ya review "key board "par mabni ha..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ya review "key board "par mabni ha..

    Introduction...

    ​keyboard....

    Aoa friends umeed h ap sb theek hun gy ap sb janty hn k hm apky sath ak important topic k bary mn apna review share krny lgy hn... friends aj ka hnara topic keyboard k bary mn h... jesy k sb hi janty hn k yh ak typing pad h Jo k ap k mobile, computer, r laptops k andr mojood hota h... jis ki madad sy hm apni device ko input dety hn.. friends agr computer keyboard ki bat ki Jay to iska size almost ak feet hota h..is k upr bht sy buttons lgy hoy hoty hn. jin ki madad sy hm apny computer ko input dety hn... is par alphabet hoty hn r bhi bht sy zarori buttons lgy hoty hn... Jo k input deny mn hmari madad krty hn... hnara computer is k bna bhi chal skta h... agr hmara keyboard kahraab ho Jay to hm isko market sy purchase bhi kr skty hn... is k ilawa agr hm bat kren mobiles k key pad ki to isky bhi buttons hoty hn... magr yh koe alg sy device nh hoti... yh mobile k andr hi mojood hoti h... is ko bhi hm. input k leay use krty hn jesy k messages etc k leay use kea jata h.... is mn hmen different keyboard available hoty hn r hm. apni marzi ka Dowland bhi kr skty hn... umeed h apko hmara review pasand ayy ga... .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

      Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic keyboard se related hai keyboard typing Ek bahut hi perfect invention Hai jis mein aap apni typing speed ko increase Karke apni required typing material ko bahut jald type kar sakte hain Ek typing keyboard ko properly carefully observed karte hain aur ismein different important latest of aur ek technique topical for chijen aapke Samne present Kiya Ja Raha hota hai basically isko three different rows Mein convert Kiya jata hai jismein centre wali line hoti hai jismein Sabse Jyada istemal hone wala alphabet Aate Hain aur uske bad Upar aur niche ki Rog mein aap vah alphabet find out kar sakte hain Jo bahut jyada use Nahin Hote Jab aap apni typing speed ko increase karna chahte hain to aapko keyboard se related complete learning Karni chahie aur is se related aapko maximum practice karni chahie agar aap apni typing speed increase karna chahte hain to aapko continuously practis Karte Rahana chahie ki vote se related courses bhi Hote Hain Jo ki Mufti Institute Mein kaarvayi Jaate Hain aap ko vahan per reply karna chahie aur apni typing speed ko increase karne ki koshish Karni chahie ki vote ka sabse main advantages yah hota hai ki aap computer ko input provide karna chahte hain uske liye aapko keyboard aapke use ke liye keyboard aapke liye ek bahut hi perfect platform forward kar raha Hota Hai Is Desh Ki base per aapko computer Ko Aane per kam input aur instruction for white kar sakte hain Uske bad aap apne required result Hasil kar sakte hain agar aap Kuchh material type karna chahte hain to usmein keyboard aapke liye bahut jyada helpful ho sakta hai
      • #18 Collapse

        Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

        Assalamu alaikum dear friends dear all forex member aaj ka review keyboard per hai hai jaisa ki aap ko pata hai ki keyboard computer ka ek hissa hai hai keyboard mein aap typing kar sakte hain keyboard se aap computer ko koi bhi ghayal command de sakte hain keyboard mein bahut se type hote Hainaap 1 typing board ko properly carefully observed karte hain ko ismein different important latest top 1 typical protein main aapke Samne present Kiya Ja Raha hota hai basically isko 3 different rows Mein convert Kiya Jata Hai jismein centre wali line hoti hai jismein Sabse zyada istemal hone wale alphabets Aate Hain aur uske bad Upar aur niche wali Row mein aap vah alphabets find out kar sakte hain Jo bahut zyada use Nahin Hote
        Dear agar aap typing keyboard ko properly facilitate kar sakte hain to usmein aap apne required typing material ko bahut instantly complete kar sakte hain Jinke Jab aap keyboard par typing kar rahe hote hain to ismein expert typist apni E speed ko bahut zyada increase kar sakte hain aur apni required typing ko instantly complete kar sakte hain
        Jab aap apni typing speed ko increase karna chahte hain to aap ko keyboard se related complete learning Karni chahie aur is se related aapko maximum practice karni chahie agar aap apni typing speed ko increase karne ke liye consistently practice karte hain aur is se related course ko apply Karte Hain To aap apni typing speed ko bahut jyada increase Karke apne liye bahut zyada advantages Hasil kar sakte hain.

