hai Jin mein Apple Samsung Nokia QMobile tecno Hai Har mobile company Apne Android set ke sath hand free free deti hai iska istemal bahut Aam hai Iske bahut Sare fayde aur nuksan Arth hai jo ki main aapko batati h
                  Advantages
                  Handfree ke bahut Sare fayde Hain Jaisa ke agar aap handfree istemal karte hain to aap Eid gate ke Shor se main Khush rahte hain aur aapko vah Sunai Nahin deta aap bahut maje aur School Se gane injoy kar sakte hain movie dekh sakte hain jisse aapko bar Ka Shor Tak Nahin Karega agar aap Kisi Se Koi private baat karna chahte hain aur aap Chahte Hain Ki vah Baat Koi Aur na Sune tab bhi aap Hansi Ka istemal Karke vah sirf Awaaz Apne ka natak Mein dudh kar sakte hain
                  Handfree hr ksi ki phonch mn h r har koi Apni range k mutabuq hasil kr sktaa h ..aj kl market mn sasty r mehngy dono kism k handfree dastyaab hyn
                  Ap handfree ba asani ksi b mobile 📱 shop s ba asani khareed skty hyn
                  Yh ap ko bhr k shor s mehfooz rakh skty hyn r ap music movie 🎦 drama etc enjoy kr skty hyn
                  Disavantages
                  Dear members handfree ke bahut Sare nuksan 8 bhi hai agar aap driving karte waqt yah motorcycle chalate Waqt handfree istemal Karte Hain To aap ki Piche yah Samne Aane wali gadi ka horn aapko Sunai Nahin Dega Jiski vajah se Aap hadse Ka Shikar ho sakte hain iska bahut jyada istemal aapke Kanoon ko damage kar sakta hai aur aapki kua the usne ki Khoob ho sakti hai Kuchh companies Apne handsfree bahut jyada mahangi bikti hai jo ki Aam aadami ki rent se by hai aur vah Nahin khareed Sakte
                  • #24 Collapse

                    Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

                    Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                    I hope ap sab thek hon gy or forex par apni waorking achy sy kar rahy hon gy ham jitna acha work karen gy utna hi hamy gain bhi hoga hamy chaye ky ham sab dil laga kar apna kaam karen taa ky hamari posts sy hamy or doosro dono ko faaida ho to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                    Introduction:
                    G ap sab ny hamesha ki trah aik bohatt acha topic hmary saath share kiya hai mera aj ka jawab '' Hands free/headfone '' par mubni haii handsfree ka matlb hi yeh hai ky ham bgair hatho ky is sy kaam ly sakty hain is ky use ma hamy hands ka musalsal istemaal nahi karna parta handsfree aj ky daur ma use hony wali bohatt important cheez hai har ghar ma ye mojood hoti haii handfree ki sb sy phly aik wire hotii hai jis start ma inserting pin hoti hai or phr is thori si wire ky bad ye wire do hisso ma taqseem hojati hai jisky agy do parts hoty hain jis ma kaan ma insert karny ka part hota hai ham pin ko easily mobile ya computer ya laptop ky sath laga kar sound enjoy kar sakty hain headphones round but half shape ky hoty hain isky kaan wali dono sides bohatt soft material ki hoti hain jis sy kaan nahi thakty headfones bgair wire ky bhi hoty hain ye bhi bohatt usefull hoty hain handsfree har shakhs istemaal karta haii bohatt usefull hoti hain ab ma apko handsfree /head[phones ky faaidy or nuqsanaat ky baary ma apny knowledge sy btaon gi .
                    Best handsfree/headfones :
                    i.Plantronics voyager 5200
                    ii.Elvie pump
                    iii.Samsung handsfree
                    Advantages :
                    Handsfree / headphones ky bohatt sy faaidy hain jo ky ma ap ky sath share karny ja rahi hun handsfree sy hmary hath nahi thakty jab ham kisi sy fone par bat kar rahy hon to handfsrree lga kar easily ham bat kar sakty hain is sy hmary hath thakty nahi hain isky elaawa wo log jin ko kam sunai deta hai wo handsfree lga kar bohatt asaani sy voice sun paaty hain mazeed yeh ky handsfree or bhi bohat sary faaidy deti hai is sy koi or disturb nahi hota is sy siraf ham voice sun sakty hain koi bhi disturb nahi hota hai yeh market ma diffrent ranges or styles ma available hoti hain ham apni range or pasand ky mutaabiq inhy buy kar sakty hain .
                    Disadvantages :
                    Handsfree/headfones ky bohatt sy faaido ky saath saath bohatt sy nuqsanaat bhi hoty hain jo ky ma apky saath apny knowledge sy share karun gi inka sab sa batra disadvantage yeh hai ky ye hmari sunny ki hiss ko kam kar dety hain isky zyada use sy kaan bohatt jald kharab hojaty hain iska achy waly headfones bohatt expensive bhi aty hain headfones ko koi easily buy nahi kar sakta low quality headfones and handsfree jald kharab hojati hain hamy inhy zrurt sy ziada istemaal nahi karna chye .
                    I hope ap sab ko ye review pasand ay ga or apko is sy faaida bhi haasil hoga .JazakAllah !
                    • #25 Collapse

