Kesy ham apny account ku manage karain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kesy ham apny account ku manage karain ?
    dear friends Mera Sawal hai ki Ham Jab Forex Mein kam Karte Hain To Ham apni investment Karte Hain To Ham is investment ko kaise manage kar sakte hain Matlab Ki Hamare account ko kaise manage karna hai usmein kitna lot size use karna hai kaise trading karni hai aur Kitna account se withdrawal lena hai yah kis basis per Kiya Jata Hai kindly Jo expert Raider hai vah yahan per Apne reviews share Karen aur is bare mein bataen ki Kaise account ko manage Kiya Ja sakta hai acche tarike se ek behtarin trading karne ke liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kesy ham apny account ku manage karain ?

    dear is mn simple hai agr hum is mn acha kam krein gein sahi knowledge hasil kr k work krein gein tu hume kameyabi milen gi hume chart analysis ur indicotor ko fallow kr k work krna hota ha ha hum is business mn jitna knowledge hasil kr k work krein gein utni hi asani se is business mn kameyab ho sakte hein hume is mn tecnical analysis ur fundamental analysis ko check krte rehna chaiye ye hamre liye acha business ha agrhum is mn money management ko fallow kr k work krte hein tu asani se kameyab be ho sakte hein agr hum is mn without experince k kam krien hein tu hume nuqsan hoga is liye ap phaly is mn acha knowledge lena chaiye is business mn acha kam krte rehna lazmi h
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Kesy ham apny account ku manage karain ?

      G bhai forex main aany k baad aksar hamary dost apna acount wash kar baithty hain aur aaj aap nay pocha hay k ham apna acount kaisy manege karain gy faraz karo aap ka acount wash ho jata phir ham sochty hain k Forex a profitable business nahin hai aap Sar log hi chij Soch kar diya Samajh Kar Forex Ko chhodkar Chale Jaate Hain Jab ke mera jo experience hai vah yah hai ki Forex Ek bahut hi jyada profitable business hai lekin is business ko pahle samajhne ki jarurat hai aur sath practis ki bhi jarurat hai tu Hota Kya Hai bagair practis Ke Jab ham log kam kar rahe Hote Hain To Hamen tajurba Nahin hota to use vajah se Ham Aksar investor bahut ziyada problems Mein a Jaate Hain

      Ab aap ki baat k acount ko kaisy mange karain
      1 Bhai aap sabse pahle Apne capital amount ko check Karen uske sath aap money management Ki Ek Ya Do video YouTube Se Dekhne phir aap apni Aadat ko Dekhen ki aapke andar kya Aadat Hai Jaise ke profit ho raha ho to Kahin aap Jyada profit Ke Chakkar Mein Badi lot To Nahin Laga Rahe jo bhi aapko trade karni hai Din Mein Do Ya Char karo bus isase ziyada aap trade Nahin karo loss Mein jaati hai koi problem nahin hai aur profit Mein jaati hai koi problem Nahin Hai donon cheezon par aap qabo Rakhe Agar aapki zindagi Mein Hi to Inko khatm Karen
      • #4 Collapse

        Re: Kesy ham apny account ku manage karain ?

        Salam dear members ji aap hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai hai to vah Ham padh pant karta hai ki Ham apne account ko kaise manage kar sakte hain agar aap forex trading mein apne account ko manage karne ki baat kar rahe hain to iske liye hamen proper mehnat karne chahie sabse pahle trade open karne ke liye hamen apne account balance ko check karna chahie uske bad Ham main use kisi bhi currency repair per trade open karne chahie jab Ham apne account ko check karke lot size ko select karte Hain to hamen ismein zaroor kamyab hote hain .

        is tarah aapko hamesha lot size ko check karke hi trading karne chahie tabhi Ham ismein kam se kam ho sakte hain jab Ham trading mein small lot size ke istemal karenge to Ham ismein jarur kamyab honge isliye aapko chahie ki agar aap expert trater banna chahte Hain to is ke liye aapko proper rules ke juta Becky trade ko open karna chahie aur uske sar hi aap achcha profit hasil kar sakte hain kabhi bhi apne business make usse Koi rules na banaen .

        ISI tarah aapko chahie ki pahle hamen proper mehnat karne chahie uske bad hi hamen ishq related Koi kam karna chahie tabhi Ham ismein kam job ho sakte hain isliye aapko apne account ko could manage karna chahie khud trading ke liye currency pairs karne chahie hoti hai uske lot size ko select karna chahie tabhi aap ismein kam jawab aur sakte hain isliye aapko apne account ko could manage karna chahie .
        • #5 Collapse

          Re: Kesy ham apny account ku manage karain ?