        Advantage.
        BF keyboard ka sabse Mein advantage hota hai ki Jab aap computer ko input provide karna chahte hain to uske liye keyboard aapke liye ek bahut hi perfect platform forward kar raha Hota Hai Jiski bases per aap computer ko any input aur instructions provide kar sakte hain aur uske bad aap apne required results Hasil kar sakte hain. Agar aap Kuchh material type karna chahte hain to usmein keyboard aapke liye bahut zyada helpful ho sakta hai aur aap ko instantly Apna required material type karne mein bahut zyada help kar raha Hota Hai.
        • #19 Collapse

          Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

          Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha review discuss kiya hai keyboard sy related..

          Introduction:
          Dear member jehsa k ap sb janty hain k.keyboard computer ka part hai isy cpu k sath set kiya jata hai aur yeh achy triky sy pury system ko manage krta hai is sy button k trough typing system ko follow kiya jata hai yeh bahot bri facility hoti hai ...

          Advantages:

          Dear member keyboard k bahot zyada advantage hain is k trough hum apni typing ki speed ko enhance kr sakty hain daer member agr hamara computer k sath mouse na ho tou is k trough hum apny computer system ko easily chala sakty hain agr hamari.typing slow hai tou is py hum apni typing ko well kr skaty hain aur apni spelling mistakes ko bhi remove kr sakty hain is ka sb sy bra faida yeh hai k isko bachy asani sy seekh sakty hain yeh bahot bra helper system hai jis ki trough hum kuch bhi type kr sakty hain aur bahot sy faidy hasil kr skaty hain..

          Disadvantage:

          Dear member agr keyboard k disadvantage ki bat ki jaye tou isky disadvantage yeh hain k yeh agr computer k sath na.ho.tou hum computer system ko.nahi chala sakty aur computer system electricity k sath chalta hai tou agr ligt na ho tou hum isy use nahi.kr skaty...
          • #20 Collapse

            Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

            Assalam o Alaikum friends
            Umeed he ap sab kheriyat se honge jaisa ke aj mera topic key board pe he jaisa ke keyboard jo computer ka ek khaas hisa he jis se ham typing karte hain.
            Advantages
            Keyboard ham computer main koi letter wagera likhte hain to us ke zariye keyboard ko add karke keyboard main sare alphabet hain jis se ham typing kar sakte hain.
            Disadvantages
            Keyboard ka istamaal ap jab seekhte hain tab aap ko samjh main aaye ga nahen to keyboard galat istamaal hoga.
            • #21 Collapse

              Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

              Assalam o alikum viewers!
              Umeed krta hn ky aap sb khairiyat sy hongy
              Allah paak aap sb ko hamesha apni hifazat main rakhy or khushiyan ata kry(ameen).

              Main aaj jis topic pr baat krny ja rha hn wo "🎹 keyboard " h.

              INTRODUCTION:

              jaisa ky aap sb janty hain ky 💻 computer khareedny aap ko is ky sath bhot sy or parts bhi milty hain... In main mouse, key board. Cpu etc hain.
              Aaj hum key board ki baat kryn gy. Key board ky bhot sy buttons hoty hain in pr alphabet likhy hty hain. Is ky ilawa is ky or bhi bhot sy buttons hoty hain jin pr different signs hoty hain. Hr button ka alag kaam hota hkuch directions ky liay use hoty hain, kuch numbering ky liay, kuch controlers hoty hain tu kuch back ya copy ko escape krny ky liay use hoty hain.
              Aajkl hr computer ky sath key board hota h.

