Ye Review "Gas Cylinder" pe mabni hau
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye Review "Gas Cylinder" pe mabni hau

    Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara yah review gas cylinder per mubny hai gas cylinder mein gas bhar kar Ham kitchen mein istemal karte Hain iske bahut sare fayde aur nuksan hote Hain
    Advantages:
    Agar gas chali jaaye to Ham is se khana banaa sakte hain.aaj kal ka cylinder ke upar hi bharna banaa hota hai isliye hamen chulhey ki bhi zarurat nahin padatiaajkal gas bahut jyada jaati hai jiski vajah se hamen cylinder se help lene ki jarurat padati hai hamare time ki bachat Ho jaati hai aur isko Ham kahin bhi rakh kar khana bnaa sakte hain hamen kisi special jagah per nahin batana padtais tarah mein gas khatm hone ka abhi and deshaniki rahata gas khatm hone wali Ho to Ham pahli bar hua kar rakh lete Hain tar ke bad mein hamen Koi pareshani Na Ho
    Disadvantages
    Jis tarah hr chiz ke fayde hote Hain is tarah nuksan bhi hote Hain cylinder ke abhi kuchh nuksan hote Hain Jo Ham yahan per batate Hain. Hamen gas cylinder ka ehtiat se rakhna padta hai agar gas pura jaaye to cylinder fat bhi sakta hai Patna se bahut se nuksan hote Hain insan Mar jaate Hain agar Ham iska ihtiat se istemal karenge Ham nuqsan se bach sakte hain.ok friends allah Hafiz Ham dobara hazir honge nahin review ke sath tab tak apna khyal rakhen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

      Assalamu alaikum dear friends Umeed hai aap sab khairiyat say houn gai.
      Main aaj Gas Cylinders kay baary main review karoun ga.
      Gas cylinders ka istemaal aajkal bohat aam hai. Gaariyoun main rickshaw main aur gharoun main ye bohat aam istemaal ho rahay hain. Hum aaj ka review ghar main istemaal honay waalay cylinders pr karain gai.
      Humaray mulk main bohat say aisay ilakay hain jahan Gas pipeline nai hain aur log abhi b lakriya istimaal kartay hain. Un ilaqoun main cylinders bohat zayada istemaal hota hai. Gas Cylinder ki wajah say gharelo cheezain bht jaldi tayaar ho jati hain. Mehnat kam lagti hai. Mousam kharaab b ho to iss pr koi asar nai hota. Lekin iska darust istemaal aana bht zarorri hai warna ye jaan laiva b saabit ho sakta hai.
      Gas Cylinders ki condition aur iski muramat bar waqt krwaana bht zaroori hai. Cylinders main compressed gas hoti hai jiska blast honay ka khadsa har waqt hota hai. Gas cylinders ko hamesha chat sy bahir rakhain. Gas Cylinders ka mahana kharcha zayada hota hai nisbatan lakriyoun kay.
      Gas Cylinders ko Bohat Ehtiyaat sy istemaal karain aur iska poora faida uthain.
      • #18 Collapse

        Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

        Salaam alaikum my dear all friends Umeed karta hun aap sab khairiyat se Honge ji Hamara review hai aaj gas cylinder ke upar Thi kya cylinder bahut hi naya chij hai kahan cylinder ka fayda hai aajkal jo hai vah kabhi kisi time bhi Chale jaati hai aur jo kahan cylinder hai isliye Ham ghar mein use kar sakte hain aur ismein bharva ke hum raat ko Gaye ghar mein use kar sakte hain aur Gaon Mein aajkal to vaise hi cylinder use Aur Hain cylinder bahut Sare fayde Aur nuksan Bhi Hai Kya Jab Ham Hamara gas cylinder old Ho Jata Hai To Hamen Ka Khyal karna chahie gas Bharat bhi sakte hain aur gas cylinder ka yah 26 ko use Karen chulhe Se Dur rakhen is Mein Aag lagne ka Khatra hai hai aur gas cylinder jor se Mein fenk Na chahie iska Khyal Rakhna chahie ek hi Jagah per Pada raha hai aur isko ghar mein Rakhna bahut hi nuksan desh ko Jab Bhi Rakhe room ke bahar Rakhna chahie ya Kisi time bhi fat sakta hai yah Ne kejo sakti hai bacchon Ke Rakhna chahie gas cylinder ke fayde bhi bahut Sare hain aur isko Ham Kahin Bhi jakar use kar sakte hain safar mein 20 ko Rakh sakte hain aur gadiyan mein to bahut hi jyada use ho rahe hain Apna aur bahut hi jyada badh rahe hain nuksan bhi de rahe hain gas bahut hi fayda bhi hai aur nuksan bhi hai isliye main taiyar karne chahie gas cylinder se aur gas cylinder Se Doori Rahana chahie Jab Bhi gas bharane Jaaye to Shailendra Apna check kar le aur Raha Re Tu 3 Sal bad Apna gas cylinder change karne aur Newzealand kharidna aur Apna gas cylinder Karke rakhen aur Jab Bhi Lene Jaenge hai Jab Bhi cylinder Ne acchi company ka cylinder Lena chahie cal ki company ka fatafat bhej sakta hai aur cylinder lete Waqt Sahi check karne ke original company Ka Hona chahie aur use per Lagi honi chahie aur friend Hona chahie aajkal Shailendra bahut Yad a rahe hain aur kya hal karna chahie kya kar sakte hain aur Jab Bhi cylinder use karen to usko Band Karke Rakhe Jab Bhi cylinder ka kam ho kam Karke use time cylinder ka mein band kar den aur bahut Dur Rakhe ki hoti hai Jyada Gam Nahin Banane chahie aur jitne hoti ke pastry hai vah gana chahie bahut log ke pass bhej diya tha vah lete hain aur sath Jata Hai yah bahut nuksan aur gas Ka Khyal rakhen Hamesha bol uska 15 ke room mein bilkul na Rakhe aur Har 10 minut cylinder ko Dekhte Rahe Jab chalta Rahe aur is to Bachpan Se Dur Rakhe cylinder bahut hi acchi chij hai bahut Jabardast Hai Ham market Mein khareed sakte hain Chote Bade size mein mil Jaate Hain aur Har colour ke mil Jaate Hain bahut bahut Pyare look Mein mil Jaate Hain Shailendra bahut hi Nahin chij Hai To Khyal se chalayen
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

          Aj ka Hmara Topic " Gas Cylinder " hay.
          Ye Amooman un ilaqo main use kia jaata hay jaha ya tou Gas nai hoti ya Phr Buhat kam hoti hay.
          is main Dalnay wali Gas ko LPG kehty hain aur ye Different sizes main KG k lehaz say apko milta hay.
          iska Istemal Nihayat Achy tariqay sy krna Chaiay q ky ye aik Dangerous Chz b hay.
          Chota Cylinder ap sath lay kr b travel kr skty hain Especially Agr kahi Ghoomny jatay
          Diff Pakwan walay jo Rehri pr chzaun baichty hain wo yei use krty hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X