Bitcoin aur paper currency mein farq
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin aur paper currency mein farq
    Dear members future digitail ka hai paper money ka koi pata nai hota kitnay chape hai bank main kitna balance hai yeh country or banks boht buray hai humaray hi paisa bank main rakhwa kar 2nd logo ko sood par qarza daite hai khud ac main baith kar k lakho kamate hai is liay bitcoin jaisy currency seb ko banana ho gi bank band karna ho ga yeh bank ka karobar tabah karna ho ga digitail currency se pata chal jay ga kis ne kitnay note chape hai max kitnay coin hai jaisay bitcoin k total 21milion coin hai jis main 18million chap gai hai baki b chap jay ga bitcoin 21million se zaida nai chape ja sakte is liay main b kaho ga k bitcoin paper money se hazar ganah zaida behtar hai bitcoin paper currency sy best hai bitcoin apky account mein save hoti hai koe bhe nekal nahe skta lakin paper currency apki pocket mein save nahe hote kabhi bhe ghir skti hai.....S
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bitcoin aur paper currency mein farq

    g dear main apki bat sy sehmat hon keh aney wala wqt digital hoga jismen har chez digital hi hogi aor papers ka wqt gzr raha hay currency ko agar dekha jaey to sb sy pehly digital currency bitcoin hi creat hoi hay is key bad kai sari new currencies agai h ain aor wqt kay sath sath har chez digital ho rahi hay aor ik wqt aega keh paper currency bilkul hi khatm ho jaegi aor just digital hi baki rahegi
    • #3 Collapse

      Re: Bitcoin aur paper currency mein farq

      Assalamu Alaikum g dear main apki bat sy sehmat hon keh aney wala wqt digital hoga jismen har chez digital hi hogi aor papers ka wqt gzr raha hay currency ko agar dekha jaey to sb sy pehly digital currency bitcoin hi creat hoi hay is key bad kai sari new currencies agai h ain aor wqt kay sath sath har chez digital ho rahi hay aor ik wqt aega keh paper currency bilkul hi khatm ho jaegi aor just digital hi..
      • #4 Collapse

        Re: Bitcoin aur paper currency mein farq

        G bro farq hy bitcoin internet currency hy online marketing hoti hy us pe mtlb kuch be ap saman lo online out side country se to ap bitcoin ki surat ma pay kr skhty ho usse apka faida be hy aur relax be ho baki is time ta bitcoin bht uper chala Gaya hy
        • #5 Collapse

          Re: Bitcoin aur paper currency mein farq

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Aban92 پيغام ديکھيے
          G bro farq hy bitcoin internet currency hy online marketing hoti hy us pe mtlb kuch be ap saman lo online out side country se to ap bitcoin ki surat ma pay kr skhty ho usse apka faida be hy aur relax be ho baki is time ta bitcoin bht uper chala Gaya hy

          Nahi dear aisa nahi hai jaisa ap ny likha hai. actually crypto mai sub se pehlay ap ko pata hona cheye bitcoin aya tha or us kay bad jab yeh sahi arooj pay geya tu baqi coins market mai kafi aye hain jin mai se kuch bhag gay or kuch hain lekin jtian bitcoin nay taraki ki hai koi or koi nahi kar paya hai esleye aj ki bat ki jaye tu top pay ap ko bitcoin mily ga.
           
          • #6 Collapse

            Re: Bitcoin aur paper currency mein farq

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aban92 پيغام ديکھيے
            G bro farq hy bitcoin internet currency hy online marketing hoti hy us pe mtlb kuch be ap saman lo online out side country se to ap bitcoin ki surat ma pay kr skhty ho usse apka faida be hy aur relax be ho baki is time ta bitcoin bht uper chala Gaya hy

            dear currencies ap ko kafi zaida mil jain gi jo physical be hai lekin un ka use khas jaga pay hota hai. jab kay ap ager bat karain bitcoin ki tu yeh physical es ka koi wajood nahi yeh future currency kay leye use hota hai or bitcoin currencies se kahi zaida upar ki price rahkti hai or es ko future mai online or bhout se kamo kay leye istamal kiya jayega.
             
            • #7 Collapse

              Re: Bitcoin aur paper currency mein farq

              Is tarah Bitcoin cash Bitcoin network se kahin zyada tezi se len den per kaam karne mein kamyab hai matlab yah hai k Intezar ka waqt kam hota hai aur transaction processing ki fees bhi kam hoti hai.Bitcoin cash network Bitcoin network k mukable ma second mein bahut sare lenden sambhal sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Bitcoin aur paper currency mein farq

                Physical currency hard form Mein Hoti Hai Jaise ke paper yah metal ki Shakal mein aur yah Kisi bhi mulke State Bank ki taraf se Ishu ki Jaati Hai aur normally yah Usi country ki had Tak trade ki Jaati Hai Hai Uske vah currency bahut jyada popular popular Ho Jaise K dollars aur Pounds vagaira Jab Ke a bitcoin Ek virtual currency Hai Jiski Koi physical existence Nahin Hai lekin ya physical currency Ki Tarah Hi Kam karti hai aap ek software ke jariye initially iski mining kar sakte the aur Jin Logon Ne Shuru Mein Bitcoin purchase Ki Hai unhone isase Kafi Jyada Paisa kamaya Hai Bitcoin Ko Kisi bhi physical currency ke against adjust Kiya Ja sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Bitcoin aur paper currency mein farq

                  Bitcoin jaisi digital currencies ka sb sy bra faida ye hota h k Baqi paper currencies ki trh carry ni krni prti bl k some clicks sy ye hr haha available h. Lakin digital currencies ko es Waja sy bi support ni kia Jata q k enki market value increase honey sy paper currencies ki market down ho skti h. Different banks, institutions jo es mn money laundering, curuption etc krty hn, phir wo possible ni ho ga q k hr bandy ko latest rates ka pta ho ga aur dusry wo direct dealing kry ga to ye banks/money exchanger etc to mr na jain. Esi Waja sy ye log hr mumkin had tk usko oppose krty hm lakin future mn crypto hi chaly gi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Bitcoin aur paper currency mein farq

                    Bitcoin digital currency ka trend market mai lay kay aya hai. ab ap daikhain tu paper currency waha bhout sari jaga pay band ho chuki hai or ab waha bitcoin ya digital wallet ka use ho raha hai future mai be aisa he hoga kay paper currency na honay kay brabar ho jaey gi or ap kay digital wallet sy ap apni saving or investment or kharch kar sakain gy.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X