                      Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

                      Jis Tarah mobile ki demand Mein Jata Hai mobile accessories mein bhi Usi Tarah izafa ho raha Hai Chahe vah mobile ke charger hun yah mobile handsfree Ho Unka istemal bhi ussi Tarah Badh Raha Hai Jis Tarah mobile ka istemal barh raha hai.
                      Jab Bhi aap market Mein Jaenge aapko different kinds are file free Milenge isliye koshish karen ki jo bhi handfree aapko len uski quality ko acchi Tarah check kar le.
                      Handsfree ki price aur dusri hand free certificate hoti hai. Jab Bhi aap handsfree kharidna chahie sabse pahle wholesale market ka visit Jarur kar le Kyunki Jo bhi handsfree aap mahange Damoh retail price se khareed Te Hain vah aapko wholesale price main usse half price Mein mil Jaati Hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

                        Handsfree ka use agar ham karty hey to es ka main advantage hamy ye hota hay key ham baghir mobile ko touch key es ko operate kar sakty hey handsfree ko use karty howy ham call attend kar sakty hay long time tak hath me mobile ley hi call par bat kar sakty hey music sunny key ley be ham handsfree ka use kar sakty hey, traveling kary howy ham agar handsfree ka use karty hey to hamara time acha guzar sakta hay aur agar ham driving karty hey to hamy handsfree ka advantage ye hota hay key ham same time me na siraf ham driving dono hathu se kar sakty hey call be ham attend kar sakty hey magar jo satori call ho driving time me agar es ko attend kia jaye to achi bat hay koi be fazul call agar handsfree use kar key be attend ki jaye aur bat ki jaye to ye ghalat hay, without hands key es device ka use karma hamy bohot faidy de sakta hay hamesha koshish karni chaye key original handsfree ka hi use kia jaye ye bahot achi quality key be hoty hey jess ka sound achi quality ka hota hay aur es ko sunny me maza be ata hay, local company jo handsfree banati hey ye koch hi din me kharab ho Jati hay aur bahot si handsfree esi be hoti hey jo key pehly se hi kharab hoti hey achi company ki jo original handsfree hoti hey ye long time tak kharab nahi hoti aur ye mobile key sath hi ati hey.
                        • #27 Collapse

                          Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

                          IntroductionAssalam O Alykum G Han Friends Hamen Roz Mara Kay Toor Pay Ye Chez Zarort Parti Ha Call Sunany Men Ya Songs Sunany Men Ye Roz Mara Ki Zaarort Ha.Advantage: G Han Friends Hamen Roz Mara Ki Zinadi Men Ye Kam Aty Hain Agr Ham Bike Chala Rhy Hoty Hain Ya Car Drive Kr Rhy Hoty Hain To Mobile Ko Cal Kay Sath Lgana Or Pakry Rkhna Mushkil Ho Jata Ha Us Men Ya Hamary Kafi Kam Aty Hain Hamen Kafi Madat Milti Ha Or Hamen Chaheya Kay Ap Ap Is Ko Positive Use Kren.Disadvantage:G Han Jab Ap Car Drive Kr Rhy Hon Or Car Kay Sheshy Band Hoty Wesy Bhi Awaz Nahi Ati Ha Horn Ki To Jab Ham Loud Men Song Sun Rhy Hon To Hamen Ahtiat Krni Chaheya Car Drive Krty Huy Ya Bike Drive Krty Huy.
                          • #28 Collapse

                            Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

                            Asslam o alikum viewers !
                            Umeed krta hn aap sb khairiyat sy hongy.


