Carona Aur Siasat:Jaiza
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Carona Aur Siasat:Jaiza
    AoA dear forex members Pakistan Forex Forum Pe Ye Best Portion Hy Jis Men Trading se Hat kr Bhi bnda kch na kch apny tajrbaat share kr skts aur mulki siasat o mushiat k bary men jan skta hy isi lihaz se mera aj ka muzu Carona Aur Siasat hy sb log apni apni raye dengy
    Mere nazdeek Carona reality hy lykin us ko siasi maqasid k liye ziada use kia ja rha hy like sindh men dykh skty hen ap is k ilawa ab jb k taleemi adary open hoye hen to carona phr se ziada hony lg gya hy same isi trha jb oposition ny jalsaon ka ilaan kia hy to carona casses ka btaya ja rha hy k ziada ho jaingy is liye ijazt shed na di jaye aur educational institute b bnd kr skty hen baqi Allah behter janta hy aur woi hmarh mulk ko is se mahfooz rkh skra hy
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Carona Aur Siasat:Jaiza

    dear members jaisa keh hum sab janty hain keh ik waba jo keh covid19 kay nam sy mashoor hoi hay yeh start main to china sy paida hoi phir yeh aehsta aehsta har choty aor barrey mulk main ponhch gai ab yeh hai to ik haqiqat hi lakin kuch logon nay khas kar oppotion walon nay isey siyast kay taor par use kar kar kay mul aor mayeshat ka nam o nishan hi badal diya hay
    • #3 Collapse

      Re: Carona Aur Siasat:Jaiza

      Dosto jesa ke ap sab log jante hongai ke 2020 ke 2 month Mai karona sab se pehle china Mai aya or pir karte karte duniya ke sab mumalik maipehl Gaye is tarha Corona ka shikar hamara mulk be howa. Or jab Corona ka phla qas jab aya Karachi mai to paistan ki pori awam is se bohat far hai to par siasat karne wale logo ke liye yeh ek pablisti karwane ka ek moqa mil gaya ta or woh har jaga ja kar pic lete or ose wiral karte take log yeh samje ke yeh log mushkil waqt Mai sab se pehle hamare sat hai or kuch me to Corona paishant hone ka bahana be banaya par woh is Kam Mai kamiyab ho Gaye on ko logo ki hamdardi Milne lagi.or bahir mumalik sai in ko bohat imdad be Milne lagi .
      • #4 Collapse

        Re: Carona Aur Siasat:Jaiza

        Dear pyary forexer Corona Ka maeshiyat pe Bohat ghehray asrat chorein hai es ma mulk ki sayasi jamato me be khub faida uthata Kabhi present govt per opposition blame krti ke in kat intazamat ye that Corona ko lekar esi trah sayasi faida Bohat hua hai lekin mulki maeshiyat ko nuqsan pohncha hai es say kafi uskay ilawa taleemi idaro Ka aik arsay is baad Khulna aik Acha iqdam tha lekin Corona cases mein izafay ke sabab muktalif option per ghor Kiya jata hai sayasi jamato apnay jalso ko karnay ke bjae awam Ka sochen yehi waqt Ka taqaza hai buray waqt main unko support karey or tawun karey Baki Allah talah apna karam farmaye.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: Carona Aur Siasat:Jaiza

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
          dear members jaisa keh hum sab janty hain keh ik waba jo keh covid19 kay nam sy mashoor hoi hay yeh start main to china sy paida hoi phir yeh aehsta aehsta har choty aor barrey mulk main ponhch gai ab yeh hai to ik haqiqat hi lakin kuch logon nay khas kar oppotion walon nay isey siyast kay taor par use kar kar kay mul aor mayeshat ka nam o nishan hi badal diya hay
          dear jab virus aya tha tu bhout se business es se effected howay thy or es kay alawa jin logo ki jobs be hain woh be kafi zaida loss mai gay hain logo ko es ki waja se abhi tak pareshani ka samna hai esi tarha Forex mai be economy kisi be mulk ki hai kafi effects para hai esleye koshish karian kay ap market ko update karty rahain. or sath main apny pairs ki news ko lazmi follow karain.
          • #6 Collapse

            Re: Carona Aur Siasat:Jaiza

            Walekum assalam dear Ham Jo Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein Ham dekhne Hain Ki market Mein previous days Mein position bilkul ki down ho gai Thi iski behind yahi reason hai ki coronavirus ki vajah se market Mein iska bahut jyada effect hua tha jaise ki Ham Dekh Rahe Hain Ki iska Kisi bhi country mein bahut jyada effect hue hain aur specially uski government ko uska bahut jyada loss Hua Hai Kyunki Har Taraf lockdown ki vajah se is Ne Har country ke Kan mein bahut jyada down kar di hai aur Market bahut jyada down ho gai Thi coronavirus overall pure world ko bahut jyada effect Kiya Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Carona Aur Siasat:Jaiza

              Covid-19 ki aamad se practically 66 per Aur Duniya Ki message per bahut bura Asar pada hai korona ki aamad se pahle Har chij EK flow mein chal rahi thi aur routine wise Har kam ho raha tha lekin covid-19 ke arrival se shasit bhi bahut Buri tarike se aashram 10 hui hai aur aur duniya ki Mohit per bhi bahut bura Sar pada hai ki baat karen to account mein aur siyasat ek dusre ke sath link karte hain aur economy tabhi acchi Hoti Hai Jab Ek Mulakat ki siyasat acchi ho to karo na Virus ki vajah se jo government hoti hai usko Mushkil 8 ka Samna karna Pada Kuchh governments Ne korona ko control bhi kar liya aur bahut acchi strategies Banai Jiski vajah se covid-19 cases Mein Kami I lekin lekin Kuchh government se coronavirus case Pride Gaurav Nahin Saki aur itni acchi policy Nahin Bana Sakenge coronavirus Masjid khelne se rok sake Jiski vajah se opposition ladiss aur Puri opposition Ne hakumat ko Bura Bhala karna Shuru kar diya iska shasan per bahut bura Asar Pada aur Hukumat ka ka vote bank bhi bahut kam hua hai bahut Shukriya
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Carona Aur Siasat:Jaiza

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zainali123
                Jahaan tak rhi siasat ki baat to isi wja sy hamry mulk ki maeshat bhi tabah ho chuki hy dosrei traf corona ki sorathall ap sb k aamny h
                Dear virus sy har country economically pareshan thi. ab tu halat normal hia or ab pehlay jaisy halat nahi rahy. lekin us time jin countries nay es kay rules ko follow kya hai woh es burhan sy jald bahir nikal aye hain. Pakistan ko ap daikh lain economically kafi weak ho chuka hai. esleye humain kudh struggle karna hogi kay hum achi tarha sy apni country ko es sy nijat dila sakain or hum sub mil kar apni economy ko behtar kar sakain.

                اب آن لائن

                Working...
                X