Ye Review " Olive Oil" Pe mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review " Olive Oil" Pe mabni hai.
    Friends aj ka review hmra jis oil pe mubani h wo bht e useful oil h ..jo massge ho hairs hon ya skin ho.. ya cooking ho hr purpose k lye istemal hojata h...
    OLIVE OIL.:
    Olive oil bht e acha oil h jis k istmal bgt e ziada faide mand h... olive oil k bht se faidy hyn..daily basis pe isy istemal k ...olive oil hr chez k lye use hta h... different purpose hyn olive oil k use k...or hr trah se iska bht e ziada faida h...olive oil ek best oil h...
    OILIVE OIL FOR HAIRS:
    Olive oils ki bat ki ajye tou yeh balon k lye bht e acha h... olive oil ko bht ziada hse kia jata .h... agr ap youtibe pe b check kren balon k remedies whera tou askr remidies me olive oil ka use dia hota h... qk yeh balon ko bht e ziada strong krta h ..or is se balon ki growling b bht speed se hoti h.. or baal kafi shiny hojate hyn...
    OLIVE OIL FOR SKIN:
    Olive oil naa k jst balon k lye istemal hota h blkeh yeh skin k lye b bht e ziada faidy e mand h...or olive oil ko use kr k ap skin k lye bbt si remedies or packs wgera bna skte hyn... or agr body ki bat ki jaye tou yeh malish wgera k lye b acha h...agr apko drd wgera ho jism me ya kisi body part me tou is oil ki malish se bbt jldi aram ata h...OLIVE OIL FOR COOKING:Olive oil ko cooking wgera k lye b bht xiada istemal kia jata h...q k yeh bbt e ziada healthy hota h...patients wgera k lye ya aosy log jinhe heart issues hote hyn...tou olive oil un k lye bht e acha h ... unse wo healthy rhte hyn bht e ziada...or bht si dishes hyn jinme special olive oil ka use kia jta h..yeh health k lye bht e acha h..💯
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

    Aaj Ham aapse olive oil par apna experience share Karenge olive oil Ek bahut hi Achcha oil hota hai Jiska istemal aajkal takriban Har Ghar Mein Kiya Jata Hai Isko bahut jyada log use karte hain Kyunki Jab is oil ko use karte hain to is oil ke bahut jyada advantage Hote Hain jatap olive oil ka istemal karte hain to use vah karte aap ko isko daily basis par istemal karna chahie Taki Office ke jarie se acche benefits Hasil kar Saken is olive oil ke Jis Tarah bahut jyada advantage Hote Hain Usi Tarah Se is olive oil ke Kuchh disadvantage bhi Hote Hain Aaj Hamen uski advantage or disadvantage aapke sath share Karenge Taki Ham Iske bare mein Apne doston ko acchi information provide kar sake

    Advantage

    Olive oil ke bahut jyada advantages Hote Hain olive oil ko ham apni body ke kisi bhi hir se per use kar sakte hain Jab aap olive oil ke oil ko istemal Karte Hain To Is Tarah aap bahut jyada benefits Hasil kar sakte hain olive oil bacchon old people aur naujawanon ke liye ek bahut hi Achcha product sabit Hota Hai Jab vo is olive oil ka istemal Karte Hain To Iske jariye se vah apni health ko safe Rakh sakte hain aur jab bacchon ya FIR kisi naujawan ke Kan Mein Dard hota hai to use Waqt yah olive oil unke is kan ke dard ke liye bahut hi perfect sabit hota hai vah is olive oil ko Neem Garam Karke Uske do Katre Kan Mein Dalenge to unke Kan ka dard bilkul theek ho jaega aur aap ke Chehre par Agar kil muhase Hai To unke liye bhi ji olive oil bahut hi best sabit hota hai iska istemal Karke aap apne second ke kil muhaso ko Dur kar sakte hain aur Agar Aapki Aankhon Ke Niche Halke Hain To unhel Kaun ke liye aap olive oil ka istemal Karen Iske istemal se Aapki Aankhon Ke Halke bilkul saaf Ho jaenge agar aap is olive oil ka istemal Apne balon per Karenge to yah aapke hair ki Tamam problems ko solve karne ke liye ek bahut hi best product hota hai iska istemal Karke aap apne Yaar Ki khubsurti Mein izafa kar sakte hain aur apne hairs ki Tamam problem ko remove bhi kar sakte hain Agar aapke Hath aur Paon ki jald fat Jaati Hai To uske liye aapko olive oil Ka istemal Karna chahie aur is ko Apne Hath aur Paon per istemal karna chahie Jab aap Inko Apne Hath Tor Paon per lagaenge to use Waqt aapke a Hath aur paaun bilkul saaf Ho jaenge

