yh review choty bachon ko school bejhny k bary mn h.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yh review choty bachon ko school bejhny k bary mn h.....

    Introduction......

    choty bachon ko school bejhna.......


    ​Assalamu Alaikum friends Umeed hai aap sab theek Honge aap ko Maloom Hai ki aaj Ham dekh new topic Lekar Hazir mein hai aur aaj ka Hamara topic bahut hi important hai Kyunki aaj ka Hamara topic Chhote bacchon ko school bhejne ke bare mein hai ....aap ke gharon mein bhi Chhote bacche Jarur Honge Jo school ki taraf Jaate Honge yah abhi tak school Nahin Jaate Honge yah jinpura School bhejne ke liye plan Kiya Ja Raha Hoga ..unke liye review bahut important hai Kyunki is se unko bahut jyada information mil sakti hai ..friends AAP Sab Jante Hain ke School Jana sabse pahla Farz hai jo ki Har Kisi Ne karna hota hai Ham Bhi Jab Bachpan Mein the To Ham bhi pahla School gaye the ...Chhote bacchon ko school bhejne ke liye Bahut Si chij Unka Khayal Rakhna padta hai Jaise ke bacchon ko Samjhana padta hai ki is school hai vahan on study karni hai apne teachers ki respect karni hai unko respect deni hai Unse badtamiz hi nahin Karni aur dusre bacchon se Ladai Nahin Karni ....ISI Tarah school ke andar bhi Rahte Hue Hamen bahut jyada tension hoti hai ki Kahin Hamare bacche kisi ke sath Ladai Na kar rahe ho ya Kisi Ko se na ho rahe ho ya unhen kisi chij ki jarurat Na Ho ine Sab chijon Ko mind mein rakhte Hue Hamen bacche ka school set karna chahie Juda Ham satisfy Ho Sakenge Hamara baccha Bahar relax feel Karega acchi study karega aur uske andar Ek improvement Aaegi post improvement ...Agar Ham bacche ke bare mein Achcha Sochenge tab yah Hamara baccha first improve kar sakta hai aur tabhi Hamara baccha Ek acchi study ki taraf Ja sakta hai isliye Hamen School ko select karte hue bahut hi care se kam Lena chahie ..bacchon ko school mein bhejna chahie Jidhar Hamen Maloom Hoga Yahan bacchon Ki Kar ki Jaati Hai bacchon Ko acche manners Dikhai Jaate Hain bacchon Ki acchi improvement ki Jaati Hai bacchon ke sath Aisi activities ki Jaati Hai Jin ki vajah se bacchon ki health bhi acchi Rahe aur bacche relax de rahe aur bacche fresh bhi Rahe ...isiliye Hamen Kisi Na Kisi acche School ko select karna chahie Agar Ham Aise School ko select Karenge Jidhar teachers bacchon ko gusse Hote Rahte Hain Koi extra activity Nahin karne dete environment relax Nahin Hota yah bacchon ki healthy aur mind improvement Nahin Hoti Udhar Hamare bacche kabhi bhi first year improvement Lekar Nahin Aate aur na hi vah Kabhi study Mein acche Hote Hain .....isliye Hamesha Apne bacchon Ko School bhejne se pahle ya Shor kar lena chahie ki JIS school mein Ham bacchon Ko bhej Rahe Hain vah bacchon ke liye best bhi hai ya nahin Agar bacchon ke liye School best hai to parents ka mind relax rahata hai ki Hamare bacche Ek acche environment Mein Ek acche teachers ki Najar Mein padh rahe hain ...ummid hai aapko Hamara review Achcha lagega aur aap Iske bare mein Hamen positive information provide Karenge thanks ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yh review choty bachon ko school bejhny k bary mn h.....

    dear ap ne bohat hi acha review diya ha hume apne chotey bachuo ko taleem dalwani hoti ha os k liye hume phaly un ko school bajna hota ha hum agr bachuo ko school ni bajein gein tu wo khabi be achi taleem hasilni kr sakte hein is liye hume un ko school lazmi bajna hota ha hume hume bachuo ko duneawi taleem be deni chaiye lekin os k sath hume sab se phaly hume bachuo ko islamic taleem deni chaiye wo jab bbhrey hon tu islami asooluo mn apni life guzarey hume sakoon milen ga agr hum apney bachuo ko school ni bajrte hein tu is ka kafi nuqsan hota ha un ki life kharab ho jati ha hamre mulk mn ab tu achi job be achi education ki base mn milti ha is liye apney bachuo ko school lazmi baje
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: yh review choty bachon ko school bejhny k bary mn h.....

