Robot trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading
    Gee dosto ek trader khud forex market ko read kerta hay aur is k trend ko semjta hay phir apni ray k mutadiq is ka take profit aur end loss chose kerta hay aur is ko is bat ka bkhobi andazia ho jata hay k market kis traf move kray gi wo isi k mutabiq trade open kerta hay is lie is trade main profit k chances ziada hotay hain jeb k robot trading main trader ko market ki movement ka koi andaza ni hota wo only robot ko on ye off he kertay hain is lie humain always manually he trading kerni chahie robot trading kabhi bhe na kren iss sy acha hai ap instaforex team sy rabta kar kay copy trading ker len....
    ​"Try try again until you succeed"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot trading

    g han bhai jan ap ki bat sahi hay forex trading manually ki jaey to acha rehta hay kun keh agar hum forex trading ko robot kay hawaly kar dety hain to yeh robot hamen beshak kuch profit dey dety hain lakin yad rey keh yeh jb loss dety hain to boht barra loss dety hain yani keh is sy account bhi wash ho skta hay
    • #3 Collapse

      Re: Robot trading

      forex ko hum teen trah sy kar skty hain pehla yeh keh hum isey manually kar skty hain dosra yeh keh hum is par robots ka use kar kay trading kar skty hain aor tesra yeh keh hum copy trading kar ksty hain in teeno kay apni apni jaga faidey bhi hain aor loss bhi hain to mery bhai jisko jo method use karna pasand ho woh wohi chose karey aor logon ki dekha dekhi work na karen
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Robot trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
        forex ko hum teen trah sy kar skty hain pehla yeh keh hum isey manually kar skty hain dosra yeh keh hum is par robots ka use kar kay trading kar skty hain aor tesra yeh keh hum copy trading kar ksty hain in teeno kay apni apni jaga faidey bhi hain aor loss bhi hain to mery bhai jisko jo method use karna pasand ho woh wohi chose karey aor logon ki dekha dekhi work na karen
        Dear robot main ap ager acha robot laity hain tu ap ko woh acha profit gain kar kay day skata hai lekin us suurat mai aisa karian jab ap ko pata ho kay pa kay pas koi chara nahi hai kay ap kudh manual trading karain like ap busy hain ya koi or kam karty hain tu ap ko us surat mai phir robot ka istamal kar laina cheye robot ap ka acha hona cheye.

        اب آن لائن

        Working...
        X