              ADVANTAGES:

              1:Keyboard ko zada istamal krny sy aap ki typing speed teez hojati h.
              2:aap key board ka istamal krky apni assigments ko computer pr hi likh skty hain.
              3:key board market main asani sy mil jaty hain.
              4:in ki aajkl bhi si qualities or types hoti hain.
              5aajkl bhot sy modern keyboard bhi hoty hain.. Joky computer ky sath rkhny sy iski khoobsoorti ko brhaty hain.
              6:In ka weight bhot kam hota h isi liay inhain araam sy uthaya ja skta h.
              7:aajkl keyboards different colour main bhi mil jaty hain.
              8:Agr aap ky pass mouse nah ho tu aap keyboards sy sara computer chla skty hain. Kuin ky yeh mouse ky bhi sary kaam krta h.
              9:yeh compiter ky sath sath laptop ky sath bhi lagaya ja skta h.

              DISADVANTAGES :

              1:yeh agr damage hojyn tu in ko repair krana mushkil hota h.
              2:aajkl achi quality ky keyboards expensive hoty hain.
              3:yeh plastic sy bny hoty hain tu jald tootny ka drr hota h.
              4:agr buri quality ky key board use kiay jyn tu wo jald khrb hojty hain or aap ka nuqsan hota h.
              5:aap is sy kuch draw nahi krskty wo kaam srf mouse hi krskta h.
              • #22 Collapse

                Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

                Dear ap na bohat he acha topic share Kiya hai.
                Yes review keyboard ja bary main hai.
                Dear sab SC paly to keyboard surf computer ka sath use hota ta .
                Dear ab jasy jasy technology improve hoi hai latest version Ana start ho gay Hain.
                Dear computer ka sath Jo keyboard use hota hai wo hardware main aita hai.
                Dear keyboard main bohat zaida function hain Jin ko Ham use kar ka acha benefit hasil karthy Hain.
                Dear forex forum member keyboard main Number key Hain. Alphabet key Hain.
                Special key Hain
                Function key Hain.
                Dear keyboard hamari bohat zaida help kartha hai.
                Dear keyboard main bohat zaida function hai Jin ko Ham use kar ka apna ka asani sc at sakty Hain.
                Dear ye bohat he acha setup hai is main Kam karny ka lay hamy keyboard ja short cut ko use karna ho ga .
                Advantage.

                Dear keyboard bohat asani sc mil jata hai or iske price be Kam hai
                Dear keyboard different type of size main available hain .
                Is main AK cabel Wala hai AK laser keyboard be hai.

                Disadvantage.
                Nil
                • #23 Collapse

                  Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

                  Salam dear members ki aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo ok keyboard ki related hai to jaise ki aapko pata hai ki keyboard kitna jyada jaruri chij hai agar aapke pass proper PC hai computer system hai to uske liye aapke pass keyboard ka hona bahut jaruri hai kyunki keyboard kesariya ham log kam nahin kar sakte isliye keyboard ka hona bahut jaruri hai ISI tarah main aapko ke bare mein advantages aur uske Koi disadvantages and Jo main aapke sath detail se share karti hun .

                  Advantages .

                  jeetu aap ko pata hai kiske kafi sare advantages hai iski sariya ham log easily kam kar sakte hain aap ko pata hai ki PC agar hamare pubg PC hai your laptop hai to aap ko pata hai ki laptop mein 20 ka keyboard hota hai jis par sare alphabets likhe hote hain aur computer ka bhi alag se keyboard hota hai jiska ham log kabhi bhi Kam nahin kar sakte aap ko pata hai ki jab tak hamare pass keyboard nahin hoga hamare pure PC system ka koi fayda nahin hai iske bagair ab bilkul bhi Kam nahin kar sakte isliye aapko bataya kis kesariya ham log kam karte hain kafi jyada jarurat ki chij hai aap acchi se acchi quality ka bhi PC Le sakte hain .