    Disadvantage

    Is olive oil ke Jyada disadvantage Nahin Hote ya olive oil expensive Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

      Asalam o alikum dear member

      Introduction

      Aj ka Mara review apky topic olive oil pr mabni ha. Olive pr urdu ma zaiton kha jata ha. Zaiton AK Darkht ha jis ka phal zaotona khelata ha.. Is phal sy jo oil hasi Kia jata ha usy roghan zaiton kha jata ha. Zaiton or roghan zaiton ka beshumar khoais or fayde hain.. Zaiton or roghan zaiton ka Bary ma Kai hadis ma b zikar Aya ha isy 70 bemarion ka ilaj b smja jata ha.zaiton ma tale sihat or khubsurti dono ka liye muzon hai.zaiton na sirf zaiqy ka aetebar sy munfraid hasiat ka hamil ha blky yh apny andar mutaid tabai fayde rkhta ha.. Isky rozana istimal sy buland fishar .khon or clestrol ki Satah Bari had tq kam hjati ha..shryano ka andr jamni Wali chiknai b ghul jati ha. Jo shryano ma khon rukny ka bayis banti ha

      Fayde.
      Hmary balon ki sihat ka liye zaiton ka tale bht bhtreen oil Samja jata ha. Yh hmary balon ko bejan khuski ko khtm krta ha or balon ko chmkdar bnata ha.. Yh mufeed ghazi anasir faty acid vitamins anti oxidits sy bharpor hota ha jo hmary balon ko naram rkhta ha. Zaiton ka tale hazmy ka amal or colon ki harkat ko taqwiay data ha or hmin qabaz sy bachata ha.. Zaiton ka tale ma vitamin e hmari sihat ko khubsurat bnaty hn.. Agr hm rozana apny face pr is ka masaj krty hn tu hnary cherry pr jhurian or dagh dhaby khtm hjaty hn. Zaiton ka tale nakhnon ka liye inthai mufeed ha... Zaiton ka tale hmari skin ka liye AK moisture ka tur pr b kam karta ha yh jild ko matloba Nami Farham karta ha.. Insani jisam ma colestrol ma izafy ka liye zaiton ka tale bht mufeed ha.or khoon ki sharyano ka lihaz sy b is ka beshumar fayde hn.zaiton ka tale sozish ka hvaly sy b mufeed Jana jata ha. AK teqiqat ka mutabiq zaiton ka tail lany sy whan pr e asar krta ha jhan pr koi elergy ho. Zaiton ka tale khonn ma sugar ki satah ko b Kam krny ma madad data ha..zaiton ka tale insani demagh ko sehat mand bnata ha or Umar ka sath .. Or Umar ka sath aqal or adraqi qoat ko bigarny sy Mehfoz rkhta ha...zaiton ka tale hmary balon ka liye bht zaida mufeed ha is balon ka bht mufeed samja jata ha.

      Nuqsanat.

      Zaiton ka tale ka itny zaida nuqsan ni hn lekin yh bht expensive hota ha isy hr koi afford ni krsakta. . .
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

        Assalamu Alaikum dear friends Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Hamara topic olive oil se related hai dear friends aap apne Sar per bahut Se Koi Koi use ka Chuke Honge agar aap meri Mane to olive oil Ek aisa koi hai jo balon ko bahut hi Khubsurat aur Dilkash banata hai isase aapke Bal Girte Bhi Nahin Hai hai aur yah miqdar mein bahut hi kam istemal hota hai aap raat ko Sone se pahle Apne balon Mein use Karen aur Iske bad is ka result Dekhenge aap khud Kahenge ke olive oil bahut hi best oil hai Iske bahut se advantages or disadvantages hai jo FIR main aapke sath share karungi
        Advantages
        Dear friends olive oil ka istemal karne se aapko bahut hi fayda hota hai ya aur aap bacchon ko bhi istemal kar sakte hain is Auron se aap ke bad bahut Lambe aur Khubsurat Ho Jaate Hain Bal Aapke girna khatm Ho Jaate Hain ya market se aap Ko Kisi bhi market Se Mil Jata Hai is oil ke istemal Ka Tarika aap raat ko Apne Sar Mein oil ka istemal kar sakte hain aur Subah Neem Garam Pani se apne Sar Ko dhone to aap ko Dekhenge aapko Aur Ke istemal ka Kitna fayda Hua Hai dear friends olive oil ka istemal aap regular 6 7 Mata Karen aapko bahut hi fayda milega
        DisAdvantages
        Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain vahan per advantages hote hain vahin per disadvantages bhi hote hain olive oil Har Koi afford nahin kar sakta hai ki ek bahut hi Manga Koi Hai is aur ka sabse bada nuksan yah hai ki yah Kisi Kisi Ko Maaf mafi Aata Hai Har Koi is pale ke fayde Nahin Utha Sakta Is Tarah ko jyadatar Sardi Ke Mausam Mein Lagaya Jata Hai garmiyon Mein is Ko Nahin Lagana chahie is there ki Khushbu Itni Tej hoti hai ki Kuchh Logon Ko iski Khushbu ki vajah se Sar Mein Dard shuru ho jata hai thank you
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