                            Meraaj ka topic handsfree hain.inhy handsphine bhi kh jata h.

                            INTRODUCTION :

                            jaisa ky aap janty hain ky headphone aajkl hr koi hi istamal krta h kuon ky hr kisi ko apni life main privacy chahiay. Hnds free dono kan(ears) main lgaye jaty hain. Is ky last main ek pin hoti h.. Jis ko kisi bhi electronic device sy connect kiya jata h.
                            Yeh telephone receiver earpiece sy invent kiay gye hain. Yeh audio signals ko ek jga sy doosri jga ponchaty hain

                            ADVANTAGES :
                            1:yeh hmain achi sound quality dety hain..
                            2: yhmain privacy dety hain.
                            3: headphones lgany sy doosry loog us awaz sy disturb ni hoty.
                            4: aajkl kuch 📱 mobiles ka sound bhot kam hota h. Agr headphones lgaye jyn tu awaz oonchi aati h.
                            5: agr aap ky hath bzy hn or koi call aajye tu aap heads phone lga kr apny hathon ko free kr akty hain.
                            6: agr aap sfr main hn tu aap uswqt headphones use krskty hain isay aap songs, naat, tilawat waghera sun skty hain.
                            7:online claas ky dooran bhi aap headphones use krskty hain.

                            DISADVANTAGES:

                            1: headphones ka bhot zada istamal sehat ky laiy axha bai... Kuon ky bhot onchi awaz sy aap ky danagh pr bura asr prhta h or sr drd hta
                            2: in k bhot zada istamal aap ky kaan(ears) ko nuqsan ponchata h.
                            3:agr aap driving ky doran in k use kryn tu accident ka khtra bhi hota h.
                            4:isky bhot zada istamal sy kaan main infection bhi hojata h or insan deaf bhi hoskta h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Ye Review Handsfree/headphone par mabni hy

                              Assalam o Alaikum friends aj hum apny topic ma jis cheez ka bara ka baat karna wala ha is ka istmal din ba din barta ja rha ha isy ka istmal hum zaida tar dariving karty waqt ha jis sa hum asni sa apni zorir call soun sakt ha or sath sath driving bi kar sakty g bilkul hum baat karn tha handfree ka bara,ma

                              Jis ka bhot sa faidy ha kuch noksant bi hyn


                              Advantages:-
                              Handsfree ka sab se barra faida ye k hm is se sirf khid hi awaz sun sakty hy is se dosry log b disturb nahi hoty lekin inka ziada istemaal b nahi krna chaye
                              handfree ak as alla ha jisy hum hath lagy bagir use karty ha ha is ka humy bhot sa faidy hasil hoty hum isy ka zariya khabi kahni par call pa baat kar sakty song soun sakty ha or humhra sath bhaty hoya shaks bi distrub nhi hota or is ka istmal ka lia hum electricity ki bi zorart nhi parti hum isy asni sa kisi bi waqt istmal kar sakty ha..

                              Disadvanatages:-
                              handfree ka faidy hona ka sath sath kuvh noksanat bi ha agr hum handfree use kar driving karty waqt call kar rha ha to hum kisi bhot bar had hadsay sa dochar ho sakty ha ku ka isy hum dehn bant jaty ha or hum hadsa ka sikhr ho sakty ho duniya ma 80% accident is waja sa hi hoty ha or zaida ka zaida istmal sa humhra souny ki his bi asihta ashta Khatam ho jati ha or ak waqt asa aty isan bhara ho jaty ha Sukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X