          dear is markeet main kaam kartay huwya is main kuch rules hain jub tak hamko unhain follow karna nai ata hay ham is amkreet ko kabhi bhi sahi tarha say samjh nai skatay hain aur n ahe ham is main say kabhi acha kuch earn akr skatay hain aur agar ham yes samjhtay hain k hamko is amrket main mehnat kiye baghair he sab kuch apnay aap milna start ho sakta hay to yeh haamri sab say barri bhool hay aur ham is makreet main abhi bhi aisay tareekay say isay smajh nai saktay hain aur gar hamaray pass is amin kaam karnay k liye achay say acha capitals bhi hay aur hamray pass is main kaam kanray k liye koi experience nai hay to tab bhi ham isay kabhi smajh nai saktay hain ham is main say kuch bhi khaas kama nai saktay hain jisk liye zaruri hay k ham is amin kaam kartay huway sab say pehlya yeh samjh lain ham ko is main kaam karty huway ya kaam ko start kartay huway sab say pehlya kia aisa lazmi hay jisk baghair hamara is amrkeet main say acah earn karn akabhi mumkin nai ho sakta hay aur agar ham is main kaam main kama say kam risk aur sath reward say kaam kartay hain to ham is amrkeet ko kabhi samjh nai saktay hain ham is amkreet main say kuch bhi kama nai saktay hain isi liye better yahi hay k hamaray samnay is main kaam karnay ka aik propper tareeka hona chaye jisk sath ham is main kaam akrtay huway kama bhis aktay hon aur agar ham is main kaam akrtay huwya kuch manage tareekay say is main kaam nai kartay hain to hamko is main kaam bilkul bhi nai karna chaye aur sath sath hamaray liye is main kaam akrnay say kabhi kabhii bahut barray losese ka samna bhi ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Kesy ham apny account ku manage karain ?

            Dear respected traders aur member Forex trading Mein sabse important kam trading account manage karna Hota Hai vah traders Jinke pass acchi trading skills aur experience hoti hai vah apne trading account ko ache tarike se manage kar paate Hain aur Jin trader ke pass acchi trading skills experience Nahin Hoti vah Apne trading account ko ache tarike se manage nahin kar paate isliye Jab Bhi real trading start karni ho to is Baat Ko zaruri yaqeeni banana chahie ki Har Kisi Ke Pass acchi trading skills aur experience Ho Kyunki yah chiz Hogi to hi koi Apne account ko acche tarike se manage kar sakta hai jitne bhi professional aur expert trader Hai Unki profitability aur successful trading account management se hi hoti hai vah sab Kuchh Jante Hain Ki Kaise forex market Mein trade Lagani hai aur kaise trend ko follow karna hai tab hi vah profitable trading karne ke position Mein Hote Hain lehaza jitne bhi members Yahan per Meri Baat ya Meri ya post Dekh Rahe Hain aon Sab Ko Jaan Lena chahie ke Forex trading Bina acchi trading skills experience aur management ke Nahin ho sakti iske liye yah Tamam chizen lazim hai Jab Ek Dafa aapki management power aapki trading skills aapki trading knowledge aos level per pahunch Jaati Hai Jahan per successful trading start Hoti Hai tab Forex trading se profit esrn karna bahut Aasan ho jata hai aur Har trade successful hi jata hai Aksar expert aur professional traders yah baat karte hain ki Forex trading se earning karna bahut ziyada Mushkil Hai yah Baat vah isiliye karte hain Kyunki bahut se new traders ke pass management skills Nahin Hoti isliye vah trading Mein fail ho Jaate Hain lekin Jab Ek Dafa management skills a Jaati Hai tab Forex trading se earning karna Aasan bhi ho jata hai aur successful tarike se trading karna Mumkin ho jata hai management skills ke liye zaruri hai ki aapke pass Ek successful trading strategy maujud Ho Jiske zariye se aap apni trade Laga sake successful trading strategy ke liye aapke pass demo account maujud hai Jahan per aap bahut aasani ke sath different types of strategies banaa sakte hain aur new strategies ko vahan per judge bhi kar sakte hain Ki Aaya yah strategies successful ho sakti hai ya nahin isliye Mera yah Sabko suggestion hai ki agar aapane Apne management skills ko improve karna hai aur new strategies ko banana hai Tu Khoob practis ke sath demo account ko join Karen aur successful trading sikhen
             
            Zuhaib9988 Trading journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
            • #7 Collapse

              Re: Kesy ham apny account ku manage karain ?

              Thank you dear member mjhy is chez ka idea nai tha ap ne guide kr diya aur is chez se juniors members ko boht faida ho ga aur wo is se acha profit kama skien gy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kesy ham apny account ku manage karain ?

                the money manager handling his clients’ managed forex accounts can also collaborate with the client on all decisions if either party wishes to do so
                Users have full control over their accounts and the account manager will only have limited access to that account.]

                These services offer complete security and control to the user which means they can choose to terminate their account and withdraw their funds whenever they feel like it.

                Forex account management services or brokers also offer a variety of features to their clients such as a free demo account although the internal features of services may vary from broker to broker.

                اب آن لائن

                Working...
                X