          Assalamu Alaikum dear member aapane bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai olive oil ke bare mein main olive oil Ek best oil Hai Isko jyadatar log khana Mein istemal Karte Hain yah jyadatar winters Mein use Kiya jata hai yah bahut Achcha oil hota hai aur ismein bahut jyada Shifa Hai Isko Ham different tarike se apni life mein istemal kar sakte hain.

          Faiday :

          Olive oils massage ke liye bahut Achcha hai is se Ham Apne hairs Mein masaj kar sakte hain Iske alava Ham ful body masaj bhi olive oil ke sath kar sakte hain Iske bahut acche effects Hamen Milte Hain hairs ki growth aur regeneration ke liye hairs ki regeneration ke liye yah bahut Achcha hai.

          Iske alava olive oil Hamari skin ke liye bahut Achcha hai Hamari skin par usko apply karne se Iske bahut acche results Milte Hain isko Ham direct bhi apni skin par apply kar sakte hain aur different home remedies main bhi isko istemal Karke apni screen per apply kar sakte hain is ko istemal karne se Hamari skin bahut acchi aur freshlook Deti Hai Kuchh log score raat ko Sone se pahle apni sin per apply Karte Hain Iske bahut acche results Milte Hain new born babies ko iske sath masaj Kiya jata hai iske sath masaj karne se bacchon ki bones strong hoti hai aur Unki growth bahut acchi Hoti Hai olive oil Har Le hadse best hai hai ismein vartman nutritions hote hain jinki Hamari body ko jarurat hoti hai Hamen apni daily routine Mein olive oil ko Jarur istemal karna chahie…

          Nuksan:

          olive oil ka bahut zyda istemal bhi nhi krna chiay aik limit k sath use krny se best result milty hen but agar hum is ka over use krty hen tu phir is k bad effects milty hen ....thanks
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

            Assalamu alaikum my dear all friends member olive oil ke bare mein main olive oil Ek best oil Hai Isko jyadatar log khana Mein istemal Karte Hain yah jyadatar winters Mein use Kiya jata hai yah bahut Achcha oil hota hai aur ismein bahut jyada Shifa Hai Isko Ham different tarike se apni life mein istemal kar sakte hain.

            Faiday
            Olive oils massage ke liye bahut Achcha hai is se Ham Apne hairs Mein masaj kar sakte hain Iske alava Ham ful body masaj bhi olive oil ke sath kar sakte hain Iske bahut acche effects Hamen Milte Hain hairs ki growth aur regeneration ke liye hairs ki regeneration ke liye yah bahut Achcha hai
            Iske alava olive oil Hamari skin ke liye bahut Achcha hai Hamari skin par usko apply karne se Iske bahut acche results Milte Hain isko Ham direct bhi apni skin par apply kar sakte hain aur different home remedies main bhi isko istemal Karke apni screen per apply kar sakte hain is ko istemal karne se Hamari skin bahut acchi aur freshlook Deti Hai Kuchh log score raat ko Sone se pahle apni sin per apply Karte Hain Iske bahut acche results Milte Hain new born babies ko iske sath masaj Kiya jata hai iske sath masaj karne se bacchon ki bones strong hoti hai aur Unki growth bahut acchi Hoti Hai olive oil Har Le hadse best hai hai ismein vartman nutritions hote hain jinki Hamari body ko jarurat hoti hai Hamen apni daily routine Mein olive oil ko Jarur istemal karna chahi