      Asslam o Alaikum g hain my dear all friends humy apny choty bacho ko khass tor pay taleem dena chahie ku k education k bgr Mary khayl say inshn ki koi zindgii ni hain as lay education ka darss har murd ort choty bhry k lay buht zurari hain as lay humy apny bacho ki life pay buht hi kam age main un ki study un ki achi tarbeyt pay un ki bachpan say har activities pay focus karna chye ku k agr hum bacho ki life ideal ni bany gay un ki zindgii ko acha ni bany gay tu kal ko humry lay msla hoga ku k agr old karb ho jaye tu walden k lay shrmindgi ka bhass bantii hain as lay humy apny bacho ki zindgii pay har surat khayl rkna chye time dena chye us. Kal ko fida hoga ku k agr bacho achy naik bany gay tu kal ko wo mulk ka name rohsn kr skty hain apny walden ka name roshn kar skty hain as lay humsha apny walden ki ka name rhoshn karny k lay apny choto pay nazr rkhna chye un ki achi education k lay har Lihz say acha idhra select karna chye bacho ko deen dunia ki taleem dena chye ku k bachy walden k marny k bad un ki sub say bhri namt hoty hain jo apny walden k lay swb or bakii k kam karty hain agr bachy karb hogay tu kal ko walden k many k bad bhi un ko guna mily ga as lay bacho ki life buht important hain us pay jatna zyda ho sky time day kr focus karna chye in ki achi tarbeyt achi life k lay har lihz say active ho kr time dena buht zurari hain......
      • #4 Collapse

        Re: yh review choty bachon ko school bejhny k bary mn h.....

        Salaam Alaikum dear members aap ne Chhote bacchon ko school bhejne ke bare mein Hamare Sath review share Kiya Hai Chhote bacchon ko school bhejna Ek bahut Mushkil kam hai specially Jagah first time school Jaate Hain To unko handle karna bahut jyada Mushkil Hota Hai Chhote bacche abhi School Jaane Ki Shaadi Nahin Hote isliye bahut jyada time lagta hai unko school start karne mein.

        Chhote bacchon ko school bhejne ke liye bahut jyada pyar ki jarurat Hoti Hai unhen Pyar Ke Sath aur school ke bare mein acchi qualities Bata Kar School jane ke liye agri Kiya Ja sakta hai hai bacchon ko unke favourite Lunchbox De kar Ham unko Khushi Khushi School bhej sakte hain Agar Chhoti age Se Hi bacchon Ko School bhejne ka Aadhi Banaya Jaaye to vah Thode Se Jab Bade hote hain to vah bilkul Khushi Khushi School Jaate Hain.
        • #5 Collapse

          Re: yh review choty bachon ko school bejhny k bary mn h.....

          Assalam walekum Pyare bhai jaan Hamen m Chhote bacchon ko bhi School bhejna chahie To Kya Karen Khade hain to uska fayda hota hai ki Hamare bacche Jyada Se Jyada jaldi jaldi vah class 6 Jaate Hain aur isliye aapko chahie Apne bacchon ka school bhejiye acche se kapde pehna kar Bharti pahna Kar Khush chhodane Jaaye Kyunki aaj kal kharab hai aur bacche ghoom ho rahe hain isliye aapko chahie kya bacchon ko Chhote bacchon ko
          • #6 Collapse

            Re: yh review choty bachon ko school bejhny k bary mn h.....

            Assalamu Alaikum Indian member aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge share kiya hai aur ek informative Top abitkar ki Chhote bacchon ko school bhejna bahut jyada Mushkil Hota Hai first time Jab bacchon ka admission karwa Jata Hai Chhote bacchon ka to unko School bhejne bahut jyada Mushkil hota hai unko early morning uthana Pyar karna bahut jyada Mushkil ho jata hai aur winter season Mein To aur Jyada Mushkil ho jata hai Kuchh bacche Aise Hote Hain Jo bilkul bhi School jaane ke liye taiyar Nahin Hote To unke liye bahut jyada problem banti hai aur bacchon ki vajah se To Hamen chahie ki Hamen Jab Bhi School bacchon ko School Ajmer admission karvana chahie To Hamen Subah ke time bacchon Ko Pyar Se uthana chahie tabhi Ho jana Pasand Karenge
            Chhote bacchon ko school bhejne ke liye bahut jyada pyar ki jarurat Hoti Hai unhen Pyar Ke Sath aur school ke bare mein acchi qualities Bata Kar School jane ke liye agri Kiya Ja sakta hai hai bacchon ko unke favourite Lunchbox De kar Ham unko Khushi Khushi School bhej sakte hain Agar Chhoti age Se Hi bacchon Ko School bhejne ka Aadhi Banaya Jaaye to vah Thode Se Jab Bade hote hain to vah bilkul Khushi Khushi School Jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: yh review choty bachon ko school bejhny k bary mn h.....