                  Disadvantages .

                  har chij ke advantages ke sath uske Koi Na Koi disadvantages to jarur hote Hain is tarah aski bhi Koi disadvantages are jaise ki aap ko pata hai ki sometime Ham kam kar rahe hote Hain ismein Koi mistake ho jaati hai aur sheher to yah kafi hota hai jisse aapko kam karne mein kafi jyada mushkil ho sakti hai otherwise aur uski Koi disadvantages nahin hai .
                  • #24 Collapse

                    Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

                    Salam dear members ap n hmry sath bahut accha review share kia h jo k keyboard ⌨️ k baary mn hoti
                    Keyboard ⌨️ computer ka ak main part hota h jis p bahut sary buttons lgy hoty hyn
                    Jo k different purposes k liye use kiye jaty hyn
                    Keyboard ⌨️ different colours mn apko mil jta h jese k 1:black 2:white 3:gray Ziada ise kiye jaty hyn

                    Advantages

                    Dear members keyboard ⌨️ k bahut sary faidy hoty hyn jese k
                    Isko use Krna asaan h
                    Bahut ziada mehnga ni hotaa
                    Is p mukhtlif buttons lgy hoty hyn jo k different purposes k liye hoty hyn
                    Iski keys soft hoti hyn jiski wja s ap ziada km b easily kr skty hyn
                    Yeh Apko ksi b electronic shop s easily mil jta h
                    Ap 2nd hand ✋ keyboard ⌨️ b cheered skty hyn
                    Is p kaam Krna asan hota h
                    keyboard ⌨️ p kaam ap jldi kr skty hyn
                    Computer is k bghair adhuraa hota h

                    Disadvantages

                    Bahut sary faidy hony k sath sath is k kuch muqsant b hyn jese k
                    Agr apko practice ni hai tw appkaa bahut sara time is p likhny k doraan zaya hoskta h
                    Yeh jldi khrb hojata h
                    Bhut Ziada km krny ki wja s apki wrist mn problems hoskti hyn
                    • #25 Collapse

                      • #26 Collapse

                        Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

                        Asalam o alikum dear member

                        Introduction.

                        Dear member apny hmary sath kafi zaida intresting topic share Kia ha keyboard ka Bary ma. Jesa k ap sb log janty hain jb hm computer ko koi b information provide krty hain tu wo uski input khelati hain. Yani k computer ka information Dany k liye jo istimal ki jati ha hm usy input device khaty hain or key board b AK input device ha. Dear ap sb log janty hain jb hm kaghaz pr kuch b likhty hain tu usky liye pen istimal Kia jata ha lekin computer ma likhny ka liye jo b istimal Kia jata ha usy keyboard khaty hain.. Key board pr mukhtalf keys hoti hain.. Isko keyboard is liye kha jata ha ku k yh AK board ha jis pr mukhtalf keys lagi hui hoti hain..keyboard pr lagi hui hr key computer ko mukhtalf qisam ki information dati ha...keyboard key ko finger ki madad sy press Kia jata ha or pir isy chor Dia jata ha isy ak e dfa pres krka chor Dana hota ha... Keyboard pr mukhtalf qisam ki keys hoti hain jo apna function perform krti hain hn Insy koi b data enter krty hain or computer ko information daty hain. Keyboard ka bht sy fayde hain..

                        Fayde..

                        Dear jesa k ap sb log janty hain ka keyboard AK input device ha jissy hm computer ko koi b information provide krty hain keyboard pr is ki mukhtalif keys hoti hain jo k apna function Ada krti hain. Hr key apna mukhtalif qisam ka function perform krti ha kuch log keyboard pr typing krny ka bht master hoty hain wo kuch e time ma apna Sara Kam krlty hain.. Or key board oor apko different types ki keys milti hain jo k mukhtalif qisam ka apna function perform krti hain. Keyboard ma jo character key hoti ha Issy hn mukhtalif qisam ka character type krty hain.. Or is ma ak Bari key hoti ha jissy spacebar key khaty hain isko space Bary key is liye khaty hain ku k yh 2 character ky drmyan space chorti ha or kisi b character ka drmyan press krny sy is ka drmyan space ajati hai.. Kisi b number ko typer krny ka liye hm number keys ka istimal krty hain isy number keys kha jata hai.. Hm apny roz Mara ki thereron ma punctuation ka istimal lazmi kart hain is Tarah computer pr b mukhtalif punctuation keys hoti hain jinen punctuation ka liye istimal Kia jata ha or inen punctuation keys kha jata ha.is Tarah is ma ak enter key hoti ha Jisy hm jb b kuch likhty hain tu agli line pr jany ka liye hm enter key ka istimal krty hain enter key ka upr arrow ka nishan bna hota ha. Or isy enter key kha jata ha. Is Tarah apko keyboard pr mukhtalif qisma ki keys milti hain jo k apna mukhtalif qisma ka function Ada karti hain..