            Nuksan
            olive oil ka bahut zyda istemal bhi nhi krna chiay aik limit k sath use krny se best result milty hen but agar hum is ka over use krty hen tu phir is k bad effects milty hen
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

              dear trader ap ne boht hi acha thread post read kar kay boht hi acha ap ne kya khoob likha hay kay dear ye reivew olive oil per mabni hay dear
              biggners is mein ap kay liye boht hi achi point of view hay seekhny kay leiy dear ap ne dekha hoga kay khwateen new new totky lga rahi hoti hen
              apny hair ko lamba karny kay leiy, or apny hairs ko ghanna karny kay leiy per in khawateen ko jab pata chala kay olive oil boht hi acha hy or boht
              hi fydemand bhi hay to hair ghanny bhi karta hay or sath sath chamkdar bhi karta hay, to unhon bas genral stores ka rukh kar liya or medical
              stores ka rukh karlia phr to dekho to khwateen ki lines lagi thi har medical store per pr har general store per olive oil lene ki, hamen itna pta
              nahe tha kay olive oil itna famous hoga, olive oil massage kay liey boht hi acha hay or is se ham apny hair mein masag kar skty hen is kay elaava
              olive kay result boht hi achy or olive oil hamari body massage kay liye bhi boht fademand hay dear ap ne dekha hoga kay khwateen babies ki
              oil massage karti hen to babies kay liey boht hi faydemand hay baby olive oil , ap ko bhi chahiey kay ap ziyada se ziyada tarjeeh den olive oil
              ko ziyada se ziyada fayeda uthaen or achy result gain karen
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

                Assalam u Alaikum forex members.. umeed ha ap sb thek ho gye. Aaj ka Hamara topic hai olive oil hai ke yah Hamen kya fayde deta hai aur isase kya kya Hamen nuksan ek hi olive oil Darshan Jyada fayda Mein Shamil hota hai yah Sugar ke mareez ke liye bhej Teri Gaja Hai roj subah Nihar pet Ek chammach lalmani Piye Garam dudh Mein Dal Ke Ja Garam Pani Mein Daal Ke olive oil Hamari skin ke liye bhi bahut best hai ya mukhtalif remedies Mein use Hota Hai yah Hamare face ke dark circles ko kam karta hai olive oil Se Hamare face ke supersports ke ho Jaate Hain olive oil ko Gulab ke Arth aur multani mitti Mein Shamil Kar Ke face ka mask banate hain aur olive oil Hamare balon ke liye bhi bahut mufeed sabit Hua Hai olive oil Mein Tare Mere ka tel aur Sarson ka tel add Karke Apne balon per lagaen aur bich Mein costed oil bhi add Karen Uske bad Hamare balon Mein Jo Khushi Hai vah khatm Ho Jaati Hai aur Hamare Bal growth karna shuru ho Jaate Hain Unki length aur Unki heaviness mein bhi Fark Aata Hai Oliver oil chote baccho ki massage ki lebo sabid hua hai chote bachhe ki Malish ke liye olive oil aap usse Karenbahut Fark feel hoga cal log olive oil se apne newborn baby ki Malish karte hain Taki Unki haddiyan majbut ho aur unko chalne Mein ya Kisi Aur kam Mein Koi dusra Deepesh Na Aaye
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

                  Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic olive oil se related Hai olive oil bahut hi Achcha wale Hota Hai Isko aap different purpose ke liye istemal Kiya Ja sakta hai olive oil Har chij Mein use kar sakte hain aur aap ko Iske different istemal hote hain jaise ki aap balon per bhi sambhal kar sakte hain khane ke liye istemal kar sakte hain aap isko skin ke liye use kar sakte hain Iske bahut hi jyada benefit hote hain olive oil ko aap Malish ke Taur per bhi Samaj kar sakte hain jaise ki bujurgon ko haddiyon ki problem hoti hai aur vah olive oil ki Malish se unke unko takat milati Hai olive oil ki baat ki Jaaye to volleyball balon ke liye bahut Achcha hota hai olive oil bahut jyada use Kiya jata hai agar isko Dekhte kiya jaaye to usko bolo ki remedies ki different remedies ke liye bhi olive oil ko use Kiya Jata Hai Aur balon Ko bajane Walon Ko healthy banane ke liye bhi olive oil ke bahut jyada system Bal hote hain olive oil different tarike ke star Malad Mein paya jata hai olive oil ko skin ke liye bhi bahut jyada istemal Kiya Jata Hai different committees Mein olive oil ka bahut jyada istemal Aaya skin Court aaj ki or feel kar deta hai yah most rising ka ek bahut Bata benefit Hai skin ke liye olive oil 1 natural ingredients aur koi hai Jiska bahut jyada fayde Hain ko khane ke liye bhi Samaj Kiya Ja sakta hai olive oil se bahut jyada healthy hota hai aur is Se Koi nuksan Nahin Hote ki National aur natural oil hota hai isliye Iske Dada nuksan Naat Nahin Hote Iske benefit hote hain aur aap Agar Dekhe to Arabic country is Mein olive oil ko hi khane ke Taur par istemal Kiya jata
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

                    assalamu alaikum dear friends review ke liye Jo aapane topics select Kiya vah bahut interesting and informative hai aur iske review mein jo aapane hamare sath information share ki hai vah bhi bahut informative thi...