              Aoa...
              dear memebrs umiid karti hun ky ap sab kheriiyat sy hon gy apapny ek bahut ee achy topic par bat ki hai...apny choty bachon ko school bhejny ky bary mein bat ki hai yeh eek bahut acha topic hai.
              jaisa ki AAP Sab jante Hain ki chhote bacchon ke Jo mind hote hain vah completely clean hote hain aur unki best training tabhi ho sakti hai agar unko chhoti umra mein Hi positive chij sikhana shuru karti chahie aur yah sab kuchh unko School bhejne se hi aata hai tu chhote bacchon ko jald hi School bhej dena chahie tha jyada unki education bolate nahin karna chahie kyunki unka mind is waqt jyada acchi tarike se active hota hai aur vah tab apna mind apni padhai mein laga sakte hain iske alava chhote bacchon ko education ke alava bhi bahut sari chij mein sikhane ki jarurat hoti hai jo unhen sirf school se milte Hain jaisa ke to use bacchon ke sath corporation iske alava unke behaviour mein changing or behaviour ke andar unke positive chijon ki production iske alava unki training unki guidance unko chij se khana aur unko Puri chijon se rokane mein bhi schools ka bahut bada roll hota hai ise chhote bacchon ko school bhejna chahie aur unka School select karte hue bhi bahut jyada kaise kam Dena chahie ki vah kis school mein ja rahe hai aur vahan kis tarah ke environment mein rahenge aur kis tarah ki chijen sikhenge aur kis tarah ki chijon se dur rahenge to chhote bacchon ko ek tu jaldi school bhej dena chahie lekin iska matlab yah bhi nahin hai ki aap bahut chhote bacchon ko school bhejna shuru kar de agar aap bahut chhote bacchon ko bhejna shuru kar denge aur unko padhaai per laga denge tu unke mind kyon characteristic ke liye to jaega Jo ke usko vah fort karne ke kabil nahin hote kyunki agar aap chhote level per chhote mind per bahut jyada pressure dalne ki koshish karenge Don ki apni capability is hogi vah bhi khatm ho kar a jaenge aur woh ek status ka shikar ho sakte hain aur Jin cheezon mein unka mind sahi tarike se chalta hota hai usmein vivo Dal Ho jaate Hain to iska jo sabse bada bura asar hota hai jaldi agar aap School bhejte to vah yahi hota hai ki unka mind daal ho jata hai lekin aap unko chhote aur main School bhej deta ki vah padhaai mein bhi acche ho aisi chij Sikh sakte kyunki tab mind active hota hai jyada acchi tarike se vah chij mein pickup kar sakte hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: yh review choty bachon ko school bejhny k bary mn h.....

                Dears ap na choty bachon ko school bajny k bary ma bhut acha review share kiya ap na es k according apna knowledge hmry sath share kiya ma apna experience ap k sath share karo gi ma aik teacher hu hmry school ma jab play group ma new admission ata hai us k rony ki awaiz pury school ma goonj rahi hoti hai us bachy ko handle krna bhut difficult hota hai bachy ko sirf pyar sa handle kiya jata hai usy different toys diye jaty hain ta k us k sath wo apna time spend kry or us ka school ma dil lgy or wo school routine ka adi ho jy school ma new bachon k ley sweet and candies rkhi hoti hain jo uney di jati hwi ab govt school ma ESE rooms bany gy jahn LCD lgi hoti hai color full rooms hota hain choty bachon ko colour effect krta hain wo uney dakh k khush hota hain or uney cartoon dakhy jaty hain ya sab bachon ko school ma adjust krna k ley kiya jata hai mothers choty bachon ko different types ka lunch bna k deti hai kisi tra wo school jany k ley ready ho choty bachon ko school bajny k ley sirf pyar ki zrort hoti hai jab wo new bachon ko milty hain un k sath friendship krta hain phr asta asta un ka dil lg jata hai or wo school ana start kr dety hain

                اب آن لائن

                Working...
                X