                        Nuqsannat..

                        Keyboard ka jhan fayde hain whan is ka kuch nuqsannat b hain. Jesa ka is ka kuch log keyboard pr bht jaldi typing kralaty hain or typing master hoty hain lekin kuch log is pr apna Sara ka Sara time waste krdty hain is pr ku ka in sy Zara v thk type ni hota ha is pr woi Kam krskta ha jo pr typing ka Bary ma achy sy janta ho
                        • #27 Collapse

                          Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

                          Assalamu Alaikum dear friend aaj ka review keyboard per hai hai jaisa ki aap ko pata hai ki keyboard computer ka ek hissa hai hai keyboard mein aap typing kar sakte hain keyboard se aap computer ko koi bhi ghayal command de sakte hain keyboard mein bahut se type hote Hainaap 1 typing board ko properly carefully observed karte hain ko ismein different important latest top 1 typical protein main aapke Samne present Kiya Ja Raha hota hai basically isko 3 different rows Mein convert Kiya Jata Hai jismein centre wali line hoti hai jismein Sabse zyada istemal hone wale alphabets Aate Hain aur uske bad Upar aur niche wali Row mein aap vah alphabets find out kar sakte hain Jo bahut zyada use Nahin Hote
                          Dear agar aap typing keyboard ko properly facilitate kar sakte hain to usmein aap apne required typing material ko bahut instantly complete kar sakte hain Jinke Jab aap keyboard par typing kar rahe hote hain to ismein expert typist apni E speed ko bahut zyada increase kar sakte hain aur apni required typing ko instantly complete kar sakte hain
                          Jab aap apni typing speed ko increase karna chahte hain to aap ko keyboard se related complete learning Karni chahie aur is se related aapko maximum practice karni chahie agar aap apni typing speed ko increase karne ke liye consistently practice karte hain aur is se related course ko apply Karte Hain To aap apni typing speed ko bahut jyada increase Karke apne liye bahut zyada advantages Hasil kar sakte hain.

                          Advantage.
                          BF keyboard ka sabse Mein advantage hota hai ki Jab aap computer ko input provide karna chahte hain to uske liye keyboard aapke liye ek bahut hi perfect platform forward kar raha Hota Hai Jiski bases per aap computer ko any input aur instructions provide kar sakte hain aur uske bad aap apne required results Hasil kar sakte hain. Agar aap Kuchh material type karna chahte hain to usmein keyboard aapke liye bahut zyada helpful ho sakta hai aur aap ko instantly Apna required material type karne mein bahut zyada help kar raha Hota Hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: ya review &quot;key board &quot;par mabni ha..

                            Assalam u alaikum dear forex members..!!
                            Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                            Hamra aaj ka review "key board" pr mabni ha.
                            Dosto keyboard computer ka Aik ahm hissa ha jis ki waja sy app computer ko mukhtalif command day hain. Ye typing ky lye istemal hota hai.isky bohat sy faidy hain or ye mukhtalif size main dastyaab hoty hain.
                            Dosto mobile aaj kal zindgi ka Aik ahm hissa ban chuka ha. Or koi b kaam mobile ky bagair mumkin nhi.
                            Aaj kal Bohat zyada mehnat mobile market main majood hain or loog use b kr rhy hain . Islye qeemti chez ki hifazat bi bohat zrori ha.. mobile screen ko bachany ky lye bohat sy protector use ho rhy hain jin main paper protector, glass protector or aaj kal plastic protector b use ho rhy hain.
                            G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                            Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                            Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                            Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                            Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faid nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                            Shukrya ❣️❣️❣️

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X