                    Introduction

                    Aaj ka jo topic hai vah olive oil se related hai olive oil se har Koi janta hai ek bahut famous oil hai hi hai aur all over world mein paya jata hai hai aur iske bahut jyada benefits hai yah hamari health ke liye bhi bahut best hai aur hamari skin ke liye bhi bahut best hai olive oil ko Ham apni food mein bhi add karte hain aur skin par use kar sakte hain isliye olive oil ke bahut jyada advantage hai

                    olive oil ke bahut jyada advantage hai aur kuchh disadvantage bhi hain aaj main aapke sath olive oil ke advantage or disadvantage donon share karungi hope so aapke liye informative ho aur aap ine se fayda hasil kar sake

                    Advantage

                    olive oil ke bahut jyada advantage hai ek bahut famous oil hai aur Puri world mein yah paya jata hai iske bahut jyada benefits of olive oil Ham apne khane mein use karte hain olive oil ki se hamare health bahut acchi rahti hai Ham bahut healthy rahte hain doctor bhi hamen requirements karte Hain ki agar olive oil mein khana banaya jaaye to isase Ham bahut fit reh sakte hain bahut healthy rehty Hain isliye hamesha koshish karni chahie ki olive oil mein Hi khana banaya jaaye olive oil hamare joint pain ke liye bahut acche hote Hain

                    olive oil hamari skin aur hairs ke liye bhi bahut achcha hota hai agar Ham olive oil ka apne hairs per use karte hain is hamare hairs bahut jyada soft smooth aur silky Ho jaate Hain shiny Ho jaate Hain aur olive oil ke regular usse hamare hair hair fall ho raha ho to ruk jaate Hain aur new hair ki acchi growth karte Hain agar Ham olive oil ka apne face par massage karte Hain to hamara face bahut jyada glow karta hai hai isliye olive oil ke bahut jyada benefit se...

                    Disadvantage

                    sometime olive oil jo hai vo har kisi ko suit nahin karta isliye pahle check karke hi olive oil ko use karna chahie otherwise yah hamare liye harmful bhi ho sakta hai aur hamesha olive oil ki date ko bhi check kar liye Lena chahie expiry date kabhi bhi use nahin karna chahie..

                    Olive oil jo hai ek bahut expensive oil hai isliye se har Koi afford nahin kar sakta yeh kiska disadvantage hai....
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review &quot; Olive Oil&quot; Pe mabni hai.

                      Assalamu Alaikum dear Forex aaj ka olive oil ke bare mein main olive oil Ek best oil Hai Isko jyadatar log khana Mein istemal Karte Hain yah jyadatar winters Mein use Kiya jata hai yah bahut Achcha oil hota hai aur ismein bahut jyada Shifa Hai Isko Ham different tarike se apni life mein istemal kar sakte hain.

                      Faiday
                      Olive oils massage ke liye bahut Achcha hai is se Ham Apne hairs Mein masaj kar sakte hain Iske alava Ham ful body masaj bhi olive oil ke sath kar sakte hain Iske bahut acche effects Hamen Milte Hain hairs ki growth aur regeneration ke liye hairs ki regeneration ke liye yah bahut Achcha hai
                      Iske alava olive oil Hamari skin ke liye bahut Achcha hai Hamari skin par usko apply karne se Iske bahut acche results Milte Hain isko Ham direct bhi apni skin par apply kar sakte hain aur different home remedies main bhi isko istemal Karke apni screen per apply kar sakte hain is ko istemal karne se Hamari skin bahut acchi aur freshlook Deti Hai Kuchh log score raat ko Sone se pahle apni sin per apply Karte Hain Iske bahut acche results Milte Hain new born babies ko iske sath masaj Kiya jata hai iske sath masaj karne se bacchon ki bones strong hoti hai aur Unki growth bahut acchi Hoti Hai olive oil Har Le hadse best hai hai ismein vartman nutritions hote hain jinki Hamari body ko jarurat hoti hai Hamen apni daily routine Mein olive oil ko Jarur istemal karna chahi

                      Nuksan
                      olive oil ka bahut zyda istemal bhi nhi krna chiay aik limit k sath use krny se best result milty hen but agar hum is ka over use krty hen tu phir is k bad effects milty hen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X